Quick question bro timing se koi issue hota hai kya? Suppose maine slot book kiya 3-5PM aur mai late ho gya to can i take entry at 7PM or 8PM? Ya mere ko jaldi darshan karna hai to subah bhi ja sakta hu kya agar reporting time 3-5PM hai to???
Agar aapne morning ki aarti book kr li hai us time mandir open ni hota normal public ke liye.... And evening time me bhi aapko separately bhej diya jaega becoz limoted log hi aarti me rahte hai baaki logo ko line me rok diya jata hai..... Aarti ki mil gai hai to sugam darshan ki need nahi hai.
Sorry but mostly quotas gets full in few hours only. Yeah you can be active at 12 AM so that if any person cancels their pass then quota get re-release for that day but very less probability that people cancel their passes.
Ek paas book hone ke baad wo apko error dega booking karne par.....wo paas use hone k baad dusra book karne ka rule hai..... But aap book kar sakte hai id number dusra daal kar yaa to passport no. Daliye...yaa phir adhar ke aage ka koi bhi digit change kar ke daal dijiye....to wo accept kar lega.... Print out par last ke 4 digit print hote hai wo change mat kariyega..
We are 8 devotees. But we can upload only sl no. 1 devote's picture. We uploaded all documents of 8 devotees but picture, and downloaded e-reciept. Will there any problem?
@PocketTraveller ram ram bhai aapka jawab dene ke liya dhanyavad Hume pass phele se hi print karwan hoga ya waha par milega Agar phele hi karwana h toh coloured ya black and white Please answer karna bhai
Nice information 👍
Veri good information
Quick question bro timing se koi issue hota hai kya? Suppose maine slot book kiya 3-5PM aur mai late ho gya to can i take entry at 7PM or 8PM? Ya mere ko jaldi darshan karna hai to subah bhi ja sakta hu kya agar reporting time 3-5PM hai to???
Nahi itna late nahi chalta....1-2 ghante tak manageable hai....but agar jada difference hai to wo mana kar dete hai
@ Thanks for the info dude!!
Sir pehle se mai account me family k details add kr k rakh skta hu kya .. ki last day bas select krna ho
Nahi....at the time apko bharni padegi....sirf primary user ki detail hi fetch ho sakti hai profile se
Sugam darshan r arti dekhne ke liye alag alag booking lena parta hain kya?
Agar aapne morning ki aarti book kr li hai us time mandir open ni hota normal public ke liye....
And evening time me bhi aapko separately bhej diya jaega becoz limoted log hi aarti me rahte hai baaki logo ko line me rok diya jata hai.....
Aarti ki mil gai hai to sugam darshan ki need nahi hai.
Jaishriram
On which dates of every month the slots open
15 days before....... means if we are looking for 16 december slot it will open on 1 december in midnight.....
@PocketTraveller Is there any possibility of getting sugam darsham pass 1 week before darshan date ?
Sorry but mostly quotas gets full in few hours only.
Yeah you can be active at 12 AM so that if any person cancels their pass then quota get re-release for that day but very less probability that people cancel their passes.
Original id le jana hai ki photocopy
Original id proof
Google sight bataye , sugam Darsham booking ke liye
Description me official link hai
Slot ke kitne time pehle pahuchna Hota hai? Agar 9-11 slot hai to kab tak report kare?
Thanks
15 mint phle official reporting time hai but koi rokega ni agar aap 9 ke baad bhi jaate hai to.....
@@PocketTraveller okay thanks bhaiya
Bhai mai ayodhya do dino kai ley ja rha hu... Kya mai do baar alag din pr arti pass book kar sakta hu ??
Ek paas book hone ke baad wo apko error dega booking karne par.....wo paas use hone k baad dusra book karne ka rule hai.....
But aap book kar sakte hai id number dusra daal kar yaa to passport no. Daliye...yaa phir adhar ke aage ka koi bhi digit change kar ke daal dijiye....to wo accept kar lega....
Print out par last ke 4 digit print hote hai wo change mat kariyega..
Plz give me your no.
We are 8 devotees. But we can upload only sl no. 1 devote's picture. We uploaded all documents of 8 devotees but picture, and downloaded e-reciept. Will there any problem?
You haven't uploaded all identity cards ??
I uploaded all documents but the photo capture. We can capture only 1 photo.
@shivambanerjee240 we have to upload photo of primary member only....don't worry you are safe to go
Offline milta hai ki nahi agr darshan ke ek din pahle book krna chahe to
Ni offline ka koi process nahi hai abhi tak....
Hai offline bhi vahi ja k mandir k entry gate k bagal me milte h pass
Hum abhi Shayan aarti dekh k aaye h 27 sep ko
Wo sirf aati passes ke liye hota hai..... wo bhi limited quantity me.....
Sugam darshan k liye offline koi process ni tha as per last visit..
Kya hum e‐aadhar le ja sakte hai
Phone le jana allowed ni hai andar
Ram ram bhai
lekin mene dekha video me bole ki phone allowed h vip darshan me ....
Please reply bhai
Nahi allowed hai..... mention kiya hai ki alag counter hai wha jmaa karna padta hai
@PocketTraveller ram ram bhai aapka jawab dene ke liya dhanyavad
Hume pass phele se hi print karwan hoga ya waha par milega
Agar phele hi karwana h toh coloured ya black and white
Please answer karna bhai
Print karwa ke le jana padega....black n white bhi chal jaega koi issue nahi hai
1 pass me kitne log ja sakte hai?
8 log.....sabki naam and aadhar ki entry aapko krni hogi us form me....
@@PocketTravellerphoto sirf 1 ka na...or baki members jo add krenge jaruri to nhi ki family members hi ho???
Photo ek ki hi upload hogi....baaki id information sabki
@@PocketTraveller baki jo add krenge frnds ka bhi kr skte h na..ya sirf family members
Aap kisi ka bhi kr sakte hai....bas aadhar ki details or naam sahi daliyega...
Ram ram bhai
lekin mene dekha video me bole ki phone allowed h vip darshan me ....
Please reply bhai😊
OTP hi nahi aa raha hai
Ho sakta hai koi issue ho abhi.......kuch time baad try kar lijiyega....🙏
Bhai mere pas dono hain ek shringae aarti ka or ek sugam darshan
Please batao kisme bhid nahi hogi or darshan ache se hinge
Aarti ke tym aap chale jaiye aapko bhid bhi kam milegi or darshan bhi acche honge...
Bhai mere liye bhi pass book kar do yr
@@psankit68yt90 okk details de do ya koi handle jaha available ho
Profile me pan card ka information dalna compulsory he kya
Ni koi compulsory ni hai....
Blank rakha to chalega n
Blank nahi rakh sakte bro....ab mandatory kr diya hai.....but verify ni hota kuch so agar tumhe apna ni dalna to random bhi daal sakte ho.....
If 7 log jaa rhe h darshan k liye to sbka adhar card mandir le jana hoga kya??
Haaa le jana padega....majority time koi check nahi karta but rakhe rakhiye wo maang sakte hai verification ke liye
Thanks
price kitna h
free hai