Thanks bhai... Abhi meri gadi start nahi ho rahi hai... Yahi compressor pipe dekhane ke liye vedio dekha.... Lekin apne permanent solution diya... Usake liye thanks👍🏼
@@bikedoctoruttamsingh5081भैया मेरा स्कूटी स्टार्ट करने में थका देता हैं कम से कम 60,70 बार किक मारना पड़ता हैं तब तक बहुत पेट्रोल जल जाता हैं और माइलेज भी नहीं दे रहा 20 का दे रहा हैं 😢कोई उपाय बताइए क्या करना होगा
Bhai same problem mere activa 2008 model me hai. Usme roz subah 50-60 kick maarni padti hai. Tab chaalu hoti hai. Lekin ek bar start ho gayi aur kahi parking me char ghante bhi khadi kr do.. To char ghante baad bhi ek kick me start ho jaegi. But agle din fir subah wahi 50-60 kick se hi start hoti hai.
Bhai aapki Gadi ke carborator ki setting Sahi Nahin Hai isliye Subah starting Mein dikkat Deti Hai carborator set Karva Lijiye yadi carborator ki setting Sahi nahin aati hai to Carter naya dalva Lijiye Chahe Kafi Badi Kafi purani Ho Jaati Hai To carborator kharab ho jata hai
Bhai ye seam 2 seam problem mire gadi ka bhi hai dinbhar ekdam ok chalti hai or subh vahi 20-25 kik lagana patda hai Uske baad 1 self me chalu hoti hai din bhar chalu rahti hai Subh hi problem deti hai Model honda dio hai 17 end ka hai bs4 HET yhake karagir ke 2 month se gadi kam kar raha hai pr solv nh ho raha hai bohot kaam bhi karvaya hai usme all coil or head ka service or carboretor bi dusre gadi ka tray kiya tha abhi nh hua Ab o boll raha hai ki all wayer loop chenge karna padega kharcha bhi hua hai bohot 2k de chuka hu or vapis ye wayering baki hai pata nh kitna kya karu bhai kuch solution de do ya tum baat kar sakte ho kya us macanic ke sath...🙏🏻
Mere Bhai banduo ki dhek dil se sukun Mila mujge muje lga tha access meri hi maar rhi per yha to lambi line hai re baba Same situation. Meri bhi h bro 😅😅😅
Bhaut useful knowledge diya h,same problem mere bhi scooty mai ho gaya h sir.maine mechanic ko Dekhya to bola compressor leak ho gaya h,isko charge 3000rs mag raha h
@@bikedoctoruttamsingh5081 activa 2008 model. Uske under ek rubber ka hose pipe hota hai jo air filter pe connect hota hai. Kya wo pipe apne aap fat sakta hai? Agar hose pipe fata ho to kya problem aati hai.?
Aap bahut acche mistri hain..mere ko same problem hua tha ..petrol tap bhi change hua tha. Jaise hi main scooty ko 60 se 70 ke speed pe le jata tha toh scooty slow karne pe band ho jati thi aur kareeb 45 min ke baad hi start hoti thi. Kick se bhi start nahi hoti thi. Tap petrol aur compressor chk hua toh abhi jaake sahi kaam hia
Hlo sir, meri scooty self button se start nahi ho rhi kich marni padti hai Jaise hi self button or break dabate hai to sari light chli jati hai speedometer vagereh ki Or kai bar start ho jati hai self button se Kya aap bta sakte hai aaisi problem kyu ho rahi hai ??
Sir Activa 125cc scotter. Running me bund huyi to chalu hi nai huyi. Kick marne par compression nai aratha to gadi kicha ke garage me lagaya hu 6 din hogaya block piston change kiya to abi current supply problem hai wiring check karna padega bolra hai mechanic. Abi mai kya karu samajme nai ara sir
Saab mera hero pleasure scooty hai. Morning (summer me bhi) me self start nahi hota, kick se 3-4 times marna padta. After thant kitna bar self start kare to bhi start hota hai. Please tell me the reason ya kya karnapadtha.
