Sir mene old age pension e-service portal se apply Kiya. form fill kerne ke baad I'd password Mila form ka, fir mene I'd password se login Kiya toh niche likhava aara ki, aapne eservice portal se form fill Kiya hai . Toh login bhi ussi site se karo . Or mene eservice ki site se hi login Kiya tha fir bhi yahi likhava aara . Koi solution batao sir
Sar ji Khuli baithak ka jo letter hota hai usmein Parshad ka sign Karana jaruri hai ya normal Bina signature Ke Bhi upload kar sakte hain aur photo mein bhi Parshad ki signature chal jaenge
Sar ji Jab yah site Shuru Shuru Mein bani thi main to apply kiya tha starting ka form to Bhar Gaya lekin documents upload nahin Ho Pai site Nahin chalne ki vajah se aur bad mein vah form Mila hi nahin draft se gayab ho gaya ab mein Dobara apply kar raha hun to Bar Bar dikha de rahe Aadhar Card already exist aur FIR Aage apply Nahin ho raha hai to iska kya solution Hoga sar please reply kar dena aapke jawab ki bahut jarurat hai
अगर आपने पूरा फॉर्म भर लिए होंगे तो अंत में सुरक्षित करें का विकल्प आए होंगे ।।। उसे करते ही यूजर आईडी मिला होगा ।।।। उस id और फॉर्म में भरे मोबाईल नंबर डालने से फॉरगेट पासवर्ड मिल जायेगा
password vagaira to hai mere pass aur application number bhi generate ho gaya tha application number dalne ke bad application not found bata de raha hai
sir kuch logo ka khana hai ki abi eski adhikari website on nhi h to ye sab pending me hi rkhaga or vha dikha rha h ki aapki application successful ho gyi hai
Main teen apply kar diya per teenon ki id aur password galat dikha raha ideas to vahi hai jo Jaisa Apne Karan Hai photo khinchi Thi main vah id aur password Unki date of birth Dali per Fir Bhi galat dikha rahe hain
आवेदक के आवेदन का विवरण Application is rejected by ADO - कृपया भूमि का स्पष्ट उल्लेख करें और पार्षद द्वारा निर्गत प्रमाण पत्र संलग्न करें Sir iske bajhe se cancel ho raha hai ye kiya hai
Thanks for the all valuable information 👍
Sir parmanit photo KIS type KI hoti HAI . please demo
Video me bataya hoga. .. sorry. yaad nahi hai
@@BeDigitalhelp OK sir
Sir,khuli baithak me chaynit prastav ki prati shahri chetra ke liye nahi hai na?
Ha
Document upload hone ke bad delete kaise hoga
Good information sir 👍👍
Hamare csc portal pr वृद्धा पेंशन apply krne ka option nhi aa raha h sir
sir apply krne ke baad hard copy documents bhi dene hai ya nahi kahi par please bta dijiye sir ji
Nahi Dena hai ...
Shapat patra is needed for urban area?
हां सारी जानकारी वीडियो में बताया गया होगा
Sir ek Video Window Pension par bhi bana do.... Apka sath sabka vikas hoga
Documents nahi hai ...
@@BeDigitalhelpsir maine. Pansion apply ki thi usme status dihkra h ki balik beto ka vivran de.. ky document lagane honge ab ??? Plz help
Good news
Sir uttarakhand me tractor ke liye kiase apply kare ?
Matlab??
@@BeDigitalhelp sir ajkal uttarakhand me subsidy me tractor mil rahe hai jinke liye online apply ho raha hai lekin kaise ho raha hai
Pata karta hu ..
sir csc id se aply hoga ya bahar se id bana ke hoga
Dono se hoga
Photo wala document kaise upload karee samajh nhi aaya
sir documen uplode bhi kiye jate hai ya nahi
हां किया जाता है
Agar koi uttarakhand ka bank branch dusra state me account transfer karega to pension nehi ghusega ya close ho jayega keya ??
