Genus 850va ya 900va inverter ka transformer use karke 200 watt ka circuit ko keise ise karein please inverter transformer ko 12-0-12 mein keise connect kar sakte hain wo wala video banaye
Sir lekin ek daut hai kya isme 220 or 240 v or 250 v vala 45 watt fast mobile charge kar sakte hai mobile battery safe rahegi ya nahi reply Kuch problem nahi hoga na future me .Equipment chalse kharab nahi hoga na iss invter me
Jo sine wave inverter hota hai usme kayi prakar se inverter aate hain, jaise Jo normally Ghar ke liye hote hain wo 12 0 12 hote hain, Jo UPS ke inverter hote hain wo 6 0 6 hote hain, Jo 1kw se upar ke hote hain uske 24 0 24 and usase bhi jyada ke hote hain.
100w*5hr = 500w It means battery 500/12 = 41.6Ah So 100w ke load ko 5hr ke liye approx 42Ah ki 12 volt ki battery chahiye hogi Aap 7Ah ki 6 battery parallel kar ke 42Ah bana sakte hain
@@sanjaymogiya6722 fir bhi 5hours ka backup nahi dega. Power loss ka katauti karke bataiye kyoki power loss bhi hoga uske baad hi final bata sakte hai aap
Sar Jo ismein Jo bajar ke pass aisi lagi hai yah kaun se number ki hai iska kya number hai please mujhe reply jarur karna kyunki Mera Maine kit kharida hai aur usmein yah ic laga hua nahin tha
Bhai,aap ka kala Patti jis per Hindi aap likhte ho video ke circuit board ko chupa deta hai,Joke board pura eak saath nahi dekhta,aap kabhi apna haat hatya kro ta ke screen shot le sake, Please do it my request Bhai jaan
Agar input voltage low 180+200 charging out put voltage 200 then input 220-240volt then out put voltage 140volt charging then charging led indicator on agar charging voltage 200 pass then led charging indicator off transformer hamming sound please replay
Genus 850va ya 900va inverter ka transformer use karke 200 watt ka circuit ko keise ise karein please inverter transformer ko 12-0-12 mein keise connect kar sakte hain wo wala video banaye
Jarur 👍
5amp transfermer me 100waat kit lagaye ya 200waat batao
Dono me se koi bhi laga sakte ho aap
Sir lekin ek daut hai kya isme 220 or 240 v or 250 v vala 45 watt fast mobile charge kar sakte hai mobile battery safe rahegi ya nahi reply Kuch problem nahi hoga na future me .Equipment chalse kharab nahi hoga na iss invter me
Iska jawab QNA me diya hu, aaj ka video jarur dekhiyega
@@IndkarExperiment link de do na uski
#indkarexperiment7220 Sir doo 9 watt ka led bulb 💡 chalane ke liye kinte watt inverter kit sahi rahega? Please help me...🥺
45W 3CFL wala le lijiye wo best rahega, Battery Backup bahut badhiya hai uska.
@@IndkarExperiment45 watt wala circuit price
Sir transformor kon sa hai aapka
5A and 60A
@@IndkarExperiment ji transformor ka name bataye amp nhi
@@VipinYadav-fc8ox 12-0-12 5A transformer
12-0-12 60Amp transformer ab thik hai
@@IndkarExperiment ok
Hello sir
Mere pas 14.8V Wala lithium battery he full charge voltage 16.8V
Kya 200W wala inverter circuit use ho sakte he please check and confirm?
Haan bilkul ho sakta hai 👍👍👍
Sir sure veb inverter ke transformer all modal tiping 12 0 12 hoti ya 10 0 10 ya 24 0 24 ya 6 0 6 ya 9 0 9 hoti hai sir please reply
Jo sine wave inverter hota hai usme kayi prakar se inverter aate hain, jaise Jo normally Ghar ke liye hote hain wo 12 0 12 hote hain,
Jo UPS ke inverter hote hain wo 6 0 6 hote hain,
Jo 1kw se upar ke hote hain uske 24 0 24 and usase bhi jyada ke hote hain.
ये 6-0-6 वाला मे कीत्ने Volt Ka battery लागेगा सर🤔🤔🤔?
