@@yuvrajSingh-iw4fe Single switc Press Kar Ke Dekhiye Motor Me 12 Voltas Aata Hai Ki Nahi Agar Aata Hai To Motor Kharab Hai Nahi To Switch Me Problem Ho Sakta Hai Or Switch Ka Bhi Wiring Check Kar Lijiye. Agar Wiring Bhi Thik Hai To Switch Repair Karwa Lijiye Thik Ho Jayega 👍
@@S.K.Automobile 12 voltas matlab? Main driver seat ka master switch h usse sabbi window kam karti hai.. baki passenger seat se karo to nahi krta wo button kabhi kabhi karta h kabhi nhi .. 12 voltas kaise check karte hai?
@@yuvrajSingh-iw4fe Kabhi kabhi Agar Switch Kam kar Raha Hai To Iska 2 Karan Hai (1) Switch Me Rust Ho Jane ke Karan Ho Sakta Hai (2) Motor Ka Karban Kharab Ho Sakta Hai, Lekin Jo Aap Bata Rahe Hai Kabhi Kabhi Kam Kar Raha Hai Aisa Problem Me Jada Tar Switch me Hi Problem Hota Hai Switch Repair Karwa Lijiye . Ya Yek Bar Rust Cleaner Switch Me Dijiye Or Switch Ko Up Done Kijiye Rust Hone Se Thik Ho Jayega Kuchh dino ke Liye Lekin Bad Me Switch Ka Repair Karwa Lijiye Ga
Great job
Apka shop kaha hai
@@mausamisrivastava Mera Apna Shop Nahi Hai My Kolkata Me Kam Karta Hu
Mera Back side ka window down nahin ho raha hai, Master se bhi nahin and individual se bhi nahin, kya change karna hoga
Wiring Check Kijiye 12vl Motor Ke Coplar Me Switch Press Karne Se Aa raha hai ki nahi Agar aa raha hai to Motor kharab hoga nahi To fir Wiring
Same yhi problem hai master switch kam kr rha h aur baki single button nhi chal rha kya kru
@@yuvrajSingh-iw4fe Single switc Press Kar Ke Dekhiye Motor Me 12 Voltas Aata Hai Ki Nahi Agar Aata Hai To Motor Kharab Hai Nahi To Switch Me Problem Ho Sakta Hai Or Switch Ka Bhi Wiring Check Kar Lijiye. Agar Wiring Bhi Thik Hai To Switch Repair Karwa Lijiye Thik Ho Jayega 👍
@@S.K.Automobile 12 voltas matlab? Main driver seat ka master switch h usse sabbi window kam karti hai.. baki passenger seat se karo to nahi krta wo button kabhi kabhi karta h kabhi nhi ..
12 voltas kaise check karte hai?
@@yuvrajSingh-iw4fe Kabhi kabhi Agar Switch Kam kar Raha Hai To Iska 2 Karan Hai (1) Switch Me Rust Ho Jane ke Karan Ho Sakta Hai (2) Motor Ka Karban Kharab Ho Sakta Hai, Lekin Jo Aap Bata Rahe Hai Kabhi Kabhi Kam Kar Raha Hai Aisa Problem Me Jada Tar Switch me Hi Problem Hota Hai Switch Repair Karwa Lijiye . Ya Yek Bar Rust Cleaner Switch Me Dijiye Or Switch Ko Up Done Kijiye Rust Hone Se Thik Ho Jayega Kuchh dino ke Liye Lekin Bad Me Switch Ka Repair Karwa Lijiye Ga
@@yuvrajSingh-iw4fe 12 V Check Karne Ke Liye Door Pad Kholna Parega Aapko Kyoki Motor Aise Dikhai Nahi Dega 👍
@@S.K.Automobile apna contact de skte ho so i can clear the problem?
Eco sport me back power window lg jayga ?
Ha Lag Jayega Lekin Problem Kya Hai Aap ke car me ?
switch main problem kya tha?
Switch Ka Problem Tha
My swith is working but khali light nhi aarahe hai front buttons mai
Wiring Check Kijiye Or Fuse Check Kijiye 👍
Phone number plz
Bhai apna mobile no. de dijiye