Mahabharat Episode 243 || Karna uses his divine weapon || Part 1 || Pakistani Reaction

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 3 июл 2024
  • Mahabharat Episode 243 || Karna uses his divine weapon || Part 1 || Pakistani Reaction

Комментарии • 211

  • @monalisabiswas9505
    @monalisabiswas9505 15 дней назад +52

    Yeh jo Divyaastra marne ke baad Ghatotkach gira ... Unke body ke neeche Kauravas ke 1 akshauhini sena kuchal ke maar Gaya tha... 🙂

    • @TejasKale-pe6ts
      @TejasKale-pe6ts 15 дней назад +2

      Kuch bhi....aesa hota to usne 4 5 bar idhr udhr hat marta to pura KURUKSHETRA saf kr deta..........in jese reels wale fact ki wajah se hi aesi cheejo pe loh vishwas ni krte

    • @TejasKale-pe6ts
      @TejasKale-pe6ts 15 дней назад

      mjk bnake rkh dete he log

    • @deeptiverma1429
      @deeptiverma1429 15 дней назад +3

      Nahin yah baat sach hai​@@TejasKale-pe6ts

    • @monalisabiswas9505
      @monalisabiswas9505 14 дней назад

      @@TejasKale-pe6ts bhai padhke likkha hai maine yeh.... Kaunse reels mein yeh fact dikhaya gaya hai mujhe bhi batao!!

    • @monalisabiswas9505
      @monalisabiswas9505 14 дней назад

      @@TejasKale-pe6ts After the death of Jayadratha on Day 14, with the battle continuing past sunset, Ghatotkacha truly shines; his powers were at their most effective at night as demons' abilities are heightened. Along with his troops, Ghatotkacha kills Alayudha and Alambusha, smashing the latter's head with a mace. With Ghatotkacha on a rampage, another fight took place between Ashwatthama and Ghatotkacha. Ashwatthama manages to defeat Ghatotkacha multiple times, but the powerful demon manages to escape using his illusions. On the other hand Karna also defeats Ghatotkacha twice on the battlefield after some tough battles but yet is unable to prevent Ghatotkacha from wreaking havoc on the Kaurava army. As the army breaks around him, with even Duryodhana forced to flee with his flag in tatters, Karna uses Vasavi Śhakti as a last resort to ultimately kill the powerful demon. This weapon had been bestowed by Lord Indra and could only be used once; Karna had been keeping it in reserve to use against Arjuna.[7]
      Though mortally wounded by the weapon Vasavi Śakti, Ghatotkacha rises to the sky and manages to enlarge his body, crushing one akshauhini of the Kaurava army.[8] The Pandavas were filled with grief at Ghatotkacha's death. Krishna, however, could not help but smile, knowing that Ghatotkacha has saved Arjuna from Karna.

  • @IndraneelSarkar-127
    @IndraneelSarkar-127 15 дней назад +26

    Mahaveer Ghatotkacha ke charo mein shat shat naman..Dharma ki sthpna ke liye apne praano ka balidaan kiya unhone🙏🏻😢Inka Mandir hai Himachal Pradesh mein.

    • @harikrishnank1312
      @harikrishnank1312 14 дней назад

      Krishna ji was actually laughing when Ghatotkach was killed because Shakti asthr cannot be used once more and also he said Ghatotkach did many adharmas by killing many sages and destroying their rituals. So he has to be killed by any means

    • @IndraneelSarkar-127
      @IndraneelSarkar-127 14 дней назад

      @@harikrishnank1312 Yes I know that bro but unfortunately many are obsessed with series.

