Video slow and samjhane ke liye bhi speed slow kariye sir Accha bataya h sir apne . Thank you sir. Complete connection slow motion m dikhana sir next video m
The way u described exhaustive details is very very good. This video will enhance ur popularity & peoples will definitely purchase Stabiliser manufactured by u only.God bless u every thing in ur life.
Sir ka aap ka samjhane ka tareeka bahut hi accha hai.... Mere ghar ke stablizer mai Double phase laga hai par output mai dono side phase show krta hai.... Normal jab nutral aur phase lagate hai jisme nutral show krta h...double phase lagane par nutral mai phase se jyaada tester glow krta hai .... Aisa lagta hai...jaise output mai phase wale poll se jyaada nutral mai jyaada light glow hoti hai.... to mai stablizer ke output mai tester k jyaada light glow ko phase aur kam light wale ko nutral samjhu ? kyu ki ghar mai invertor ka bhi connection hai....wire ulta ya seedha hone par invertor ke connection par kya fark pad sakta hai ?
Bhaiya auto manual stepup and stepdown ka bhi ak video banaiye sath me ak bar pura connection karne ke bad drawing me bhi samjha dijiyega to bahut achha hoga
Bhaiya Aap Jo video Banaya Transformer ka 110 ka uska thoda look thoda badhiya se assistant kijiega Taki Dekhne Mein Achcha Lage Aur Samajh Mein Bhi Aaye Jante Hain samajh Jaenge aapka bahut bahut Shukriya dhanyvad
Sir aap ka video bahot hi pasand aaya you tube par ab tak ka sabse tagda video h ye . Sir ek baat aur tha kya koi aisa tarika h ki stablizer ko bina khole pata sake ki kitne kv ka stablizer h . Meter se check karke ya koi or tarika reply jaroor dena sir.
Bhai high volt cutoff bhi bta ke video khatam krna tha video upload krte samay tak to light aa hi gayi hogi 😊smart boy 😊nhi to video dekh ke koi bhi asembel kr leta abhi daut hoga 😊
Apka video sahi hai par d no bale canction ka jo aap ne 3or 4 no bale rile me jore hii uska video saph se nhi dikh rha hii kosis hii ki usko saph se dikhaye sir 🎉
Bahut hi bdhiya video hai sir samjhane ka rarika bahut achha hai aapka
You tube Ka aaj tk Ka sabse Acha video sir aap bolte Bolte thak jate hoge very nice 👍 video
You tube ki sari videos dekh liya hai kya??
Video slow and samjhane ke liye bhi speed slow kariye sir
Accha bataya h sir apne .
Thank you sir.
Complete connection slow motion m dikhana sir next video m
Kya bat super 👌👌👌 BAHUT badiya Samjaya Bhai AAPNE gjb
Apne kafi detail mein aur bahut hi acche tarike se samjhaya aapka dhanyvad 🙏🏻
Sar mene aapka vidio dekha h bahut achha lga
बहुत बेहतरीन लगा वीडियो❤
Bahut hi behatrin video
Sr bhot badhiya achhi jankari detho ho thanks
Aap ki vedeo muje bhot achi lagi aap esey vedeo our banae sar rikbest hai aap se
Best sir esi ka entejar tha bahut dino se
Gyan vardhak jaankari di hai aapka dhanyavaad❤
Bhai video etni achi h ki sb samaj aara h
Aapka video dekhkar ham bahut kuchh siekte hain
Good work sir ji 🎉🎉🎉
बहुत ही बेहतरीन और सटीक और सार्थक और उत्तम तरीके से पूर्ण ज्ञान दिया है जो अत्यंत ही महत्वपूर्ण है।
Nice video bhai,❤❤
Dil pe raj kar gaye गुरु 🙏🙏🙏
The way u described exhaustive details is very very good. This video will enhance ur popularity & peoples will definitely purchase Stabiliser manufactured by u only.God bless u every thing in ur life.
Ap bhut achech se Samjhte h sar
Aap great ho 🤠🤠🤠
Hamko acha laga apka video par banana sikhna hai
Nice
Sir diagram se bhi samjhae kiyoki
Last me video fast h isliye samajh nahi ayi
Thank you so much dear sir 🥰🥰
Bohot acchi video hai sir
App ka video both ach h very nice looking
Sir aap bahut acche se samjhate h
Excellent vedio sir
This video is informational to beginners but not for technicians...
बहोत अच्छी लगी विडीयो
Bahot badhiya bhaiya
Bahut achha 🎉🎉🎉🎉
Mujhe photo se lga ladki hh, dekha to ladka 😮😮😮
Bahut badhiya bhaiya kya Ham is stabilizer se AC Chala sakte hain
Complete. ....बहुत खूब
Nice sar😊😊😊
Bohot acha batye h paar haar aak part. Ka naam bataye hote to or acha rahta
Aap ne vedio to bahut achii bnaya hai lekin 30:00 ke baad vedio ki speed aap ne jada tez kr diye hai
Last ka nhi samgha sir lekin samghane ka Tarika achcha hai
Top Class Video on RUclips....Thanks for your efforts Sir.🙏🙏
Sir es ka canection aur achche tareke se batao beach me app video speed kar deye the baki app ne bahut achhe se canection ko bataya hai
Thank you sir ❤
Presentation is very good, now make video on its circuit diagram of automatic stabliser of 5kva
Sir ka aap ka samjhane ka tareeka bahut hi accha hai....
