Maam agar hmne frist monday ko mittha khana grahan kiya h to ...5 monday tak mittha hi grahan krege ?? Hame fast ko evening ko kholna chahiye ya lunch m ??
Namaste 🙏🏻 5 somvar ka vrat pura hone me 1 mahine ka samay lagega toh is dauran pure veg khana hi khana chahiye pure mahine ya fir somwar chorkar baki din apne preference se kha sakte kuch bhi. Please reply 🙂
Kl mera dusra pasupati vrat tha aur mene bina namak k lahsun piyaj wala sabji kha liya h mera vrat khandit to nhi ho gya h n kuch upay bataiye kya kru mai aage ginti me aayega ki nhi ye vrat
Pasupati vart में जो भोजन हम मंदिर लेके जाते हैं उस भोजन को घर मे कोई भी बना सकता है या जिसने वर्त किया है वो ही बनाएगा और ज्यादा भी बना सकते हैं ताकि कुछ मंदिर में 3 जगह अलग अलग हो जाए और जो घर पर हम बचा कर गए हैं उसको बच्चे खा सकते हैं जो मंदिर में लेकर गए हैं वो तो हम खुद खा ले और जो एक्स्ट्रा बना था उसके बच्चे क्या ऐसे कर सकते प्लीज़ कोई भी इसका जवाब जरूर देना
Mene vrat wale din shyam ko pooja karna ke baad Bhog Khane se pehle kuch aur Meeta kya liya Kya Mera vrat nahe Gena jayega Please mere Sabal ka Jabab jaroor dena
मेरी आपसे हाथ जोड़कर विनती है कृपया मुझे जबाब दे मैं बस प्रसाद खाती हु शाम को ...लेकिन गलती से रात के 11:45 के लगभग गलती से मैने छोले का उबला हुआ पानी रखा था वो पी लिया तो क्या मेरा व्रत खंडित हो गया कृपया जबाब दे😭😭🙏🙏
Didi mene pele upas rakh tha to mene us upas me fariyal khaya tha din m or fir rat ko mene khana bhi khaya tha ab me Kiya kru fir se kru kiya upas or didi yaha mere Gav me kuch bhi samn nhi mil ta h to kiya kr n chaiye plz bata do n
Om nmh shivaay... Mai ye Puchna chahti hu ki mere pashupati vrat pure hone pr... Kya mai apne bache k naam se Fhir se vrat shuru kr shakti hu... Kya mai uski jgh vrat kr shakti hu... Muje bich mai rokna chahiye kya... Plz btaye
प्रणाम मैं आज मेरा पहला पशुपतिनाथ जी का व्रत था मैंने सुबह मूंगफली और मखाने में नमक डालकर खा लिया दोपहर में सिंघाड़े के आटे की पूरी कच्चे केले की सब्जी बनाकर खाली जिसमें नमक पड़ा हुआ था इस प्रकार मैंने दो बार नमक खा लिया आपने कहा कि एक बार नमक खा सकते हैं मैम प्लीज मेरी हेल्प कीजिए क्या मेरा व्रत टूट गया या खंडित हो गया मैं बहुत परेशान हो गई हूं समझ नहीं आ रहा मैं क्या करूं
Mam main vrat me sirf prasad kha kr hi rehti hu aur prasad me keval alloo ka halwa banati hu aur jb mujhe period aya to maine parsad to bnana hi nhi tha to sevayi khayi thi kya yeh glt h ya nhi
Agar galti se din mei aapne muh mei uttapam ka tukda rakh lia aur turant yaad aa jae vrat h, aur aap use muh se bahar nikal do. To kya vrat Tut jata hai?
प्लीज मैम ये बताओ जैसे मेरा गांव 8 किलोमीटर दूर है क्योंकि हर सोमवार में नंदगांव जाता हु लेकिन में पशुपति वृत करना चाहता हु तो इतनी दूर थाली केसे ले जाऊ प्लीज बताओ ना
Baba aaj se maine pashupati nath ji ka vart rakha h baba meri bhi manokamna puri krna baba 🙏🙏har har Mahadev ji 🙏🌹🌼🙏❤️🌹🌼🙏🙏
Mna Aaj Pashupatinath ji vart rakha ha ❤❤ god hamare manokamna manokamna puri kara❤❤❤❤🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Pashupati nath ji aaj se maine vrat rkhna shuru Kiya b meri manokamna Puri krna 😭😭😭🥺🥺🥺🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Maine v
@@rinkeegupta5650 kya aap ka manokamana puri hogya bataye
Aaj Mera pehla varat hai hey 🙏🙏 pashupati maharaj sb accha ho jaege aapki kripa se
Mera phla vart pashupati nath ka baba mera mnokamna pura karna baba 🙏🙏
❤maira pahla Pashupati nath Ji ka vrat hai Pashupatinath ji meri manokamna Puri kare❤
Mera bhi
Meri v🙏
Maam agar hmne frist monday ko mittha khana grahan kiya h to ...5 monday tak mittha hi grahan krege ??
