Freshers Career Motivation ruclips.net/video/YQAZaEFGjl0/видео.html Indeed Par Job Search: ruclips.net/video/BT7DmYucuhw/видео.html Internship on Internshala: internshala.com/
Sirrrr please reply agr koi internship de or boly unka institute 4 bajy open hota hai or rat 9:30 pr off hota hai or humy 4 bajy se 9:30 tk hi ana hai us ssy pehly nhi Jana to Kia Karna chhiye ???? Internship pr Kia hum apni marzi se time de skty hai I mean 3 ghnty bs ya unki marzi se Pura jo time hai wo dena Hoga or wo usky paissy BHI nhi dengy 2 month tk free hai sikhna
Sir maine graphics designing course kiya hua...main abhi confused hu ki main job kru internship kru taki kuch sikh sakhu aur...quiki abhi mujhme utni skills nhi hai... please give me your suggestion❤
Sir apne intern ka to bta diya bt jara ye bhi bataiye ki agar kisi acchi MNCs cmpnys me job krni ho to kaise tayari kare or kaise apply karein......please
Sir 2020 se colleges me internship karvaya ja rha hai 15din 7din tk ka hi training diya jata hai. Sir me puchna chahta hu ki is course ko karne se mujhe job milegi kya
Sir 1 got 59% marks in 10th and 58% in 12th but in bca 1st year I got 72% and mai intership krna chah rhi hu to kya mera placement kisi achhi company me ho skta h?
Internship kis feild ma karni chiye . political sc, English, Sociology,History in main sa konsi feild sae rahagi .jbki mara main subject political sc. Ha plz ans me🙂
Hello sir please help me 🙏 Mai confused hu ki Mai simple arts ka student hu or mujhe kuch nhi aata h to normal ba wale Intership kar sakte hai kya koi skill vi nhi h
Sir im a student of Chandigarh University my course is bba my university provide culture exchange program it’s a 3months internship of USA,Florida Disney land it’s a good or bad for me please give any information about this
@@vksbossediting Dekho bro i don't think so ki aap 14 ki age mein internship kar sakoge. kyunki internship after graduation ya in the middle of graduation kari jaati hai aur isliye kari jaati ki aap apni skills enhance karna chahte ho and companies ke process ko samjh sako ki kaise companies mein kaam hota hai aur internship helpful hoti hai aapke job career ke liye . Aur meri advice ye hai ki aap abhi school life mein ho aapko uss par focus karna chaiye and school life mein internships nahi hotin dear . abhi aapki school life hai aapko abhi sirf padhai par focus karna chaiye abhi internship ke liye aap kaafi door ho okay . Best of luck 😊
@@kunalbhardwaj9644 Ok but mujhe skills seekhna accha lagta hai to Kya main koi skill sikh lu? Agar yes to koi acchi skill recommend kro. Dekho bhaiya School life hai abhi kaafi time hai fir college me graduation me bohot padhai krni pad jayegi to ek type se main side hustle krna chahta hu. Graduation ke time pe college ke time pe mere pass time rahega nahi to abhi seekh leta hu fir aage kaam aayega fir bs internship krna hoga seekh to mai pehle hi chuke ho....!!
