Thankyou bhai payment kai liye bhut video dekhi lekin kisi bhi video mai payment kai bare mai nhi btya aapki video mai pta chla payment kese hoga thank you ❤❤❤
Brother edu ya Edd kaun sa select karna h migration certificate fee challan k liye and payment k baad school se bhi signature karane padenge kya upload karne se pehle,
Brother edu ya Edd kaun sa select karna h migration certificate fee challan k liye and payment k baad school se bhi signature karane padenge kya upload karne se pehle,
@@rukhsharparween2449 upmsp ke samadhan portal se apply kar lijiye. Pure process ki video upload hai. Payment ke liye uprajkosh ke website se online kar lijiyega
Thankyou bhai payment kai liye bhut video dekhi lekin kisi bhi video mai payment kai bare mai nhi btya aapki video mai pta chla payment kese hoga thank you ❤❤❤
We need your support for channel.
Bhot dino se dudh raha tha per apki video mil hi gyi 😊😊❤
@@nikhilgamers2016 chaliye mujhe Kushi huyi ki aapki help kar paya. ab aap bhi thoda channel ko pramote kar dijiye
@@theteachersinfo9044but apne carection ke liye to bataya h challan per marksheet kho Jane ke bare me nhi btaya plz aap meri ye help kar dijiye .
Thank you so much sir
Jaankari
Thank you very much sir 🙏
Sir plz btyea kya yh challan kam karega ?? Mera marksheet kho gya h 2011 ka .. Up board
@@satyayadav2496 100% working
Sir hmara up board 10 ki marksheet kho gai h 2015 ka kitna payment krna hoga
Brother edu ya Edd kaun sa select karna h migration certificate fee challan k liye and payment k baad school se bhi signature karane padenge kya upload karne se pehle,
Kya pta chala bhai batao mujhe bhi karwana hai bolo😢
love you guru❤
Samadhan Portal pe Sirf Chalan ka screenshot Upload kr na hai kya?
@@aqeelahmed3074 screenshot shot nhi slip upload karna hai......
Sir maine duplicate marksheet ke liye rmark me kuch nhi likha any problem
@@VishalKumar-ph1tj koi baat nhi chalan number to portal men bharna hi hai koi problem nahin hogi.
Sir ek doubt ha mera higchool aur inter ka marksheet nhi mil rha ha to sir hum 2 chalan ktaye ya ek se hi kaam ho jayega
@@om_dixit_32 dono chahiye to do chalan kataye
Sir offline bhi bhar sakte he
Sir agr hum lucknow me rhere hai toh division lucknow hi hoga ?
@@TubaSiddiqui-g1k agar aap lucknow se padhe hain tab aapka division lucknow hoga. Rahahe ko aap kahan bhi rahe
Sir mujhe migration certificate ke liye challan bharna to kun sa option select krna hoga?
@@komaljaiswal6828 shiksha kala snskriti vibhag
Brother edu ya Edd kaun sa select karna h migration certificate fee challan k liye and payment k baad school se bhi signature karane padenge kya upload karne se pehle,
Up rajkosh side open nhi ho rahi hai sir ji
Thoda wait kar lijiye
Sir mera 10th &12th dono k liye challan do bar bharne hoge
Ji haa
Sir hamne division me galti se allahabad ki jagah Lucknow choose kr Diya h to ab kya hoga
@@Sharwankumar63947 jo aap ka division hai wo likhiye shayad aapka lucknow hi hoga ya bareli
@@theteachersinfo9044 ji sir Lucknow hi h
@@theteachersinfo9044 mene apka channel bhi subscribe kr liya q ki es video se meri kafi help hui h
Sir. Mera up board 12th ki marksheet kho gai
Duplicate marksheet
Ko aapply krne ka kya process h
Plz reply sir
@@rukhsharparween2449 upmsp ke samadhan portal se apply kar lijiye. Pure process ki video upload hai. Payment ke liye uprajkosh ke website se online kar lijiyega
Sir 10th ki marksheat kho gai h usk liye kitna paymwnt krna hoga 200 hi
Kis year ki passout hai
@@theteachersinfo9044 2022 ka sir
@@Akankshasingh_98 don't worry 200 ka payment kar dijiye
@@theteachersinfo9044 Thank You sir 🙏🙏
Koi dikkat to nahi he
Kitne ka ktta ha chalan
@@om_dixit_32 process kariye wahan pata lag jayega shayad 200 ka
Meri wife ki 10 th and 12th ki marksheet kho gyi h me unki document apne address pe manga sakta hu kya ?
@@MONSTER-R bilkul manga sakte hai.
@@theteachersinfo9044 thank you bro for replay
@@theteachersinfo9044 sari details unki dal ke adress apna dal du
Sir plzz reply fast 🙏🙏
Sir marksheet ke liye ese hi bhare form
@@SANDEEP.AGRA......... bilkul yahi process hai bas option men marksheet select kariye
@@theteachersinfo9044 online bharke bhir print nikalu or bhir use portal per upload kardu sir
Sir whatsup dedo please usper screenshot bhejta hu kya kya prosec he
Kaun se option me sir plz reply@@theteachersinfo9044
Sir kaha pe marsheet selecte karana hai
Bhai ye payment bank mai jati h ya Treasury
@@rohitchoudhary6203 treasury me
Sir please reply 😢
क्या इससे पूरे स्कूल की बोर्ड फीस भर सकते है
@@ruhinaresh ha
Help!?😢
@@nihal8419 kya problem hai
UP बोर्ड आपके इस चालान नहीं मान रहा है please आप हमसे संपर्क कर ले
@@drxbrijkishor5104 shayad aapka special case ho. Main jo bhi video upload karta hu vo practically hota hai.
Sir personally baat krne hai please apna number provide kra dijiye
Hello Sir apna phone number de
Problem Batayiye