पशुपति व्रत में क्या खाना चाहिए /pashupati vrat me kya khana chahiye pradeep mishra/पशुपति व्रत विधि

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 16 дек 2023
  • पशुपति व्रत में क्या खाना चाहिए /pashupati vrat me kya khana chahiye pradeep mishra/पशुपति व्रत विधि
    🤔पशुपति व्रत में सुबह-शाम क्या खाएं / नमक खाएं / pashupati vrat me kya khana chahiye pradeep mishra
    pashupati vrat me kya khana chahiye pradeep mishra
    pashupati vrat me kya khana chahiye
    pashupati vrat me subah kya khana chahiye
    pashupati vrat me kya nahi khana chahiye
    pashupati vrat me falahar me kya khana chahiye
    pashupati vrat me bhojan me kya khana chahiye
    pashupati vrat me sham ko kya khana chahiye
    pashupati vrat me period me kya khana chahiye
    pashupati vrat ki vidhi me kya khana chahiye
    पशुपति व्रत में क्या खाना चाहिए क्या नहीं
    pashupati vrat mein kya khana chahie
    पशुपति व्रत में क्या खाना चाहिए
    pashupati vrat mein kya khana chahie kya nahin
    pashupati vrat mein kya khana chahiye pandit pradeep mishra
    pashupati vrat mein kya khana chahie pradeep mishra
    pashupati vrat mein kya khana chahiye aur kya nahin
    pashupati vrat mein kya khana chahie aur kya nahin khawna chahie
    pashupati vrat mein kya khana hota hai
    पशुपति व्रत में क्या खाना चाहिए और क्या नहीं
    pashupati vrat me kya khana chahiye pradeep mishra, pashupati vrat me kya nahi khana chahiye, pashupati vrat me period me kya khana chahiye, pashupati vrat me sham ko kya khana chahiye, पशुपति व्रत के दिन क्या खाना चाहिए, पशुपति व्रत के दिन भोजन में क्या खाएं, पशुपति व्रत में अनाज खा सकते हैं या नहीं, पशुपति व्रत में अनाज में क्या खाएं, पशुपति व्रत में क्या खाना चाहिए क्या नहीं, पशुपति व्रत में नमक खा सकते हैं?, पशुपति व्रत में नॉन वेज खा सकते हैं, शिव भक्ति मार्ग
    pashupati vart me shaam ki puja kitne baje karni chahiye, pashupati somvar ka vart kaise Kiya jata hai, pashupati vart ke liye kya karna chahiye, pashupati vart me namak khana chahiye ki nhi, masik dharm me pashupati vart kaise kre, pashupati vart vidhi Pardeep misra, pashupati vart me agar koi galti ho jaye to kya kre, pashupati vart ke niyam, pashupati vart me kya kya khana chahiye, pashupati vart ka udhyapan kaise kre, पशुपति व्रत प्रदीप मिस्रा

Комментарии • 122

  • @simmikeshkar557
    @simmikeshkar557 Месяц назад +4

    Aaj Mera pahla Pashupati vrth hai meri manokamna Puri ho

  • @anshigovindrao
    @anshigovindrao 26 дней назад +3

    Om namh shiway aaj hmara tisra fast h bgwan hmari whish puri kre har har mhadew

  • @deepakdahiyadahiya4848
    @deepakdahiyadahiya4848 6 месяцев назад +10

    Mem aj mera 4 vrat h pashupati nath meri laj rkhna har har mhadev

  • @panditrajandixit
    @panditrajandixit 25 дней назад +2

    आज मेरा प्रथम पशुपति व्रत है भगवान पशुपति मेरी मनोकामना पूरी कीजियेगा श्री शिवाय नमस्तुभ्यम🙏🙏