    • @harshrawat962
      @harshrawat962 14 дней назад

      Han bhai main gya hu waha ghumne bahut achha hai

    • @IndraneelSarkar-127
      @IndraneelSarkar-127 14 дней назад

      @@harshrawat962 O accha bhai satbhagya hai tumhare

    • @harshrawat962
      @harshrawat962 14 дней назад

      @@IndraneelSarkar-127 tum bhi aao bhai yaha main ghumaonga tumhe mere Ghar pe rehna khana pina sab aao ek baar tum

  • @harshrawat962
    @harshrawat962 14 дней назад +3

    If a normal person had fired this weapon, he would have been burnt to ashes. Even a normal person cannot wield a weapon like Brahmastra agneyastra. only some people could do this

  • @Abir-bp3ux
    @Abir-bp3ux 14 дней назад +4

    11:32Sri Krishna ka akh bandh krne ka matlab haii ... wo mrit sarir k atmao ko apne andar consume kr lete hai ❤

  • @sparsh__bhardwaj
    @sparsh__bhardwaj 14 дней назад +4

    Haanji fir kon jeeta bhaiyo, Karna bhaiya Karna bhaiya ❤❤

    • @harikrishnank1312
      @harikrishnank1312 14 дней назад +1

      Ham bhai. Asli mem Krishna ji khud Arjun se kaha ki 11th din se 14th din thak wo Karn se ladne keliye Arjun ko mana liya kyomki uske jantha hum ki agar sare divyasthrom wo pure tharah use kiya anthim vikalp keliye Karn uss Shakti asthr Arjun par chalayega. Lekin Shakti asthr haar hone ke baad Karn day 15 se day 17 thak ache se lada

    • @sparsh__bhardwaj
      @sparsh__bhardwaj 14 дней назад +1

      @@harikrishnank1312 🔥🔥

    • @harshrawat962
      @harshrawat962 14 дней назад +1

      ​@@harikrishnank1312han bhai 11 se 14th day tak karna par illusion Kara hua tha shree krishna ne isiliye satyaki bhi karna par bhaari pdh rha wahi 14th day ke baad satyaki bhima ye sab karna me group attack me bhi haare hai but fir bhi ghatochkach ne balidan diya dharma yudh me rakshas hote hue bhi

    • @harikrishnank1312
      @harikrishnank1312 14 дней назад +1

      ​@@harshrawat962 Ghatotkach bhi Brahmnom aur rishiyom ko hathya karkar unke yagya ko bhang kiya bro. Isliye bhagwan Krishna ajab Ghatotkach zameen par gira thab wo khush huwa

  • @soubhgyakumarranaskr7
    @soubhgyakumarranaskr7 15 дней назад +4

    Ek bar Hamare prabhu krishna side hat ja tey na ta pata chala jata karna ka power kiya tha... Aaj ka so called dhanurdhari🤣🤣🤣🤣 dukh lag ta hain kisi ko bachane ke kiye kisi or ka mara gaya.... Waise Dharma ko bachane ke liye aise karna bhi jaruri tha.... Jay shree krishna❤

  • @harikrishnank1312
    @harikrishnank1312 14 дней назад +2

    Krishna ji was actually laughing when Ghatotkach was killed because Shakti asthr cannot be used once more and also he said Ghatotkach did many adharmas by killing many sages and destroying their rituals. So he has to be killed by any means

  • @atheist8890
    @atheist8890 15 дней назад +13

    Duryodhan Karna, friends with benefits🌈

    • @subir476
      @subir476 15 дней назад +1

      Gay nhi tha vai 😂

    • @atheist8890
      @atheist8890 15 дней назад +4

      ​​@@subir476Kissey pata? Most probably they were. Bahut pyaar tha donon mein🌈❤

    • @Anmol_Singhaniya
      @Anmol_Singhaniya 15 дней назад +4

      @@atheist8890 😆😆😆😆👌

    • @subir476
      @subir476 15 дней назад +3

      @@atheist8890 🤣🤣🤣🤣🤣

  • @PK-rz3uy
    @PK-rz3uy 15 дней назад +2

    Khatu Shyam (jo ki Ghatotkach ka puttar h)ke naam se Rajasthan mein bahut bada mandir hai... lakhon log har saal wahan Pooja ke liye jate hn

  • @Abhishek-ro9yw
    @Abhishek-ro9yw 15 дней назад +2

    Aap sabhi ko aesa nahin lagta hai ki jab pandvo ki taraf se koi (character bhi bahut aakarshak diya hai or bar bar focus kiya jata hai) marta hai to us parishthiti ko bahut dukhi purwak, kaurvon paksh ko bahut krur, seen kabhi focus dikhaya jata parantu iske viprit kaurv paksh me kishi(duryodhan ke sbhi bhai aadi, jinka character bahut ghrinapurwak diya hai)ki mrityu hoti hai to usko viprit tarike se dikhaya jata hai.
    Bhir bhi director ne ak achhi Mahabharat banaya hai.
    Mera manna hai ki ham itihas ke kisi bhi ghatna/yudh ko kewal ak paksh se hokar na dekhe.

