sir mere 10th certificate me father's name - HARI NATH MISHRA And 12th Certificate me father's name - HARINATH MISHRA hai to kya problem hogi? please bataye
आधार कार्ड के नाम के अनुसार सभी डॉक्यूमेंट सेम है, जैसे बैंक पासबुक आय, मूल ,जाति प्रमाण पत्र और जितने भी सरकारी डाक्यूमेंट्स अभी में आधार कार्ड का ही नाम है, सिर्फ 10th.12th. कि मार्कशीट में नाम कि स्पेलिंग अलग हे और सरनेम नहीं है, तो आप बताए ऎसि स्थिति कंडीशन में क्या करना होगा, एफिडेविट बनवाने से कम हो जाएगा, कि मार्कशीट से नाम सुधार कराऊ, पर सभी डॉक्यूमेंट में नाम सुधार होना पड़ेगा फिर, मार्कशीट में Reetesh, और आधार कार्ड और सभी डॉक्यूमेंट में Ritesh choudhary हे। मार्कशीट में नाम चेंज करऊ कि एफिडेविट बनवा लूं क्या सही रहेगा
@@niharlanjewar1601bhai mere 10th , 12th , graduation ke marksheet me english me hi sirf name likha hai, hindi me name nhi hai likha hua lekin mere aadhar card me hindi me अलोक likha hai aur english me same name hai certificate wala but mera hindi me name आलोक hai lekin certificate jitna mila hai unn sab me sirf english me hi name hai likha, kya koi dikat hoga agar mai hindi me अलोक hi ab se likhu toh?
सर अगर अपने किसी भी document मे पिताजी का उपनाम नही है तो फिर अनुप्रमाणन फॉर्म को भरते वक्त जो उपनाम डालने को आता है उसमे हम पिता जी का उपनाम डाल सकते है?
Agar 10th ke marksheet me apne naam ke bich me KUMAR lag jaye jaise SHIVAM DUBEY ke jagah SHIVAM KUMAR DUBEY ho jaye aur papa ke naam me space lag jay jaise HARIOM DUBEY ke jagah HARI OM DUBEY....to affidavit kaam karega ?kyuki school wale bol rhe ki hmara data available nhi hai kyuki 2014 me mai passed out hu
Sir mere sabhi marksheet me mother name me first later m ki jagah n hai or adhar card me m hai to document verification ho jayega ki nahi plz reply sir g
@@vedjipatel school se admission form nikal ke school tc ke saath attach kar ke school se letter forwading karwana hoga. Sath me fist class magistrate se ek affidavit lagana hoga name correction mention karte huye. In sare documents ko certificate ke sath respective board ke paas ja ke waha counter pe rashid katana hoga. Uske baad new certificate milega kuch din baad board se.
Sir mere sare documents me to name ki koi dikkat nhi hai lekin 2nd grade ka form fill krte time papa ke name ki spelling mai mismatch ho gya .iska solution dijiye Please
Thanks sir ❤❤❤❤❤ Sir mera 10th marksheet me CHANDRA hai and 12th marksheet me CHANDAR ho gya hai😢😢. Document verification me koi problem nahi hogi na please reply sir
Sir mane form fill up karte time fathers name fill nahi kiya tha , q ki mandatory field nahi tha. So only my name and surname , will my DV will be rejected ? Please reply.
Good afternoon sir, mere MSc 2019 m complete huwa, lekin subject paper m minor saa correction ke wajah se hamare marksheet phir 2022 main aayi, kya main Jaan sakta hu form bhrte time date of passing year kya daalenge jisse hume DV main koi problem create naa ho... Hum 2019 daalenge, yaa 2022 daalenge.... Hamare pass 2019 ki ab sirf duplicate copy hai.... original marksheet 2022 ki hai....
Bhai after selection, in police verification are they ask about father identity card , like if your father name in his document is different from your document, is it create problem?