  • @ansitasharma8441
    @ansitasharma8441 Месяц назад +2

    hey pashupati nat meri laaj rakhna aaj apki kripa se mera 3 somvar hai 🙏🙏

  • @KaviTiwari-bv5gg
    @KaviTiwari-bv5gg 17 дней назад +1

    Didi raat mein khana khane ke bad kya kuchh Bahar ka kha sakte hain

  • @narmadachandrakar3919
    @narmadachandrakar3919 5 дней назад

    Narmada chandrakar 🙏🙏

  • @anjalikashyap4159
    @anjalikashyap4159 2 месяца назад +2

    Sham ki puja k bad, jo hamne thali ready ki thi, uske bad us thali ka kya krna h, dho k rkh dena h, ya 5 somvar tk aise hi rkhna h, kahi saaf suthri jgha, jo usme thoda saman bacha h uska kya krna h, jaise roli kum kum, sindhur, gulal, kya ham is saman ko ghar ki samanay puja me use kr skte h, ya us saman ko kahi saf jgha rkh de, fir agle pashupati nath vrat me, fir se naya saman rkhege

  • @bablijha5367
    @bablijha5367 4 месяца назад +2

    Thanku didi

  • @ArchanaPrajapati-ys2ki
    @ArchanaPrajapati-ys2ki 2 месяца назад +2

    Thanku didi🙏🙏🙏

  • @funwithpandyateam9024
    @funwithpandyateam9024 6 месяцев назад +4

    Sri shivay Namstubhayam🙏🙏

  • @vishalkumarkillianwali1051
    @vishalkumarkillianwali1051 5 месяцев назад +3

    Har har mahadev mahadev

  • @nikhilff6346
    @nikhilff6346 11 дней назад

    Thanku so much didi ❤

  • @Nick_official_Sondhiya
    @Nick_official_Sondhiya 2 месяца назад +1

    ओम shree shivay namstubhyam ❤❤meri mnokamana ko pori krna pashupatinath ji aj mera pahela vrat h tx di❤❤

  • @PoojaSingh-zd2ow
    @PoojaSingh-zd2ow 2 месяца назад +1

    Om Shri shivay namastumbhaym 🙏🙏🔱🔱

  • @amoljaware7850
    @amoljaware7850 Месяц назад +2

    Didi mere Ghar mein mere devar ki sagai Somwar ke din hi a rahi hai mujhe Pashupati vrat chalu hai main yah vrat mein unke ghar ja sakti hu

  • @ManshiGupta-jw4tz
    @ManshiGupta-jw4tz 2 месяца назад +2

    Om namah shivay

  • @babitapandey8358
    @babitapandey8358 2 месяца назад +2

    Aaj mera fast bart h mera manokamna puri kikiye bhgwan or kast dur kijiye 🙏🙏🙏🙏🌺🌺🌺🌺🌺

  • @nimakumari5207
    @nimakumari5207 3 месяца назад +1

    Har har Mahadev 🙏♥️🙏

  • @YogitasinghBaghel-ul8ui
    @YogitasinghBaghel-ul8ui 3 месяца назад +1

    Jay pashupati baba 🙏🙏 har har Mahadev ♥️

  • @BHARTISINGH-ek8bv
    @BHARTISINGH-ek8bv Месяц назад +2

    Pashupati varat me maine aaj prasad ho khane se pahale nahi kha pai plzz bataye galti se ho gaya
    Mai Monday ka varat rakhti hu lekin Aaj mai pashupati varat rakhi thi

  • @sunitasharma227
    @sunitasharma227 6 месяцев назад +3

    Pashupati vart me jo belpatre chdaye jate he unko kha sakte hai kya please btaye or piriyad ke time sivling pr chdi belpatre kha sakte hai kya or abier or gulal kha chdani he please btaye reply jruer kerna please request

  • @SngitaKulkarni-nv9ds
    @SngitaKulkarni-nv9ds 2 месяца назад +1

    पावमें जुते पेहनेचाहेयानही ये बताईऐ

  • @Rutu478
    @Rutu478 3 месяца назад +2

    Mene friday ko galti se non veg kha liya ab me aage 2 ra upawas kr sakti hu ya nhi pashupati ka

  • @ymahima07
    @ymahima07 11 дней назад

    Kya dophar ke samay sabudane ki khichdi kha sakte hai kya aur ushe khud hi bnana rehta h? plzz reply

  • @nidhisinghrajput8175
    @nidhisinghrajput8175 6 месяцев назад +4

    Di aj mai subh dhup batti le jana bhul gyi thi to sham ko le jaogi or kapoor subh bhr ka hi le gyi thi to sham ko alg se kpoor or dhup btti rlh skti hu plse reple di