@@ARJUN_Bishwokarma1 12v ka
12v दीनेसे ईन्भटरमे बहुत ज्यादा साउन्ड आरहाहे मस्फेट नै जाऐगा सर🤔🤔🤔???😭 Please 🙏 Sar Replay
Sir 18 0 18 ka transformer laga sakte hai kya.5 amp ka
Sir 200 watt kit per 12 volt ka kitana mah ki bettery lena chahiye,100watt load per 5 hour chalana chahiye 🥰🥰
Kam se kam 100ah ka battery lagega.
@@IndkarExperiment are bhai o to bohot rupaye hain 😶, agar main 6 volt ka 5.5 ah ka 15 bettery pyarelal mein jore to hoga keya 🙄😅
100w*5hr = 500w
It means battery 500/12 = 41.6Ah
So 100w ke load ko 5hr ke liye approx 42Ah ki 12 volt ki battery chahiye hogi
Aap 7Ah ki 6 battery parallel kar ke 42Ah bana sakte hain
@@krishnendumaji8028 aapka load ke hisab se backup bhi to jyada hai
@@sanjaymogiya6722 fir bhi 5hours ka backup nahi dega. Power loss ka katauti karke bataiye kyoki power loss bhi hoga uske baad hi final bata sakte hai aap
Nice
Sir kya ye pure sine wave hai?
Nahi
Kya 300w ki kit battery charge kar degi
Bahut achche se
Vai aap se contact kaise karu?
Please bolo
WhatsApp par message kijiye, Discription me link hai
Sar Jo ismein Jo bajar ke pass aisi lagi hai yah kaun se number ki hai iska kya number hai please mujhe reply jarur karna kyunki Mera Maine kit kharida hai aur usmein yah ic laga hua nahin tha
Jarur bataunga aane wale QNA me thoda wait kar lijiye 👍👍
Thik hai
Haan
Sir i have subscribed your channel.
Please help my 100w inverter😢 show 551v dc and ac suddenly come to zero❤
300 watt me charging bhi hai kya
Haan ji
Inter watt kiss chez pe depand Karti hai matlab kya barai ki watts bar jai gai
MOSFET
MOSFET par depend karti hai
@@IndkarExperiment thanks for reply
Yahan par apne 60 amp ka transformer ya 7 amp ka transformer use Kiya hai?
60Amp ka
Bhai,aap ka kala Patti jis per Hindi aap likhte ho video ke circuit board ko chupa deta hai,Joke board pura eak saath nahi dekhta,aap kabhi apna haat hatya kro ta ke screen shot le sake,
Please do it my request
Bhai jaan
Aage se aisa hi hoga 👍👍
300Watt pr home theater chal sakta hai
Haan ji
Sir 200 watt kit me old inverter ka trasfarmar 10 0 10 laga de to output me kitna voltage milega
240 se 250v milega
12 0 12 transfer ki jagah jayada volt ka transfer lga sakte he kya
Kya is inverter se batalfan chala sakte he kya
@@maheshprjapati1522 nahi
@@maheshprjapati1522 200w Tak kuchh bhi chala sakte ho aap
Transformer copper se winging huaa hota to itana volt drop nahi hota
Sir ji Is video me dikhaya gaya transformer pure copper ka hai.
भाई साहब 300 वाट का इनवर्टर किट का कितना है दाम
499/-
12 0 12 10amp transformer Kitna price mein milega
Ye aapko banwana padega, iska price 1200 se 1300 Rupaye aayega.
Ye Local market me bhi mil jayega
300watt kit mai charging volt very high
Kam kar lijiye, isme option hai
@@IndkarExperiment kaise
Bt136 traic laga hai
Agar input voltage low 180+200 charging out put voltage 200 then input 220-240volt then out put voltage 140volt charging then charging led indicator on agar charging voltage 200 pass then led charging indicator off transformer hamming sound please replay
@@niladrisekharjana1957 preset se
Sir please help 😭😭🙏🏻🙏🏻
Kya hua bataiye
@@IndkarExperiment mere invater ko 12votl battery 🔋 caten
@@HBORespect333 kya matlab bhai thik se batao. ye caton kya bola
@@VipinYadav-fc8ox 12 vote battery eaxde k Kitna voltage
@@HBORespect333 kya bol raha hai kuch samaj nhi aa raha🤨🤨🤨
Jab ham Kam nahi karenge to kaise sekhenge
To video q bana rahe ho
Ssikho Bhai kaun mana kar raha hai but safety se 👍👍👍