मेरी एक्टिवा में भी यही समस्या है। कभी-कभी स्कॉटी चालू करते समय हवा निकल जाती है और उसके बाद वह चालू नहीं होती है। 20-24 घंटे तक छोड़ने के बाद यह फिर से अपने आप चालू हो जाता है, कई मैकेनिकों से मुलाकात की, वे आम तौर पर कार्बोरेटर को साफ करते हैं और स्पार्क प्लग की जांच करते हैं. लेकिन समस्या बनी हुई है. मुझे क्या करना चाहिए
Bhaiya ji mera Honda Activa 125 BS4 hain aur 5 saal hogaye h usme ik problem aa rha h ki self aur Kick work nahi karta h mtlb start nahi hota self kick se meter wala kanta bhagne lgta h aur speedometer ki light off hojati h please help kya problem h battery problem h ya wire short kar raha h???
Bhai meri scooty me engine ka kam kiya ek mullaji ne gadi puri kharab kardi or 5300rs bhi le liye, thode thode roj paise lag re h, koi puri jankari ke sath video banao, nice video 😀
bhai ek baat batao.hamare activa ka carburetor saaf karne ke liye nikala scooter se.phir carburetor ke upar 3 screw hote hai woh nikale,acchi tarah saaf kiya andar se,ideal jet aur bada jet screw. phir jab dakkan carburetor ka bandh karne gaya toh dekha andar ka O-ring keech ke thoda lamba hogaya hai issliye sahi se dakkan mein fit nahi ho raha.iske liye main bich mein o-ring kaat diya ,kaache mein dakkan ke bitaya aur joh extra hai O-ring usse cut karke dakkan fit kiya aur teeno screw tight kiye . toh kya issase carburetor se petrol leak hoga ya yeh safe hai kuch dino ke liye atleast?
भाई साहब नमस्कार मेरी kinetic स्कुटर है उसमें भी यही खराबी है वह आयल खाता है बार बार आयल डालना पड़ता है मिस्त्री को दिखाया वह हैड बदलने की कहता है क्या उसमें भी यही खराबी है क्या टेपिट चैक करवाऊ क्या स्टार्ट ही नहीं होती है बैटरी नई है क्या करूं बताने का कष्ट करें
Sir meri activa 2010 ki activa he fatke marr rhi he or chalte chlte band ho gae abhi chalu nhi ho rhi he macnic boll rha he 2000.se 2500 ka kharcha aye ga please help me
Meri gadi me same problem hai bohot sari kick marni padti hai uske baad start hoti hai start hone ke baad chalu gadime acceletor slow karta hu to bandh ho hati hai aur aachke aate hai usme phir utni kick marni padti hai pata nahi kya problem hai avtiva ka old model hai 2005 ka Honda activa please batadijiye kya problem hogi😢
Bhai meri gadi bahut mecanik Ko dikhayi but pickup nahi aaya gadi gaati per chadti nahi average bhi Kam deti h clutch goti belt Dala diya ingine ka kaam bhi karva diya plug coil bhi nayi dalva di ab kya Karu batao
Sirji meri access 125, 2016 model hai, same problem aa rahi thi toh mechanic ne wall change kiya aur fitting k time pe timing set nahi kiya ab 1 month mein pura engine oil khatam ho gaya hai, Aisa kyu ho rah hai
You are really a golden hearted person keep it up bro
Thanks bhai... Abhi meri gadi start nahi ho rahi hai... Yahi compressor pipe dekhane ke liye vedio dekha.... Lekin apne permanent solution diya... Usake liye thanks👍🏼
Thinks
@@bikedoctoruttamsingh5081भैया मेरा स्कूटी स्टार्ट करने में थका देता हैं कम से कम 60,70 बार किक मारना पड़ता हैं तब तक बहुत पेट्रोल जल जाता हैं और माइलेज भी नहीं दे रहा 20 का दे रहा हैं 😢कोई उपाय बताइए क्या करना होगा
नमस्ते भाईसाब आपने बहुत अच्छी जानकारी दी है आपका भला हो धन्यवाद
बहुत बढ़िया जाणकारी दि है धन्यवाद🙏💕
Thanks 😊
Bhatha bhadra video,Mera bhe yahi problem, mai bhi kar ki dhekunga.Thanks bro.