Sir mere intermediate me father's name me late maine write kar Diya tha Jo mare pita ji nahi hai lekin Maine matric graduation and b.ed me late nahi write ✍️ Kiya tha Jo ki mere intermediate certificate me late aur baki me late nahi hai to kya mai affidavit banana jaruri hai ya nahi 8/09/23 ko DV hone wala hai to dikkat hogi please sir tell me ✋😂🤣😭
Mere sabhi documents me papa ka middle name diya hua ha aur papa ke sabhi documents me name aur middle name ke bich gap nahi ha to kya kisi v govt job me documents verification ke time koi dikkat hogi ?
Sir meri graduation ke marksheet me mother's name me ek letter ki mistake hai ( shakuntla ki jagah pr shakuntala) ho gya hai aur form fill krte time isi ka serial no. daal diye hai aur iska photo copy attest krke office me speedpost kr diye hai to kya result ke baad us documents ko sudhaar krwa kar documents verification me jaa skte hai
Please reply my father name is Mr harish chandra kesarwani which is in my aadhar and pan but in my other documents it's harish chandra kesharwani only word mistake what can I do
@@preetirawat5324 agar graduation ki marksheet me father name or mother name me koi spelling mistake nahi hai to koi problem nahi hogi but govt. Job me document verification ke time uska affidavit jaroor bna kar rakhna varna us time problem hoti hai
Mera Graduation 2018 me final hua jisame main ek subject ke 3rd part me absent ho gaya , number achchha hone ki vajah se result me pass bhi dikha rha hai 999/1800, aur maine improvement form nhi bhara to kya DV me koi dikkat to nhi aayegi?
Acha ek batao.. Mere 12 th me mumy ke name glt he.. Or mere kvs ke exm h... Agr exm nikal gy to.. Kya lgta h.. Apko vo bhr kr denge ye phr affidavit se man lenga... Vese to me shi krva rhi hu but 3 mnth mang rhe h
@@ranitomar3135 yr m cbse board.... Se hu allahabad cbse board office jake shi krve rhe h... Abhi hua nhi h yr bhut time lagta h... Dmkh khrb kr rkhe h
Sir mere father ka name mere documents m different h Or mere father k documents m bilkul hi different h mns dono k documents m alg alg name h to plz iska kuch solution btaye
Meri 10th 12th ke documents mein papa ka naam surjit singh hai lekin graduation ke 3 saalo ke certificate mein surjeet singh hai ab 10 saal hoge h mujhe graduation kiye..ab mera man h aage m.a krne ka ton ab kya kru
Bhai mere 10th CBSE certificate me papa ka naam sekhar h And baki 12th, Graduation and aur v documents (adhar,pan , DL,voter ID etc)me sare me Shekhar hai to kya govt job me document verification me mujhe pass krenge ya fail ?? Yahi ek alphabet ka difference h bs And maine already iske liye Affidavit banwa rakha hai jo ki District court se hai Reply jarur kare 🙏🏻
सर माझा एक problem aahe,,, माझा पुर्ण documents वर आई चा नाव मीना बाई आहे,,आनी त्यांचा डॉक्यूमेंट्स वर डोडे ha नाव आहे,,tar documents verification मधे problem होईल का,,,plz rply me सर 🙏🙏
My father's name in his adhar card - Balvir singh Dhillon In my 10th class Marksheet - Balvir singh In my 12th class Marksheet - balvir singh Dhillon In rest of the documents - Balvir singh. What can I do?