@@vksbossediting Dekho abhi tumhari age 14 hai okay toh mtlb tum abhi 8 ya 7 class mein hoge hai na ?? Dekho dear itna easy nahi hota hai ki aap apni schooling bhi ek side chalao aur skills bhi seekhna chahte ho . Haan agar aapko aisa lagta hai ki main abhi se seekhna chahta hun toh aapko uss cheez ke baare mein basic knowledge gain kar leni chaiye uske baare mein abhi se search karna start kar dena chaiye jis field mein aap jana chahte ho jis field mein aap apna career build karna chahte ho samjhe 😊 aur dear abhi bahut time hai itna tension mat lo ki college mein time nahi mil payega ya uss time internship kar lunga . COLLEGE mein sabse jyada time milta hai seekhne ke liye college mein itna pressure nahi hota bas 1st year mein thoda pressure hota hai baaki sab easily ho jata hai toh college life mein aapke pass bahut time hoga aaram se seekhna jo skills seekhna chahte ho vo seekhna lekin college life mein jaane se pehle ye decide kar lena ki aapko kis Field mein aapko jana hai kismein aapko job karni hai like aapke pass PCM hai toh aapke pass bahut choices hain PCB hai toh kya karna chaiye ya aap after 12th jo course karoge usse related kya kya jobs hoti hain usmein kya kya seekhna chaiye kya kya skills chaiye hoti hain toh uss sabki knowledge leke tabhi se start karna okay 👍🏻 . Bakinabhi bahut time hai dear tension not sab ho jata hai baki ye acchi baat hai ki aap abhi se seekhna chahte ho toh pehle decide karo ki kis field mein jana chahte ho kya banna chahte ho fir uske baare mein search karo fir uski skills ke baare mein search karo aur thoda thoda knowledge gain karo okay 👍🏻
Freshers Career Motivation ruclips.net/video/YQAZaEFGjl0/видео.html
Indeed Par Job Search: ruclips.net/video/BT7DmYucuhw/видео.html
Internship on Internshala: internshala.com/
Thanku sir for this knowledge me
Sirrrr please reply agr koi internship de or boly unka institute 4 bajy open hota hai or rat 9:30 pr off hota hai or humy 4 bajy se 9:30 tk hi ana hai us ssy pehly nhi Jana to Kia Karna chhiye ???? Internship pr Kia hum apni marzi se time de skty hai I mean 3 ghnty bs ya unki marzi se Pura jo time hai wo dena Hoga or wo usky paissy BHI nhi dengy 2 month tk free hai sikhna
Which skill is must required for a CS student to get internship in 1st or 2nd year...
Programming languages
@@akhileshyadav7586 1 saal ho gaya abhi kya karte ho aa kar bata do ?
Bhut achhe se bataya apne thank you so much ❤🎉
Sir I am a student of MBA 1st year and my second semester has started, can I do internship in the second semester?
Sir maine graphics designing course kiya hua...main abhi confused hu ki main job kru internship kru taki kuch sikh sakhu aur...quiki abhi mujhme utni skills nhi hai... please give me your suggestion❤
kya kara bhai??
Intern ya job?
Bhai Mai confused hu ki Mai simple arts ka student hu or mujhe kuch nhi aata h to normal ba wale Intership kar sakte hai kya koi skill vi nhi h
Sir Me MP Government, chief Minister's Youth Internship Program kaisi hai
__thnk u sir.. Kab se internship internship sun rha hu pta nahi tha kia hai... Ab pta chal gya
:)
Hello Sir main ek company main internship kar rha hu lekin woh 5 months ki internship hain or woh same work de rha hain kya main leave kar du ?
B tech bale like kro ❤❤
Wo kya chez hai?
😂@@muhar2435
Sir I have a question ??that maine kabhi computer course nhi kiya toh kya mujhse internship karni chahiye
Sir plz guide me for cs internship as a beginner in first two year of course
What is the correct time to do an internship can a 2nd sem student do a internship
Valuable video
Valuable video ❤
Sir apne intern ka to bta diya bt jara ye bhi bataiye ki agar kisi acchi MNCs cmpnys me job krni ho to kaise tayari kare or kaise apply karein......please
mehnat kar bro
Sir 2020 se colleges me internship karvaya ja rha hai 15din 7din tk ka hi training diya jata hai. Sir me puchna chahta hu ki is course ko karne se mujhe job milegi kya
Thank u sir ❤❤❤ every doubt clear ho Gaya...
Most valuable ✨✨✨
Sir mahko orbitx areospace atal yan project ke liye shortlisted Kiya is me internship ke liye Jana chahiye ya nahi
Sir 1 got 59% marks in 10th and 58% in 12th but in bca 1st year I got 72% and mai intership krna chah rhi hu to kya mera placement kisi achhi company me ho skta h?
Apne apni graduation kha se ki h
Hey I joined bca this year still my college not started yet could uh plz guide me
Sir iam LLB student from odisha Bhubaneswar mere liye kuch intership hai
If I choose internship then there is any effect of my college studies ?
No ! you can choose part time intership
Thnks sir for giving a more benefit information ....
Always welcome
Hyy
Girls Ka reply daty Hoi boys Ka nai ajeeb @@FocusLocus
Sir, Job me Gap Hone ke bad internship ke liye apply kar Sakte hai kya?