थैंक्स
M bahut dukhi tha is problem se aap ko naman sir love you 😊
Uttam singh
Informative and very good job you have done - keep up it, thank you and welcome you for another informative job
Ye to mast cheez batai apni activa pe check karta hoon
Thanks
Bhai same problem mere activa 2008 model me hai. Usme roz subah 50-60 kick maarni padti hai. Tab chaalu hoti hai. Lekin ek bar start ho gayi aur kahi parking me char ghante bhi khadi kr do.. To char ghante baad bhi ek kick me start ho jaegi. But agle din fir subah wahi 50-60 kick se hi start hoti hai.
Bhai aapki Gadi ke carborator ki setting Sahi Nahin Hai isliye Subah starting Mein dikkat Deti Hai carborator set Karva Lijiye yadi carborator ki setting Sahi nahin aati hai to Carter naya dalva Lijiye Chahe Kafi Badi Kafi purani Ho Jaati Hai To carborator kharab ho jata hai
Bhai ye seam 2 seam problem mire gadi ka bhi hai dinbhar ekdam ok chalti hai or subh vahi 20-25 kik lagana patda hai
Uske baad 1 self me chalu hoti hai din bhar chalu rahti hai
Subh hi problem deti hai
Model honda dio hai 17 end ka hai bs4 HET
yhake karagir ke 2 month se gadi kam kar raha hai pr solv nh ho raha hai bohot kaam bhi karvaya hai usme all coil or head ka service or carboretor bi dusre gadi ka tray kiya tha abhi nh hua
Ab o boll raha hai ki all wayer loop chenge karna padega kharcha bhi hua hai bohot 2k de chuka hu or vapis ye wayering baki hai pata nh kitna kya karu bhai kuch solution de do ya tum baat kar sakte ho kya us macanic ke sath...🙏🏻
Chok Kam nahin kar raha hai
@@bikedoctoruttamsingh5081chok Kam nahin kar raha hai.
Mere Bhai banduo ki dhek dil se sukun Mila mujge muje lga tha access meri hi maar rhi per yha to lambi line hai re baba Same situation. Meri bhi h bro 😅😅😅
Bhaut useful knowledge diya h,same problem mere bhi scooty mai ho gaya h sir.maine mechanic ko Dekhya to bola compressor leak ho gaya h,isko charge 3000rs mag raha h
कराया भाई आपने
मेकॅनिक का काम मे सफाई होना चाहिये कवर आयल मिटटी वाला ही लगा दिया प्रस्तुती अच्छी है धन्यवाद आभार
Shi baat he bhiya Safai nhi he kaam me
Thanks
बहुत अच्छा लगा। मेरे ओल्ड एक्टीवा में सेल नहि लगता है तो वो बीडीओ दिखाई गए।
Bhai ache mechanic ho ..knowledge acha hai aap ka...address batao apna
Bahut achhi video banaye Bhai aapne same problem mere pass bhi Activa hai or start nhi ho Rahi hai
Bahut badhiya jankari ....mehnati mechanic ho bhai bahut aage jaoge
Good job. Decompressor patti ke bare me video banavo please with part number.
बहुत बढ़िया जानकारी देते है
Thank you Dr sahab meri scooty thik karne ke liye
बहुत अच्छा. अभिनंदन 💐भाईसाहब ऐसे ही ऍक्टिव्हा मे ऑइल कितना डालना है और कैसे चेक करना है किस पोजिशन मे गाडी होनी चाहिये यह भी बता दीजिये प्लीज
जी ठीक है जल्दी बनाएंगे
Sir meri old Activa me yahi problem hai sirf head ka kaam hoga ya engine ka plz riply
Cover nikale ke bad saf to kar lete bhai, ganda oile cover bina saf keye dobara laga deya, problem to sahi pakada. Iske leye well done.