  • @soumyadeepdutta3852
    @soumyadeepdutta3852 14 дней назад +2

    Phir bacha liya namard Arjun ko😂😂😂😂😂😂Krishna & Arjun be like 🌈🌈😅😅😅😅😅😅 Same for sudhama & Krishna. samne khada tha namard ek bhi astra nehi chalaya bhag gaya 🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣eunuch Arjuna 🤡🤡

  • @Funcam7
    @Funcam7 15 дней назад +4

    यहा दिखाया गया है कर्ण ओर अश्वत्थामा कुछ नहीं कर पा रहे जबकि दोनो ने घटोत्कच बराबर का युद्ध किया ..इस युद्ध के कर्ण की प्रशंसा देवताओ ने की है पढना ये लिखा है और कर्ण राक्षसों की सेना अंत कर रहा लेकिन घटोत्कच अपनी माया नई राक्षसों सेना बना देता कर्ण ने तब वध किया

    • @topoint878
      @topoint878 14 дней назад

      Are khud rakshas tha to muqabla kaise nhi karta👉🐗 karna 😂😂😂😂

    • @Funcam7
      @Funcam7 14 дней назад

      ​@@topoint878 यहा राक्षस की बात नहीं यहा जेसे किरदार bese ही दिखाओ.. राक्षस अगले जन्म की थी..जो उसके साथ इस जन्म हुआ बो अब इंसान के साथ हो वो राक्षस बन जाए..आप भी .. एक उदारहण आप पढना चाहते कोई अपको शिक्षा ना दे नीचे जाति के हो आप केसे छुपकर शिक्षा ले (शिक्षा जेसी चीज छुपकर लेनी पडी सोचो समाज कैसा था उसके लिए फिर श्राप)दिन रात मेहनत exam कि तैयारी करे आपको exam और जॉब देने से मना करे जाति के अनुसार आप गुलामी ही करो .इसे कई जगह अपमान किया जाए तो पूरा समाज इसा हो कोन सही रास्ते पर चले..एकलव्य और कर्ण जेसे लोग बुराई की तरफ आए अर्जुन को श्रेष्ठ धनुष दर बनाने का नतीज़ा है..दो सबसे बड़े दानी बुराई के रास्ते पर आए

    • @topoint878
      @topoint878 14 дней назад +1

      @@Funcam7 are, pagal ho gaya hai ki Kahan likha hua ki karna ke saath galat hua hai, adhirath dhrishtra ka saarthi aur dost tha uski wajah se karna aur uske bhailog kaurovon pandav ke saath training li thi aur brahmastra shikhane ke liye parsuram se jhoot bola

  • @Srijeetjr-wv8dh
    @Srijeetjr-wv8dh 15 дней назад +3

    Veer Ghotokach aur Abhimanyu ka balidaan kabhi' britha nhi ja sakte

  • @Abhishek-ro9yw
    @Abhishek-ro9yw 15 дней назад +1

    Karn ❤️❤️❤️❤️❤️❤️💜💜💜💜💜💜

    • @Abhishek-ro9yw
      @Abhishek-ro9yw 14 дней назад

      @@topoint878 yahi to bat hai ki tum
      Apne paksh me hokar yah soch rahe ho.
      Chalo Maan liya wah rakshas the, to isme galat kya hai. Tum manushay hokar yah soch rahe ho, ak pal ke liye yah man lo ki tum abhi rakash hote to tum manushy ke bare me kaya soch rakhte? Isi prakar vartman men any sabhi jiv manushyo ke bare men kya sochte honge.(Assumption- yahi to sochte honge ki yah manushy kitne bure hain jo hamare ghar(jungal), hamare vansh aadi ko smapt kar rahe hain.

