Bhai app bahut acchi tarha se wiring diagram banake ham logwo ko samjaya hai . Isse ham ko bahut madat milgayi hai .Aalha se duwa hai app allha kush rake. aise app knowledge shere karte rahe .
I was having trouble with ac of my dzire and while searching I found your video. I have to say, you have explained in very simple way that any one with basic electrical knowledge can understand. You got a new subscriber. Mean while if you have time can you please explain what is the reason of the problem I am having. My radiator fan won't run while I switch on the ac in the morning, and so no cooling from ac. Once the engine reach the running temperature, the radiator fan starts and AC also starts.
@@SmCarAc Yes sirji..Magnetic clutch engage hothe hue diktha hai. Aur kuch der baad jub fan chaalu hotha hai AC bhi chaalu hotha hai aur acha cooling bhi miltha hai.
@@SmCarAc Sir...morning mein jub car start kathe time agar hum AC on karta hein radiator fan bhi uske saath on hona chahiye normally (aap ke video se patha chala)...idhar oh on nahi horaha. Lekin magnetic clutch engage hothe hue aur ac ghumthe hue diktha hai. Lekin kuch cooling nahi hotha. Phir gadi kuch 15 min chalake jub engine temperature normal range mein aane ke baad , radiator fan chaalu hotha hai. Usi time AC ka cooling bhi chaalu hotha hai. Acha cooling bhi miltha hai. Aap ke video mein dekha low speed and high speed coil hai motor mein. kahi AC reley se active hone wala coil jalatho nahi?. Aap ke video ek do bar dekneke baad ee doubt aaya hai. And I really appreciate you taking time and effort to give me reply. Thanks a lot.
Sir .... Ac on hona ka sath sath fan on nahi hota hai.... jab tak liquid pipe ka temperature increase na ho. Aap ek kaam Karo shuba car start Karo aur ac on Karo aur thoda race do, aur dekho ac compressor clutch cut to nahi mar Raha hai. ??
How to contact you I have issues radiator fan not getting on with ac its on. Without ac fan will not on my expansion tank crack due to it is not creating pressure due to that it will not run
Sir mera ritz diesel me radiator fan nehi chal raha slow /hi speed, lekin sirf ac on kar ne se fan chal raha.. Kaun sa relay m fuse replace karu? Thanks
Har ek car ka 2 reason ka wajasa electric fan chal ta hai, 1)-Air Condition on 2)-Engine water temperature high(ECT sensor) Aur 2 or 3 number relay to positive nahi Negative aata hai wo bhi ecm dega aap video aur ek dekho samaj aa jayaga
Ji ,,,check kar n kya liya da sakta ho but permanent use nahi kar sakta ho.Relay main positive or negative kui nahi aa raha hai wo check karo bcz har relay ka activate timing alag alag hota hai.
bahut hi badiya explain kiy maja aa gaya yaar❤
Thanks for watching this video to all subscribe 😊
Bhai app bahut acchi tarha se wiring diagram banake ham logwo ko samjaya hai . Isse ham ko bahut madat milgayi hai .Aalha se duwa hai app allha kush rake. aise app knowledge shere karte rahe .
Ji bohat bohat sukriya bhai
Masa allha bhut bdya vido hy
👍👍👍👍👍 nice work sir 👍
Thanks bhaijaan 👍👍👍
Very nice video bhai 👍👍👍👌👌👌🤗🤗🤗
I was having trouble with ac of my dzire and while searching I found your video. I have to say, you have explained in very simple way that any one with basic electrical knowledge can understand. You got a new subscriber.
Mean while if you have time can you please explain what is the reason of the problem I am having.
My radiator fan won't run while I switch on the ac in the morning, and so no cooling from ac. Once the engine reach the running temperature, the radiator fan starts and AC also starts.
Sir shuba jab ac on karta ho tab ac compressor on hota hai???
@@SmCarAc Yes sirji..Magnetic clutch engage hothe hue diktha hai.
Aur kuch der baad jub fan chaalu hotha hai AC bhi chaalu hotha hai aur acha cooling bhi miltha hai.
Sir ac bhi on hota hai or kuch der baad fan bhi on hota hai . Sir to problem kya ho raha hai??
