Rawat Fort (قلعہ روات) A Historical Journey | Sultan Sarang Khan & Mughal Architecture

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 1 окт 2024
  • Assalam o Alaikum doston! Aaj hum aapko le kar chalain ge Rawalpindi ke qareeb waqia aik qadeem aur tareekhi maqam, Rawat Fort ki sair par! Yeh fort 16th century ka hai, jo Sultan Sarang Khan Gakhar aur unke diler baiton ki yaad dilata hai. Is video mein hum aapko Rawat Fort ki history, iska unique architecture aur yahan mojood qabaristan ka tajziya dikhayenge. Aapko pata chalega ke yeh Rawat Qila kis tarah se humari tehzeeb aur Mughal era ke legacy ka hissa hai.
    Video pasand aaye to zarur like karein, share karein aur hamare channel ko subscribe karein! Shukriya for watching! Aap hamari website zubairworld.com par bhi visit kar sakte hain aur mujhe follow karein Instagram aur TikTok par @zubiiees
    Thanks For Watching ☺️
    #RawatFort #قلعہ_روات #historicaljourneys #SultanSarangKhan #mughalarchitecture #pakistanhistory #culturalheritage #explorepakistan #IslamabadAttractions #ancientarchitecture #historicalsites #MughalEmpire #pakistaniculture #tourismpakistan #heritagepreservation

Комментарии • 1