No information
Application is verified by DSWO ....aa rahai ab ,,, 2 month pehle apply kiya tha
समाज कल्याण विभाग की वेबसाइट से पता चलेगा
Dswo se verify ke baad kitne time Mai aati hai pension
Koi time limit nahi ... Offline pata karo
Kitne din me dswo ne approve kari??
Sir KIS browser SE apply kare
Google Chrome
@@BeDigitalhelp OK sir
Sir documents upload ka options nahi aa raha HAI .koi solution hai
Wait
Sir mene old age pension e-service portal se apply Kiya. form fill kerne ke baad I'd password Mila form ka, fir mene I'd password se login Kiya toh niche likhava aara ki, aapne eservice portal se form fill Kiya hai . Toh login bhi ussi site se karo .
Or mene eservice ki site se hi login Kiya tha fir bhi yahi likhava aara . Koi solution batao sir
Social Welfare ki website se login kare
Sir widow pension aur disability pension ke kese apply hogi uske upar bhi video bnao plz🙏🙏🙏
Ok Try karka hu
Sir meri dadi vikalng h aur unko pension aati h par pension card nahi h pension card kaise ban vaye
Sr vrdha pension ka option to aa hi nhi rha
Sir ye last wala doucument kha se milega
Kon sa ?
भाई इसमें क्या CSC पोर्टल से पेमेंट नहीं होगी क्या जैसे अन्य डाक्यूमेंट्स में CSC पोर्टल से होती है
पर्सनल अकाउंट बनाकर भी कर सकते हैं
Sar ji Khuli baithak ka jo letter hota hai usmein Parshad ka sign Karana jaruri hai ya normal Bina signature Ke Bhi upload kar sakte hain aur photo mein bhi Parshad ki signature chal jaenge
khuli baithak me chaynit prastav ki prati toh gramin ke liye hai bhai city ke liye bhi lagega kya bhai please reply.
City ke lei nahi
sir csc id se pament to cut ja rahi per form complit nahi ho raha
kya csc se aply hota hai ya nahi
Hota hai
Nice
Payment nahi ho pa raha hai portal par. Applicant loging karne pr. Banki process ho chuka hai.
Sir form m login kaise kare... login to option m dekha hi nahi rha hai
Documents upload options nhi aa rha hai na login aa rha hai id mil gyi hai kya karu sir
लॉगइन स्क्रीन पर एक ब्लू पट्टी आ रही है उस पर लगातार प्रेस करें तो ऑप्शन खुल जाएगा ....वीडियो में भी मैंने इसके बारे में बताया था
@@BeDigitalhelp sir blue patti nhi aa rhi hai application submittd ho gyi hai documents nhi ho rhe hai na login me option aa rha hai na form me
Laptop me try karo
@@BeDigitalhelp ussi me kar rahi hu
Site me problem hoga
ismein offline Kuchh bhi karne ki jarurat to nahin, like document verification, stamp ect ??
Nahi
Payment karne ka option nahi aa raha hai sir jiii me apni sarkar portal se apply kiya hai
Aajkal technical problem chal Raha hoga
Bhiya ji last print par kitne day likha hota hai uska screenshot bhej dijiye please
One day ..
Online status kaise check kare form fill karne ke do char din bad
Social welfare ke website se
vdo ke dwara verify kr Diya gya h ab bdo ke pas pending h kitne din lagenge ab
prayokta id and password mobile mai nahi aaya kaise milega
Try
Pension ko Apply karne ke bad amount kab tak recive hoga
Next month se
Sare documents online submit karne ka bad pension kitna din bad se milega ?
