Sir maine income certificate bnaya tha pr meri application reject ho gyi hai aur reject ka reason - aye sambandhit koi proof nahi lagya hai aye ka sorayet kya hai , diya gya hai
ya apply head of family ke naam se hoga ya kisi ke b naam se... jaise mere bcche ke admission ke liye banwana hai to mere naam se hoga ya mere ghar me head of family papa hai unke naam se
Sir mera fee pay ka option nahi aay hai aur application submit bhi ho gayi hai aur application number bhi mil gay to sir mai kya karu kuch samajh nahi aa raha hai please 🙏 bataye
@@vkonlinesolutions3244 aur sir ek baat bataiye citizen login se hum kitni application apply kar sakte hai kuch galat to nahi hai ye kyonki kuch kehte hai ki ye sahi ni hai aise citizen login se baar baar apply karna
@@mitalikashyap nahi fee option isliye nahi aaya tha kyonki citizen ke liye free hai koi fee nahi hai balki 22 din ho gaye pending show ho Raha hai Please agar koi solution ho to batana
Sir mrko apne papa ka income certificate bna na hai and jo hmare ghar ka rasan card hai vo mummmy ke nam ka hai toh use upload kr skte hai nah Koe issue to nai hoga ??? And sir income certificate post office ke through ayga ya print krbana pdega ???
Dhanyawad Bhai bahut ache se bataya ki form kaise bharna hai..❤
Thank you sir mera aa gaya hai income certificate once again thank you
Most welcome
Kitne din me aaya ??
@@KaranSinghbohra 22 din me aay tha kyunki beech me festival aaye the
@@LLBwithMuskaan2022 thanks for replying🙌
Bahut badiyaa jaankari di aapne
Thanks sir
Thanks sir mera income aa gaya hai sab aapki wajah se 30 rupye me
Sir , Postman le k aata hai kya...???
Agr koi up me rahata hai aur uske pass apni sarkar portal ke id hai toh kya vo uttrakhand ke kisi bhi nagrik ka income certificate bana skta hai
Nice 👏
Sir Payment ka Option he nii aaya..
Siddhe Application Submitted aa gya & Application I'd Aa Gye...???
Check karke update karta hu
Apka aya certificate??
Sir esme tehsildar ki stamp khud lagi hui aygi nah ...
Yah lagwani pdegi tehsil me jakar
Lag kar aayegi
Sir maine income certificate bnaya tha pr meri application reject ho gyi hai aur reject ka reason - aye sambandhit koi proof nahi lagya hai aye ka sorayet kya hai , diya gya hai
Ration card nahi lagaya hoga
Sir aur majdoori ke liye salary slip ya proof kha se laye?
Ghosna patr kafi hai
Sir rasan card nhi he pr parivar register ki nakal he to chl jayega ky
Ji chal jayega
ya apply head of family ke naam se hoga ya kisi ke b naam se...
jaise mere bcche ke admission ke liye banwana hai to mere naam se hoga ya mere ghar me head of family papa hai unke naam se
Aapke naam se
@@vkonlinesolutions3244 ok thanks alot brother
bhai ji mere me bhoogtan karne ka option nhi aa rha hai
Kya issue aa raha hai
Sir nagrik I'd se apply karne maii koi problem to nhi hogii
Ye CSC I'd se hi apply karvana pdegaaa
Nahi koi problem nahi hogi
Thanku sir@@vkonlinesolutions3244
Sir nagrik I'd se apply kare last mai payment ka option hi nhi aye ab kya kar sakte hai kaise inncome certificate bnege@@vkonlinesolutions3244
Payment option nhi ara h to kya kare
Sir mane nagar palika chetr english ma daal diya or baaki sabh hindi ma bhara he sir koi problem to nhi hoga document ma 😢
Koi issue nahi hai
Sir mera fee pay ka option nahi aay hai aur application submit bhi ho gayi hai aur application number bhi mil gay to sir mai kya karu kuch samajh nahi aa raha hai please 🙏 bataye
Done
@@vkonlinesolutions3244 aur sir ek baat bataiye citizen login se hum kitni application apply kar sakte hai kuch galat to nahi hai ye kyonki kuch kehte hai ki ye sahi ni hai aise citizen login se baar baar apply karna
@LLBwithMuskaan2022 apka aagya income certificate?
I have also same issue fee option ni aya direct submit
@@mitalikashyap nahi fee option isliye nahi aaya tha kyonki citizen ke liye free hai koi fee nahi hai balki 22 din ho gaye pending show ho Raha hai
Please agar koi solution ho to batana
@@LLBwithMuskaan2022 ok 👍
Sir name english me aa gaya hai hindi me aane ki jagah usse to koi farq ni padta na
no issue
@@vkonlinesolutions3244 sir mujhe csc open karna hai apna
Khud ka par koi bataa nahi kaise exam ke liye apply kare please aap bataiye
Sir mrko apne papa ka income certificate bna na hai and jo hmare ghar ka rasan card hai vo mummmy ke nam ka hai toh use upload kr skte hai nah
Koe issue to nai hoga ???
And sir income certificate post office ke through ayga ya print krbana pdega ???
Wahi lagana hai
Jaha se awedan karonge wahi se download ka option aayega
@@vkonlinesolutions3244 ok sir
But mere pas aaya hi nhi payment ka option
Application submit hui ya nahi
Jese parivar register me poori family ka namm hai pr form me to bs mera papa or mummy ka name aayega
Sabka dalna hai
पट्टी सोसा से आवेदन करें अतः प्रमाण पत्र निरस्त reject hogya sir iska matlb smja do pleasee पट्टी सोसा से आवेदन करें अतः प्रमाण पत्र निरस्त
Koun sa district hai
घोषणा पत्र में आवेदक का नाम मैं अपना नाम डालो या पापा जी का नाम
AAP earning person ho kya yadi aap paise kamate ho to apna nahi to papa ka
@@vkonlinesolutions3244आवेदक me मेरा नाम होगा n
Kitne din me bn jta h?
15 din
Sir rasan card nhi hai to usme ky dale
Affidavit banwana hoga