Hame fast ko evening ko kholna chahiye ya lunch m ??
Namaste 🙏🏻
5 somvar ka vrat pura hone me 1 mahine ka samay lagega toh is dauran pure veg khana hi khana chahiye pure mahine ya fir somwar chorkar baki din apne preference se kha sakte kuch bhi. Please reply 🙂
Pashupati vrt ke phle din lhsun pyaj kha skte hain ya nahi
Baba ji meri iccha bhi puri kijiye bhut suna h baba apke bare me
Jai baba pashupatinath 🙏 aaj mene pahla vrat rkha h meri manokamna puri krna mere baba pashupatinath 🙏
Agar vrat k dauran kisi somwar ko mera upwas khandit ho jaye to vart ko fir se resart karna padega
Didi pasupati vart me subah ki Thali ka Saman Shaam ki kaam me Le sakte h kya
Didi mera dusra somwar tha us din 6 diye jalane diye soch rhe h us brat ko count me na rkhe kya ue ho skta h please reply 🙏
Aaj Mera pahla pashupati vart tha pashupati nath ji mera manokamna pura karna baba...
mam ..har monday kuch b meetha bna skte .or periods aajaye to kya khau ? whi hlwa..bnau kya kuch or
Kl mera dusra pasupati vrat tha aur mene bina namak k lahsun piyaj wala sabji kha liya h mera vrat khandit to nhi ho gya h n kuch upay bataiye kya kru mai aage ginti me aayega ki nhi ye vrat
Mera bi phla vrt h plse bhole baba meri mnokamna puri kre
p
Aj se pasupati vrt start ki hu bhole baba meri wish puri kre
Bich me kisi din non veg kha liya to kya phir se 5 vart rhna pdega ya whi व्रत continue kr skte h btaiye jldi hi
नमस्कार गुरुजी 5 महीने के बाद गर्भवती नारी को पशुपतिनाथ र्वत जमताक्या प्लीज कमेंट करके बताये
Ma'am mere udiyapan ho gaya or Maine Wednesday ko non veg kha liya toh mere vrat khandit to nahi hua please ans me please
Very useful information
Thank you very much... 🙂🙂🙂
So nice of you
🙏🙏
पशु प्ती व्रत में सुबह कितने साम में कितने बजे पूजा kre kya subh jitne bje kiye utne bje krna jruri hai subh saam dono
Pasupati vart में जो भोजन हम मंदिर लेके जाते हैं उस भोजन को घर मे कोई भी बना सकता है या जिसने वर्त किया है वो ही बनाएगा और ज्यादा भी बना सकते हैं ताकि कुछ मंदिर में 3 जगह अलग अलग हो जाए और जो घर पर हम बचा कर गए हैं उसको बच्चे खा सकते हैं जो मंदिर में लेकर गए हैं वो तो हम खुद खा ले और जो एक्स्ट्रा बना था उसके बच्चे क्या ऐसे कर सकते प्लीज़ कोई भी इसका जवाब जरूर देना
Di thali sare vrat m chng nhi krni ya ek thali ek din pooja m leni h... Confuse hu m... Mtlb use pooja krne k bd saf krskte h...
Mene vrat wale din shyam ko pooja karna ke baad Bhog Khane se pehle kuch aur Meeta kya liya
Kya Mera vrat nahe Gena jayega
Please mere Sabal ka Jabab jaroor dena
Mare v aja phla pashupati vart keiya ha baba mare v sapna pura kejiya baba
Mam reply plz sirf phalahar pr krna to mujhe sham ko kya khana chahiye aur bhog me kya lagana chahiye haldi ka use krte sbzi me
पंचामृत दोनो टाइम k liye ak sath lejana kya
Didi plz reply plz plz kya mai bas sham ko prasad kha skti hu bhojan krna zaruri hai prasd khane ke bd 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Jab tak pure 5 somvar vrat khtm nhi hote tb tk har din pyaaz lahsun nahi kha skte kya please bataiye??