    • @Shiv_Bhakti_Marg
      @Shiv_Bhakti_Marg  6 месяцев назад +1

      जो सुबह ले गए बस उसी से पूजा करें शाम को कुछ भी एक्स्ट्रा नहीं रखता है आपको

  • @RahulYadav-og5cn
    @RahulYadav-og5cn 2 месяца назад +1

    Mere se thora pasad me rahh gya tha sammm mee phir mai use v kha li bhut darr lg rha h kiya kre

  • @richachaturvedi5024
    @richachaturvedi5024 3 месяца назад +1

    Plz mujhe guide lijiye ki mere 2 vrat hue hain pashupatinath ji ke maine sham ko sirf falhari kiya hsin ab age mai sham ko anaj mean roti n Sabji kha sakti hu ki ab continue falhari hi khau?

  • @Comedy_1760
    @Comedy_1760 3 месяца назад +1

    Kya Vrat ke dauran apan Kuchh bahar se khareed kar kha sakte hain

  • @user-ho9nx9ob2x
    @user-ho9nx9ob2x 4 месяца назад +1

    Aaj Mera phla din h pushpti vrt ka phla din h mahadev meri meri kamna purn kre ❤om nmh sivay 😊har har mahadev ❤

  • @shreekrishna2972
    @shreekrishna2972 12 дней назад

    Mam me apne mayeke me rehati hu or vrat karna chahati hu kar sakti hu
    kya

  • @jyotsanaprajapati1635
    @jyotsanaprajapati1635 6 месяцев назад +1

    Di aap reply ni di kharmaas me kar sakte hai start pashupati nath vart

  • @Rutu478
    @Rutu478 3 месяца назад +1

    Mene non veg kha liya he to aab me pashupati upawas age kr sakti hu ya nhi

  • @RenuGupta-fr6fu
    @RenuGupta-fr6fu 6 месяцев назад +3

    Shree shivay namastubhyam 🙏🙏🌹🌹

  • @mithusharma8242
    @mithusharma8242 6 месяцев назад +3

    Main sombar ka brat karna chahti hu magh mahine ke 15 January se kar sakti hu..

  • @hemlatasahu4025
    @hemlatasahu4025 5 месяцев назад +1

    Aur adrak ka chay piyi hu muh me adrka chaba li thi vrat khandit ho gya kya pls btaye

  • @PriyaMotivationalMinute
    @PriyaMotivationalMinute 4 месяца назад +1

    Mam kitan baar ye vart kar sakte hai

  • @shalurajput817
    @shalurajput817 6 месяцев назад +2

    Chai kitni bar pi skte hai

  • @navyagurg1164
    @navyagurg1164 4 месяца назад +1

    Ma'am Jo pahle din khate h sham ko .whi 5 monday Tk khane padte h.pls reply

  • @BrajeshKumar-md4qx
    @BrajeshKumar-md4qx 5 месяцев назад

    Mam sam ko m prasad khana bhul gyi or mene bhojn kr lia bad m yad aya mujhe prasad ka kya vrat khandit ho gya

  • @arunartwork0741
    @arunartwork0741 3 месяца назад +1

    Mam mene pashupati wrt kiya h aj pr glti se lahsun our pyaj ka khana kha liya kya mera wrt bhng ho gya h kya mene glti se kha liya anjane me

  • @user-xj8fr7dp1e
    @user-xj8fr7dp1e 6 месяцев назад +2

    Pashupati vrat me khai or khana khane ja sakte hai kya

  • @user-mx9qo4bl1l
    @user-mx9qo4bl1l 19 дней назад +1

    Agar di hum kuch kaam se Monday ko bahar gye hai or hmara vart hai lekin hum vha se Tuesday ko vapis aa paenge to kya hum khana bahar restaurant me kha skte hai ?