जून 2021 में सुप्रीम कोर्ट ने पाया कि सीबीएसई का वह नियम बेतुका है जिसमें कहा गया है कि छात्रों को प्रमाणपत्रों पर अपना नाम बदलने से प्रतिबंधित किया गया है क्योंकि इससे प्रशासनिक दक्षता प्रभावित होगी। अदालत ने माना कि बोर्ड के उपनियम छात्रों की संभावनाओं के बजाय कागजी कार्रवाई से अधिक चिंतित थे जिनसे उन्हें गुजरना होगा। न्यायालय ने बोर्ड को तत्काल कार्रवाई करने और नाम में सुधार या बदलाव, जैसा भी मामला हो, दर्ज करने के लिए एक उचित तंत्र शुरू करने का आदेश दिया। किसी छात्र के लिए बोर्ड प्रमाणपत्रों में अपनी पहचान बदलना लगभग असंभव बनाने के लिए प्रशासनिक दक्षता को एक बहाने के रूप में उपयोग करना बोर्ड की अत्यधिक असंगतता थी, भले ही यह कितना भी जरूरी या महत्वपूर्ण क्यों न हो। You Can Change Your Name 10th and 12th Marksheet
Sir mummy ka naam unke aadhaar card me puara change hai our mere sabhi marks card, TC, etc me pura name alag hai... Me kya karu bhai... 😢😢... Pls koi to rasta batao.... 😞😞😞
सर मेरे पूरे डॉक्यूमेंट्स में मम्मी का नाम मीना बाई है,,,और उनके document मे Done है तो क्या,,aafidevid से काम चल जाएगा या,,रिजेक्ट होगा,,plz,,rply me,,,sir
Ushke liye aapko jaha se aap study kare ho aap baha ke principal ke sign or seel karba lena or jaha jaha aadhar card correction hota hai waha se karba lena
Sir mera sab document me name correct hai but application form me sitamani k jagah sita mani hai spcace h to document verification me koi problem create ho sakta hai kya....plz reply
father k naam me....RAMESH CHANDRA VIDYARTHI k jagah RAMESHCHANDRA VIDYARTHI ho gya ....space nhi diya h RAMESH &CHANDRA k bich m p.....dikkat hoga sir DV me
Depression mein tha bhut din se aapke video ne depression se bahar laane mein bhut help ki thank you so much
@@Manish_choudhary-m3i bhai kya solution Mila h apko. Thoda Mera v help kijiye
@@Gameforfame.obhai maine bahut bhaga dodi ki tab jake board office me kaam hua
Kya aapko koi solution mila, 😢
मेरे 10th ....12th तक माँ के नाम मे मिश्रा है। और उसके बाद देवी कर दिया ।
और अब माँ के आधार card में भी देवी ही है ।
YADE KISE TEACHER NE GALTI KI HO TO SAJA KISKO MILNA CHAHIYE
Sale ye computer valo ki galti h 👺👺 galat name fit kar denge bad me students pareshan hoy 😢😢😢
तहे दिल से शुक्रिया आपका साहेब जी
Bahut bhut sukriya sir
Sir mere diploma certificate me hindi me name galat hai lekin english me shi hai koi dikkat nahi hogi
Thank you sir 🙏 clear karne ke liye ❤
Spelling mistakes nhi hai, pura naam alag alag hai ... Kya karu mai...😞😞😞😢
aapne kya kiya please bataiye mera bhi same problem
@@rohitgamer5117bhai naam to change nhi hopara hai, Isliye ek " Affidavit " Likhao ki naam me aaisa aisa galat hua hai kaha kar likhao usme...
Mera bhi yahi problem hai
Koi rasta mila kya bhai batana
Koi solution nikla?
sir mere 10th certificate me father's name - HARI NATH MISHRA
And 12th Certificate me
father's name - HARINATH MISHRA hai
to kya problem hogi?
please bataye
Same problem mere sath v h bhai.kuch PTA chala kya ki koi dikkat to nhi hoga na.
@@rajeevkashyap7798 nhi hoga
Same here
Thank you sir is video ko dekh bahut bahut help Mila ❤
Sir cast certificate ka issue date form ke last date se pahle ka hona chahiye na?
