Jpt pressure washer oil change method

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 28 авг 2024

Комментарии • 3

  • @randeepx90
    @randeepx90 Месяц назад +1

    Very nice bro, mere pass b JPT ka F10 pressure washer hai, mujhe 1 year ho gya hai liye huye, waise koi problem nahi hai, pressure abhi b bahut acha hai uska par fir bhi mein service karunga abhi, aapki video dekh k pta chall gya bro ki kaise oil change karna hai, mein bro Castrol ka 5w30 oil dalunga wo hmari verna car k liye accha hai aur iske liye b accha hoga, kiyun ki uski viscosity bahut acchi hai, and wo winter aurSummers main b accha work karta hai, aap b next time 5w30 fully synthetic oil dalna dekhna wo bahut accha work karega shyad pressure washer ki performance b acchi ho jaye, kiyun ki is oil ko dalne se car ki performance bahut hi jyada acchi ho jati hai, aapne jo oil use kiya hai uski viscosity bahut garhi hai, 5w30 ki viscosity patli hai, mein apne pressure washer ki service karke dobara comment karunga, phir mein btaunga ki 5w30 fully synthetic oil ki performance kaisi rahi, mere pass 5w30 oil pda hai to mein isiliye yehi use karke dekhunga shyad pressure aur b badh jaye, waise to terbo nozle lga k pressure badh jata hai,

  • @rohitkumardas546
    @rohitkumardas546 Год назад

    Super 👍👍👍

  • @user-io3nu6kf7n
    @user-io3nu6kf7n 8 месяцев назад

    When to change oil