@@SmCarAc Sir...morning mein jub car start kathe time agar hum AC on karta hein radiator fan bhi uske saath on hona chahiye normally (aap ke video se patha chala)...idhar oh on nahi horaha. Lekin magnetic clutch engage hothe hue aur ac ghumthe hue diktha hai. Lekin kuch cooling nahi hotha.
Phir gadi kuch 15 min chalake jub engine temperature normal range mein aane ke baad , radiator fan chaalu hotha hai. Usi time AC ka cooling bhi chaalu hotha hai. Acha cooling bhi miltha hai.
Aap ke video mein dekha low speed and high speed coil hai motor mein. kahi AC reley se active hone wala coil jalatho nahi?. Aap ke video ek do bar dekneke baad ee doubt aaya hai.
And I really appreciate you taking time and effort to give me reply. Thanks a lot.
Sir .... Ac on hona ka sath sath fan on nahi hota hai.... jab tak liquid pipe ka temperature increase na ho. Aap ek kaam Karo shuba car start Karo aur ac on Karo aur thoda race do, aur dekho ac compressor clutch cut to nahi mar Raha hai. ??
Thank you sir
Very nice information bhai 👌, chevrolet cruze k fan ka diagram pe video banaye
Okkk bhaijaan bohat jald
How to contact you
I have issues radiator fan not getting on with ac its on. Without ac fan will not on my expansion tank crack due to it is not creating pressure due to that it will not run
Bhi esa vido bnao.taym pechr t sy bena ecm ko btay fan auto matik chaly
thank you!!!
👍🙏
Good.imparmeshan
👍👍👍
Thanks...
Sir mera ritz diesel me radiator fan nehi chal raha slow /hi speed, lekin sirf ac on kar ne se fan chal raha.. Kaun sa relay m fuse replace karu? Thanks
Swift petrol and deisel dono ke liye te circuit same hoga ...,.
Nahi thoda alag circuit use hota hai
If there is no Ac switch on? How did the other relay getting positive?? How will the radiator temperature reduce??
Mashallah Allah
Ciaz me a.c on krne pr ek fan chll Raha hai dono nhi chll rhe hain relay fuse sb thik hai wiring bhi thik hai koi btyaga kya dikkt hai
Bhaijaan ciaz main 1 fan e chalta hai temperature ka sath dono fan chalaga.Apka car okk hai.agr temperature sath bhi nahi chal raha hai to problem hai
Sir radiator fan ko 3 face kyun hota hai normal dc motor toh 2 phase ka hota hai
Bina aircondition switch on, kaise coolent temperature reduce karega?? 2&3 number relay ko positive kaise milega bina Ac
Har ek car ka 2 reason ka wajasa electric fan chal ta hai,
1)-Air Condition on
2)-Engine water temperature high(ECT sensor)
Aur 2 or 3 number relay to positive nahi Negative aata hai wo bhi ecm dega aap video aur ek dekho samaj aa jayaga
Aa video dekho doubt clear ho jayaga:-
ruclips.net/video/6Pl7WAEK5Yo/видео.htmlsi=di-g_VtJbuoO1rZF
good
agr bhai 4 wire main voltge na aye to kya kare
1 wire main negative permanent rahaga aur 3 wire main ecm sa relay Activate hoga
Do you have explanation in english
Sorry bhaijaan i don't speak in English
0:25 assla molikom apk mabar mala ga vahi ak bat bol na tha
Han ji Bhai bolo
Sir agr relay me ➕positive or negative na aaye to ky ham positive Or nagtive dusri relay se positive➕ nagtive de skte hai...
Ji ,,,check kar n kya liya da sakta ho but permanent use nahi kar sakta ho.Relay main positive or negative kui nahi aa raha hai wo check karo bcz har relay ka activate timing alag alag hota hai.
Hi
Han ji Bhai ,,,,,,
AC ki wayerig ke bar e me batahu
Playlist main mill jayaga bhaijaan check karo
Bhai ye to ac on honese hi fan on hoga
Hmm bhaijaan fan sirf 2 chiz sa on hota hai 1 pressure switch or 2 ECT sensor
Hii
Hello sir
samj nhi lg raha bhai
Number mobile send karo sir ji
Mashallah...Bahot khub samjhaya Bhai 👍