आधार कार्ड के नाम के अनुसार सभी डॉक्यूमेंट सेम है, जैसे बैंक पासबुक आय, मूल ,जाति प्रमाण पत्र और जितने भी सरकारी डाक्यूमेंट्स अभी में आधार कार्ड का ही नाम है, सिर्फ 10th.12th. कि मार्कशीट में नाम कि स्पेलिंग अलग हे और सरनेम नहीं है,
तो आप बताए ऎसि स्थिति कंडीशन में क्या करना होगा, एफिडेविट बनवाने से कम हो जाएगा, कि मार्कशीट से नाम सुधार कराऊ, पर सभी डॉक्यूमेंट में नाम सुधार होना पड़ेगा फिर,
मार्कशीट में Reetesh, और आधार कार्ड और सभी डॉक्यूमेंट में Ritesh choudhary हे। मार्कशीट में नाम चेंज करऊ कि एफिडेविट बनवा लूं क्या सही रहेगा
Aapne kya kiya aaffite daffit banwaye ya nhi
@@niharlanjewar1601bhai mere 10th , 12th , graduation ke marksheet me english me hi sirf name likha hai, hindi me name nhi hai likha hua lekin mere aadhar card me hindi me अलोक likha hai aur english me same name hai certificate wala but mera hindi me name आलोक hai lekin certificate jitna mila hai unn sab me sirf english me hi name hai likha, kya koi dikat hoga agar mai hindi me अलोक hi ab se likhu toh?
Mera adhar card me spelling chote letter me hai aur marksheet me bade letter hai isse to koi problem nahi hogi na
Gjab sir ❤❤❤❤❤❤ nice vedio helpful sir ❤❤❤
Thank you for information 😊
Re Dv usi condition main hoti h jab fathers name alag alag ho.
Sir mere pure documents me father name किरण मंडल है सिर्फ caste certificate me किरण कुमार है चलेगा कि नही चलेगा
Thankyou sir ji 🙏🙏🙏🙏🙏
सर अगर अपने किसी भी document मे पिताजी का उपनाम नही है तो फिर अनुप्रमाणन फॉर्म को भरते वक्त जो उपनाम डालने को आता है उसमे हम पिता जी का उपनाम डाल सकते है?
Mila kya solution?
Thanks for this information
Agar 10th ke marksheet me apne naam ke bich me KUMAR lag jaye jaise SHIVAM DUBEY ke jagah SHIVAM KUMAR DUBEY ho jaye aur papa ke naam me space lag jay jaise HARIOM DUBEY ke jagah HARI OM DUBEY....to affidavit kaam karega ?kyuki school wale bol rhe ki hmara data available nhi hai kyuki 2014 me mai passed out hu
same problem bhai
@@rajeshnarnaure4411 bhai better hoga ki gazette bnwa lo
Gajjat bannee ke bad goverment documents verification me dikkat nahi ayega???
Space koi problem nhi krta but Kumar problem krega aur affidavit bna lo.
Gazette or affidavit dono kra liya jaye tb to document verification me problem nhi aani chaliye?
Sir mere sabhi marksheet me mother name me first later m ki jagah n hai or adhar card me m hai to document verification ho jayega ki nahi plz reply sir g
Sare documents me mother name same hai. Par maa ke aadhar me name alag hai
@@vedjipatel school se admission form nikal ke school tc ke saath attach kar ke school se letter forwading karwana hoga. Sath me fist class magistrate se ek affidavit lagana hoga name correction mention karte huye. In sare documents ko certificate ke sath respective board ke paas ja ke waha counter pe rashid katana hoga. Uske baad new certificate milega kuch din baad board se.
Same problem Mera bhi hai yaar
Same problem mare sat bhi h kya solution hoga please reply
Same problem hai
No problem
Mere sab document par mata ka nam Binita Devi hai or उनके आधार और अन्य जगहपर vinita devi hai kuch problem hoga DV me
Thanks sir for so privious information 🙏
Sir when I filled my form I didn't write late before my father's name but it is written on all of my documents .Will it be okay?
