Aslamalaikum Arif bhai MashaAllah Excellent Amazing tempting unique recipe hay aj ki, Arif bhai buchpun ki yad aagai, Arif bhai ap nay bohut Authentic method say Samosay prepared kiyay, Samosay k liyan chutni bohut unique hay ,bohut mouthwatering recipe hay JazakAllah Arif bhai itni delicious recipe share kurnay k liyan inshaAllah zaroor try karoun gi Well done very nice MashaAllah ♥️ 👍👌👏😃
Oooooooo my God kia kia na yad deladeya AP ne school Waly samoose likha dekha TU foran AP ki video pr click kia i loved it ya government school k Bahar aj bhi Milty hyn mere gar k kareeb ha ma aj bhi is ki enjoy krty Hoon thanks sir
Ufffff aap ki iss recipe ne to aik hi jhatke me 45 sal peechay dhakail diya. Abdullah Haroon Road, Saddar me hamari school ki canteen me dal ke teen samose Rs.0.25 ke milte thay aur chutti ke bad yeh Aalu ke samoose schol ke bahir milte thay. Sham ke aukat me bhi yeh samoose ke sath mutton ke patties wagera baicne cane ki chabri bagal me daba ke aur haton me do ghee ke kanaster se bani dol/balti dono hato me utha ker muhallon me aate thay aur bachay uss ko ghair lete thay aur khoob enjoy kera kerte thay. Aap ne sare waakyat taza ker diye shukria.
Asalamalakum app ke is comment nay mujhay wo cheezeen yaad dila deen ji se waqai jazzabti lagao tha thanks for sharing your past, stay blessed and keep contacted
Assalamualikum bhai.kharadar ma city govt Prim+ Secondary school hota thaa hum bhe yayhi samosay shouq sa lay k khatay thay.50 Saal porani yadain.jazakallah bhai.apny SB school fellows ko salaam Jo acknowledge kr lain.ya Allah Kitna simple aur khobsorat time thaa wo bhe
Love school Samosa i wanted to again school after Marry with Intelligent teacher she shall read all school and i will ate samosay as become principal of school .it may did if any she go convince
Well You did a great job. Schools main zeher hi hota tha. You put your food on the newspaper so that food soaks all the ink from it. EPIC Extra poisonous, YUM
Main nay kal he he ek school k bahir apni gadi rok k ye walay samosay khaye Saray bachay mujhay itni hairat say daikh rahay thay k hamaray beach main ye itna bada aadmi kahan say aagaya 🤣🤣🤣🤣🤣
@@rasheedabdul4206 its is just photo copy of news paper and i know how much dangerous news paper is but just serve as vendors use to sale samosa in news papers
Raat k 2bje video dekh li is wqt dil chahrha ha mil jaen ye samose
😔 so sorry 🤪
All time favorite
Aslamalaikum Arif bhai MashaAllah Excellent Amazing tempting unique recipe hay aj ki, Arif bhai buchpun ki yad aagai, Arif bhai ap nay bohut Authentic method say Samosay prepared kiyay, Samosay k liyan chutni bohut unique hay ,bohut mouthwatering recipe hay JazakAllah Arif bhai itni delicious recipe share kurnay k liyan inshaAllah zaroor try karoun gi Well done very nice MashaAllah ♥️ 👍👌👏😃
چُنّے مُنّے سموسے 🧡🧡🧡
Yaad agaya bachpan ka zamana ❤❤❤❤❤😂
So sweet
ماشاءاللہ
Yaad aia Gaia bachpan ka zamana love samosa ❤❤❤😂😂😂😂
😍
Waha bhaeee sir apne school ki yadain taza kr di... Well done... Anum from karachi
Shukeria
I will definitely try this chanti . . It's very unique for me 😁 with samosas of course. .
Hope you enjoy
Zaberdast sharing MashaAllah great memories, all time favorite 🤩
Yam yam yammy 👍🏻
@@shaheenjavaid2727 thanks a lot
Oooooooo my God kia kia na yad deladeya AP ne school Waly samoose likha dekha TU foran AP ki video pr click kia i loved it ya government school k Bahar aj bhi Milty hyn mere gar k kareeb ha ma aj bhi is ki enjoy krty Hoon thanks sir
@@onetapgaming465 really such a nice comment
School ki yadain❤❤❤
❤.pachpan ki yad
@@nihalvloger2295 jii hum sabko bacpan yaad agaya hay
Yummy 😋
Zabrdst
Very tasty and delicious recipe 😊🎉
Masha Allah
Mazedar Recipe 😋
Yummy
Stay connected
Owesome
Asalam0 alikum sir apki ye recipe bht Pasand ai jazakallah
Shukeria
@AKKWITHARIFDAWOOD sir street style kathiyawari cholay b sikhain with masala n chattniyan they use
Ufffff aap ki iss recipe ne to aik hi jhatke me 45 sal peechay dhakail diya. Abdullah Haroon Road, Saddar me hamari school ki canteen me dal ke teen samose Rs.0.25 ke milte thay aur chutti ke bad yeh Aalu ke samoose schol ke bahir milte thay. Sham ke aukat me bhi yeh samoose ke sath mutton ke patties wagera baicne cane ki chabri bagal me daba ke aur haton me do ghee ke kanaster se bani dol/balti dono hato me utha ker muhallon me aate thay aur bachay uss ko ghair lete thay aur khoob enjoy kera kerte thay. Aap ne sare waakyat taza ker diye shukria.
