Starting ke jo clips aapne dikhaya, jisme aapne Himalayan range dikhaya, eco park dikhaya or Sarkanda Mata mandir ka zikr kiya, Ye Dhanauti ke nehi hei. Ye Kanatal location ke clips hei or Sarkanda Mata mandir Kanatal se sabse paas padta hei. Mein Kanatal har saal jata hu.
Insaan bhi nature ka ek hissa hi hen, Gajendra ji! Hamko Nature ki ahmiyat samjhni hogi, I will make a video on this topic also. Thank you for your words.
Bhai apke batane k bad yha bhi bheed hone lagi he ab ye offbeat nhi Raha. Hume samjhna padega offbeat place k bare me jitna Kam disclose hoga wo utne samay tk offbeat rhega. Batane k bad sare whi pahuch jate he.😂
Aapka video bahut achha ho sakta tha parantu , ek to visuals bahut original aur kamaal choose nahin kiye gaye hain , aur doosra wo asli bhi nahin hai , video banane ke liye us jagah ki asli photos bhi use karenge to chalega par kisi aur sthaan ki baat karte waqt kisi aur sthaan ke chitra ya videos use karna mood off karta hai, bahut general clips lagte hain , specific nahin ... baaqi video informative hai ....
Suraj ji, Thank you so much for your feedback. Itne sare places par ek sath jaana bahut mushkil hai, fir bhe we will try to provide you original visuals.
Batao-Batao What is your plan. kaha ja rahe ho?
Jai ma surkanda!
Jai ma surkanda Ji!
Cheen nahi Tibet 🙏
Keep on making good videos like this one, you did a great job...a perfect combination of soothing voice and excellent information. 👌
Thank you! Will do!
I am trying to get job in this state, I am excited to visit this state.
Uttarakhand is truly beautiful, you'll love exploring it!
Best of luck for your job search!
Beautiful video hai bhai
Super super❤
Thank you Raju Bhai.
amazing and nice beautiful all locations and all information thanks. 👍
So nice of you
Very nice n informative video👌👌👌👌
Thank You, Usha!
Wonderful. Tq
Keep watching.
Wonderful.
Thankyou!
My pleasure! 😍
Very beautiful 👌 thank you 🙏
You’re very welcome. I appreciate your feedback and support. It means a lot to me. 😊
Starting ke jo clips aapne dikhaya, jisme aapne Himalayan range dikhaya, eco park dikhaya or Sarkanda Mata mandir ka zikr kiya, Ye Dhanauti ke nehi hei. Ye Kanatal location ke clips hei or Sarkanda Mata mandir Kanatal se sabse paas padta hei. Mein Kanatal har saal jata hu.
Hamne research ki thi usme ye sare places dhanaulti me hi dekh rahe the.. kanatal
You've ❤ Got An Amazing Voice.
Thank you kashish! ❤
Excellent
Thank you! Cheers!
Thank you Brother for this wonderful explanation ❤
Thank you so much Arpit Ji.
Nice information
Thank you so much for your appreciation!
Ab bohot jald is video ko dekhne ke baad waha par log jyada aur nature kam milega 😅😂
Insaan bhi nature ka ek hissa hi hen, Gajendra ji!
Hamko Nature ki ahmiyat samjhni hogi, I will make a video on this topic also.
Thank you for your words.
May end me mausam kaisa rahega yaha jane k liye,landslide jesi koi dikkat to nahi hogi n
May-June me landslide aamtaur par nahi toto, lekin agar aap August ke baad aate hain to be carefull!
Are you the voice actor for shubh in Asur?
haaa haa, no no............
Aap ke kai place dusre place ke aur kai common hai...
me samjha nahi, please explain.
I am planning garhwal trip in may. Intend to do offbeat tour. Any local travel operator who can help
Bhayya aap kaha se ho
HI vijay.
Hi
Dhanulti me rush bhut h aaj kl.. Jaam bhut hai..
Thank you for your information.
Very informative video,😅
Glad you think so!
Bhai apke batane k bad yha bhi bheed hone lagi he ab ye offbeat nhi Raha. Hume samjhna padega offbeat place k bare me jitna Kam disclose hoga wo utne samay tk offbeat rhega. Batane k bad sare whi pahuch jate he.😂
😂 Ab kya hi kar sakte hain, logo ko pata hona bhi zaroori hai na?
Kyu hai jaroori bhai kisi doctor ne btaya hai kya
V V Excellent plcs , V nc shooting and thx for detail info ❤🦤🍀🌺 G R E A T Dear
Thank you for your kind words. I’m glad you enjoyed the video and the information. You have a great taste in photography and nature. 🙏🌸🌿🐦
Aapka video bahut achha ho sakta tha parantu , ek to visuals bahut original aur kamaal choose nahin kiye gaye hain , aur doosra wo asli bhi nahin hai , video banane ke liye us jagah ki asli photos bhi use karenge to chalega par kisi aur sthaan ki baat karte waqt kisi aur sthaan ke chitra ya videos use karna mood off karta hai, bahut general clips lagte hain , specific nahin ... baaqi video informative hai ....
Suraj ji, Thank you so much for your feedback.
Itne sare places par ek sath jaana bahut mushkil hai, fir bhe we will try to provide you original visuals.
Bilkul sahi kaha👍jankari bhi galat hai.. surkanda devi 85 km during hai aur inhone 8 km during bataya hai
Report kar di hai
Promo-SM ✔️
इन तस्वीरों को देख कर न जाएं। वर्ना आपका बहोत बुरा कटेगा
सही कहा, उत्तराखंड की खूबसूरती को इन तस्वीरों में समेटना थोड़ा मुश्किल तो है!
Thank you so much for your compliment.