मेरी आपसे हाथ जोड़कर विनती है कृपया मुझे जबाब दे मैं बस प्रसाद खाती हु शाम को ...लेकिन गलती से रात के 11:45 के लगभग गलती से मैने छोले का उबला हुआ पानी रखा था वो पी लिया तो क्या मेरा व्रत खंडित हो गया कृपया जबाब दे😭😭🙏🙏
Didi mene pele upas rakh tha to mene us upas me fariyal khaya tha din m or fir rat ko mene khana bhi khaya tha ab me Kiya kru fir se kru kiya upas or didi yaha mere Gav me kuch bhi samn nhi mil ta h to kiya kr n chaiye plz bata do n
Mm mai pasupati vert ker raha hu or mer vert ka distens 1 month ka hai to kya es time non vej kha sektey hai ya nahi
Didi maine ek monday ko पुजा नही की pr rat me pyaj vala khana khayi hu kya mera vrat khandit huaa kya...
Mam maina 6 deepak k alava ek satva deepak arti k liya le liya tha ab kya mare verit khandit mana jayga plz reply karna
Didi 13 March se pashupati vrat krna subh rhega kya pls btaiye
Sister ratri ko bhojan mein kya khaye plz bataiye
Di me suji ka halwa me chadha di hu aaj mera fast day tha to kya karu agle day se aate ka bana dungi ya besan ka halwa bana sakte h
Ji ha bna sakte ho
Monday vrat rakhne ke baad next day payaz lasan ka seven kar sakte h
Mera dusra vart h pashupati nath ji mere vart safal ho 🙏🙏🙏
Meri kana puri hui her her mahadev 👏👏👏❤️🙏🏻❤️🙏🏻
Kitne somar Mai hui
@@alkamishra300 5 krne k 25 din bad
Di plz reply mai pradosh vrat krti hu aur pashupati krna chahti hu agr pashupati ke din pradosh pd gya to pashupati vrat ko chod skti hu
विष्णु भगवान महालक्ष्मी के साथ जिस फोटो में विद्यमान है क्या वहां पर तुलसी की लकड़ी का दीपक जला सकते हैं maa'm please reply
जी हा
Agr galti se ho jaye ,sabji me pyaj ho kya ye vrat hum dobara kare didi please 🙏 jarur batae mujhse ye galti ho gyi hai
Shree shivay nmostu thamb 🙏🌹☘️🔱🙏 Jai Mata Di 🙏🌹🙏
Prapti nath meri mnokamna puri krenge
Didi raat ko mombatti bhi le ja sakte hain
Mam hmne vrt ke agle din bina nahay chne khha liye to kya mera vrt poora mana jayega
Dd jb hm vrat krte h to kya jb tk hmare vrat pure nhi honge hm non-veg nhi kha skte h
Shri shivaay namastubhyam 🙏🥰
Agla vrat aane se pehle normal day me to pyaaz kha sakte hai kya?
जी हां खा सकते हैं
Jese tooth paste me Salt hota to brush krne se kya vrat toot jaata hai??? Kya kreee
Chawal kha sakte hain ya nahi aaj mera pehala din hai please bata dijiye
Sham ko pooja ke bad khi bhar jakr kha skte hai kya?
Mem es vart me sabudane ki chrki khichdi kha sakte hai kya shubha ki Pooja ke baad
Om nmh shivaay... Mai ye Puchna chahti hu ki mere pashupati vrat pure hone pr... Kya mai apne bache k naam se Fhir se vrat shuru kr shakti hu... Kya mai uski jgh vrat kr shakti hu... Muje bich mai rokna chahiye kya... Plz btaye
Muje kese pta chalega aapka jawaab.
Hi di ...mein aapse puchna chachti thi ki आंकड़े ki जण ko period time pe pahne Rakhna hai kya...
Please Reply its very important di
प्रणाम मैं आज मेरा पहला पशुपतिनाथ जी का व्रत था मैंने सुबह मूंगफली और मखाने में नमक डालकर खा लिया दोपहर में सिंघाड़े के आटे की पूरी कच्चे केले की सब्जी बनाकर खाली जिसमें नमक पड़ा हुआ था इस प्रकार मैंने दो बार नमक खा लिया आपने कहा कि एक बार नमक खा सकते हैं मैम प्लीज मेरी हेल्प कीजिए क्या मेरा व्रत टूट गया या खंडित हो गया मैं बहुत परेशान हो गई हूं समझ नहीं आ रहा मैं क्या करूं
Har har Mahadev ❤❤
Period m vrt kre or vo nahi mana jata to kya 1 vrt extra krna hota hai?
Pashupatinath Vrat mein din ke time aur raat ko (Prasad grahan karne ke baad ) vrat namkeen ya aloo / Kuttu (with Sendha Namak) kha sakte hain?
Mam main vrat me sirf prasad kha kr hi rehti hu aur prasad me keval alloo ka halwa banati hu aur jb mujhe period aya to maine parsad to bnana hi nhi tha to sevayi khayi thi kya yeh glt h ya nhi
Agar galti se din mei aapne muh mei uttapam ka tukda rakh lia aur turant yaad aa jae vrat h, aur aap use muh se bahar nikal do. To kya vrat Tut jata hai?
