UP Board Marksheet, Certificate सुधार कैसे करें | UPMSP Duplicate मार्कशीट Apply Online Process 2024

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 25 ноя 2024

Комментарии • 51

  • @Mission-ssc-cgl61
    @Mission-ssc-cgl61 10 месяцев назад +1

    Sar intermediate marksheet sudharne ke liye usmein option a raha hai intermediate purak aur intermediate mukhya usmein main Kaun sa option chunu sar video banaaiye iske bare mein detail mein

  • @deepakfaujdar5647
    @deepakfaujdar5647 9 месяцев назад +1

    Sir ek teacher 5000 mang rha h nikal vane k 12th marksheet up board ko nikalne me

  • @RahilKhanOnHaq
    @RahilKhanOnHaq 3 месяца назад

    द्वितीय प्रमाणपत्र लेने हेतु परिषद द्वारा निर्धारित प्रारूप kya hoga?

  • @javedchoudahry
    @javedchoudahry 10 месяцев назад +2

    Treasure chalan kaise hoga iska samjh ni aa rha h

  • @shivamnigamshivamnigam453
    @shivamnigamshivamnigam453 10 месяцев назад

    UP board pariksha mein 2022 mein ki thi iske bad English mein app lagi to yah kaise hathway

  • @HarendraSingh-zd9vs
    @HarendraSingh-zd9vs 10 месяцев назад

    Sir class 12th ki marksheet me Hindi ke papper me absent likha hai jabki maine papper diya tha to me ab kaise form apply karo video bana dijiye please help sir 🙇‍♂️🙇‍♂️🙇‍♂️🙇‍♂️🙇‍♂️🙇‍♂️

  • @poonamgond7327
    @poonamgond7327 Месяц назад

    भैया मेरा 2003 इंटर का रिजल्ट है उसमें मेरे नाम मिस्टेक है वह कैसे ठीक होगा और कितना फीस लगेगी क्या हो जाएगा रिजल्ट में नाम संशोधन सही🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏

  • @kirtisingh1651
    @kirtisingh1651 Месяц назад

    2012 me Mera 10th ka board form fill krte time Name change ho gaya tha usko board office Jake sahi karwaya tha or marksheet bhi mil gai thi
    2024 me online check krne pr wahi purana name hi show ho rha hai
    Samadhan portal ke shikayat no.10 se maine application diya but reject ho gya
    Correct marksheet ko portal pr kaise upload karaye
    Please guide

  • @HarendraSingh-zd9vs
    @HarendraSingh-zd9vs 10 месяцев назад

    Sir class 12th ki marksheet me Hindi ke papper me absent likha hai jabki maine papper diya tha to me ab kaise form apply karo video bana dijiye please help sir

  • @rahulchaudhary5818
    @rahulchaudhary5818 10 месяцев назад

    Sir please treasury form bhrna bta do marksheet ki dusri copy mangwane k liye plz sir hath jodkr request h

  • @v2official720
    @v2official720 10 месяцев назад

    Sir Mera 10th english me absent hai 2014 ka marksheet me nhi hai but online abhi tak absent hai

  • @sumitcreaters
    @sumitcreaters 10 месяцев назад

    Sir mein 2021mein10th pass Kiya tha aur use time carona kaal bhi tha aur corona kaal ke time per exam bhi nhi hua to sir isliye marksheet per number nhi... sirf number ki jagah per promoter likha hua hai bas lakin mere highschool marksheet per number nahin chadhe hain uske liye kya karenge

  • @kamarquraishi7912
    @kamarquraishi7912 7 месяцев назад

    Sir mere father ki 1971 ki 12th ki marksheet nikalwani hai…hamare paas unka koi records nhi…college wali TC details dene Mai coporate nhi kar rhe hai kya kare plz btai

  • @jungkook97tea91
    @jungkook97tea91 10 месяцев назад

    Sir intermediate me prilsha ka prkar kya chune please btaye purak ya mukhye 12 regular hai meri

  • @OfficialYogianurag
    @OfficialYogianurag 10 месяцев назад +3

    Maine 10 me correction karaya offline par net pr abhi Tak nhi chada meri marksheet 2010 ki hai mujhe inter me bhi. Sahi karana hai marksheet bina net pr chade kya m 12 k correction k liye apply kar sakta hu. Nai marksheet k base pr ?

    • @nirpatsingh2387
      @nirpatsingh2387 9 месяцев назад +1

      Bhaiya ji kya mai apse bat kr sakta hu

    • @OfficialYogianurag
      @OfficialYogianurag 9 месяцев назад +1

      @@nirpatsingh2387 hu

    • @nirpatsingh2387
      @nirpatsingh2387 9 месяцев назад

      Mujhe v 10th me correction krana h

    • @Aayushi-hq6rl
      @Aayushi-hq6rl 5 месяцев назад

      mujhe me meri 10th ki marksheet me correction krana h aap bta sakte h aapne kese kraya tha ?