आम तोर पर मैकेनिक साफ नहीं करता।जोकि करना चाहिए।ये बोलते है धुलवा लो गाड़ी।
Thanks
Gaari kholney se pahele dhulwana chahiye
@@bikedoctoruttamsingh5081 apki ki shop kis city me hai?
First time seeing an honest mechanic. 😂
Bahut badhiya bhai, achha solution bataya...
धन्यवाद 🙏🏽 जानकारी बहुत बढ़िया है भाई साहब
Thanks
@@bikedoctoruttamsingh5081 activa 2008 model. Uske under ek rubber ka hose pipe hota hai jo air filter pe connect hota hai. Kya wo pipe apne aap fat sakta hai? Agar hose pipe fata ho to kya problem aati hai.?
शानदार वीडियो 👍👍👍👍👍🎯
Salute bhai very honest
Aap bahut acche mistri hain..mere ko same problem hua tha ..petrol tap bhi change hua tha. Jaise hi main scooty ko 60 se 70 ke speed pe le jata tha toh scooty slow karne pe band ho jati thi aur kareeb 45 min ke baad hi start hoti thi. Kick se bhi start nahi hoti thi. Tap petrol aur compressor chk hua toh abhi jaake sahi kaam hia
Thanks
bhai iska jo apne tool use kia usko dikhaao ache se or tappet open kaise kia tight kaise kia detailed video bnaoo, new subscriber bro.
Ok
Aap ki ટેકનીક ko સલામ❤se
3:27 and 4:10 good information
Good information mere kam aa gayi.......
Sir, send u r mobile no.
Good.
Thanks
Hi bhai meri access 125 2012 modal me sem problem a rahi hai use theek karne ka video bhejiye na plz
Ji
Very nice information bhai di apne thank you ❤
Thank
Really Useful 👍
Aak dam mast ha bhai😊😊🎉🎉👍👍👍
Aap gadi ke bare me AA ccha samjhaya
Achcha laga aap Guru ji hy 🙏🙏🙏👍❤️
Tanks
Thanks
Good information dosst...gadi mein khadi play rahega to kya karna padega ..kat kat sound ata hai enginse 2014 la model hai ..pls kya solution hai..
Nice jankari di Thanks for u..
Thank you
Bhai meri scooty Jupiter h uska stand jameen se touch karte h tb power ata h gadi me or bich bich me power chala jata chalane me pls kuch btaye
Very good information. Thanks
Thanks
Bahut acha video hai bhai
Thanks
Bahut Khoob bhai
Thanks bhai
Acchi Jankari di apne.
Thanks
Engine का head kholne se पहले kya pura engine oil nikaalna padega?
Bahut acha jankari sir 🙏
Thanks 😊
Good👍🏻
Ye tvs jupiter me bhi ho jati hai
Yes
Aapki scooty me kya problem thi ?
Hello Bhai aapki dukan kaha par hai
Pipariya mi
Hlo sir, meri scooty self button se start nahi ho rhi kich marni padti hai
Jaise hi self button or break dabate hai to sari light chli jati hai speedometer vagereh ki
Or kai bar start ho jati hai self button se
Kya aap bta sakte hai aaisi problem kyu ho rahi hai ??
Bhai mera activa125 mesame problem he , valbebi thik kiya 2 bar phir same problem keya kare bhai head change karna parega
बहुत बढ़िया 👍
Meri pas suzuki swish hai uski kik hath se dab jati hai kya compressor kam hogya kya kare
Bhai kick lagakar chalu karo aur compression kaisa check karna aap bhule .Thodi jankari mili isliye dhanyawad.👌
Thanks
Very. Nice. And. Thanks
Thanks
Bhai meri old model Activa hai usme bhi yahi dikkat hai
हेड का काम करा लो
Sir Activa 125cc scotter. Running me bund huyi to chalu hi nai huyi. Kick marne par compression nai aratha to gadi kicha ke garage me lagaya hu 6 din hogaya block piston change kiya to abi current supply problem hai wiring check karna padega bolra hai mechanic. Abi mai kya karu samajme nai ara sir
Very nice job 💐💐💐
Thanks 😊
हमारा dio 2008 ka hai start hone ke bad thodi der me res ho jati hai kya karana hoga
Saab mera hero pleasure scooty hai. Morning (summer me bhi) me self start nahi hota, kick se 3-4 times marna padta. After thant kitna bar self start kare to bhi start hota hai. Please tell me the reason ya kya karnapadtha.