Asalamalakum app ke is comment nay mujhay wo cheezeen yaad dila deen ji se waqai jazzabti lagao tha thanks for sharing your past, stay blessed and keep contacted
Assalamualikum bhai.kharadar ma city govt Prim+ Secondary school hota thaa hum bhe yayhi samosay shouq sa lay k khatay thay.50 Saal porani yadain.jazakallah bhai.apny SB school fellows ko salaam Jo acknowledge kr lain.ya Allah Kitna simple aur khobsorat time thaa wo bhe
Good recipe....
Thanks a lot
Bhai aap ney 55 M BACHPUN KI YAAD DILADI ❤
So sweet 🌹
Wow,nice👌
Thanks 😊
Ye samosa ki patti aap dubai say lae hain ya dubai moove ho gae hain me aap ko masala mornings pay dekhti ti aap ki recipes amazing hoti hain
@@hafizaidrees7086 ji may 12 saal se dubai may hi hon
@@AKKWITHARIFDAWOOD thank u for the answer
Sir dekhne me to same school wale samose lag rhe hain ab bna k pta chale ga k kese hain jald banain gay inshallah
@@sherryfari6682 🌹
Assalamualaikum ksay hy app ajj apko dekh kr acha Laga zauq k bandh hony say ap say ki yadain thi aaj dekh kr Laga
Bohat khushi hoi mujhay bhi
❤❤❤❤❤
❤️
Apka dal sabzi program ayta hai an
👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍
Sir Manda Patti kon si hay plz reply
Yeh brand gulf may milta hay pakistan may bhi shayad baray stores se mil jaiga
Ye wali samosa patti kahan se mlti hai ye bata den
@@KhanKhan-n4q8u yeh may nay UAE se li hay
👍👍👍💯💯💯💯💯❤❤❤❤❤
Love school Samosa i wanted to again school after Marry with Intelligent teacher she shall read all school and i will ate samosay as become principal of school .it may did if any she go convince
Keep trying
Well
You did a great job. Schools main zeher hi hota tha. You put your food on the newspaper so that food soaks all the ink from it. EPIC
Extra poisonous, YUM
Yes but i present in traditional way
Yes, you are right
Main nay kal he he ek school k bahir apni gadi rok k ye walay samosay khaye
Saray bachay mujhay itni hairat say daikh rahay thay k hamaray beach main ye itna bada aadmi kahan say aagaya 🤣🤣🤣🤣🤣
Lovely
I am 72 years old,we use to buy them from the Nuns in school
God bless u
@@AKKWITHARIFDAWOODWalaykum Assalam.....
Wsalam
O Bhai whay you use news paper ?
@@rasheedabdul4206 its is just photo copy of news paper and i know how much dangerous news paper is but just serve as vendors use to sale samosa in news papers
It is traditional way and symbol
Q k us waqat news paper aur bacho ki copy paper pr rkh kr dety thy, unhygeinic but all time yummy attempting, swadish.
@@azmatvlogs6014 very true
Akhbaar ki toh ink b utarti he. Health wise theek nahi.
Sirf wo tarika batana maqsad tha jaise streets pe samosay wale sale kertay thay
اردو اخبار کیوں استعمال کیا اس میں اللّٰہ پاک کا نام بھی کہیں لکھا ہو سکتا ہے ۔۔۔۔۔
Allah ka naam hata dia tha
Very down to earth reply from sir.wrna log to reply b nhi krty ..nice sir Allah apko ajr de
Dua may yaad rekheen please
Lekkn akhbarata ko istemal karnay say gurez karna chye
انشاءاللہ عزوجل @@AKKWITHARIFDAWOOD
News paper ki ink poison ha yeah ink buhat dangerous Hain Khana main please avoid
@@pinkisajid9139 it is just photo copy of news paper and just tried to display as samosa vedor use to sale before
😅😅😅Itne bade chef hain aap ko wrap karne nahi aata
@@AjazAhmed-bl9nv insan kaheen mukamal nahi koi na koi kami hay hum sab may
@@AKKWITHARIFDAWOOD nahi chef aisa mat kaho aap Maine mazaaq kya
Beshak @@AKKWITHARIFDAWOOD
Channel sub krdya h apka
Bohat bohat shukeria