Bahut Bahiya bro aoor agar teen led wala ups circuit haan to jo buzzer ko nikal kar fault wale pe laga do jise jab bhe fault wala led jalega tab buzzer bhe bajega jise pata chal jayega or ye ek inverter circuit board ban jayega vaise apki video bahut achhi thi thanks 😊😊❤❤❤
Ups produce sine waves electrical power and inverter produce square waves electrical power so we cannot mingle it. And if you can see the video clearly you can easily identify first two power socket connected with UPS output and last single power connected with inverter boad. So it is 350 watt ups with 200 watt inverter not 550 watt inverter ok.
Bhai agr 200 watt se acha aur ek 350 watt ka inverter kit use kiya aur same wiring kiya toh chalega kya kyu ki mere pass do ups pada hai juna wala toh wohi ekdusre koo wiring karu kya ???
@@CreativeHack thank you soo muchh bhaiii ☺️❤️ pr or ek dought hai jese apne 200 watt ka inverter kit use kiya wese hee joh computer ke ups ka kit jog hai 350 waatt ka uska transformer bhi lagau kya or ek kit ke sath ☺️?
@@CreativeHack thank you bhaiii🥰❤️👍pr joh me dusra same inverter kit lagaunga usko bass 12 volt dena hai na uska alag se joh 220v input woh nhi na dena ..? Bas uska output luna ?
Bhai ek badi problem he is inverter project me apne Jo ups ke circuit use Kiya he na wo lead acid battery ko charge karne ke liye he par apne usme li-ion battery use Kiya he ye
@@CreativeHack bhai par ek bar check kar lo ups ki charging out volt kyu ki lead acid battery aur li-ion battery ka full charge & Discharge volt different hota he to shayad apki battery damage hoskti he
its same computer UPS with square wave. It would harldy cost 1500 to 2000 with 1 full year of warranty. Not worth the efforts as its not saving much and too much of hassle to make it.
Maine iska power saving mode auto shutdown ko off ker diya isme R19 ka jo Resistance rahata hai usko maine disconnect ker diya is se ups me beep sound to hogi lekin ups off nahi hogi jab tak battery ki charge khatam nahi hota, iya fir aap is Inverter ko off jabtak nahi karenga tab tak e chalta hi rahega.
Ye bus ups hi hai... Only dusari body me fit kiya hai😢 10 min bad auto cut ho jayega... Uske liye tumhe realay ke baju wala diod short karna padega... Nahi to ye auto off ho jayega
This is the best powerful inverter in RUclips😄🤗💖
Akdam barhiya me bhi asa inviter banake apne RUclips channel par upload karoga thanks bro❤
Thank U dear sir😍
Best inverter in youtube❤
💖
Briliant awesome homemade inverter u deserve Million Subscribers😘
Thank u dear🤗
@@CreativeHackbhai 200 watt inverter kit heat hota ha kya bhai please batao
Nahi jayda to heat nahi hota bas thoda bohut heat hota hai.200watt ka Inverter Kit bohut hi accha sa kit hai aap is kit se Inverter bana sakte ho.
Send Buy Link Project
Bahut Bahiya bro aoor agar teen led wala ups circuit haan to jo buzzer ko nikal kar fault wale pe laga do jise jab bhe fault wala led jalega tab buzzer bhe bajega jise pata chal jayega or ye ek inverter circuit board ban jayega vaise apki video bahut achhi thi thanks 😊😊❤❤❤
Thank you dear😍😊😊❤️
Bro your channel Will grow up
Bro apki agley video Kab ayege 😢
1 days later
Bro ek din to hogaya
Will it charge battery with auto cut off
Aapka favorite color green hai kya
Yes😍
Gorgeous project.😱😱
Thank u dear😍
Maine subscribe bhi kar diya he❤
Bhaiya connection diagram please😊
12 volt Betty ka back up kitna milega agar tebal fen chalat to
Dc fan?
Portable power station banao with strong backup
Ok dear😍
Desktop PC chala sakta hai kya?