  • @bareillykibarfii2099
    @bareillykibarfii2099 14 дней назад +1

    Ghatokash phle din se apni sena k sath ldra tha...or kaouravs ke side b rakshas the...usko b bhot se rakshas support krre the...or aisa ni h karn hi ghatokash se lad skta tha...awsthama ne b bhot achi fight ki thi usse.....devta b tareef krre the is time inki

  • @atheist8890
    @atheist8890 15 дней назад +1

    Jaane Saare Jaane Mere Pita Bheem Balvaan Apne Veer Pita Pe Hai Mujhe Bada Abhimaan❤

  • @MohitVerma-t7o
    @MohitVerma-t7o 14 дней назад +1

    Ghatotkach ki mata ne Kunti Mata ko Vachan diya tha ki vah Apne Putra ko acche Sanskar dega isiliye vah raksh hokar bhi pandavon ke paksh se Lada kyunki uske andar acche Sanskar the❤

    • @atheist8890
      @atheist8890 14 дней назад +1

      Krishna was very happy in Vyas Mahabharata on Ghatotkachh's death cause he used to kill sages and disrupt yagnas😂

    • @shaileshjoshi3383
      @shaileshjoshi3383 14 дней назад

      Gatotkach ko Pranam. 🙏 Unka Putra Barvari unse bhi bada parakrami tha.

  • @komalaggarwal886
    @komalaggarwal886 15 дней назад +1

    Dharm ke Liye Balidaan hote rahenge bhagwan swayam apna blidan denge Antt mein😊🤗

  • @Funcam7
    @Funcam7 15 дней назад +1

    वेसे मेने पढा राक्षस सेना आई थी..और कर्ण ने उन्हे मारा था कर्ण को घायल भी किया था घटोत्कच ने पर कर्ण ने उसे बना लिया पर घटोत्कच अपनी माया से नई राक्षस सेना बना देता किसी सीरियल मे नही दिखाया गया है..ये पढोगे पता चलेगा. ..

  • @sadanandasinha2532
    @sadanandasinha2532 14 дней назад +2

    Jai shree Krishna ❤❤

  • @vegeta2065
    @vegeta2065 15 дней назад +1

    Bhai is din sabse jyada tough fight Ashwathama ne di thi ghatotkach ko is mahabharat serialme sare characters ko bhut kamjor dikhaya gya hai

    • @harshrawat962
      @harshrawat962 14 дней назад +2

      @@vegeta2065 aswathama ne bahut hi tough fight di thi par jaise jaise raat Hui ghatochkach ki power badhti Rahi aur ek time pe apne peak me pahuch gyi tab aswathhama ko retreat krna pdha tab karna ne yudh kra tha bhai aswathhama aur karna nhi hote to kaurav sena gyi thi us din

  • @mVshk-hk9md
    @mVshk-hk9md 15 дней назад +1

    Veer Ghotokach ❤😢

  • @user-sf7qp8ck7m
    @user-sf7qp8ck7m 14 дней назад +1

    Jai Shree Krishna

  • @vandanawadge6961
    @vandanawadge6961 15 дней назад +1

    Vaise hi jaise Ghatotkach ne Duryodhan ko nahi mara vaise hi Bheem aur Satyaki ne karn ko nahi mara kyuki Arjun ka pran tha verna karn ...

    • @harshrawat962
      @harshrawat962 14 дней назад

      Behn tu mujhe reference de de satyaki achha warrior tha par in comparison to karna vo bchha tha ye sab 17 ve din karna ke sukshm roop ke brahmastra ko bhi counter nhi kr paya aur waha se bhag gye jis wajah se karna garud vyuh ko tod kar andr gya aur yudhishthir ko bandhi bna Diya tha fir chhod bhi diya tha isi wajah se yudhishthir ka gussa Arjuna me foota kyuki usne karna ka vadh nhi kra kyuki karna ne yudhbhumi me uski bejati kri thi Mahabharata pdho geeta press ke according satyaki karna ko chhod deta hai par bori critical ne ye remove kr diya hai to bolne se pehle reference bhi diya kro

  • @RahulKumar-jy9vv
    @RahulKumar-jy9vv 15 дней назад +2

    Hello guys
    Please upload devo ke dev Mahadev reaction episodes after Mahabharata