    • @OfficialYogianurag
      @OfficialYogianurag 5 месяцев назад

      Sabse pahle college jakar Babu se miliye jaha se apne pass Kiya ho fir waha se sabkuch bharkar aapko board office dak ke dwara sare document bhejne honge versional marksheet ke sath correction kya karna hai ye sb correction form me likhkr fir bich bich me jakar AP board office apne correction ka status le sakte hai ab to online mode me karne Lage hai Kam 3 month ke andr ho jata hai ... Thank you

  • @Gzp_xy
    @Gzp_xy 10 месяцев назад

    Sir sirf प्रिंसिपल का singnature से नही होगा

  • @krishnakharwar1113
    @krishnakharwar1113 10 месяцев назад +1

    Sir mere marksheet me father name ka ek spelling nhi hai kya document lagega plss reply 🙏😔

  • @FarmingLover-HarshitChoudhary
    @FarmingLover-HarshitChoudhary Месяц назад

    Online farm reject ho jate h ,to koi b apna time waste na kre school me jaye aur pta kre

  • @Akhil_909
    @Akhil_909 10 месяцев назад

    Ek hi marksheet me dono diya hai to duplicate marksheet k liye kon sa viklap chune

  • @BalvinderKaur-zg5py
    @BalvinderKaur-zg5py 3 месяца назад

    Meri class 10th ki markset me DOB galat ho gayi h usko kaise theek karva sakte h sir plz help me

  • @akashpatelasp6650
    @akashpatelasp6650 3 месяца назад

    Sir 1980 ke praman patra kaise aur kaha se milega

  • @Drmohdsharif
    @Drmohdsharif 10 месяцев назад

    Sir mai Rajasthan k rehne wala hun
    Maine.10th.12th.up board se ki h sir meri marksheet gum ho gyi h sir
    Please mere liye kya karna chahiye
    Or kha pr jana hoga
    Kya procedure hai btana sir please
    Kya document chahiye sir

  • @AkashKumar-my2xk
    @AkashKumar-my2xk 10 месяцев назад

    Sir marksheet mein agar roll number meet jaye to kya karna allow hoga?? Pls sir bataye

  • @SonuKumar-qr5dl
    @SonuKumar-qr5dl 8 месяцев назад

    Sir meri marksheet me mere name or mere papa ke name me yadav lg gya hai use change karna hai ky kre

  • @shubhamgaur6906
    @shubhamgaur6906 10 месяцев назад

    Sir panjikaran ptra kho gya hai kya kre

  • @ejazansariofficial
    @ejazansariofficial 3 месяца назад

    Registration slip nahi ho toh kya karna chahiye??

  • @NikhilTomar-t1m
    @NikhilTomar-t1m 9 месяцев назад

    Sir trasery chalan form kaha se milega

  • @vinitdubey1517
    @vinitdubey1517 16 дней назад

    Bhai jo100 rupee ka payment hoga vo kese hoga please bhai batao😢😢

  • @DollyYadav-fb4ud
    @DollyYadav-fb4ud 7 месяцев назад

    Sir duplicate marksheet kisi bhi government job me documents verification ke liye valid ha

  • @anshikatiwari912
    @anshikatiwari912 7 месяцев назад

    Abhi Tak kisi ki bn ke aayi bhi h ya aise hi

  • @AryanKumar-bj8oy
    @AryanKumar-bj8oy 10 месяцев назад +1

    Sir me 2012 me 10th pass Kiya tha
    lekin mere marksheet me practical number nhi juda tha
    or Dob bhi galat hai
    Kya practical number jud sakta hai.
    Or Dob chenge ho jayega sir

    • @ankushchaudhary4070
      @ankushchaudhary4070 9 месяцев назад

      Bro practical no tb kaha milta tha high school me

    • @UmarSiddiqui-d3t
      @UmarSiddiqui-d3t Месяц назад

      Bhai change hua marksheet me dob batao please🙏🙏🙏

  • @SahilYadav-we7gd
    @SahilYadav-we7gd 10 месяцев назад +1

    Sir ji mere school wala principal nhi likha Raha hai please reply sir

  • @JoyaKhan-mn1cr
    @JoyaKhan-mn1cr 10 месяцев назад

    Sir treasury challan form duplicate marksheet ke liye kaha se download kare.ya fir bhugtan kese kare

    • @SurendraTomar
      @SurendraTomar 4 месяца назад

      I am also looking for the same.

  • @u.pboardmarsheetcorrection4011
    @u.pboardmarsheetcorrection4011 10 месяцев назад +2

    Marsheet correction kranay Kay liye contact kray

  • @Anurag_Chaudhary3397
    @Anurag_Chaudhary3397 9 месяцев назад

    Lkn esa kuchh to mnga hi nhi

  • @monishmasoodi6099
    @monishmasoodi6099 8 месяцев назад +1

    Hii sir meri marksheet me name glat hai to kese sahi hoga sir please 🙏 bta dijiye

  • @BalvinderKaur-zg5py
    @BalvinderKaur-zg5py 3 месяца назад

    Sir plz help me😪😥😭😭😭😭

  • @skygameraman
    @skygameraman 10 месяцев назад

    Apply kase kre

  • @Sanyakiduniya
    @Sanyakiduniya 9 месяцев назад

    Sir kitne din me aa jata hai

    • @bksharma6563
      @bksharma6563 7 месяцев назад

      Kahi na aata bina riswat kuch nhi hai , bahut bura haal hai 5 se 10 hajar lagte hai , nhi to wait krte rho

  • @HarendraSingh-zd9vs
    @HarendraSingh-zd9vs 10 месяцев назад

    Sir class 12th ki marksheet me Hindi ke papper me absent likha hai jabki maine papper diya tha to me ab kaise form apply karo video bana dijiye please help sir🙇‍♂️🙇‍♂️🙇‍♂️🙇‍♂️🙇‍♂️🙇‍♂️🙇‍♂️🙇‍♂️