MIND Rubrics: QUERY SPECIAL Video: Part 8 (Hindi)

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 23 дек 2024

Комментарии •

  • @vidyasagar4742
    @vidyasagar4742 7 месяцев назад

    Vvgood vv use ful

  • @rajkumarwagh4133
    @rajkumarwagh4133 Год назад

    Nicely explained

  • @Abdur-Rahim00
    @Abdur-Rahim00 2 года назад

    Excellent ❤️

  • @aleemsajid6317
    @aleemsajid6317 2 года назад

    Very good sir

  • @drdeepalpatel5894
    @drdeepalpatel5894 Год назад

    👌👌👌🙏

  • @SubhashChand-gr3ed
    @SubhashChand-gr3ed 2 года назад

    Sir
    Paid class chalaie
    Thanks

  • @zubairsiddiqui3964
    @zubairsiddiqui3964 Год назад

    Sir ek baat batayen meharbaani hogi.
    Agar koi rogi kahta hai,
    Ab jeene ka man nahin karta hai,to
    Us ka sahi rubric,
    Death desire hoga,ya
    Lothing Life, ya kuch aur

    • @dr.sameenmansuri_homoeopathy
      @dr.sameenmansuri_homoeopathy  Год назад

      Sawaal ke liye Shukriya.
      Yeh sentence incomplete hai. Isliye patient se 2 sawaal poochiye:
      1. Ab jeene ka mann KYUN nahin karta hai ??
      2. Ab patient kya chaahta hai ??
      Reason milne par rubric select karein.
      Agar patient yeh kahe ki:
      1. Maut aa jaaye ya phir wo chaahta hai ki wo marr jaaye, toh phir sahi rubric hoga ‘Death desires’.
      2. Bas jeene ka mann nahin karta hai kyunki ab wo jeekar kya karega, toh phir sahi rubric hoga ‘Loathing of life’
      3. Jee karta hai, ki wo apni jaan de de, toh phir sahi rubric hoga ‘Suicidal disposition’
      Isliye patient ke version ko poore tarah se verify aur confirm karne ke baad hi rubric select karein.

    • @zubairsiddiqui3964
      @zubairsiddiqui3964 Год назад

      @@dr.sameenmansuri_homoeopathy shkri sir
      Allah aap ke ilm aur sehat mei khoob taraqqi de,
      Aameen