sir aap before modification har terminal par yeh kitne volt aur amp ka output deta hai aur after modification yeh har terminal par yeh kitne volt aur amp ka output deta hai ispar vdo bana dijiye.
Mere pass ek transformer hai or usme ek side par 12V. CT. 12V. likha hai yellow-Red-Yellow wires ke sath OR dusri taraf C. 3V. C. 3V. Likha hai 4wires ke sath. Iska output/input keise pata karoon or ise kis kaam keliye kaise use karoon kuch Samaz mai nahi aaraha hai.. Please iska video bana dijiye..
Sir mera questions hain ager hum lithium battery lagate hain use hum direct charger se 12v dc se charge kar sakte hain ? Kya hum Transformer nikal diya to kya hoga ? Kya battery khatam hone tuk ups chalega?
@@TechnicalSadham Agar aap sirf detailed me point wise step by step agar videos banayenge. To dekhiye aapke viewers bhi badhenge aur Likes bhi badhenge. All the Best.
Information & description are learnable.
Thank you so much sir
Sir ups transfermer se 500 watt amplifier board aacha response dega kya
Good explain keep it up
Thank you
Bhai super❤❤❤
Thank you Bhai ji
Sir amplifier ke Transfermar se invter bana sakte hai
Or step down transformer hona chahiye sir ji
Sir amplifier ke Transfermar se inverter bana sakte hai please sir answer
Yes sir transformer 12 0 12 hona chahiye sir ji
ups transformer sa 5v bhi la sakta ha to kya mobil charag hoga batao
Do not try kyunki 10ampr he battery damege ho jayegi or sayad blast bhi
Voltage matters, not ampere
Sir kya me is ups transformer ko 121 kit pe use kar sakta hu 140v and 260v wali kit hai
Iska amr jyada he aap apne load ke hisab se transformer lijiye
@@TechnicalSadham max 300w ka load chalana hai
sir aap before modification har terminal par yeh kitne volt aur amp ka output deta hai aur after modification yeh har terminal par yeh kitne volt aur amp ka output deta hai ispar vdo bana dijiye.
Thanks for comment sir ji
sir vdo kab tak mil jayega
@@rabishankarbiswas5929 2/3 din me sir jude rahiye
mujhe vdo ka intezar rahega
Nice video
Thank you
Good topic
Thanks
Kiya aap 12-0-12 6M.A transformer Se 12volt battery charger banake dikha sakte hai?
Yes sir video Chanel par available he 3ampr se or 2ampr se bhi same circuit rahega
600 mili amp bhi Same circuit hoga kiya?
@@mastikarohamesha1845 ji sir same rahega sukriya
Bro jab charge karoge to uspe khana bhi pack jayega itna garam ho jata hai maine khud try kiya mazak nhi kar raha😅😂
Sar Jo ups ka transformer he wo copper me hota he ya aluminium me hota he please reply 💫
Hamne jitne bhi dekhe aluminium me hi dekhe he sir or ham sell bhi karte he old ups transformer
Mere pass ek transformer hai or usme ek side par 12V. CT. 12V. likha hai yellow-Red-Yellow wires ke sath OR dusri taraf C. 3V. C. 3V. Likha hai 4wires ke sath. Iska output/input keise pata karoon or ise kis kaam keliye kaise use karoon kuch Samaz mai nahi aaraha hai.. Please iska video bana dijiye..
Sir aap Chanel par check kijiye video banayi huvi he aap multeter se check kar sakte he sir
Up ek whatsapp group banaiye or link description mai de dena to fer samaj nai asani hoga
Thank you so much sir Ji
Hello sir mere pass ek UPS ke transformer
Mein kya isko 12-0-12 mein kaun baat karke amplifier mein Laga sakta Ho..?
Sir ye 606 707 808 banega isse aap 12v 14v 16v le payenge sir
@@TechnicalSadham Ok thanks for information 🤗
Nice 👍
Thank you sir ji
Thank you sir ji
Sir mera questions hain ager hum lithium battery lagate hain use hum direct charger se 12v dc se charge kar sakte hain ? Kya hum Transformer nikal diya to kya hoga ? Kya battery khatam hone tuk ups chalega?
Sir aap sirf battery laga dijiye baki Kuch bhi mat kijiye ups ke sath
Transformer nikaloge to ups kaise work karega
Mere transformer me input par 5 wire hai aur output par 3 moti hai jisme 2 black aur 1 red hai
Aap voltage check kijiye 12 0 12 he ya 6 0 6 he aapka transformer
@@TechnicalSadham dono hai
Bhai is UPS Transformer Mein 10 ampere hai to kya bhai Aise Ham sale Mein welding kar sakte pati
Ham video banane ke bare me soch rahe he
Sir ups trasfermar me dc volt kaise hoga
Bhai ji aap hamari 10ampr bridge rectifier vali video dekhiye
Ups se transformer nikala jayo to kya hoya ? Ac current de payega 7 ah battery per
Esme dc 24 volt kese nikale
Sir yeh 12 0 12 transformer nahi to 24 volt nahi mil sakta
DC me बदलने पर 17.50 aa raha हैं उसको 12 केसे ले
Sir aap load denge tab normal ho jayega or aap ya to ziner diode use kare 12v ka ya buck converter step down module use kare
Mujhe sparking Dekhkar To Aisa Hi lagta hai ki kar sakte hain
bhai mere pas jo transfarmrr hai usme ak trf tin tar hai ak trf sat tar hai to kon sa transfarmer hai aur kya use 12 0 12 ka bnaya ja skta hai
Ups vala to nahi he 7wire wala input hoga sir aap hamari ups transformer wali video dekhiye usse aapki help ho sakti he
@@TechnicalSadham thankyou bhai avasy dekhunga
@@PradeepSharma-dj9hx welcome bhai ji
bhai ye link se usi ka foto bheja hu dekh lijiyega
Price
Hamne kabade se kharida tha 50Rs me sir
100 ah battery charging ho
Yes use high ampr bridge rectifier
Sirf video bada banaya he. Ye sab bilkul assan bhasha me bataya jaa sakta tha. Bohat gol gol ghumakar bataya gaya he.
Sir ji har koi nahi samajh pata he isiliye full explain karna padta he sir
@@TechnicalSadham Agar aap sirf detailed me point wise step by step agar videos banayenge. To dekhiye aapke viewers bhi badhenge aur Likes bhi badhenge. All the Best.
@@engineerIndia121 thank you so much sir ji thank you