    • @Shiv_Bhakti_Marg
      @Shiv_Bhakti_Marg  18 дней назад

      जी हां व्रत आपको रखना होगा बाहर आप बिना प्याज लहसुन का सात्विक खाना खा सकते हैं

  • @Rosni995
    @Rosni995 2 месяца назад

    Aj Mera bhi pashupatinath ji ka dusra vrat h bholenath himmat Shakti de poora vishwas h muje es bar manokamna jarur Puri karege

    • @anjali.oficial
      @anjali.oficial Месяц назад

      Aap bata sakte hain kya mera kal pahla vrat tha ham sham ko Puja kar kar aaye aur FIR thali hue Bina so gaye usse vrat khandit nahin hoga Na?? Please reply

  • @ritubaislaofficial3218
    @ritubaislaofficial3218 4 месяца назад +1

    हर हर महादेव ❤😊

  • @soumyadiwan17
    @soumyadiwan17 5 месяцев назад

    Falahar me sabudana poha kha skte hai ?

  • @craftershub4923
    @craftershub4923 2 месяца назад

    Kya hum suji ka ya rawe ka shira prasad mein rakh sakte hain??

  • @anitarawat990
    @anitarawat990 3 месяца назад

    Didii jo phle vrat m fool chdate h vhi same fool baaki din bhi use krtee h kya ?

  • @lalitbala8459
    @lalitbala8459 Месяц назад

    He mere baba mene bhi rakhvaye h meri laj rakhna baba 🙏🙏🙏🙏

  • @navyaraj3658
    @navyaraj3658 4 месяца назад

    Kya hum sham ko basi bhat kha sakte hai

  • @user-cn4gj3cm7w
    @user-cn4gj3cm7w 4 месяца назад

    PAshupati varat ma kya bava kha sakta ha

  • @maganvalvi1915
    @maganvalvi1915 2 месяца назад

    Didi hamare gav ke mandir me do shivling hai to kya vrat me dono shivling ki Puja kar sakte hai..

  • @hemlatasahu4025
    @hemlatasahu4025 5 месяцев назад

    Did mere se bht galti ho gyi subh ki Pooja me sharingar abhisek me 2 Monday me continue galti ho gyi mujhe lg rha manokamna pura hoga bhi ya ni chod du vrat lg rha h pls btaye

  • @sanjaybhalekar1195
    @sanjaybhalekar1195 3 месяца назад

    Gudpti kha skte he kya

  • @PriyaSingh-lc8dd
    @PriyaSingh-lc8dd 4 месяца назад

    Di sam ka prasad to extra ho gya na saam k puja me

  • @pushpendrashukla5452
    @pushpendrashukla5452 3 месяца назад

    Kya somwar Bal dhule jate h es brt me

  • @rajnirajput363
    @rajnirajput363 6 месяцев назад

    Maam ghar k mandir m shivji ji pooja kare r r parasad chadye morning m wo bhi khud hi ya sabko de sakte h..... Jaise koi bhi fruit

  • @divyaupadhyay1635
    @divyaupadhyay1635 3 месяца назад

    Kya hum din me sedha namak kha sakte hai

  • @jyotibalmiki1307
    @jyotibalmiki1307 19 дней назад

    Koi mujhe ye bataye kya is time pasupati nath vrat suru nhi kiye ja sakte..... Kyuki sukva duba hai kahte hai

  • @nikitasingh2408
    @nikitasingh2408 2 месяца назад

    Agar mre ye vrat khandit ho gye to me fir se kab rakh sakti hu...mne pehli bar rakhe the to muje nhi pta tha is bare me

  • @PRADEEPSINGH-hr1hg
    @PRADEEPSINGH-hr1hg Месяц назад

    Didi ne jb vrat khola to sbse phle prashad nhi khaya or phle khana kha liya to muje chinta ho rahi

  • @deepanshusharma5814
    @deepanshusharma5814 4 месяца назад

    Kya didi ham sabji kha sakte hain ya FIR nahin Pashupatinath ke aur ham subah kha sakte hain ya FIR nahin khana yah bhi Bata dijiye please har har Mahadev

