Mai bhi Kedarnath gaya tha Aunty. Kedarnath ke sath aur char mandir hai jaha bhole baba ke alag alag shareer ke ango ki puja hoti hai. Inhe ek sath panch Kedar kehte hai. Ye hai Kedarnath,Rudranath, Tungnath,Madhmaheshwar aur Kapalnath. Bahut hi bhavya aur pavitra mandirein hai ye sabhi. Kabhi agar Baba ki kripa hui to Pashupatinath ji ke mandir bhi jayenge humlog. Vaise kahani bhi bahut achi thi. Om Namah Shivay 🙏
Me pashupatinath nepal gaya hu but kedarnath nahi kiye bar plan bane but jaa nahi saka hope I will visit kedarnath temple as soon as possible with family
❤️🙏✍️🕉️🇮🇳🏡सादर प्रणाम।इतनी उम्दा ज्ञानवर्धक जानकारी देते वीडियो बनाने और शेयर करने हेतु आभार अभिनंदन आपका मां।✍️ सदा हम अबोध बच्चो से जुड़े रहो यही शुभभावना रखती हूं।आप सदैव सुरक्षित स्वस्थ सुखी खुशनुमा वातावरण में अपनों के बीच मौजूद होकर आगे बढ़ती रहे। परमात्मा की कृपा दृष्टि बड़ों का आशीर्वाद छोटो के प्यार से सदैव भरपूर रहे।🕉️🇮🇳 मेरी बेटियां मेरा स्वाभिमान 🙏मेरा भारत महान 🇮🇳
Namaste aunti g me ye puchna cahte hu ke pasupati nath g ka vart shiv g ke mandir me kar sakte ha ya phir pasupati nath ke mandir me he karna ha or agar vatt ke bech me do teen vart rah jaye or agle somvar ko pujan kr le to kya pure vart khandit Mane jayeng kya phir dubara se karne padenge kya
मैम मेरा बस एक 1 सोमवार बचा हुआ है पशुपति नाथ जी के पुजावला और मेरे गांव में पाटीदार का देहांत हो गया है , मेरे घर छूटका लग गया है। मै क्या करू जल्द से जल्द reply kriye ma'am ples,🙏🙏🙏🙏
Is Bart me jo bhog lagate h wahi khana hota h or utna hi Or har somvar me alag alag bhog laga sakte h ya jo fal ka bhog pahli somvar ko lagaye h wahi Pancho somvar ko lagayenge Plzz bataye🙏🙏
Namaste aunty ji pashupatinath ki jo vidhi aapne batai hai Sam ko bhi kya esi vidhi se Puja karni hai kya dono time bhog lagana kya dono time shreefal aur sab samagri dono time use karna
Mata kali ki ghar me sarso ke tel se puja karni chahiye ke cow(gay) ke tel se puja karni chahiye ? 🙏🌹🙏 Jay Mahakali maa Diya 🪔 kon sa accha hota hai pittal ka ya Mitti ka ? Vaishno devi or Mahalakshmi me kya farak raheta hai ? Durga or ambe maa me kya farak hai ?
Aunty ji plzz 🙏🙏🙏plzz teej aaraha h toh tej kaise kare vidhi bataye plz aur aur teej ki katha bhi bataye 🙏🙏🙏😊🙏😊🙏😊🙏😊 mera pehle upwas h kripaya kar ke bataye 😊😊
Pranam aunty ji बहुत-बहुत dhanyvad aapka lekin chana ubharne ki vidhi aapane nahin batai hai aunty Ji ek bar fir se kasht Karen batane ki paran mein kya khana chahie aur chana ubharne ka vidhi Bata dijiye aunty ji
auntie ji 🙏🙏🙏🙏🙏🙏 auntie ji mai ravivaar ka vrat karti hu aur ye vrat mujhe tab tak karna hai jab tak mera kaam pura ni ho jata ........aisa karne ke liye mujhe pandit ji ne bola hai lekin mai pashupati vrat bhi karna chahti hu..... to kya mai dono vrat kar sakti hu.....plz batayen🙏🙏🙏🙏🙏🙏
