11:33 khudko unki jagah rakh kar dekho. Itna aasan nahi hota jinhone palposke bada kiya unka vadh kar dena ,jinke liye aap itna samman karte ho Itni asanise vadh kar sakte to Duryodhan aur Pandavome farak kya reh jata
Nakul ya Bheem kabhi nahi kahe ki Pitamah pe prahar nahi kar sakte.. ye bas Arjun kahe the jispe unhe Geeta diya gaya tha, baaki 4 Pandav kabhi nahi kahe ki prahar nahi kar sakte
Dronacharya ka Tod Arjun Bhishma ka Tod Arjun Karna ka Tod Arjun Jaydrath ka Tod Arjun Or kitni shakti dekhni h bhaiii or ye sab ese h jo mar nahi sakte asani se
Aplog emotions se dekh nehi rahe ho. Kehe naa karne mein farak nehi?? Agur apke paribar ka koi galt kare usse mardo kehena aur khud jaa ke sach mein marna same hai???? Arjun ke ability per question uthha rahe ho... Per kya arun akela fight kar raha hai jo man mein aye karega??? Isse TEAM work kahete hai jisko jo karna hai wo wahi karega.... aur baki opposite side b utni hi powerful bhi to hai. Matlab barbari ki ladhai hai sab almost equally powerful hai. Hn issme bahut sare log ko weak dikhya hai. Ye bhi sahi hai. Sirf karna ko overrated kiya gaya hai. Jab ki yudhishthir, nakul, sahadev, abhimanyu,dristadyumna,5 upapandav, aswasthtama, duryodhan, sakuni, salya almost sare apni apni war mein mein mahir hai....
@@crickethighlights6684 I understood what you mean I just said if you think like that then there is direct connection between bhism and narayan since ganga originate from vishnu's feet and there is also one more connection which is a bit confusing also like karn is the son of suryadev and yudhishthir is the grandchild of suryadev so the connection between them is😅and karn is also direct brother of yudhishthir
Practical socho koi bhi apne dada ji ko marne ka khyal kyon Karega aur kar bhi liya to uske bahut mushkil hoga vah kam karne ka aur isliye to Krishna ji Arjun ke Saat he aur unke Sarathi hai Aur app log emotionally Dekho na ki sif Dharm Dharm karo agar sabhi najron se dekhoge tabhi Mahabharat samajh paoge.
11:33 khudko unki jagah rakh kar dekho. Itna aasan nahi hota jinhone palposke bada kiya unka vadh kar dena ,jinke liye aap itna samman karte ho
Itni asanise vadh kar sakte to Duryodhan aur Pandavome farak kya reh jata
Nakul ya Bheem kabhi nahi kahe ki Pitamah pe prahar nahi kar sakte.. ye bas Arjun kahe the jispe unhe Geeta diya gaya tha, baaki 4 Pandav kabhi nahi kahe ki prahar nahi kar sakte
Dronacharya ka Tod Arjun
Bhishma ka Tod Arjun
Karna ka Tod Arjun
Jaydrath ka Tod Arjun
Or kitni shakti dekhni h bhaiii or ye sab ese h jo mar nahi sakte asani se
Aplog emotions se dekh nehi rahe ho. Kehe naa karne mein farak nehi??
Agur apke paribar ka koi galt kare usse mardo kehena aur khud jaa ke sach mein marna same hai????
Arjun ke ability per question uthha rahe ho... Per kya arun akela fight kar raha hai jo man mein aye karega??? Isse TEAM work kahete hai jisko jo karna hai wo wahi karega....
aur baki opposite side b utni hi powerful bhi to hai. Matlab barbari ki ladhai hai sab almost equally powerful hai.
Hn issme bahut sare log ko weak dikhya hai. Ye bhi sahi hai. Sirf karna ko overrated kiya gaya hai. Jab ki yudhishthir, nakul, sahadev, abhimanyu,dristadyumna,5 upapandav, aswasthtama, duryodhan, sakuni, salya almost sare apni apni war mein mein mahir hai....
Ye nhi samjhenge
Do you know what relationship is between Bhishma and mahadev - Bhishma mausi a parvati mata who is the wife of mahadev.
Aise toh krishna bhism ke dadaji honge q ki ganga ji vishnu ke pairon se nikalti h😅
@maaya2890 nope.. ganga was the sister of parvati that's why...
@@crickethighlights6684 I understood what you mean I just said if you think like that then there is direct connection between bhism and narayan since ganga originate from vishnu's feet and there is also one more connection which is a bit confusing also like karn is the son of suryadev and yudhishthir is the grandchild of suryadev so the connection between them is😅and karn is also direct brother of yudhishthir
@@maaya2890 👍
Practical socho koi bhi apne dada ji ko marne ka khyal kyon Karega aur kar bhi liya to uske bahut mushkil hoga vah kam karne ka aur isliye to Krishna ji Arjun ke Saat he aur unke Sarathi hai
Aur app log emotionally Dekho na ki sif Dharm Dharm karo agar sabhi najron se dekhoge tabhi Mahabharat samajh paoge.