Same problem
Sir mere 10th ki marksheet me let laga hai magar 12th me mahi hai mai anm bharti ke farm me let nahi lagaya hai kya karna padega
Thank you very much sir 🙏
Mere sare documents me papa ka surname h bus 10th ki marsheet ko chod ke kya kru govt job ki preparation krri hu please reply
Sir mere sare documents me to name ki koi dikkat nhi hai lekin 2nd grade ka form fill krte time papa ke name ki spelling mai mismatch ho gya .iska solution dijiye
Please
Fir keya hua ???apke
@@funnytoons8606 shapath patra lag jaega
Sar meri mummy ka naam unke documents mein alag hai aur mere documents mein alag hai
Isase mujhe aage koi problem hai kya please 🥺🥺
Bhai mera bhi same problem hai ab aage kya kiya aapne
Bhai job karte ho to batao koi dikkat to nahi n hua...
Koi dikkat nhi na hui h
Thanks sir ❤❤❤❤❤
Sir mera 10th marksheet me CHANDRA hai and 12th marksheet me CHANDAR ho gya hai😢😢. Document verification me koi problem nahi hogi na
please reply sir
Bhai Apko koi problem hui thi kya dv me.... Mera bhi dv dar lag raha h
Thank sir apne mera sara tension dur kar deye sir 🙏🙏
Sir mane form fill up karte time fathers name fill nahi kiya tha , q ki mandatory field nahi tha. So only my name and surname , will my DV will be rejected ? Please reply.
Sir jo application form tha usme spelling mistake ho gye form bhrte time??? Dv me kya problem ho skte h ??????
Thank you so much sir ❤❤😅
Sir documents me sab same hai but form bharne me father name me choti si galti ho gyi hai us case me kya kar sakte hai
Bhai kya koi solution mila?
Mere dost ke bhi yahi problem hai
Vai same problem.... Koi solution mila ?
Vai plz reply dijiye koi solution mila to 🙏🙏
Thanku so much 😊it really helps
jai shree shyam jai hind jai bharat mata ki ♥️🇮🇳🏃🇮🇳❤️♥️🤗
Documents mai english name same hai but Hindi mai chandrabindu ka frk hai
Good afternoon sir, mere MSc 2019 m complete huwa, lekin subject paper m minor saa correction ke wajah se hamare marksheet phir 2022 main aayi, kya main Jaan sakta hu form bhrte time date of passing year kya daalenge jisse hume DV main koi problem create naa ho...
Hum 2019 daalenge, yaa 2022 daalenge....
Hamare pass 2019 ki ab sirf duplicate copy hai.... original marksheet 2022 ki hai....
Sir age mein government is niyam ko to nhi htayege na please reply digye sir
Bhai after selection, in police verification are they ask about father identity card , like if your father name in his document is different from your document, is it create problem?
Bhai to problem solve hua kya
Bhai iska reply dena
@@ywcreation6284 nahi bro
Thank you so much bhai 🙏
Sir lekin UPSC ke DV main name correction affidavit chalega ya nahi.
Solution mila kya bhai kuch plzz batana
Sir mere intermediate me father's name me late maine write kar Diya tha Jo mare pita ji nahi hai lekin Maine matric graduation and b.ed me late nahi write ✍️ Kiya tha Jo ki mere intermediate certificate me late aur baki me late nahi hai to kya mai affidavit banana jaruri hai ya nahi 8/09/23 ko DV hone wala hai to dikkat hogi please sir tell me ✋😂🤣😭
Mera bhi problem hai bhai❤
Mere sabhi documents me papa ka middle name diya hua ha aur papa ke sabhi documents me name aur middle name ke bich gap nahi ha to kya kisi v govt job me documents verification ke time koi dikkat hogi ?
