Ghusl Ka Practical Tariqa | Ghusal e Janabat ka Practical Tarika | Ghusl Mein Common Mistakes

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 21 окт 2024

Комментарии • 105

  • @mahirida51412
    @mahirida51412 10 месяцев назад +9

    Back to the life again ❤Now being on RUclips make sense 🎉🎉🎉 best ever channels ❤

  • @rehanabbas6302
    @rehanabbas6302 10 месяцев назад +5

    Mashallah bahot shukriya for sabeel media mola salamt rakhe ap sabhi ko 🤲❤️

  • @sanatariq5642
    @sanatariq5642 8 месяцев назад +3

    جزاک اللہ اپ کا چینل سب سے بہترین چینل ہے جس طرح سے اپ احکام بتاتے ہیں اس طرح سے کوئی نہیں بتاتا سلامت رہیں شکریہ❤

  • @raheimam5899
    @raheimam5899 8 месяцев назад +2

    waqea jitna b kha jayeh y acha kam ha haq add nhe ho sakta ha ...boht boht shukriya ap sb team ka

  • @nazmabano2585
    @nazmabano2585 19 дней назад

    Shukriya Bhai khuda kamyab kare❤

  • @ainehayaat
    @ainehayaat 10 месяцев назад +3

    Thank you so much Maulana Waqar Kazmi sb.. Aap bahot ache aur easy tarah se samjhaate hain. Khuda is channel ko asmano ki bulandi tak le jaaye Insha Allah ❤

  • @m.b6821
    @m.b6821 7 месяцев назад +1

    MashaAllah qibla sahab .mola apko salamat rakhy❤

  • @Razvii____i
    @Razvii____i 10 месяцев назад +1

    Mashallah
    Khudaya Salamat rakhe sabeel media team ko ❤

  • @NaqiAbbas-vs1zg
    @NaqiAbbas-vs1zg 9 месяцев назад +1

    Salamun alaikum janab khuda salamat rakhe sabeel media team ko jo team hamari hamsabki zindagi k masail asan karti hai zindagi jeene ka tareeqa sikhati hai
    Namaz k masle mein poora bataye kaise padhna hai tareeqa kya hai namaz ka poora deatail batayen janab

  • @haidergaming9951
    @haidergaming9951 10 месяцев назад +1

    Mashallah molana sahab bohut shukriya aapka hamary liye achchi achchi video banany k liye

  • @Zarenabatul.2
    @Zarenabatul.2 8 месяцев назад

    Mashallah agha allah apko salamaat rkhay

  • @kaneezzahra8701
    @kaneezzahra8701 10 месяцев назад +2

    Jazakallah ❤

  • @hajrabatool8189
    @hajrabatool8189 2 месяца назад

    Mashallah Mashallah great

  • @Murtazahussain56
    @Murtazahussain56 Месяц назад

    MashAllah

  • @DayimShabir
    @DayimShabir 10 месяцев назад

    We are thankful of sabeel media

  • @shaikhfaraz8130
    @shaikhfaraz8130 10 месяцев назад

    Mashallah bahot khub

  • @IrfanAli-l5z1x
    @IrfanAli-l5z1x 4 месяца назад +2

    Thanks 😊🙏👍💯

  • @ShiraazRizvi
    @ShiraazRizvi 10 месяцев назад

    Khuda aap sbko salamat rakhe...❤

  • @AsadAbbas-t7k
    @AsadAbbas-t7k Месяц назад

    Jazzak Allah

  • @MazharHussainZardari-dn1nm
    @MazharHussainZardari-dn1nm 2 месяца назад

    Msshallah

  • @chamanzehra827
    @chamanzehra827 10 месяцев назад

    Thank you so much sabeel media

  • @voiceofimamhussaina.s6541
    @voiceofimamhussaina.s6541 10 месяцев назад

    Finally on YT again... Shukre khuda... Feeling very blessed to see it again❤... In sha allah khuda swt will protect sabeel media from all downs ever❤

    • @mr.hasnain8ff
      @mr.hasnain8ff 9 месяцев назад

      Aoa bhai in kay pehly waly channl ko kia hwa??