Mere ghar ke stablizer mai Double phase laga hai par output mai dono side phase show krta hai....
Normal jab nutral aur phase lagate hai jisme nutral show krta h...double phase lagane par nutral mai phase se jyaada tester glow krta hai ....
Aisa lagta hai...jaise output mai phase wale poll se jyaada nutral mai jyaada light glow hoti hai....
to mai stablizer ke output mai tester k jyaada light glow ko phase aur kam light wale ko nutral samjhu ?
kyu ki ghar mai invertor ka bhi connection hai....wire ulta ya seedha hone par invertor ke connection par kya fark pad sakta hai ?
Sir ek video ups per bana do sir & online ups work kese karta hai ❤❤
Good master bhiya
Bhaiya auto manual stepup and stepdown ka bhi ak video banaiye sath me ak bar pura connection karne ke bad drawing me bhi samjha dijiyega to bahut achha hoga
Bhaiya Aap Jo video Banaya Transformer ka 110 ka uska thoda look thoda badhiya se assistant kijiega Taki Dekhne Mein Achcha Lage Aur Samajh Mein Bhi Aaye Jante Hain samajh Jaenge aapka bahut bahut Shukriya dhanyvad
Aur stabilizer making vidios banaiye ....
Nice work bro
Bahi 2 stabilizar 500 500 wate ko ham ak me kese jode please 🙏 video
Aapka video achaa laga
I like your all video's
Super sr ji
बहुत अछा समझाया सर
Very nice top work
Sir transfarma ka data kaise nikale input output voltage k anusar ek vidio is par bhi banao
Sir aap ka video bahot hi pasand aaya you tube par ab tak ka sabse tagda video h ye . Sir ek baat aur tha kya koi aisa tarika h ki stablizer ko bina khole pata sake ki kitne kv ka stablizer h . Meter se check karke ya koi or tarika reply jaroor dena sir.
Sir ji aapne bahut hi shandar tarike se samjhaya hai lekin yah scrup kya hota hai
Bhai high volt cutoff bhi bta ke video khatam krna tha video upload krte samay tak to light aa hi gayi hogi 😊smart boy 😊nhi to video dekh ke koi bhi asembel kr leta abhi daut hoga 😊
Mast hai bhai aap kanha se ho
good man sir
Sir auto cut stabilizer ka video jarur banaeyega.
Bahut badiya
Sr app keet ke bare me bata dete dete to aur achha hota kit kaise set Kiya jata hai hamko malum nahi hai ❤❤❤❤❤
Thans bhai v good
Helo sir 36 volt Ac not Dc?
Gjb yar gjb
Bhahut khub
Good video - best
Very informative video
Very Nice Video Sir
Very very very interesting work good, thank you Sir
Very good sir
Very very good
Sir. G. MAI. UP. 52. YANI. DEORIA. DISTRICT. SE. AAPKA. VIDEO. DEKHTA. HU.
Very good video sir ji
Very good I liked
Sir iske pure parts ko kaise manga sakte hain
Good information👌
Sir stabilizer transformer kholke step down transformer winding kar sakte hai kya? Audio amplifier ke liye
Super video
Nice work sar
Sir please mackro oven ka full repairing video banayye na please 🙏🥺 please 🙏
Bolane ka speed aaramse hona chahie 🙄 bahot intrested information hai🙏 I enjoyed but pls slow kaho sir aur badhiya hoga🙄🙏
Aap video slow kar lo na
@@AshutoshYadav-ki6my right sir 👍
Slow hi hai tum sikhne walo me se hi nhi ho
Sir ye relay par jo jumper dala hai iska connection samajh mein nahi aaya
Nice 👍🏻👍🏻 🇮🇳 || Kuki 06|04|2022
Bahot jyada other sound aa raha hi sir ji isko banane me kitna kharcha aae ga
Sir plz fhishing machin bananeka video dalo plz sir
Sir stabilizer ke transformer ki wanding ki puri formula par 1 video banaye
Nice vdo
मैनुअल स्टेबलाइजर के काम करके दिखाइए
Conection ka diagram bhi dikhye .jis se help milegi
Thanx bro 🙂
Short video banaya karo bhiya ji
Battery charger bnane ki video bnao please
Good work sir love you
Apka video sahi hai par d no bale canction ka jo aap ne 3or 4 no bale rile me jore hii uska video saph se nhi dikh rha hii kosis hii ki usko saph se dikhaye sir 🎉
Sir apne bolne ki speed kam kijiye ...aur jo wiring ho rhi hai use zoom kijiye
पूरी विडियो दिखाओ output input
Good morning