    • @atheist8890
      @atheist8890 15 дней назад +1

      Ramayana then anything else. Mahadev serial k episodes kabhi khatm nahin honge😂

  • @atheist8890
    @atheist8890 15 дней назад

    I hope someday SS Rajmouli picturises the battlefield of Kurukshetra on big screen🎉

  • @sparsh__bhardwaj
    @sparsh__bhardwaj 15 дней назад +5

    Karna winssss ❤❤❤

    • @SanjaySarvaiya-nf5oo
      @SanjaySarvaiya-nf5oo 15 дней назад +1

      😂😂😂😂

    • @atheist8890
      @atheist8890 15 дней назад +4

      Thanks to Arjuna's father.

    • @sparsh__bhardwaj
      @sparsh__bhardwaj 15 дней назад +2

      @@atheist8890 Thanks to Karna ke chote bhai ke father 🤭🤭🤭

    • @IndraneelSarkar-127
      @IndraneelSarkar-127 15 дней назад +1

      ​@@sparsh__bhardwaj Aap bhale hi use Karna ke chote bhai..Karna ka chote bhai par uss adharmi neech ko Arjun ne apna bada bhai kabhi nahi maana kyunki bachpan se jo Karna ki aadatein rahi woh Arjun ko uss par grinhna ki drishti hi janma deti hai. Haan Yuddhisthir ji kaafi dukhi hue the.

    • @atheist8890
      @atheist8890 15 дней назад

      ​​@@sparsh__bhardwajChhota Bhai? Karna was an illegitimate child who was thrown away. Basically Najayaz.

  • @bareillykibarfii2099
    @bareillykibarfii2099 14 дней назад

    13:02 aisa kuch ni h ki karn ke shatra asr ni krre....reality me duryodhan ghatokash k smne hi nhi aya tha....karn or aswthama ne hi one by one fight ki thi....or bhot tuff fight di thi.....bt rakshas nyt me or jada mayabi hojte hai...karn jitne rakshas marta tha...ghtokash apni maya se or jada rakshas bna deta tha..tbi karn ko mjburi me shakti astra use karna pda....

  • @pradeepprajapati5584
    @pradeepprajapati5584 14 дней назад

    Arjun ko bachane k liye, krishna ji ne marwaya ghatotkash ko

  • @atheist8890
    @atheist8890 15 дней назад +5

    Natnagar ki hai saari leela❤

    • @subir476
      @subir476 15 дней назад

      Bachpan yeaad dila di apne

    • @atheist8890
      @atheist8890 15 дней назад +1

      ​@@subir476❤🎉

  • @ParthaSarathy-mx1mw
    @ParthaSarathy-mx1mw 15 дней назад

    1:12 Why can't you do it? You have to use the weapon that Indra Dev gave you. If you can't keep it, to get respect in the society!!! This is your power!!!

  • @Sueya_putraksrsn542
    @Sueya_putraksrsn542 14 дней назад

    Karna tha great 🔥🔥🔥🔥🔥

  • @atheist8890
    @atheist8890 15 дней назад

    Bairi ko na chhode Arjun chacha ke baan
    Paida na huwa vaisa phir koyi shoor mahaan❤

  • @harikrishnank1312
    @harikrishnank1312 14 дней назад

    Ghatotkach destroyed 1 akshauhini while fighting and 1 akshauhini while he fall on the army

  • @swatisawant8406
    @swatisawant8406 15 дней назад

    Is prakar, Karnki aakhri shakti bhi samapt ho gayi.

  • @atheist8890
    @atheist8890 15 дней назад +8

    Thanks to Arjuna's father, otherwise Karna ki chutney ban jaati🍵

    • @Abhishek-ro9yw
      @Abhishek-ro9yw 15 дней назад +1

      Thanks to Krishan nahi to pandvon/Arjun ka......