दीदी मैं अपने लड़के केबारे में पूछती कयौकि 6साल से दवा चल रही है अगर आप उचित समझें तो अपना नम्बर दे दे बहुत परेशान हूं कल शिवरात्रि व्रत में नमक खा सकते हैं
Please aap sabhi kisi tarah ka mansahar ya madira pan na karein. Mansahar ya madira pan karna bhi pashu ka acharan hai. Manushya ko humesha hi santulit acharan karna chahiye. Doosre ki hatya karke unka khoon aur mans khana ye pashuyon ka acharan hai. Manushyon ka nahi. In sab dushkarmo agar aap sab karte hai, to Baba Pashupatinath kabhi aapse khush nahi honge. Aisa karne par aapko pashuyon ki yoni prapt hogi. Isliye dusro par daya kijiye tabhi aap Bhagwan se daya ki asha kar sakte hai. Kisi ke dukh ko kam na kar sake, unke dukh ka karan bhi na bane 🙏
Aunty ji mai jab ye vrat kari thi ek 6 deepak galati se jala diye the toh vrat dobara karna lekin uss somvaar ko maine count ni kiya aur aage k somvaar rakh kar 7th somvaar mai udapan kiya?plzz bataye
हर हर महादेव 🙏 दीदी कहते हैं लेडिज को त्रिकुंड नहीं बनाना चाहिए दीदी केले के पेड़ में जल रोज चढ़ाना चाहिए कि बृहस्पतिवार को ही और कहते हैं की घर में शिलिंग नहीं रखना चाहिए कुछ लोग कहते हैं की रखना चाहिए मैं नहीं रखी हूं केवल तस्वीर है कृपा करके मुझे बताये
🌹🌹 प्लीज आप हमारे कमेंट रिप्लाई कीजिये गा मैंने आपकी पशुपति व्रत ka वीडियो देखूँ हूँ मूझे भी इस व्रत को करना है हमारी वगवान से मनोकामना के लिए पर मै घर में अकेले हूँ मेरी सास भी नहीं डर लगता है की गलती ना हो जाय 1मंथ मे ऐ कम्पलीट नहीं होगा परियड के कारण तो हम 2 मंथ me पूरा कर सकते है न आपको इस वीडियो के ley🌹🌹🌹🌹🌹🌹🙏🙏🙏🏾🙏🏾🙏🏾🙏🏾🙏🏾🙏🏾🙏🏾☘️☘️☘️☘️☘️☘️🌴🌴🌺🌺🌺🌺🌻🌻🌻🍁🍁🍁🥀🥀🥀🥀🌳🌳🌳🌳
Om namh shivay
Jai ho pashupatinath ji
Har har mahadev
Purnima ke din udhaya pan kar sakte hai
ji ha
Har Har mhadev 🌸🌸🌼🌼👏👏
Jaise hum 5 Din Vrat kar le
Phir jo next Monday aayega...
Us din udyapan hoga?????
ji haa
Radhe Radhe ji
ऊँ नमः शिवाय हर हर महादेव 🌹🌹🌹🌹🌹🙏🙏🙏🙏🙏
Hare Krishna ji sundar tankuji
Mai bhi Kedarnath gaya tha Aunty. Kedarnath ke sath aur char mandir hai jaha bhole baba ke alag alag shareer ke ango ki puja hoti hai. Inhe ek sath panch Kedar kehte hai. Ye hai Kedarnath,Rudranath, Tungnath,Madhmaheshwar aur Kapalnath. Bahut hi bhavya aur pavitra mandirein hai ye sabhi. Kabhi agar Baba ki kripa hui to Pashupatinath ji ke mandir bhi jayenge humlog. Vaise kahani bhi bahut achi thi. Om Namah Shivay 🙏
Me pashupatinath nepal gaya hu but kedarnath nahi kiye bar plan bane but jaa nahi saka hope I will visit kedarnath temple as soon as possible with family
@@abhijeetraj5611 yes you will definitely have the darshan with your family by the grace of Kedar Baba.
kay yh virt ghar par kar sakti h or piriyd ki taim kar sakti h palls jaldi batyiga
Agar aap asuddha hai to ye vrat shuru naa kare, aur vrat hai to mandir jaana hoga
Puja ka saman 5 din chadhana hai kya???