Didi hum ydi mandir me Sam ki puja karke mandir se bahar nikte h or ydi humar ghar ka bacha wo presad kha sakta h ya nhi
Saam ko agr khane k beech me Prasad kha lo to khadit ho jayega kya vrat
mam date ane pr vrat me sham ko khana kese khaye jo mandir me chadana hota h parsad wo kese chadaye
Mam.. Vart me din ke samy me Sama chaval Ya envning me Mandir se lae Parshad se Pehle sama chaval kha le to vart tutta to nahi hai ??????
Pashupati nath ji mera v manokamna pura kre
Didi Sam ko kya khaye pls reply mera aj phla vrat h
आप शाम को बिना प्याज लहसुन का शुद्ध सात्विक भोजन खा सकते हो
@@Shiv_Bhakti_Marg namak ki sabji roti khaye ya nhi
Pls jaldi reply kren
Subh ki pooja k bad nimbu pani p skte h kya
प्लीज मैम ये बताओ जैसे मेरा गांव 8 किलोमीटर दूर है क्योंकि हर सोमवार में नंदगांव जाता हु लेकिन में पशुपति वृत करना चाहता हु तो इतनी दूर थाली केसे ले जाऊ प्लीज बताओ ना
किसी बैग में पुजन सामग्री ले जाओ मन्दिर के बाहर बैठ कर सामान थाली में रख लेना
मैम जल बी घर से ले जाऊ या मंदिर से ही लेलू
Kya ye jaruri hai ki 5 Monday continue fast rhe?? 1 chhut gaya to agle Monday rh sakte hain??
Ha agr kisi reason se ek chut gya to usko choad k agla reh sakte h
Evening me kitne bje tak puja karna hai
Kya shaam ko do baar kha skte haii kya
Didi ham vart kr rhe the udyapan ke kitne din bad dobara rakh sakte hai plz dii reply jrur krna
Didi दिन में चाय ,पानी कितनी बार पी सकते है
Ji ha
Vrat ke din sham ko vrat ho jane ke bad, khana ya kuchh bhi chij kha skte hai ki nhi..?
Same question ❓
Kha sakte hai
Bengan ki sabji chalti he kya khane ko
Puja krne k bd maine shm ko khna ni khya srf prsd hi khya to aise kha skte h na khna jaruri to ni h na
Didi Mera ye aane wala somwar aakhri he 5 va to me kisi yek jodi ko khana khilau kya
Ekadashi vrat ki puri dincharya par ek vedio banaye
Agar bich me ham log varat ko ni krate hai to bhi hamko varat krna chahiye kya
Pashupati vrat mein subah aur Sham donon time vrat rakh sakte hai donon time Namak kha sakte hain
Isme green tea ya black tea le sakte hai
हा जी
Khane k badh doodh pee sakte h kya
Di 6 diya rakhne k baad 5 diya jhalaya to bhuj gya thaa to kya koi dikkt hogi pLzzz bataiyegaa muje bht tensn horhi
Didi subah me chaval ki khir kha sakte h kya
Di aap ne to bataya hi nahi ki Virat shru karna k baad jab tak udhyapan ho to kya non veg kha sakte hai
Nhi
Humne subah sabudane ki khichdi banakar kheti usmein to koi problem nahin hai please jawab de
Fariyali me khichdi ghr me kisi or se bnwa skte h kya khane k liye plz jldi ɓtao
Her her mahadev
❤❤❤❤❤
Ham vrat ke doran aalu ke chips kha sakte hey Bina namak vale
Ha ji ghar ke hone chaiye
Ok to mene apne hatho se banaye the or khaliya
Vrat kholne k baad prsad or khana khane k baad....agr pyaj kha liya hai to vrat toot jata h kya ?
Reply plz
पशुपति ब्रत मे 5 सोमवार 1ही प्रसाद बनाना होता है क्या? अलग अलग प्रसाद का भोग लगाए तो चलता है क्या!
1 hi Prasad banao🙏
Mera Aaj pehla Virat h to mene din mai falahar ke aalu kha liye sendha namak ke to kya mera Virat kharab ho gya h plzz bataye
Ab jo somwar 13 march 2023 se hum pashupati nath vrat ker sakte hai or subhay 7 baje ke time hum puja kerne ja sakte hai
Periods m fast ni rakthe y next Monday ko rakna huta h fast
Daal chawal to do anaj hain na lekin isme kewal 1anaj khaya jaata hai
Fruits wala rakh sakte mene fruits khaye aur kheer prashad wali chl jyega dahi parathe kha sakte hai