    • @Abhishek-ro9yw
      @Abhishek-ro9yw 15 дней назад +2

      Thanks to Krishan nahi to pandvon/Arjun ka......
      Karn❤❤❤❤❤

    • @atheist8890
      @atheist8890 15 дней назад

      ​@@Abhishek-ro9ywIshwar toh sada Dharmic logon k saath hi rahenge❤

    • @harshrawat962
      @harshrawat962 14 дней назад

      Bhai jab english nhi aati to mat likh 😂😂

  • @Tyer-z1q
    @Tyer-z1q 14 дней назад

    Dharm k raksharthe Ghotokach ne ae balidaan diye

  • @harshrawat962
    @harshrawat962 14 дней назад +3

    Actually Shri Krishna was most happy after the death of Ghatochakach and ghatokkacha came with his army which was destroyed by Aswathama and karna. That day Aswathama and karna told why they were the best warrior from kaurava's army.

  • @anupamakushwaha5503
    @anupamakushwaha5503 15 дней назад

    Akar badhao putra wala dialogue to tha hi nhi isme

  • @Anmol_Singhaniya
    @Anmol_Singhaniya 15 дней назад +15

    Konsi Power Karna ki Gahtotkach ko mrne ke liye Indra dev ka divyastra use huya😛😛😛

    • @Sachingarg-uj7xw
      @Sachingarg-uj7xw 15 дней назад +5

      And Hard core karna fan's kehte hai karna power hai😂😂

    • @Anmol_Singhaniya
      @Anmol_Singhaniya 15 дней назад +1

      @@Sachingarg-uj7xw 🤭🤭🤫

    • @neox-d4s
      @neox-d4s 15 дней назад +1

      Vese karn ko marne ke liye Anjalikasthra use kiya that na 😊

    • @Anmol_Singhaniya
      @Anmol_Singhaniya 15 дней назад

      @@neox-d4s Hm Anjli astra ka use huya tha or sar dhad se alag huya tha, its very sad moment for all karna Fan's actually😗😗

    • @neox-d4s
      @neox-d4s 15 дней назад +1

      @@Anmol_Singhaniya Ha toh kya hua bhai , Meh karn ke daan shoortha aur uske acche kamo se impressed hu , Lekin usne adharm bhi kite the . Uske saza use mil bhi gayi na . Mera point yeh hai ki in pakistani ki samne ham indians karn aur arjun ke naam pe naa lade 🤦

  • @sparsh__bhardwaj
    @sparsh__bhardwaj 15 дней назад +6

    Power of Karna ❤❤, bye bye Ghatotkach, Arjuna ko bachane ke liye aapko marwana pada

    • @IndraneelSarkar-127
      @IndraneelSarkar-127 15 дней назад +1

      Shree Krishna ne kaha tha ki agar Ghatotkacha Karna ke Shakti bhale se naa marta toh woh swayam uska vadh kar dete isliye uski mrityu sabse adhik khush huye the. 2 reason the ek Arjun ko Vasavi Shakti ke against Divya Astra ka prayog nahi karna padha aur dusri adharmik rakshas jo brahmano aur sabhya jano ko pareshan karta tha uska vadh hua.

    • @sparsh__bhardwaj
      @sparsh__bhardwaj 15 дней назад

      ​@@IndraneelSarkar-127I know bro 😅

    • @IndraneelSarkar-127
      @IndraneelSarkar-127 15 дней назад

      ​@@sparsh__bhardwaj I know you know but when you wrote the comment you pretend that Arjun ko bachane ke liye but Arjun divine weapon use naa kare isliye counter nahi kiya. Even 20% divine weapons use Kiya unhone

    • @sparsh__bhardwaj
      @sparsh__bhardwaj 14 дней назад

      ​@@IndraneelSarkar-127Bhai jab mai Arjuna ko itna pasand hi nhi krta toh kyon likhu yeh sab, aap waise bhi sab post kr hi dete ho 😅

    • @shaileshjoshi3383
      @shaileshjoshi3383 14 дней назад

      ​@IndraneelSarkar-127 Takshak jo Indraprastha ke sthapana ke vakt unko Arjun ki vajah se chhodna pada tha uska pratishodh lene ke liye Takshak naag Karna ke vanno ki Bhaate me jakar bas gaya. Shri Krishna ji ne Rath neeche dabakar Arjun ko bachaya tha. Vo aage aayega.