5 din chadhna hai??
ji haa
❤️🙏✍️🕉️🇮🇳🏡सादर प्रणाम।इतनी उम्दा ज्ञानवर्धक जानकारी देते वीडियो बनाने और शेयर करने हेतु आभार अभिनंदन आपका मां।✍️ सदा हम अबोध बच्चो से जुड़े रहो यही शुभभावना रखती हूं।आप सदैव सुरक्षित स्वस्थ सुखी खुशनुमा वातावरण में अपनों के बीच मौजूद होकर आगे बढ़ती रहे। परमात्मा की कृपा दृष्टि बड़ों का आशीर्वाद छोटो के प्यार से सदैव भरपूर रहे।🕉️🇮🇳 मेरी बेटियां मेरा स्वाभिमान 🙏मेरा भारत महान 🇮🇳
Pranam chachi ji aap bhut acchi jankari dete h.🙏🙏🙏🙏🙏
Namaste aunti g me ye puchna cahte hu ke pasupati nath g ka vart shiv g ke mandir me kar sakte ha ya phir pasupati nath ke mandir me he karna ha or agar vatt ke bech me do teen vart rah jaye or agle somvar ko pujan kr le to kya pure vart khandit Mane jayeng kya phir dubara se karne padenge kya
Mam 6 deepak dono time lagana h ..
5 deepak mandir
or ek ghar pr jlana hi
dono time na kar skte to
sham ko jarur jlae
Om namh sivaay
🙏
मैम मेरा बस एक 1 सोमवार बचा हुआ है पशुपति नाथ जी के पुजावला
और मेरे गांव में पाटीदार का देहांत हो गया है , मेरे घर छूटका लग गया है।
मै क्या करू
जल्द से जल्द reply kriye ma'am ples,🙏🙏🙏🙏
Aise me aap vrat kare par pooja naa kare, siddhikaran hone ke baad hi pooja kare
@@AsanZindagi thank you so much ma'am
Is Bart me jo bhog lagate h wahi khana hota h or utna hi
Or har somvar me alag alag bhog laga sakte h ya jo fal ka bhog pahli somvar ko lagaye h wahi Pancho somvar ko lagayenge
Plzz bataye🙏🙏
Hello sister,, इतनी रोचक कथा बताने के लिए आप का बहुत धन्यवाद,,,,🙏🙏🙏🙏🙏
🙏 Har Har Mahadev 🚩🙏
🙏Om namah shivay 🙏
Shri Shivay Namastubouym
Ram Ram Mata ji Hari Om
🙏❤️🌹🚩🐒🕉️🚩🐒🌹❤️🙏
++by hi no
Aur nibu ka pani pi sakte hai bina namak ka
Namaste aunty ji pashupatinath ki jo vidhi aapne batai hai Sam ko bhi kya esi vidhi se Puja karni hai kya dono time bhog lagana kya dono time shreefal aur sab samagri dono time use karna
ji haa, aap ye dono time kare
👏🌺🌺🌹🌹om namha shivaya 🌹🌹🌺🌺👏
Didi ji parnam kya somvar vrat me aaloo ka hluaa kha sakte hai
Har har mahadev🙏🙏
Agar tabiyat kharab ho to kya vrat ke din dava kha sakte hain agar din mein so gaye ho isase vrat tuta to nahin hai mam bataiye om namah shivaya 🙏🙏🙏🙏
ji haa, aap davai le sakate hai
Bahut vadiya sundar hai aap
Mata kali ki ghar me sarso ke tel se puja karni chahiye ke cow(gay) ke tel se puja karni chahiye ? 🙏🌹🙏 Jay Mahakali maa
Diya 🪔 kon sa accha hota hai pittal ka ya Mitti ka ?
Vaishno devi or Mahalakshmi me kya farak raheta hai ?
Durga or ambe maa me kya farak hai ?