Yes
Bhai 7ah ki battery luminous inverter me kitna backup dega
Bohut kam backup dega, jayada Ah ka battery lagao jayada backup milega.
@@CreativeHack time
Load?
250wtt
1 hour approx
Ups produce sine waves electrical power and inverter produce square waves electrical power so we cannot mingle it. And if you can see the video clearly you can easily identify first two power socket connected with UPS output and last single power connected with inverter boad. So it is 350 watt ups with 200 watt inverter not 550 watt inverter ok.
Yes sir you are right it separate, ups 600va mins- 350 watt output power, and Inverter board 200 watt.
Very good 👍🏻👍🏻
Thank U dear
Battery kitani dare tak chaltihai
Aap jitna jayada Ah ka battery lagayenga e utni hi jayada dare tak chalegi,
Bhut bdhiya bro
Thank u dear😍
Backup Kitne hours ka hai
Backup battery ka Ah per depend karta ha,i main eihape sirf 8Ah ka battery ka use kiya aap jayada Ah ka battery lagana jayada backup milega
Isse 450 watt ka computer chala sakte hai kya bro
Jarur
@@CreativeHack ye invester kiten ka bana hai or kitne watt ka hai agar mujhe apse hi ye Lena Jo to kitne ka milega mujhe ye invatar?
550 watt
Total cost kitna pada hai
Approx ₹3000
Bhai agr 200 watt se acha aur ek 350 watt ka inverter kit use kiya aur same wiring kiya toh chalega kya kyu ki mere pass do ups pada hai juna wala toh wohi ekdusre koo wiring karu kya ???
Jarur aap ker sakte hoo
@@CreativeHack thank you soo muchh bhaiii ☺️❤️ pr or ek dought hai jese apne 200 watt ka inverter kit use kiya wese hee joh computer ke ups ka kit jog hai 350 waatt ka uska transformer bhi lagau kya or ek kit ke sath ☺️?
Yes ups kit ke sath main jo transformer connect hai usse bhi lagana hoga
@@CreativeHack thank you bhaiii🥰❤️👍pr joh me dusra same inverter kit lagaunga usko bass 12 volt dena hai na uska alag se joh 220v input woh nhi na dena ..? Bas uska output luna ?
Yes
Mujhe lena hai kaise lesakta hu mere liye banadoge sir
Jarur
@@CreativeHack pris kitna lagega
Reply nhi kiya sir
This Inverter now sold out or bhi ek bohot hi Powerfull Inverter ki video aaa raha hai aap uss Inverter ko le sakte hoo
Ok
Bhai ups kaun sa lena hai
Aap kisi bhi ups ko le sakte ho
Bhai aap atx transformers se inverter banou please
Jarur.
@@CreativeHack thanks ❤️❤️❤️
Bhai mujhe bhi ye chahiye price kitna hoga
I want to buy what is price
ये इन्व्हर्टर बनाकर हमे आप दे सकते हो,??
Jarur banake de sakta hoon.
Price kya hoga
Price kya hoga
₹3000
Kya price me milega
Bhai ek badi problem he is inverter project me apne Jo ups ke circuit use Kiya he na wo lead acid battery ko charge karne ke liye he par apne usme li-ion battery use Kiya he ye
Main to is Inverter ko abhi bhi use ker raha hoon 40Ah Lithium-ion Battery ke sath bohot hi achhe se e battery ko charge ker deta hai
@@CreativeHack bhai par ek bar check kar lo ups ki charging out volt kyu ki lead acid battery aur li-ion battery ka full charge & Discharge volt different hota he to shayad apki battery damage hoskti he
Bhi marilia Aisa same inverter manado please 😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊
Jarur your address?
kya solar panel use kar sakta hai
Yes, jarur aap solar panel use ker sakte ho.
reply pls
Bhai mujhe es inverter ka wiring digram bhejo
Mera instagram pe aajayo
its same computer UPS with square wave. It would harldy cost 1500 to 2000 with 1 full year of warranty. Not worth the efforts as its not saving much and too much of hassle to make it.