  • @syedwajidalishah1379
    @syedwajidalishah1379 3 месяца назад

    Mashallah ❤️❤️

  • @ShaharBanoo-o6k
    @ShaharBanoo-o6k 9 месяцев назад

    Mashaallah 🤲Allah bless ji

  • @KFatima.
    @KFatima. 10 месяцев назад +5

    Moulana shahb mera sawal ye hai
    humai aap ye batayin
    Rehbar khaminaie aur Ayatullah sistani mai se agr ek ki taqleed hai aur hum ek ki taqleed kar rhy hai agr hum dosre ayatullah ki koi baat follow kr rhi ho
    Kya ye zaroori hai jis ki taqleed ho bas uusi ko follow kry
    Ya dosry ke bi karshkte hai plzzzz batayin?????
    Kaneez Fatima
    From Kashmir magam

  • @AllGamerz1923
    @AllGamerz1923 10 месяцев назад

    Mashallah

  • @azadarikushalgaon7110
    @azadarikushalgaon7110 10 месяцев назад

    Mashallah shukriya

  • @iamshadmirza
    @iamshadmirza 10 месяцев назад

    Jazakallah

  • @CalcuttaAzadari
    @CalcuttaAzadari 10 месяцев назад

    Jazak'Allah Agha....
    Bohat mufeed !!!

  • @syedhaider1038
    @syedhaider1038 7 месяцев назад

    Jazakaalh

  • @shamimfatima9533
    @shamimfatima9533 4 месяца назад

    جزاك الله، ❤

  • @najafali8051
    @najafali8051 10 дней назад

    Good

  • @javidturi-vr8hs
    @javidturi-vr8hs 5 месяцев назад

    Mashallah jazakallah

  • @aimasarkar1408
    @aimasarkar1408 10 месяцев назад

    Jazakallah khair❤

  • @zemmerhussain7606
    @zemmerhussain7606 6 месяцев назад

    Jazakallah Khair 🎉

  • @syedshabbir765
    @syedshabbir765 5 месяцев назад

    Fantastic🎉🎉🎉🎉

  • @sanatariq5642
    @sanatariq5642 8 месяцев назад +1

    کیا غسل استحاضہ کے بعد نماز کے لئے واجب نمازوں کے لئے وضو کرنا ضروری ہوگا ایت اللہ سیستانی کے فتوے کے مطابق

  • @sajjad.hussain18
    @sajjad.hussain18 8 месяцев назад

    👍

  • @sajidhussain8276
    @sajidhussain8276 9 месяцев назад

    ❤❤

  • @Bilalhaider12-n5f
    @Bilalhaider12-n5f 2 месяца назад

  • @shiarecords1356
    @shiarecords1356 7 месяцев назад

    @sabeel ahkam Duniya ke sare writers ki book ki summary hame you tube par mil jati hai lekin jin ki book se hame duniya aur akhera me faida pahoche wo hame kahin nahi milti( yani aullamao ki books ) meri guzarish hai hi aap unki bhi book ki summary ki video dale

  • @asgheralikhankhan1276
    @asgheralikhankhan1276 2 месяца назад

    Assalamu alaikum....gusle janabat ki koi dua hoti hai ya sirf niyyat hi kafi wajib khurbatan illaha.. please advise.

  • @TouseefAliSherazi
    @TouseefAliSherazi Месяц назад +2

    اگر کوئی شخص دل میں غسل کی نیت/ارادہ نہ کرے لیکن زبان سے اس غسل کی نیت کرلے جو غسل اس وقت اس شخص پر واجب ہو اور زبان سے اس غسل کی نیت کرکے اسلامی طریقے کے مطابق سر سے گردن تک پھر جسم کا دایاں حصہ پھر بایاں حصہ دھو لے ترتیب سے تو کیا اسکا غسل صحیح ہے ؟

  • @mirhamid8189
    @mirhamid8189 3 месяца назад +1

    A/A
    Muje sawal tha ke jab mai gusl kar raha tha to gusl karne ke doran muje pair mai kuch lal colour ka rang laga tha to mai is Surat mai kya karta

  • @hakimabahnu7722
    @hakimabahnu7722 10 месяцев назад +1

    .. ✨

  • @Purificationofsoul669
    @Purificationofsoul669 Месяц назад

    Kya ghusl karte waqt saabun(soap) aur shampo ka istemal karsakte hai ,ya sirf paani se hai ghusl e janabat karna hai?