Thank u ❤❤
Sir meri graduation ke marksheet me mother's name me ek letter ki mistake hai ( shakuntla ki jagah pr shakuntala) ho gya hai aur form fill krte time isi ka serial no. daal diye hai aur iska photo copy attest krke office me speedpost kr diye hai to kya result ke baad us documents ko sudhaar krwa kar documents verification me jaa skte hai
Same
Kuchh solution Mila bro
Kya kuch pta chla apko is matter me
सर मेरा पहले वाले फार्म और अब वाले फार्म में सिग्नेचर अलग अलग है अब क्या होगा
Please reply my father name is Mr harish chandra kesarwani which is in my aadhar and pan but in my other documents it's harish chandra kesharwani only word mistake what can I do
Aadhar aur pan ko update kr lo
Mere toh father & mother name me surname nhi hai 10 th & 12th ki marksheet per lekin graduation ki marksheet par galti se surname laga Diya hai 😢😢
Koi solution mila apko ?? To mjhko b btado same mistake hai
@@preetirawat5324 agar graduation ki marksheet me father name or mother name me koi spelling mistake nahi hai to koi problem nahi hogi but govt. Job me document verification ke time uska affidavit jaroor bna kar rakhna varna us time problem hoti hai
Graduation certificate me father's name short ki jagah full form me hai kya affidavit se kaam chal jayega
Sir mare name maine prefix KM hai maine form fill krte hue nhi dala , sir isse problem hogi kya ???? Sir please reply 🙏
Same problem
Thank you so much sir❤
सर 10th,12th और d.ed में सिर्फ नाम है और peb के result में ,आधार कार्ड में बाकी सभी डॉक्यूमेंट में surname है तो कोई प्रोब्लम तो नही होगी ना। #varg3
Mere pass bhi yahi h bro
Hello sir
Mere sabhi documents me mata pita ke name aalag hai or mata pita ke sabhi documents me alag bhaut prehan ho gye kese thik honge yrr😢😢
Bhai apka dv ho gya tha ya ni... Pls reply?
Sir ji document verification me 10,12th ke admit card v chahiye hota hai
Kya chahiye hota h admit card verification ke liye
Agar ha to plz bta dijiye kyuki mera kho gya h admit card
Mummy ke aadhar card,voter id me spelling mistake hai aur to kya problem ho sakta hai
Bhaiya (English) m to name thik h but Hindi m document m Matra ki galti h ye calega
K6 pta chla apko...?
Same question
Meri bhi same hi condition hai
E 6 pta chale hamka@@s1103
Mene 10 th ka marksheet kho gya tha fir se nikala hai Bihar board se lekin isme exam wala date nahi hai
Sir mere 10th marksheet mai mother ke name mai sirf a ke jagah e hai to koi problem to nahi
Koi problem nahi hoga
10th me father name shrikant sharma
12th me bhi shrikant sharma hai but
Pan card me only shrikant hai to koi
Pareshani to nhi hogi
Mera Graduation 2018 me final hua jisame main ek subject ke 3rd part me absent ho gaya , number achchha hone ki vajah se result me pass bhi dikha rha hai 999/1800, aur maine improvement form nhi bhara to kya DV me koi dikkat to nhi aayegi?
Same problem
Ye sapath patra karypalak dandadhikari se ki nyayik dandadhikari se kisse banwana hai
Sir mere sabhi documents me father ka name me Mohd h ,
pr papa k sbhi documents me Mohammad h to issue kuch issue nh ayga na??
same problem ..aapko dikkat aayi kuch?
Sir ssmid ka kya ho ga phir
thankyou sir ,me depression me aa gya tha meri tyyari achichi hai vyapam ki
Acha ek batao.. Mere 12 th me mumy ke name glt he.. Or mere kvs ke exm h... Agr exm nikal gy to.. Kya lgta h.. Apko vo bhr kr denge ye phr affidavit se man lenga... Vese to me shi krva rhi hu but 3 mnth mang rhe h
kese sahi krna rhe h please btaye
prakriya
@@ranitomar3135 yr m cbse board.... Se hu allahabad cbse board office jake shi krve rhe h... Abhi hua nhi h yr bhut time lagta h... Dmkh khrb kr rkhe h
@@komalverma6473 allahabad kyu jana pra?