Auntu ji ghar me shivling la k rakh sakte h unki puja kr skte h ghr k mandir me ya bhr tulsi k ped me
Aap mandir jaa kar pooja kare ya ghar par mitti ka shivlinga banaye
Om namah shivaya 🙏🙏
Aunty ji plzz 🙏🙏🙏plzz teej aaraha h toh tej kaise kare vidhi bataye plz aur aur teej ki katha bhi bataye 🙏🙏🙏😊🙏😊🙏😊🙏😊 mera pehle upwas h kripaya kar ke bataye 😊😊
Aap ye videos dekhe
ruclips.net/p/PL7siHKBFs5i-5r9JXQ2FcD0mKzwL9WaSf
@@AsanZindagi okay
Mai kb se start kru
Mata ji namaste 🙏🙏
Mata aaj se paradosh varat shuru kar sakte h kya 🙏🙏
ji haa
बहुत सुंदर
Kabse chalu 5somvaar konse bato maa ji please
Aap isi month ke kisi bhi somvaar se vrat suru kar sakati hai
Pranam aunty ji बहुत-बहुत dhanyvad aapka lekin chana ubharne ki vidhi aapane nahin batai hai aunty Ji ek bar fir se kasht Karen batane ki paran mein kya khana chahie aur chana ubharne ka vidhi Bata dijiye aunty ji
Aap doosre din suryoday ke baad snan karake paaran kar sakati hai
मां जी एक प्रश्न का उत्तर अपनी किसी वीडियो में कथा के माध्यम से अवश्य बताएं 🙏✍️ श्रवण कुमार को राजा दशरथ ने मारा था या रावण ने।🙏🙏
Mata g 🙏🙏mata g psupatinath ka vart kb se shuru kr sakte hai plzzz reply 🙏🙏🙏
auntie ji 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
auntie ji mai ravivaar ka vrat karti hu aur ye vrat mujhe tab tak karna hai jab tak mera kaam pura ni ho jata ........aisa karne ke liye mujhe pandit ji ne bola hai
lekin mai pashupati vrat bhi karna chahti hu..... to kya mai dono vrat kar sakti hu.....plz batayen🙏🙏🙏🙏🙏🙏
ji nahi, aap koi ek vrat hi kare
दीदी मैं अपने लड़के केबारे में पूछती कयौकि 6साल से दवा चल रही है अगर आप उचित समझें तो अपना नम्बर दे दे बहुत परेशान हूं कल शिवरात्रि व्रत में नमक खा सकते हैं
Pranam aunty 🙏
पशुपतिनाथ की मन्दिर काठमाडौं में हे जो गाउँ नहीं है।।वो नेपाल देश की राजधानी है माता जी।।🙏🙏
Sahi bole jee
Please aap sabhi kisi tarah ka mansahar ya madira pan na karein. Mansahar ya madira pan karna bhi pashu ka acharan hai. Manushya ko humesha hi santulit acharan karna chahiye. Doosre ki hatya karke unka khoon aur mans khana ye pashuyon ka acharan hai. Manushyon ka nahi. In sab dushkarmo agar aap sab karte hai, to Baba Pashupatinath kabhi aapse khush nahi honge. Aisa karne par aapko pashuyon ki yoni prapt hogi. Isliye dusro par daya kijiye tabhi aap Bhagwan se daya ki asha kar sakte hai. Kisi ke dukh ko kam na kar sake, unke dukh ka karan bhi na bane 🙏
Aunty ji mai jab ye vrat kari thi ek 6 deepak galati se jala diye the toh vrat dobara karna lekin uss somvaar ko maine count ni kiya aur aage k somvaar rakh kar 7th somvaar mai udapan kiya?plzz bataye
Xx
Aap ki wish puri hui thi
Abhi tak toh ni..🙁
हर हर महादेव 🙏 दीदी कहते हैं लेडिज को त्रिकुंड नहीं बनाना चाहिए दीदी केले के पेड़ में जल रोज चढ़ाना चाहिए कि बृहस्पतिवार को ही और कहते हैं की घर में शिलिंग नहीं रखना चाहिए कुछ लोग कहते हैं की रखना चाहिए मैं नहीं रखी हूं केवल तस्वीर है कृपा करके मुझे बताये
Aap ghar par agar roj pooja kare to hi shivlinga rakhe, kele ki pooja guruvaar ke din kare
🌹🌹 प्लीज आप हमारे कमेंट रिप्लाई कीजिये गा मैंने आपकी पशुपति व्रत ka वीडियो देखूँ हूँ मूझे भी इस व्रत को करना है हमारी वगवान से मनोकामना के लिए पर मै घर में अकेले हूँ मेरी सास भी नहीं डर लगता है की गलती ना हो जाय 1मंथ मे ऐ कम्पलीट नहीं होगा परियड के कारण तो हम 2 मंथ me पूरा कर सकते है न आपको इस वीडियो के ley🌹🌹🌹🌹🌹🌹🙏🙏🙏🏾🙏🏾🙏🏾🙏🏾🙏🏾🙏🏾🙏🏾☘️☘️☘️☘️☘️☘️🌴🌴🌺🌺🌺🌺🌻🌻🌻🍁🍁🍁🥀🥀🥀🥀🌳🌳🌳🌳
🙏
Har har mahadev
Om namah shivay 🙏
Har har Mahadev