  • @zehra3298
    @zehra3298 10 месяцев назад +1

    Kya asmaan se parda wajib h ? Please bata dijiye 🙏

  • @azeemhaider8862
    @azeemhaider8862 8 месяцев назад

    Please make a video on namaz e whashat e qabr

  • @IrfanAli-l5z1x
    @IrfanAli-l5z1x 4 месяца назад

    ❤❤❤t❤❤❤

  • @MujtabaFahad
    @MujtabaFahad Месяц назад

    Bhai ye chaddi nai nikaala na pani janey m rukawat hori hogi video k start m bataye they na ap

  • @farhatnaushi7017
    @farhatnaushi7017 3 месяца назад

    Kya ghusl me sar pe or right left sab jagah teen baar Pani daalna zaruri hai bata de please

  • @servants_of_fatima
    @servants_of_fatima 8 месяцев назад

    Acc to ayatullah khaminie kya wajib gusul ke badh wazu zaroori hai?

  • @Masroorali09
    @Masroorali09 2 месяца назад

    Gusul ka doran jab right side dohte hai too kuch padhte hai agr kisi koo patha hai too plzz batavoo

  • @farhatnaushi7017
    @farhatnaushi7017 3 месяца назад

    Shower se ghusl karne me Shramgah tak pani jana zaruri hai bata de please

  • @Saad.husain
    @Saad.husain 7 месяцев назад +1

    Shower se gusl ayatollah khamenie ke fatwe k mutabiq nhi btaya

  • @shadabmurtuza1229
    @shadabmurtuza1229 8 месяцев назад

    Salamun alaikum
    Molana sahab shawar me gusle Tartibi kren ya irtemasi?

  • @sakinajaffri8575
    @sakinajaffri8575 2 месяца назад

    Baalti sy 3 dafa pani or shower main 1 dafa kaafi hy??

  • @mdvolgr6049
    @mdvolgr6049 10 месяцев назад

    کیا ہم وضو کے دوران صابن کا استعما ل کر سکتے ہےں؟؟

  • @KFatima.
    @KFatima. 10 месяцев назад +2

    Apki woh channel kaise delete huwi🥺😢

  • @shanukapur99
    @shanukapur99 7 месяцев назад

    Kya ghusl e haiz k baad namaz k liye wuzu krna zaruri hai

  • @MianSaim-ev2qo
    @MianSaim-ev2qo 4 месяца назад

    Gusal ma wazo b to zrori ha na

  • @JanKing-v2b
    @JanKing-v2b 8 месяцев назад

    Salam Moulana sahab ,
    Agr ghussal k duaran peshab k qatry haraj ho jaye to kya is sy ghusaal batil ho jata hy agr nahe to Kia gusal ko waisy he jari rakhy ya pehly toilet ja k taharat kr k phir wahi sy ghussal jari rakhy ?
    Please wazahat farmai.

  • @fayyazmustafayousafzai3529
    @fayyazmustafayousafzai3529 4 месяца назад

    Mohtaram Gusel e Jinabath kab wajib oti a ya app ney naee bataya a k. k ya vedio app un logon k ley bana rahey a jin ko gusul ka naee pata Tu app plz mukamal maloomath k sath hekam bataya karey .

  • @ytlegendlegend6387
    @ytlegendlegend6387 8 месяцев назад

    3 baar sir par pani daal sakte hai aur dono hatho par 3 baar pani daal sakte hai

  • @rayazfatima6149
    @rayazfatima6149 5 месяцев назад

    Asalamualaikum
    Gusal krte wqat hum hum right pr Pani dalten h toh pawoun k sath hath lgta h phir wahii hath baltii wala Pani k sath lgta h toh wo Pak hii raha g naaa

    • @SabeelAhkamofficial
      @SabeelAhkamofficial  5 месяцев назад

      w.s haath to pak rahta hai to wo bhi pak rahe ga agar hath najis hai to wo bhi najis ho ga

  • @rayazfatima6149
    @rayazfatima6149 6 месяцев назад

    Asalamualaikum
    Kya hum right left pr Pani donu tarf dalna k bad bii hath pherta sakta h taka yakeen hasil Kiya Jaye ya phir jb right pr dalan tb us pr hath pheran phir left pr daln tb us pr .....aur hum jb gusal main hath phertan h tb neeche sa uper uper sa neecha hath pher saktan h na koie harj mat h .....Acc to khaminie sahib

    • @SabeelAhkamofficial
      @SabeelAhkamofficial  6 месяцев назад +1

      ws
      jab dahina dhoyen to dahine janib yaqeen kar ne ke liye ....upar se niche bhi pher sakte hain koi harj nahi hai

    • @rayazfatima6149
      @rayazfatima6149 6 месяцев назад

      Shukriya

  • @rubeenanaqvi965
    @rubeenanaqvi965 10 месяцев назад

    Nmaz qaza baith kr pdhna
    Hm to ada namaz to pdh lete hn khde ho kr pr qaza pdhni sath ma me mushkil hoti h qki 60 ke ba khde hokr ada to pdhli jati h pr qza mushkil to baith kr ke pdhne ka kiya hukm h Salamun alykum

  • @muzzym2484
    @muzzym2484 10 дней назад

    Jab Insan gusal Karta Hai To gusal ke karte waqt chete Insan ke Pairon Mein Ya tango mein reflect hokar Aati Hai To Kya vah chete Najas tilon per ya cement per cement washroom per please Hamen iska jawab Bata dijiye Aaye To Allah khamina ei saheb ke hukm ke mutabeK.......???