Sir mere father ka name mere documents m different h Or mere father k documents m bilkul hi different h mns dono k documents m alg alg name h to plz iska kuch solution btaye
Sir in my highschool marksheet my father name is R YADAV and adhar car contains RAJESH YADAV....can I apply for KVS JOB...iam very confused plz help
Same problem
Same problem
Kya hua bro
Post office sport quota ka second verification ka date kab tak aaega sar please bata dijiye
Sir father name , form me Deep Chand Singh aaya hua h or collge document me deepchand Singh hai
Same problem hain bro
Sir mere 10 ke result me bss mummy ka name hai aur 12 me usme surname add ho gya isse koi problem ho sakti hai kya
Meri 10th 12th ke documents mein papa ka naam surjit singh hai lekin graduation ke 3 saalo ke certificate mein surjeet singh hai ab 10 saal hoge h mujhe graduation kiye..ab mera man h aage m.a krne ka ton ab kya kru
Bhai mere 10th CBSE certificate me papa ka naam sekhar h
And baki 12th, Graduation and aur v documents (adhar,pan , DL,voter ID etc)me sare me Shekhar hai to kya govt job me document verification me mujhe pass krenge ya fail ??
Yahi ek alphabet ka difference h bs
And maine already iske liye Affidavit banwa rakha hai jo ki District court se hai
Reply jarur kare 🙏🏻
Koi problem aya kya ek word se
Koi problem Hui kya pls btao
@@azadshaikh6656 tm kuch pta chala koi problem Hui ya nhi?
Thanks
मेरी मां का राधिका कुमारी है आधार कार्ड में और मैंने सब जगह राधिका देवी लिखा है तो दिक्कत होगी 😢
Kumari ho ya Devi koi fark nahi padta, aapki mataji Radhika thi, Radhika h aur Radhika hi rahegi....🎉
Koi dikat nhi hogi aapka document m sabi.m.same.honi cheiya bas
Bhai mummy papa ka name same hona chaiye 😢 dikaat to nhi dega but krna pdah
Sir Mera adhar card pe Hindi me papa ka name or mera name galat hai koi dikkat hogi
Ha dikat hai
Bahut acchi jankari di apne
Sir, agr Qualification code m mistake hai to usse koi issue hota hai? Pls reply.
Bhai application from me mistake ho gai yaar parsanteg glt br diya
Adhar me title husband ka hone par kya hoga
Orginal nahi hai calrprint hai to kya hojai ga
सर माझा एक problem aahe,,, माझा पुर्ण documents वर आई चा नाव मीना बाई आहे,,आनी त्यांचा डॉक्यूमेंट्स वर डोडे ha नाव आहे,,tar documents verification मधे problem होईल का,,,plz rply me सर 🙏🙏
Just.
Uj
Jj
Thanks 👍
Thank you sir
Sir adhar me pitaji ka nam nai hai koi issue hai???
sir ऑनलाईन फ्रॉम भरताना माझी बर्थ डेट चुकीची आहे आणि सगळ्या documents var वेगली ahe tar Kay problem येईल का
Sir jese correction maksheet me passing date nhi dalte board bale tab konsi date dale please sir confusion dur kr dijiye me aapka bahut aabhri rahuga
My father's name in his adhar card - Balvir singh Dhillon
In my 10th class Marksheet - Balvir singh
In my 12th class Marksheet - balvir singh Dhillon
In rest of the documents - Balvir singh.
What can I do?
Was there any issue with it?