Time lagega
Sir isme csc se payment option nahi aa raha h
Photo ko Direct upload karna hai kya
Ya pradhan ke signature kar ke
Pradhan ka sign karke
Sir form bhi upload Krna hai? Please reply
Ha
Sar ji Jab yah site Shuru Shuru Mein bani thi main to apply kiya tha starting ka form to Bhar Gaya lekin documents upload nahin Ho Pai site Nahin chalne ki vajah se aur bad mein vah form Mila hi nahin draft se gayab ho gaya ab mein Dobara apply kar raha hun to Bar Bar dikha de rahe Aadhar Card already exist aur FIR Aage apply Nahin ho raha hai to iska kya solution Hoga sar please reply kar dena aapke jawab ki bahut jarurat hai
अगर आपने पूरा फॉर्म भर लिए होंगे तो अंत में सुरक्षित करें का विकल्प आए होंगे ।।। उसे करते ही यूजर आईडी मिला होगा ।।।। उस id और फॉर्म में भरे मोबाईल नंबर डालने से फॉरगेट पासवर्ड मिल जायेगा
ssp.uk.gov.in/Login_Applicant/ForgetPassword.aspx
password vagaira to hai mere pass aur application number bhi generate ho gaya tha application number dalne ke bad application not found bata de raha hai
Payment nahi ho paa rahi hai portal par
Sir isme kewal 3 sevayen dikha Rahi hai
DOCUMENTS UPLOAD NHI HO RHE PLEASE SOLUTION BTAIYE KOI
Compress kar lo
Upload kiya hua document delete kaise hoga
Final submit ke baad koi option nahi
Bhiya ji documents kaha jama karne honge ye sab
Online hai..
Sir fees ka opstion nhi aara
Try
Sir mene aaply krra but ADO ke paas to puncha nhi yh
Online Form apply karne k kitne din baad pension aati hai
ऑनलाइन फॉर्म अप्लाई करने के बाद समाज कल्याण विभाग से संपर्क करके जल्दी करवा सकते हैं नहीं तो 6 माह का समय भी लग सकता है
@@BeDigitalhelp itna zyada samay lagta hai ?
Sir peyment do bar kar di fir bhi payment mang raha
Site proper kaam nahi kar raha hai
@@BeDigitalhelp ok sir
Sir I'd password sahi dalne ke bad v incorrect dikha rha h
Sahi ID password dalne ke bad bhi incorrect dikha raha hai
Forget password karke new password ganerate kar le
Or dubara apply karne par aadhar exit dikha rha hai
भाई जी वार्ड तो गांव होता नही क्या डालना है?
Matlab
@BeDigitalhelp online pension form में
@BeDigitalhelp online pension form में
sir kuch logo ka khana hai ki abi eski adhikari website on nhi h to ye sab pending me hi rkhaga or vha dikha rha h ki aapki application successful ho gyi hai
Aisa nahi hai
Main teen apply kar diya per teenon ki id aur password galat dikha raha ideas to vahi hai jo Jaisa Apne Karan Hai photo khinchi Thi main vah id aur password Unki date of birth Dali per Fir Bhi galat dikha rahe hain
Log in id aur bahi Mobile number Dale ।।।।fir password mil jayega
Thanks
Payment ka option nhi aara
Site proper kaam nahi kar Raha hai
Login karne ka try karo
@@BeDigitalhelp Sir login ke baad hi nhi aara hai payment ka option
Mai apply kiya thha aise Lekin pension nhi aa rhi h 6 month ho gye h🤦♂️🤦♂️🤦♂️😢😢😢😢
Cm portal me complane karo
sir laptop me bhi payment ka option open nahi hora
Pata nahi
Thoda aaram se bolta tho jada achee se smjh aata , 2x ki speed pr chlra hai
🤔
Naa fess kt rhi
Payment nhi hui
क्या विधवा पेंशन योजना के लिए भी ऐसे ही एप्लाई करना होगा। बतलाएं
Ha ..
Log toh ho hi nhi para hai. Pta nhi kya hota hogaa
Ho raha hai
आवेदक के आवेदन का विवरण
Application is rejected by ADO - कृपया भूमि का स्पष्ट उल्लेख करें और पार्षद द्वारा निर्गत प्रमाण पत्र संलग्न करें
Sir iske bajhe se cancel ho raha hai ye kiya hai
नगर पंचायत ऑफिस से पता करें
Sir online apply karne ka optine nahi a raha hai
Eservice portal me