    • @SabeelAhkamofficial
      @SabeelAhkamofficial  9 дней назад

      wo pak hai magar ye ki wo najis jagah se lag kar aaye to najis hai

  • @MianSaim-ev2qo
    @MianSaim-ev2qo 4 месяца назад

    GUsal k 3 faraiz han na to phr wazo q ni kiya

  • @Abbas-ml9gq
    @Abbas-ml9gq 8 месяцев назад

    Jumme Raat ke din gusal karne ke bad bhi kya Insan Pak nahin ho sakta

  • @taqiabbas8684
    @taqiabbas8684 6 месяцев назад

    Sharmga ko Konsa hisa consider Karen

  • @thesaifhusain
    @thesaifhusain 27 дней назад

    Agha agar band na kia jy toh?

    • @SabeelAhkamofficial
      @SabeelAhkamofficial  27 дней назад +1

      hat jayen warna ghusl aytullah sistani ke fatwe ke mutabiq batil hai ehteyat e wajib ki bina par is masle mien aap kisi aur maraj e waqt ke fatwe par ruju kar len jaise aytulah khamnaei taki aap ka ghusl sahi ho sake

    • @thesaifhusain
      @thesaifhusain 27 дней назад

      @@SabeelAhkamofficial jazakallahu khair agha

  • @syedtaqi3958
    @syedtaqi3958 10 месяцев назад

    kon konse ghusl ke baad wazu karne ki zarurat nhi hote

  • @basilabbassunasara3825
    @basilabbassunasara3825 7 месяцев назад

    Agar plaster ho to pair par kya kare

    • @SabeelAhkamofficial
      @SabeelAhkamofficial  7 месяцев назад +1

      ghusl e jabeera anjam den ( yani plastar par ko plastic bandh den taki pani andarn jaye aur nuqsan na ho ) aur phir jis tarah se ghusl karte hain karen aur jis side plastar hai use jab dhone ka mauqa aaye to us par tar haath pher len plastar par agar najis nahi hai plastar to warna koi aur kapda rakh kar us par mash kar len haath pher len

    • @basilabbassunasara3825
      @basilabbassunasara3825 7 месяцев назад

      @@SabeelAhkamofficial shukriya ❤️

  • @rayazfatima6149
    @rayazfatima6149 5 месяцев назад

    Baltii wala pani Pak hi raha g na

    • @SabeelAhkamofficial
      @SabeelAhkamofficial  5 месяцев назад

      jee agar nijasat nahi jaye gi us mein to pak hi rahe ga

  • @47_haseeb
    @47_haseeb 9 месяцев назад

    Ghusl se pehle sabun se naha lena thk hai

  • @IslamiChannel786-y5m
    @IslamiChannel786-y5m 9 месяцев назад

    Can we use shampoo ir soap
    @sabeelahkam

  • @Worldazadari313
    @Worldazadari313 10 месяцев назад

    @sabeelmedia great media channel recovery hojaya inshallah

  • @sashak373
    @sashak373 2 месяца назад

    Jazak Allah❤

  • @liyaqatali5008
    @liyaqatali5008 4 месяца назад

    Mashallah🌹

  • @dohaqatar7691
    @dohaqatar7691 5 месяцев назад

    Mashallah

  • @Bilalhaider12-n5f
    @Bilalhaider12-n5f 2 месяца назад

  • @Kargil_nature
    @Kargil_nature 10 месяцев назад

    ❤❤❤

  • @heshamsofi8864
    @heshamsofi8864 10 месяцев назад

    ❤❤❤

  • @iqbalhussain5392
    @iqbalhussain5392 10 месяцев назад

    ❤❤❤

  • @sibtialimir5577
    @sibtialimir5577 6 месяцев назад

    ❤❤❤❤

  • @mohdyousufmalla7323
    @mohdyousufmalla7323 10 месяцев назад

    ❤❤❤❤