Inviter se battery charge bhi hota hai or out put bhi krta hai charging input to kr ke bhi batao ki battery inviter dusre ke dukan me charge krne jayenge
Bhai tumne kitna Ah battery lagaya he aur 80watt celling fan kitna backup dega ? Aur bijli ane se battery charge keise hoga e toh bataya nehi , pls share complete video automatic Ac dc inverter connection jo bijli jane se fan cholega aur bijli ane se battery charge hoga , full charge hone se charge off bhi hoga
You give me wrong information Such as mosfet❌ rgbt✅ Agar transformer 6 amp ka hota to 12*6= 72 watt but tumne kaha 500 watt So transformer lagbhag 41.66 amp ka hoga 12*41.66= 500 watt ❤❤😊
Bhai maine banaya hai...100v bolb nahi jalta hai aur table fan bhi nahi chalta hai...Sirf 9.w led bulb jalta hai...mere pass ups ka 06.0.06..10 amp transhfomar ko 12 v mai kiya hai...Out put current bhi check kiye sabhi taaron mai kisi mai bhi 100 w ka bolb nahi jal raha hai.... please reply karo kya karen
Bro inverter to bnaa diya pr 12v 7.5 amp battry agr ek fan bhi chlyenge to uskil se 15 minit hi. Backup dega.... Yaani ye inverter ek copmuter ke ups li trah hi ho gya...😂😂
Bhai bohot accha samajhate ho❤ full support ❤
Rt
Very good video bro ❤❤❤❤ 👏💯
Bohot achi bhai 👍👍
Awesome bro ❤
Nice video 🎉
Thanks brother ❤❤
Nice ❤❤❤❤🎉🎉
❤❤🎉 mAsT❤❤
Love from Mars ❤
Love from Earth bro ❤️🥰
😂😂😂😂
❤😊 normal ups transformer sirf 6 volt ka hota hai, usse banaa kar dikhao, love you bro🎉
Nice 👍❤❤❤❤❤❤😢😢
Nice
Very helpful video ❤
Thank you 😊
Thank you brother ❤❤❤❤
Good 👍.........
Nice bro
Iska MOSFET kuchh der tak chalta hai phir jal jata hai
Nice video. Lekin Battery ko kaise charge karenge.
Iske bare me batao.
Kitne hour ka backup hai bro?
कुछ सेकेंड के लिए चल भी गया तो क्या 1 या 2 घंटे चला के दिखाओ
Nice 👍👍👍👍👍 Crazy।
Nepali vai ❤❤😊
Love u brother ❤️❤️
Very mast video
Nice bro
❤❤❤🎉🎉🎉🎉
Hello mr crazy Adnan agar hm 5amper ke transformar ko dete he to kiya nehi chale ga please ish ke bare me video banana ok my big brother by by ❤❤❤
Mosfet me kab se base, emitter & collector aane laga Bhai sahab 😮😮😮
Thank u bhai cake banane ke liye thank you thank you thank you
छान माहीती सांगीतली
Respect to mr Indian hacker
DARA DIYA BHAI ANGAL GRAINDAR KA WIRE FIRST BAR LAGA KE 😊❤❤
output kitna dega
Bhai angle grinder chalte time studio light q blink kar raha tha 🤔🤔🤔🤔🤔🤔🤔
Sahi bola bhai maine bhi dakha 🙄
Thank you 😊
Mast hai bas kam kar jaye
Bhai transfer ka maximum ampere kitna de sakte hai
Mr indian hacker❤
Mere pass 5200. 10 pis hai 😅😅 or ups ka transformer hai
Nice information bhai,
Kya 12 0 12 transformer ki jagah per 18 0 18 ka transformer use kar sakte hai?
No bro, uske liye aapki alag circuit banana hoga
18 0 18 ka transformer use kar k circuit kaise banaye. Is per bhi video banaiye bhai.
❤❤❤❤🎉🎉🎉
Bro ye invertor bettery pe kitna time chale ga
Wah aapke battery par depend karta hai bro
Já me inscrevi 🎉
Bhai ye charge kaise hoga aur ye kitni der chal sakta hai
Angle grinder wala to fake h
Isme12v 65 amp ka bettry laga sakte hai kya
No
Cooler chala sakte hai😂😂
Cooler 🤔
Chhota sab cooler chal jayega
Kya Ghar ke main wire se jod ker Ghar ka load utha sakte hai🤔@@Crazyadnaan
Nahi
Sirf 360 watt ka output hoga
Nahi 1.5 kw hota hao
3:20 Are bhai kamse kam components ka to sahi value batao
1uF capacitor ko 1mfd bata rhe ho 1mfd 1000uF ke barabar hota h
Bhaiya Bihar se ho na
Sorry bhai ek request Hain positive air negative batate Hain in ko aap +aur- kaha Kar Bata Kar video banay to bahut aachchha lagenga
Bhai ups transformer mein ac output kon konsa wire mein le 4-5 wire rehta hai black com or baki mein se konsa le pls batado..?