Bhai meri hero duet scooty der se start hoti hai or average 22 ka deti hai kya yaha problem teek ho sakati hai ya nahi
Head Mein kam kara Lijiye ho jayegi
Video bahut achcha banaya
मेरी एक्टिवा में भी यही समस्या है। कभी-कभी स्कॉटी चालू करते समय हवा निकल जाती है और उसके बाद वह चालू नहीं होती है। 20-24 घंटे तक छोड़ने के बाद यह फिर से अपने आप चालू हो जाता है, कई मैकेनिकों से मुलाकात की, वे आम तौर पर कार्बोरेटर को साफ करते हैं और स्पार्क प्लग की जांच करते हैं.
लेकिन समस्या बनी हुई है. मुझे क्या करना चाहिए
Bhai engene ka kya kaam hota h bhai please reply me
Sir scooty Baris ke pani bhigate hi band Ho jati hai
Sir
Kya kami ho sakati hai
Adaptor change Karva do uska magnet ki wiring Mein tape lagva do
sirji aap mumbai se ho kya ?
Bhopal m p si hu
Bhai meri hero meastro edge gaadi ..20....30 se jyda nai bhagti or petrol jyda khati hai or missing problem krti hai kya kre reply???????
Bhai mene tepet chidi halki si tite ki to kick ka pressure chala gaya hai par mene full tite nahi ki halki play hai chidi me kya karu
Hade ki bal chake karba lo bal lick hogi
@@bikedoctoruttamsingh5081 1 mahine pehle hi engine ka kaam Kiya tha
nice information humne aapko sabscrib kiya
Thanks
Bhaiya ji mera Honda Activa 125 BS4 hain aur 5 saal hogaye h usme ik problem aa rha h ki self aur Kick work nahi karta h mtlb start nahi hota self kick se meter wala kanta bhagne lgta h aur speedometer ki light off hojati h please help kya problem h battery problem h ya wire short kar raha h???
Mera ray z achanak chalney ke h baad ban ho jati hai iska kiya solution hai bhai ji
Bhai meri scooty me engine ka kam kiya ek mullaji ne gadi puri kharab kardi or 5300rs bhi le liye, thode thode roj paise lag re h, koi puri jankari ke sath video banao, nice video 😀
May no 8319044685
Aap ni kiya kiya karaya tha ingan mi
@@bikedoctoruttamsingh5081 valve leak or pata ni engine pura khol ke kya kya kiya sale ne puri gadi kharab kr di
True information 100%
आप किस शहर से हैं?
इंदौर में एक्टिवा कहा दिखाऊं?
bhai ek baat batao.hamare activa ka carburetor saaf karne ke liye nikala scooter se.phir carburetor ke upar 3 screw hote hai woh nikale,acchi tarah saaf kiya andar se,ideal jet aur bada jet screw.
phir jab dakkan carburetor ka bandh karne gaya toh dekha andar ka O-ring keech ke thoda lamba hogaya hai issliye sahi se dakkan mein fit nahi ho raha.iske liye main bich mein o-ring kaat diya ,kaache mein dakkan ke bitaya aur joh extra hai O-ring usse cut karke dakkan fit kiya aur teeno screw tight kiye .
toh kya issase carburetor se petrol leak hoga ya yeh safe hai kuch dino ke liye atleast?
