Bhai 31 ko liya tha 28 me teen din me green line aa gyi service center wale bolte hm replace krenge 10 din baad new phone denge aur aapse phone abbi le lenge wo to amazon ne refund kr diya nhi to ro rha tha literally mai
@@besmarttechie9457 haaa boot krte hi bahut saare update aate and unskipable hote starting ke do updates and annoying notification aaate update ko leke
@@pranjalagnihotri4621 update se apke phone me kuch new features or security patch update ho jata hai lkin kbi kbi current supply jo battery se hota hai vo usme changes aa jate hai jiske wajh se display ki chemical properties change hoti hai or green, pink ya blue lines aa jati hai aisa mujhe lgta hai jo b maine pta kiya hai uske according
Bhai green line kisse bhi smartphone me aa skta hai jisme Amoled display hai Ap green line se bachne k liye ek kaam kr skte hai jb bhi apke phone ka update aaye aap usko turant update mt kro agr ap ka phone sai chl rha hai toh mt he kro update or agr krne ka mn hai toh bhai aap 15 days ruko update se related youtube ya X pe check kro agr feedback acha toh update krna Ye Green line issue basically updates k he wajh se aati hai.
Le skte hai phone new milega aap ko lkin jb aap ko phone receive ho toh ek baar uski warranty aap oneplus k site pe check kr lena Lkin isse better rahega k aap Amazon se he lo
Bhaiya koi achcha phone bataye 15000 mei Amazon pe gaming based
Nice❤
Thank you ❣️
Bhai 31 ko liya tha 28 me teen din me green line aa gyi service center wale bolte hm replace krenge 10 din baad new phone denge aur aapse phone abbi le lenge wo to amazon ne refund kr diya nhi to ro rha tha literally mai
Thank you bhai aap ke information k liye
Ap ek baat btao aap ne phone liya toh aap ne apna phone update kiya tha kya ?
@@besmarttechie9457 haaa boot krte hi bahut saare update aate and unskipable hote starting ke do updates and annoying notification aaate update ko leke
Update se kya hota hai bhaiya
@@pranjalagnihotri4621 update se apke phone me kuch new features or security patch update ho jata hai lkin kbi kbi current supply jo battery se hota hai vo usme changes aa jate hai jiske wajh se display ki chemical properties change hoti hai or green, pink ya blue lines aa jati hai aisa mujhe lgta hai jo b maine pta kiya hai uske according
Me 12r lene ki soch Raha hu green line ka issue isme bhi Aa sakta hai kya?
Bhai green line kisse bhi smartphone me aa skta hai jisme Amoled display hai
Ap green line se bachne k liye ek kaam kr skte hai jb bhi apke phone ka update aaye aap usko turant update mt kro agr ap ka phone sai chl rha hai toh mt he kro update or agr krne ka mn hai toh bhai aap 15 days ruko update se related youtube ya X pe check kro agr feedback acha toh update krna
Ye Green line issue basically updates k he wajh se aati hai.
Ye phone Flipkart se le skte h kya koyi problem to nhi hoga
Le skte hai phone new milega aap ko lkin jb aap ko phone receive ho toh ek baar uski warranty aap oneplus k site pe check kr lena
Lkin isse better rahega k aap Amazon se he lo
👍👍👍😊
Thank you bhai ❤️ 🙏🏻
Noicee
Thank you bhai ❤️
🫡🫡🫡✨✨✨✨
THANK YOU BHAI MERE ❤️