Bhai mujhe apse jaruri bat karni hai apse
Bolo
@@CreativeHack bro mujhe ye invatar Lena ho to kitne rs me doge ?
Aap kitna watt ka Inverter lena chahe te hoo ? Main uss watt ka Inverter bana ker apko dunga .......
@@CreativeHack 660 watt ka
Good work
Thank u dear😍
Kya circuit diagram milega huge help hogi
Yes come in instagram
Mere pass insta ka permission nahi hai app bhas link degeya
Ye inverter banane mein kitna amount lagta hai
Approx ₹3000
Bhai ye circuit kaha milega
Amazon& flipkart per mill jayega
Bro upi skit up ice kit
pvc sheet kaha se liye
Hardware shop se liya
Sir ak mere liye bana kar dijiye ga
Jarur, why not😍
Project Direct Buy nahi kr sakte
Jarur aap buy ker sakte hoo
love from bd
Add solar panel and gear motor for free energyg
Ok coming soon.
Make a video on bowling machine also
Ok
Bhai isme ka transformer bahut dheere charge krta hai, ampere km hai, uska solution btao...
Use solar panel as a alternate charger and use solar charge controller
@@CreativeHack ok bhai,
Thanks for reply....😊
Bohot hi jaldi iske upar ek video ane wala ha so stay tuned🤗
@@CreativeHack thank you mere bhai
Love you ♥️
Bhai total kitna kharcha hua
Approx ₹1800
Ups ka kit to invertor jaise supply nahi deta beep karke band ho jata hai.
Maine iska power saving mode auto shutdown ko off ker diya isme R19 ka jo Resistance rahata hai usko maine disconnect ker diya is se ups me beep sound to hogi lekin ups off nahi hogi jab tak battery ki charge khatam nahi hota, iya fir aap is Inverter ko off jabtak nahi karenga tab tak e chalta hi rahega.
Praise kya hai
Inverter ka eya metarials ka?
Complete
₹1000 me ban jayega, aap ehape purana ups ka hi use kerna bohut cheap price me ban jayega.
Khareeda hua circuit leke to ek 10- 12 saal ka baccha bhi aisa emergency light bana sakta hain
Jarur abhi to 1 saal ka baccha bhi intelligent hota hai.
Bro atleast isne kuch chiz padha hai hamare liye and phir guide Kiya hai creative hack ne... Atleast praise him for the work...
Sir hamko ak Bana ke dijiyega
Jarur kiu nahi
The word is "Ventilation" not Bhentilation, Volt ko Bolt bolne walon apni language to theek kar lo.
Thank u dear, for found my mistake main improve kerne ki kosis karunga.
Ye bus ups hi hai... Only dusari body me fit kiya hai😢 10 min bad auto cut ho jayega... Uske liye tumhe realay ke baju wala diod short karna padega... Nahi to ye auto off ho jayega
Main isko 10 month continue use ker raha hoo ek second like liya bhi ye off nahi hua
कीमत कितनी होगी
₹3000
Mast He❤
Thank u dear❤️😍
Sir hamko chahiye
Ok
Bhai ham Tera inverter chahie
Vai ketna kharcha hoga
Approx ₹1000, main eha pe purna ups ka use kiya to aap bhi aisa hi karna kafi kam kharcha main ee ban jayega.
Components link de do
Description per hai aap check out kare
bhai sikand ke danibad
Bahi mara v bana do please
Jarur, aap kya kolkata se ho?
Aap banake doge kya kitna pdega
Approx₹3000
Hehe bro ek din to hogaya
Tomorrow Morning 10Am
Let's vote for bros face reval
Kahm milege
Samajhme nahi aya?
Haan samajh me nahi aaya
Hii
Apka nambar deo ji
*Promo sm*
Phir se school jao bete tumhe abhi Bahu padhna hai 😢
Ok😲
Ok
Hii
Hello😍