  • @PrincePatel-gj3fs
    @PrincePatel-gj3fs Месяц назад

    Pashupati vart me subah me puja kar ke pani pi sakte hai

  • @babitapandey8358
    @babitapandey8358 2 месяца назад

    Mera pati ko nirogi kijiye bhgwan ji 🙏🙏🙏🙏🙏

  • @dharmisthachauhan1995
    @dharmisthachauhan1995 6 месяцев назад

    Pardosh vart kb chhodna chahiye

  • @sikandarprasad8240
    @sikandarprasad8240 4 месяца назад

    Ky rajashowdhaem me Puja kartan ha

  • @neetudevi5050
    @neetudevi5050 2 месяца назад +1

    subah uthkar pani to pee skte h

  • @Rutu478
    @Rutu478 3 месяца назад +1

    Plz reply

  • @kavyagupta873
    @kavyagupta873 Месяц назад

    Aj mera phle varat h ap log kana kare meri maukama pura ho

  • @user-zq4zu8sc1b
    @user-zq4zu8sc1b 3 месяца назад

    Agar kisi somwar galati se upawas zut gaya ho galati se khana kha liya to kya kare

  • @Anublogger-ef8or
    @Anublogger-ef8or 26 дней назад +2

    Aaj mera dusra vart hai mera kudka gar nahi hai bhagvan meri mano kamna pasupati nath meri mani kamna puri kare

  • @priyapradhan361
    @priyapradhan361 6 месяцев назад +2

    Mam pls pls reply mam agar m 12 mahine shivratri m parthiv shivling banau to uski puja kitne baje karni hoti h aur visarjan kab karna hota h plss mam reply😢

    • @Shiv_Bhakti_Marg
      @Shiv_Bhakti_Marg  6 месяцев назад

      शाम 5 के पहले पूजा और विसर्जन

    • @priyapradhan361
      @priyapradhan361 6 месяцев назад

      @@Shiv_Bhakti_Marg shivratri m bhi 5 baje se pehle karna hota h visarjan aur mam belpatra ke ped ke niche shivling bana ne ki vidhi kya h pls btaye

  • @user-xt5bo4ky8x
    @user-xt5bo4ky8x 3 месяца назад

    Khana banaa sakte gas per khana banaa sakti hun

  • @nikitasingh2408
    @nikitasingh2408 3 месяца назад

    Didi mere 2 vrat ho gye or is bich mne nonveg kha liya...mere vrat khandit ho gye kya...plzz btaye

  • @user-ud5yy7fi5b
    @user-ud5yy7fi5b 6 месяцев назад

    Didi ji sube Aarti karne jate hai to aarti me diya rakhte hai fir pooja ke bad us diya ko mandir me hi rakhte hai kya

    • @Shiv_Bhakti_Marg
      @Shiv_Bhakti_Marg  6 месяцев назад

      यदि दिया मिट्टी का है तो मंदिर में रहने दीजिए और धातु का है तो वापस ला सकते हैं

  • @Supriyakgiri
    @Supriyakgiri 4 месяца назад

    5 Brat ke time agr bich mai agr period aa jaye to ky krna chahiye didi..us time brat mai puja kaise kre.

    • @arpitakhandelwal5453
      @arpitakhandelwal5453 3 месяца назад

      Brat wale din jaise khana khate hai waise khaiye puja mat kijiye।aur agle extra ek sombar kijeye

  • @user-vv1qu4oi1t
    @user-vv1qu4oi1t 6 месяцев назад

    Jsn
    Didi ji me London me hu or me mandir nahi ja shkti to me mere ghar pe Pasupati nath ka vrat kar shkti hu ?
    Please Muje reply karna

    • @Shiv_Bhakti_Marg
      @Shiv_Bhakti_Marg  6 месяцев назад

      जी हां कर सकते हैं

  • @jyotianandgupta2644
    @jyotianandgupta2644 5 месяцев назад +1

    Mam सूजी का हलवा भोग में पहले दिन लगा लिया और एक वीडियो में बता रही थी कि सूजी का हलवा नहीं भोग में लगा सकते क्योंकि वह अनाज है तो क्या मेरा व्रत खंडित हो😢 कृपया करके मां बताएं