Same problem here bro
Same my problem.....Bihar board daur daur kar halat kharab ho gaya hai ....but correction nhi hota hai ...😔😔
जून 2021 में सुप्रीम कोर्ट ने पाया कि सीबीएसई का वह नियम बेतुका है जिसमें कहा गया है कि छात्रों को प्रमाणपत्रों पर अपना नाम बदलने से प्रतिबंधित किया गया है क्योंकि इससे प्रशासनिक दक्षता प्रभावित होगी। अदालत ने माना कि बोर्ड के उपनियम छात्रों की संभावनाओं के बजाय कागजी कार्रवाई से अधिक चिंतित थे जिनसे उन्हें गुजरना होगा। न्यायालय ने बोर्ड को तत्काल कार्रवाई करने और नाम में सुधार या बदलाव, जैसा भी मामला हो, दर्ज करने के लिए एक उचित तंत्र शुरू करने का आदेश दिया।
किसी छात्र के लिए बोर्ड प्रमाणपत्रों में अपनी पहचान बदलना लगभग असंभव बनाने के लिए प्रशासनिक दक्षता को एक बहाने के रूप में उपयोग करना बोर्ड की अत्यधिक असंगतता थी, भले ही यह कितना भी जरूरी या महत्वपूर्ण क्यों न हो।
You Can Change Your Name 10th and 12th Marksheet
bro please tell you got solution for it or not
Sir mummy ka naam unke aadhaar card me puara change hai our mere sabhi marks card, TC, etc me pura name alag hai... Me kya karu bhai... 😢😢... Pls koi to rasta batao.... 😞😞😞
Apk sare documents m agr same h to koi problem nhi
सर मेरे पूरे डॉक्यूमेंट्स में मम्मी का नाम मीना बाई है,,,और उनके document मे Done है तो क्या,,aafidevid से काम चल जाएगा या,,रिजेक्ट होगा,,plz,,rply me,,,sir
Same question ... And after Jan adhar card , mother's Jan aadhar name also reflects in obc certificate ,,, what to do
Mare to family I'd b glt chd re h or email id b islia sb data Miss match h m kya kru bhyia
Sir mere 10 or 12 ki marksheet me Thakur dala hai lekin Aadhar card me papa ke name PE paraste hai toh dv me dikkat hogi kya
Adhar me thik kra lo
Bhai Mera bhi yhi problem h bhai...
Ha bhai ho gaya hai aadhar card sahi
Ushke liye aapko jaha se aap study kare ho aap baha ke principal ke sign or seel karba lena or jaha jaha aadhar card correction hota hai waha se karba lena
Ya phir aap apne area ke sarpanch ke seel sign karba loo
Sir mere papa ke nam may spece kar ke nam nahi lihlkha to bataey please ki kay karu 🙏🙏🙏💯
Papa k name की spelling narayn है 12 m narayan है कोई dikat hogi kya
Please btao bhai kya kru m mera class jo ki thi vo school bhi band ho gya hai
Sir mere 12th ki.markseet me sc ke bajay jenral kr diya ab kya kru please Ripley me
High school में माता जी के नाम के आगे सिंह लगा है ।
परन्तु 12th में देवी लगा हुआ है तो plz बताइए कि सुधार की आवश्यकता है क्या ?
Mere toh father & mother name me surname nhi hai 10 th ,12th ki marksheet per lekin graduation ki marksheet par galti se surname laga Diya hai 😢😢
Sir mera sab document me name correct hai but application form me sitamani k jagah sita mani hai spcace h to document verification me koi problem create ho sakta hai kya....plz reply
Bhai same problem hai space ki
Aapka kya solution hua hai
Mera nam Makhan Lal patel he lekin mere bete ke document me Makhan patel likha he Lal likha nhi he eske liye kya krna pdega
Sir.meri.10th.ki.markseet.me.niche.secratory.ke.signeture.ko.baccha.kha.gaya.to.kya.karna.hoga
सर हमारी 10 की मार्कशीट पर लेमीनेशन है इससे कोई समस्या तो नहीं
Thankyou bhai , mai to pareshan ho raha tha
Maine highcourt ldc m form m unmarried kar diya tha ab kya kru
father k naam me....RAMESH CHANDRA VIDYARTHI k jagah RAMESHCHANDRA VIDYARTHI ho gya ....space nhi diya h RAMESH &CHANDRA k bich m p.....dikkat hoga sir DV me