Valve tight nahi hy par compression gul ho jata hy
Ky kare ? Plz help karo.
bhai tumne mera bahut rupya bcha diya
mai to 4g bech kr nyi wali ka mood bna liya tha
jhatuaa gya tha is prob se.....
Thanks 😊 🫂 🙏
Bhai old splender plus , ka pike up our average set kaisay karen , eska video banaye thanks
जी भाई जरूर बनाऊंगा जल्दी
Bhai bahut khoob❤❤❤
Same problem meri scooty me bhi h bhai...
Me mp panna se hu aap kha se hai
Me kaise aapko apni scooty dikhayu
Hoda Dio me spark palg jaldi shot hone ka kya karan he?
भाई साहब नमस्कार
मेरी kinetic स्कुटर है उसमें भी यही खराबी है वह आयल खाता है बार बार आयल डालना पड़ता है
मिस्त्री को दिखाया वह हैड बदलने की कहता है क्या उसमें भी यही खराबी है क्या टेपिट चैक करवाऊ क्या स्टार्ट ही नहीं होती है बैटरी नई है क्या करूं बताने का कष्ट करें
Bhai engineer sahab, Hamari Wego scooty me bhi same problem hai. Aise hi theek ho jayegi kya ? Agar aap ke pas layen to Kahan per miloge ?
Bhai aap ki shop kidhar hai ?
Sir meri activa 2010 ki activa he fatke marr rhi he or chalte chlte band ho gae abhi chalu nhi ho rhi he macnic boll rha he 2000.se 2500 ka kharcha aye ga please help me
Kaha pur dukan he aapka.
Karond choraha Bhopal me
Apka shop kaha pr h
आपका दुकान कहा पर है
Bhopal karond choraha
Bhai mera scooty pep plus hai.. jada bhagti nahi 40 se aage nhi jati
Bhai activa 3g h. Chalte hu band ho gayi h chk kiya to Usme compressor nahi h or plug ki gundi tooth gayi h. Kya karna chahiye???
Bhai ye compressor ka kaam jo apne abhi kiya uska kitna charges hota hai
50r
@@bikedoctoruttamsingh5081😮😮sach m 50 Rs bus
Meri gadi me same problem hai bohot sari kick marni padti hai uske baad start hoti hai start hone ke baad chalu gadime acceletor slow karta hu to bandh ho hati hai aur aachke aate hai usme phir utni kick marni padti hai pata nahi kya problem hai avtiva ka old model hai 2005 ka Honda activa please batadijiye kya problem hogi😢
Hade ka kam kara lo
लाजवाब🙏👌
Meri activa kick se start nahi ho Rahi ha to Kaya problem ho sakti hai
Bhi aap acha kaam kr rhe ho
Bus mike wireless use kro or light bhi use kro taki jo aap dikha rehe ho wo shi se dikhe
Thanks ok
@@bikedoctoruttamsingh5081 please tell your address and mobile no
Bhai meri gadi bahut mecanik Ko dikhayi but pickup nahi aaya gadi gaati per chadti nahi average bhi Kam deti h clutch goti belt Dala diya ingine ka kaam bhi karva diya plug coil bhi nayi dalva di ab kya Karu batao
Carburettor naya dalva do bhai model kab ka hai
2014
Bahut dabti h gadi or bhagti nahi h full res me bhi
Ok thnx sir
Very nice, thanks
Deut Gadi chalate chalate band hoti hay aasilitr nor nor la na se picp pandit hay kaise Thik hoygi
Kitna kharcha aayega ye krwane me local mechanic se ?
Hlo bai mere pass 125cc activa hai vo chalte chalte band ho jati a our 4-5min ruk k kick Marne se start ho jati a .asa bar bar hota hai
Upload video on self start problem
❤❤❤thanks🎉
Sirji meri access 125, 2016 model hai, same problem aa rahi thi toh mechanic ne wall change kiya aur fitting k time pe timing set nahi kiya ab 1 month mein pura engine oil khatam ho gaya hai, Aisa kyu ho rah hai
Kitni chali hai?
Kaha si ho
App ke dukan kaha per hai?