Inviter se battery charge bhi hota hai or out put bhi krta hai charging input to kr ke bhi batao ki battery inviter dusre ke dukan me charge krne jayenge
Bhai tumne kitna Ah battery lagaya he aur 80watt celling fan kitna backup dega ? Aur bijli ane se battery charge keise hoga e toh bataya nehi , pls share complete video automatic Ac dc inverter connection jo bijli jane se fan cholega aur bijli ane se battery charge hoga , full charge hone se charge off bhi hoga
8 ah ka dala h
Mene bhi banaya aur usse 3kw ka geajar chalaya😂😂😂
Patna se
Thank you
Mosfet name c5200
2sc5200
No MOSFET transistor 2sc 5200/tta 5200
Bhai ye to bhavishya me kam ayega😂😂😂😂
Good
Bhai battery charge kaise hoga aap nahin bataye Hain
पीछे दिलराज का फोटो लगा रखा है 😅😅😅😅
good
You give me wrong information
Such as mosfet❌ rgbt✅
Agar transformer 6 amp ka hota to 12*6= 72 watt but tumne kaha 500 watt
So transformer lagbhag 41.66 amp ka hoga 12*41.66= 500 watt ❤❤😊
Bhai koi bhi bada mosfat laga sakte hai kya
Bhai try kar lo
Lekin us MOSFET mai jo Resistor & Capacitor support karega wahi Resistor aur capacitor istemal karna
Bhai me charger se bana sakta hu kya
Yes bro, of course
Bhai maine banaya hai...100v bolb nahi jalta hai
aur table fan bhi nahi chalta hai...Sirf 9.w led bulb jalta hai...mere pass ups ka 06.0.06..10 amp transhfomar ko 12 v mai kiya hai...Out put current bhi check kiye sabhi taaron mai kisi mai bhi 100 w ka bolb nahi jal raha hai.... please reply karo kya karen
Bhai part 2 mai sab btaunga
Bhai ya kitna hars chl ta h
Sager
Bhai acha project banaya lekin bhai beetrey charge keise kare woh v batana chahiye tha
20 amp ka charger at hai us se charge karo
Machine mein sabse khatarnak grinder hota hai jab bhi on Karen hath mein pakad ke Karen
Jab Maine banaya tha working nahi karta 😢😢Puri ki puri paisa 😅😅Barbad Ho Gaya 😂😂😂😂😂
भैया एक गलती करते हैं मॉसफेट का कौन सा लिंग में कौन सा प्लस डाल रहे हैं मैंने डाले इन्हें बताते हैं मशीन में सोल्डरिंग कर देते हैं
Good idea sir
You sases full
❤🎉😮
Grender chla rhe ho to studio ki lait par fark kyo pad rha h😂
Bro inverter to bnaa diya pr 12v 7.5 amp battry agr ek fan bhi chlyenge to uskil se 15 minit hi. Backup dega....
Yaani ye inverter ek copmuter ke ups li trah hi ho gya...😂😂
Bhai mere pass pickup ki battery hai usse inverter banana hai
Led ac tv ko dc 12 or 24v ma chala kar dekha solar or battery sa
Bhai isme battery deep discharge hone se kaise bachega
Bhai mai ek Inverter Video pe Research kar rha hu jo 1 mahine ke andar aa jayega, usme mai sab kuchh bta dunga bhai
@@Crazyadnaan ok thanks 👍
1200 watt la linverter bonao na
भाई ६३ वोल्ट कां कंधन्सर बहुत हिट होता ओर २५ व्होल्ट शोल्डर गण भी नही चलती 😅 किंव व्हिडीओ करते 😮
Ek video bnao bhai ki aap kahan se lekar aate ho Idea aur diagram please
2 din chalega😂
❤❤
Ase inverter Kan kan chalega
Bhai yw tumare pass soldering iron h uska life kitna h
Mat lena bhai ise, sasta hai aur jaldi kharab bhi ho jata hai
Glender chalane se aap tubellite per kyon load pad raha hai bhai
Bhai aapko diagram kahan se milati hai please batao na hamen bhi banane ki please
Mai khud se bnata hu bhai
Ese electri se charj keyse Kiya Jay iske bhi video banao
Heather banou please 😢
kya bewakuf bnaya bhai angle grinder chalake 🤣🤣
कितना घंटे बॅकप देता है
Bhai jo Transformer mein teen tar Hai black wali mere mein nahin Transformer Mein Kya Karen😊
Aapke transformer mai teen wire hai na.
To beech wala 0 ka hota hai aur dono 12. 12 ka
are bhai yah do hi wire Hai bich wala FIR kahan se a Gaya
Apna number send karo
पर बैटरी कितने वोल्ट की चाहिए मेरे भाई ?
मॉसफेट मे gds hota 3 टांग ka name hai
Battery charging kese krenge
ak Battery charger Lena hoga
Isme solar charger controller kese connect kore?
bhai crazy ram ko kay hua i am a old subscriber shad iead hoga mujko
Yaad hai 🤔 bhai
भाई साहब यह 2 एचपी की मोटर चलाने के लिए खेत पर यह घर पर एलीमीटर कैसे बनाएं बैटरी से चलने के लिए
Bhai ye sine wave inverter nahi hai , square wave bhi nahi , ye half square wave inverter hai jo ki hamare appliance ke liye sahi nahi hai. 😂😅😅
Nice video 🎉🎉🎉
Ik charger bi to bana dijiye bhai 12 volt
Next video mai bhai