Internship kis feild ma karni chiye . political sc, English, Sociology,History in main sa konsi feild sae rahagi .jbki mara main subject political sc. Ha plz ans me🙂
Good Information 👍
Sir... Mereku hr ne bola... Apka cv hold me... Kya matlab... Bataye
Hello sir please help me 🙏 Mai confused hu ki Mai simple arts ka student hu or mujhe kuch nhi aata h to normal ba wale Intership kar sakte hai kya koi skill vi nhi h
Intership me 7 se rat 1 bje tk ka bhi kuch hota h kya pls koi bta do 🥺🥺
Very helpful video
Glad to hear that
Thank you sir 😊🙏🏼😍
Always welcome!
sir MCA passout 2023 training ya interships opportunities h kya aapke pass backened developer (java,c++,sql,data structure,c#).
Internship ke liye age and eligibility kya honi chahiye.reply please
Sir hme bhi intership krna tha apply kaise kre
Sir 40k ki intership mil rhi
Sir best internship courses kya ho skta h btech mechanical engineering students k lie
Sir mai Humanities background se hu can I get a good job? Do the cooperative sector hires humanities background students?⁉️
Sir from first year we can start doing intrnships for better experience
Yes you can
Sir finance course mein kon se loan hota kya work hota he 😊
Kya bachalor of arts ki degree rkhne wale students ko internship kar skte hai
Sir internship me kam sikhaenge kya...
Sir if we are not doing well then will impact it on other jobs
Hlo sir good afternoon Maine bba or Tally course Kiya hua h mujhe kis trah ki internship ke liye apply krna chahiye
Kindly suggest Internship for Btech in Electrical and electronics engineering students after 2nd Semester
. I am from Bit Mesra
Thanks sir 🙏
Most welcome
Sir abhi hum BBA 3rd semester me hu to kb intership krna behter hoga
Sir ECE bteck me kanha internship kare please batae
Thank U So Much Sirrr ❤️🖇️👀😍
Most welcome
Sir mai January 2025 se internship me jana chahta hu to abhi se email kr du kya company ko aur kb tk reaply aa jata hoga
Hello sir web development me koi internship hai kya? Jo paise bhi ho? If any... Plz rly
Sir im a student of Chandigarh University my course is bba my university provide culture exchange program it’s a 3months internship of USA,Florida Disney land it’s a good or bad for me please give any information about this
Thank you so much sir. ..❤❤❤❤.....very valuable
Most welcome
@@FocusLocus Hello sir BCA karne j rahe hai kaisa hai aur kya intership aur job achha melega ❓
Sir
I want to do entership in marketing pls suggest me where apply
how company pay during internship
Sir ma BCA kre raho 2 years ma aye ho abe ky ma intership kre lo 3 years ma koi problem to nhi hoti placement ate time
Professional qualifications aby exam complete hua me internships karsakta hu
Mujhe medical field se intership krni h kaha kr skti hu me
Sir kitne semester ke baad internship ke liye Jana padta hai ❤
6 semester bad
Kay sir internship k leya jain tu interview k sath koi test wagra b hota?
Kya internship ke liye kuch payment krna padta h
Thank you sir 🥰
Bahi kay intership free hoti ha
Me fresher hu bcom programme 2nd year me hu mujhe internships milegi kya please sir tell me kaise kr skta hu me
क्या BCA vale intership kar sakte hai
Very helpful video
Glad it was helpful!
how to make resume for internship
Sir mai btech 1st year m hu or chahte h upcoming times m internship le to mjhe kon kon se skills sikhna chahiye
Sir contect kaise kre internship ke liye kaise apply kare???
Ap ki company me intership hoti hai kya
Mba internship kha se kare kaisa kare prayagraj mei suggest me for hr
Tnx sir🎉
Sir hme puri jankari de do
Good evening sir 🙏🙏 very helpful video 😊 thank you sir 🙏
Most welcome
Geology k subject k liay internship btay please
Sir indeed p compny s contact kisa kara masg Ana k bd
Sir mujhe bhi internship karni hai kidhar se karu
Sir please mujhe bhi koi internship de dijiye 🙏
Sir kya job application me Jahan internship ki thi waha ke kisi ka reference de sakte Hain ya nhi ???
Sir m bca student hu....mjhe internship k lye koi company btaye plz
Tumari bca complete ho gyi kya
@@casinoandmoney6333 2 year is completed i year left
Hey I took bca now still my college not started yet could u plz guide me like what to concentrate more and internships
hello sir internship mil skata hai kya ?
Sir BA Bala internship kara sakte hai ❤😢
sir kya internship karne ke liye humein koi skill aana jaruri hota hai ????
