Activa Head Valve Leakage Problem and Starting problem

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 26 авг 2024

Комментарии • 47

  • @ashokkumardhiman6783
    @ashokkumardhiman6783 Месяц назад

    Good Work ji. Valve kis company ka fit kareya hai. 🙏

  • @anshulcharanpahari6725
    @anshulcharanpahari6725 4 месяца назад +1

    Mere activa125 me head valve leakage ho gya tha to mechanic ne 2 guide v usme dala + leth work kiya kyuki scooty start ni ho rhi rhi compressor nhi bna rha tha to valve ke sath guide v change hota h kya?

    • @dr.mechanic211
      @dr.mechanic211  4 месяца назад +1

      Guide timing chain tight rakhane keliye dali jati hain, jyada mahgi nahi ati daldi hain toh thik hain picheshe dalne me pura engin kholna padta hain

    • @anshulcharanpahari6725
      @anshulcharanpahari6725 4 месяца назад

      @@dr.mechanic211 head valve aur guide change krne me kitna Paisa lgta hai?

  • @roshy8r
    @roshy8r 2 месяца назад

    Meri scooty Activa 125 Model 2018 bilkul sahi chal rhi hai, kiya main usk head ki service krwaunga tu behtar raheyga , agr us k head ki saaf safaai kr k valve new daal diye jaay tu kaisa raheyga

    • @dr.mechanic211
      @dr.mechanic211  2 месяца назад

      Agar apki activa dhuaa nai nikal rahi hain toh valve change nahi karvane hain
      Behtar avrege ke lie valve taped set karva do

  • @logicalbrain4338
    @logicalbrain4338 Год назад +1

    Good work

  • @dhruvipatel1139
    @dhruvipatel1139 Год назад +2

    Good

  • @kuldeepmakwana4538
    @kuldeepmakwana4538 Год назад +1

    Maine activa full engine banvaya hai aur sabhi parts original dale hai aur piston bhi standard dala hai fir bhi dab ke chal rhi hai

  • @technicalakshit8602
    @technicalakshit8602 Год назад +1

    mere activa me bhi valve leakage hogya ta to jaha maine theek kraya usne valve bhi change kiye or piston bhi 0.50 ka change kiya or ap bata sakte ho ki kitna chalegi gadi ab wo 2 logo ko bithakar gadi dab bhi rahi hai or abhi 15 din hue half engine huewe pls sir reply kre

    • @dr.mechanic211
      @dr.mechanic211  Год назад

      Bhai time per service engine oil change karte ho to 1-2 sal engine banai hui gadi chalti hain, tumhari gadi main she dhua ( smoke) nikal ta hain to engine fail hain varna, apko apki gadi ka carburetor aur clutch plate chek karvalo.

    • @dr.mechanic211
      @dr.mechanic211  Год назад

      Aur apiki activa ka silencer andar se pani se dulvalo

    • @technicalakshit8602
      @technicalakshit8602 Год назад

      @@dr.mechanic211 nhi bhai dua nhi deti hai pehle bhi nhi derhi tiii bas compressor down hogya ta to dono chiz change hui valve bhi or piston bhi

  • @zephbalo5932
    @zephbalo5932 9 месяцев назад

    Valve kharab hone se kya scooty ka pickup mai problem hota hai kya?

  • @subhayansen806
    @subhayansen806 Год назад

    Bhai Activa mein valve change karne ke bad ak sound a Raha hei.. o kya rocker tight karne se Kam ho jayegi..??

    • @dr.mechanic211
      @dr.mechanic211  Год назад

      Valve setting karlo ek bar, fir bhi aye toh rocker or crenk shaft chek karvalo

  • @itzgamerz7819
    @itzgamerz7819 Год назад

    Valve kharab hone par average kam ho jata hai kya

  • @FILMSVIEW
    @FILMSVIEW 8 месяцев назад

    Sir mere pass Honda dio old model he. Byk baris me Pura dub gaya Tha. Mane sub clin Kar ke or air filter or oil Chang Kar ke or carborator ko bhi mens clin Kar ke fir Byk start ki to Byk start hogaya. Lekin jab meme Byk ko band Karke mene dubara start Kiya to compressor problem aa raha hain sir please help me

    • @dr.mechanic211
      @dr.mechanic211  8 месяцев назад +1

      Compressor problem vavle band hone par hota hain

    • @FILMSVIEW
      @FILMSVIEW 8 месяцев назад +1

      Thanks for replay sir

  • @SumitKumar-yj2xo
    @SumitKumar-yj2xo 2 месяца назад

    Valve karvane ke bade yeh fir kharab hojati hai kya ? Lagbag kitna chal jaegi

    • @dr.mechanic211
      @dr.mechanic211  2 месяца назад

      Apka micanice achha hain toh problam fir she nai ayegi, aur oil chek karte rahena

  • @JitendraKumar-jj8jf
    @JitendraKumar-jj8jf 11 месяцев назад

    Valve badlne main kitna kharcha lagega

    • @dr.mechanic211
      @dr.mechanic211  11 месяцев назад

      Bhai valve ke sath piston ring bhi change karni padti hain

    • @LeonardoDiCaprio89
      @LeonardoDiCaprio89 6 месяцев назад

      ​@@dr.mechanic211haan kitna kharcha aata hai

  • @automobileiti1076
    @automobileiti1076 10 месяцев назад

    Sir activa honda ka sprak plug jaha lagta hai head mai waha par chudi khrab ho gyi kya bina engine utre kaam ho sakta hai help me 🙏

    • @dr.mechanic211
      @dr.mechanic211  10 месяцев назад

      Engine utar ke leth machine vale ke pas le jana padta hain anthe padane

  • @LeonardoDiCaprio89
    @LeonardoDiCaprio89 6 месяцев назад

    Iska kharcha kitna aata hai bhai

  • @GazaHamas-cj2in
    @GazaHamas-cj2in 8 месяцев назад

    Kick Ka pressure Bhag jata h. Val change kardiya fir bhi

    • @dr.mechanic211
      @dr.mechanic211  8 месяцев назад

      क्लच प्लेट cheak karvalo aur kick ki spring bhi

    • @GazaHamas-cj2in
      @GazaHamas-cj2in 8 месяцев назад

      @@dr.mechanic211 thanks for replying. Pr solution ye nhi h

    • @GazaHamas-cj2in
      @GazaHamas-cj2in 8 месяцев назад

      @@dr.mechanic211 maestro h mere pass. Or jb Me spark plug nikal kr usme mobil dalta hoo fir spark plug kr pressure ajata h. Or 10 se 15kick marne pr start hojati h. Do din bad yahi problem aaa jati h. Fir mujhe yahi dobara karna pad ta h

    • @GazaHamas-cj2in
      @GazaHamas-cj2in 8 месяцев назад

      Sir g apnna no. Send karo

  • @vinubhaikorat2938
    @vinubhaikorat2938 Год назад

    mera activa hit ho rha

    • @dr.mechanic211
      @dr.mechanic211  Год назад

      Activa ke Engine ke upar ka palstik cover tuta nahi hain chek karlena bhai ek bar.

  • @ShakibArshad-dy4ej
    @ShakibArshad-dy4ej 4 месяца назад

    aap ka number do sahab