    • @Shiv_Bhakti_Marg
      @Shiv_Bhakti_Marg  5 месяцев назад

      यदि आप एक समय भोजन अनाज का करते हो तो फिर सूजी के हलवे का भोग लगाया जा सकता है

  • @user-dq3qf3yo7n
    @user-dq3qf3yo7n 5 месяцев назад

    पशुपति,व्रत,में,किसी,के,घर,चाय,दुध,पिना,चलताहैकया

  • @meerashihora6198
    @meerashihora6198 6 месяцев назад

    1 January se vrat shuru kar Sakti hu pashupati nath vrat please reply 🙏🏼

    • @Shiv_Bhakti_Marg
      @Shiv_Bhakti_Marg  6 месяцев назад

      यदि व्रत शुरू करना चाहे तो करें नहीं तो संक्रांति के बाद शूरू कर सकते है

  • @shivamyadav-pl8bk
    @shivamyadav-pl8bk 6 месяцев назад

    Didi mere 4somvar ho gye h ab muhe mayke jana h 15din ke liye to chali jau koi dikkat to nhi vapas aake 5,va vrat kr logi please reply 🙏🙏

  • @rajnirajput363
    @rajnirajput363 6 месяцев назад +1

    Maam shivling par to sindoor nahi lagta

    • @Shiv_Bhakti_Marg
      @Shiv_Bhakti_Marg  6 месяцев назад

      शिवलिंग के ऊपर सिंदूर नहीं चढ़ाया जाता माता के हस्तकमलों पर आप चढ़ा सकते हैं। जो शिवलिंग की पिंडी है उसे पर मैंने गुलाल चढ़ाया है

    • @rajnirajput363
      @rajnirajput363 6 месяцев назад

      Thank you

  • @KiranKashyap-ih7zf
    @KiranKashyap-ih7zf 6 месяцев назад

    Har Har mhadv

  • @laxmikantgaikwad5161
    @laxmikantgaikwad5161 4 месяца назад

    Sabudana khichadi to nahi chalti

  • @sunitasingh-td5mg
    @sunitasingh-td5mg 6 месяцев назад +15

    Aaj maine v dusra pashupati nath ji ka brat rakhi hu or subha ke time me mandir me pooja ke baad me mere kapde se fans ke prasad chadaya hua gir gaya galti se 😢 muze maaf krna pashunath ji

    • @Shiv_Bhakti_Marg
      @Shiv_Bhakti_Marg  6 месяцев назад +5

      कोई बात नहीं आप क्षमा याचना मांग लीजिए

    • @Gamersart12
      @Gamersart12 3 месяца назад +1

      @@Shiv_Bhakti_Marg subh mai fal kha kr shaam Mai Pooja krni chahiye?

    • @sunitasingh-td5mg
      @sunitasingh-td5mg 3 месяца назад

      Kisi or ka prasad chada hua gir gai dhoke se

    • @kgsimranverma6499
      @kgsimranverma6499 2 месяца назад

      Aaj maine v phala fast padhupati nath ji ka brat rakha hai. Meri b shiv ji wish puri kra

    • @craftershub4923
      @craftershub4923 2 месяца назад

      Kya hum suji ka ya rawe ka shira hum prasad mein rakh sakte hain??

  • @nirmalambawat4481
    @nirmalambawat4481 12 дней назад

    Periods m chodna h ya krna h vrat

  • @shriramkulkarni4460
    @shriramkulkarni4460 6 месяцев назад

    Agar pashupati vrat chalu hai our ghar ka koi vyakti ya rishtedar gujar jata hai to vrat phir se shueu karna chahiye.

    • @Aadi8920
      @Aadi8920 6 месяцев назад

      Use chod de or next Monday rakkhe use count na kre

  • @traptitapu7516
    @traptitapu7516 5 месяцев назад

    Pashupati vart Kiya ho or koi prashad deta h agar Mandir me or hum kha lete h parshad toh bhi hamara vart Tut jata hai ?

  • @meerashihora6198
    @meerashihora6198 6 месяцев назад

    Mere sasural k mandir me koi pujari nhi hai...toh sham ka Prasad kon khayega...meri jithani k bache ko de sakti hu Pooja k baad

    • @chandu_vlog56
      @chandu_vlog56 5 месяцев назад

      Prasad ko khud k siwa kisi ko nhi batna hai khud ko khana hai

  • @nehavishwakarma7317
    @nehavishwakarma7317 5 месяцев назад +1

    Mai bhut darr gai thi
    Maine pehli bar ye vrat liya h aur subah ki pooja krne k bad ghr akr ek fal kha liya tha
    Ab subh kuch fal ya juice lena chaiye ya nhi
    Bad m yaad aya
    Tq apki video helpful rahi