  • @HelloWorld-po4iu
    @HelloWorld-po4iu 14 дней назад

    Ap haste kaise hain🙄🙄🙄

  • @shivdeepkumar9720
    @shivdeepkumar9720 14 дней назад

    Us rachhas ki bhi marna tay hai jo aaya hai o jayega

  • @Deepuroyal2580
    @Deepuroyal2580 14 дней назад

    Guru dronacharya or karn or bhism ye baddh kar dete bhai kese bhi karkare inhe

  • @shivdeepkumar9720
    @shivdeepkumar9720 14 дней назад

    Bhai jise jaise marna likha hai uski o waise hi marenge

  • @aakashkothule327
    @aakashkothule327 15 дней назад

    Ghatotkach sena ke sath hi lada tha

  • @rohithnair3096
    @rohithnair3096 15 дней назад +2

    Abhi bhi log kahenge ki karn mahan tha Mahabharat me sabse bada adharmi karn hai

  • @IndraneelSarkar-127
    @IndraneelSarkar-127 15 дней назад +4

    Karna ke pass chahe Shakti Astra ho yaa Vijay Dhanush sab ke sab Arjun ke Dharma Pita Devraj Indra ki thi.Vijay Dhanush 2 logo ke pass thi ek Karna aur ek Shree Krishna ke saale Rukmi.

  • @deepakrath5733
    @deepakrath5733 15 дней назад +2

    Angaraj Karn ko dunia ka sabse bada bhagoda hone ka award mil chuka h😂😂😂

    • @pratigya_kour
      @pratigya_kour 13 дней назад

      bhai Mahabharat ka Itihaas Kitna Purana Hai

  • @Sparsh_Bhardwaj-ka-21-Baap
    @Sparsh_Bhardwaj-ka-21-Baap 15 дней назад +2

    Karna vishwa ka sarwshresth baahghoda or durachari tha😂❤

    • @neox-d4s
      @neox-d4s 15 дней назад

      Are Pagal kabhi karn ko support kartha hai toh kabhi arjun ko , Dimag tikhane meh nahi hai tumhara 😂

    • @Abhishek-ro9yw
      @Abhishek-ro9yw 15 дней назад +1

      ​@@neox-d4sbhir to yah shree krishn or Arjun par bhi lagu hota hai.

    • @neox-d4s
      @neox-d4s 15 дней назад

      @@Abhishek-ro9yw Mene kaha ki ye admi kabhi arjun ko support kar raha hai comment section pe toh kabhi karn ko . Aur ek dusre ko bura bhi bol raha hai bhai Mujhe nahi patha ki yeh aisa kyu kar raha hai , shayad likes ke liye 😂

    • @neox-d4s
      @neox-d4s 15 дней назад

      @@Abhishek-ro9yw jai shree Krishna 💖🚩🚩

    • @Abhishek-ro9yw
      @Abhishek-ro9yw 15 дней назад

      ​​@@neox-d4sare.. Maine usi bhai ka uttar diya hai.

  • @M46u777
    @M46u777 15 дней назад +3

    free ki chiz ak bar hu use ho sakti hai 😂😂😂

    • @hardikgoswami4718
      @hardikgoswami4718 15 дней назад +2

      😂😂😂😂bhai free me ai mili thi kavch kundal le liya tha😅

    • @atheist8890
      @atheist8890 15 дней назад

      ​@@hardikgoswami4718Karna himself did business.

    • @hardikgoswami4718
      @hardikgoswami4718 15 дней назад +1

      @@atheist8890 ye bhi thik he

    • @uniqueboy5872
      @uniqueboy5872 13 дней назад

      "वासवि शक्ति" अमोघ शक्ति केवल इसलिए बन गई थी क्योंकि वो देवराज इंद्र के वरदान के साथ दी गई थी और शर्त के साथ भी वरना usse शक्तिशाली दिव्यास्त्र उसको रोक सकते थे। जैसे की - vajrastra, vaishnavasta, brahmastra, brahmasheera, kaaldand(yamdand),pashupatastra,Narayanastra, Raudrastra, Bhargavadtra, etc ये सभी दिव्यास्त्र vasavi shakti को counter kr सकते थे।