Yes, btw can I do intership at the age of 14 pls tell me no one is telling
@@vksbossediting Dekho bro i don't think so ki aap 14 ki age mein internship kar sakoge. kyunki internship after graduation ya in the middle of graduation kari jaati hai aur isliye kari jaati ki aap apni skills enhance karna chahte ho and companies ke process ko samjh sako ki kaise companies mein kaam hota hai aur internship helpful hoti hai aapke job career ke liye . Aur meri advice ye hai ki aap abhi school life mein ho aapko uss par focus karna chaiye and school life mein internships nahi hotin dear . abhi aapki school life hai aapko abhi sirf padhai par focus karna chaiye abhi internship ke liye aap kaafi door ho okay . Best of luck 😊
@@kunalbhardwaj9644 Ok but mujhe skills seekhna accha lagta hai to Kya main koi skill sikh lu?
Agar yes to koi acchi skill recommend kro.
Dekho bhaiya School life hai abhi kaafi time hai fir college me graduation me bohot padhai krni pad jayegi to ek type se main side hustle krna chahta hu.
Graduation ke time pe college ke time pe mere pass time rahega nahi to abhi seekh leta hu fir aage kaam aayega fir bs internship krna hoga seekh to mai pehle hi chuke ho....!!
@@vksbossediting Dekho abhi tumhari age 14 hai okay toh mtlb tum abhi 8 ya 7 class mein hoge hai na ??
Dekho dear itna easy nahi hota hai ki aap apni schooling bhi ek side chalao aur skills bhi seekhna chahte ho . Haan agar aapko aisa lagta hai ki main abhi se seekhna chahta hun toh aapko uss cheez ke baare mein basic knowledge gain kar leni chaiye uske baare mein abhi se search karna start kar dena chaiye jis field mein aap jana chahte ho jis field mein aap apna career build karna chahte ho samjhe 😊 aur dear abhi bahut time hai itna tension mat lo ki college mein time nahi mil payega ya uss time internship kar lunga . COLLEGE mein sabse jyada time milta hai seekhne ke liye college mein itna pressure nahi hota bas 1st year mein thoda pressure hota hai baaki sab easily ho jata hai toh college life mein aapke pass bahut time hoga aaram se seekhna jo skills seekhna chahte ho vo seekhna lekin college life mein jaane se pehle ye decide kar lena ki aapko kis Field mein aapko jana hai kismein aapko job karni hai like aapke pass PCM hai toh aapke pass bahut choices hain PCB hai toh kya karna chaiye ya aap after 12th jo course karoge usse related kya kya jobs hoti hain usmein kya kya seekhna chaiye kya kya skills chaiye hoti hain toh uss sabki knowledge leke tabhi se start karna okay 👍🏻 . Bakinabhi bahut time hai dear tension not sab ho jata hai baki ye acchi baat hai ki aap abhi se seekhna chahte ho toh pehle decide karo ki kis field mein jana chahte ho kya banna chahte ho fir uske baare mein search karo fir uski skills ke baare mein search karo aur thoda thoda knowledge gain karo okay 👍🏻
@@kunalbhardwaj9644 itna bada
Pm internship me 1 years ka kaam h
Sir, Mai Advance Excel learn kr rhi hu. (Mis executive ) After course complete ho ne ke baad muje kye internship kr ne keliye mauka de sakte ho ?
Same
Same
Baith jao Ghar pe aor kya sir reply nhi d rahe jo bole ja rhe
CA intership kitne sal ke leye ho thi hai
Hello sir I'm learning SEO, SSO and Google Ads i want to internship in digital Marketing
Which city?
Intenship kis yrr mai kab kara hota hai
MBA Wale like kare 👍
B.A wale internship karte hai??
Anyone know?
Good video Sir G Love From Pakistan ❤️🇵🇰
Thank you ji
Payment kitna dete hai campany
Thanks sir
College ke sath intrence ship karna sahi rahega ??
Economics ky liye college sy kysa rahy ga
Assliam o alikum sir,how to make resume for internship please guide me
Sure, can make a full video on resume making
Hello sir ,
I m selected in two companies so i really confuse for select anyone
pls tell me.
What are the options looking like?
Pm internship sir feke to nhi h 5000 de or kaam bahut krbay
minimum paid intership??
Pls tell me can i do intership at the age of 14
Yes. I did it.
🙏🙏 good evening sir
Koy subject s hoti h intership
Bhi intership free hoti ha kay
Thanks
Welcome
@@FocusLocusI don't know wheather I am right or wrong ...can humanities student also can do internship...during their graduation phase