Dear Students Incase you were unable to complete your Internal Assessment due to any technical issue, you will be given a final opportunity from 12:00 AM on 04-Feb-2025, until 11:59 PM on 05-Feb-2025. SOL,DU
Sir mai ist semester ba programme with hindi se hu Ist year Maine saare internal assignment complete kar diye the or marks bhi show ho gya the last 15 january ko to fir kya meko bhi dena hoga mere pass msg aaya hai
Sir mana 1 attempt diya saare subject ke to 1 subject mana 1 attempt nhi diya th vo khud submit hu hooga mujhe pta nhi par jab dekha mana to attempt 2 tha par khud ho gya mana kuch questions kya tha bas ab main dubra de do vo subject ka attempt baki 6 subject main to pass hu bas ousma kaam marks hai mari to introduction to political theory main hai please reply diya gay okk sir
Yr mujhe eng nhi aati or meri eng me back thi mne dunra exam diya tha kya hum kuch kr skate h jis se pass ho jaye paise dekr yeh kuch aise region se plz reply krdo sir
@@Manishachandela22 hm dificult tho hai ye subject bahut Appko 2 option bata deta hu mein appko jo tikh lage app usko kar kar lena 1st option ye ki university ke rules ke according agr koi student ek subject mein 2 baar fail ho gaya hai aur vho pass nhi ho pa Raha hai tho usko sol jakr change kara skta hai aur uski jagah aur koi subject subject le skta hai 2nd option ye hai ki app is subject ke internal mein 60 + marks lekar aa jao aur exam mein 30 marks ka hi likh kar aa jao app tho pass ho jaoge Uske liye question paper aur notes ko dekh na hoga appko Okh yrr
Sir mere marks bhut kam aaye hai kisi me 70/22 kisi me 30+ kisi sub me 40+ kisi sub me 50+ to kya mujhe ye 3rd attempt dena chaiye ... Meine bs 1st attempt diya tha saare subjects ka 2nd attempt nhi diya tha meine to kya muj ye dena chahiye kyuki mere marks bhut kam aaye hai to kya krna chahiye sir muj ... Plz answer me sir it's urgent
Conclusion- Jiska internal assessment complete nahi ho paya voh complete kar sakte hai toh jao or assessment complete kar lo .
Thanks sir 😊
Thanku sir mai hur video dekhta hu ji..❤
Dear Students
Incase you were unable to complete your Internal Assessment due to any technical issue, you will be given a final opportunity from 12:00 AM on 04-Feb-2025, until 11:59 PM on 05-Feb-2025.
SOL,DU
Abhi aaya hai😇
Maine pura diya tha internal assessment 😢.
Bhai mera 7 complete h mock assesment khul nhi rha h😢
@Kaaju022 4 February ya 5 February ko check ✅ kar lena
Maraa bhii yahi message ayaa haii
Sir mai 5th semester me hu aur mere 1st semester ki ek assisgnment me back aia tha kya ab wo assignment Mai fir se de sakta hu ?
Sir matlab aapka khehna hai ki agar kisi assessment mein fail ho toh wapis do nhi to mat do
how to download nep sem 4 sol study material?
kyuki nep resources se download nhi ho rha hai
Same nahi hora
Bhaiya mere sare friends ko du sol se msg aa gya h unka msg ki unki class in college meh h mujhe nhi aaya msg
Which course and sem.? I will tell you college 😊 believe me❤
Mera 5 sem ke 3 exam chut gye jo dec24 mein hue hai abhi vo kab dene honge plz tell and 4 sem ka 1 exam skip hogya
Sir jo assessment ke pass nhi h 40 se kam number h to kiya sir ham kr skte h
Sir mai ist semester ba programme with hindi se hu Ist year
Maine saare internal assignment complete kar diye the or marks bhi show ho gya the last 15 january ko to fir kya meko bhi dena hoga mere pass msg aaya hai
Jo aapki mrji.phir se dena chahte ho to de lena 4 or 5 feb ko..ok😊
Meine business communication ke 2 attempt diye lekin kisi me marks show nhi hua to kya karna chahiye??.
Yes same here , I am also facing the same issue
Us ka exam nhi hua hoga na fir
Bus 1 attempt diya hai only 1 subject ke sath kya mein 2 attempt du 🥴
Sir jisne sare assessment achhe se diye hai unke pass bhi msg aaya hai wo ky kare
Sir mene sare internal assignment diye the! Kya dubara dene honge muje ?? Mere pss msg aaya hua h
Bhaiya me deb id shi dal rha hu fir bhi bo record found bta rha hai kya karu help😢
Sir mere 1 subject main 62 number hai or saare subject main 66 plus hai. Kya karu sir
Ignore kro
Last year mai 2024 mai dec mai ba program kai 6th sem kai bache jo fail hogya hai unka papar kab hoga sir bata dijy sir
Bhai ka Haircut 🤫
Sir mana 1 attempt diya saare subject ke to 1 subject mana 1 attempt nhi diya th vo khud submit hu hooga mujhe pta nhi par jab dekha mana to attempt 2 tha par khud ho gya mana kuch questions kya tha bas ab main dubra de do vo subject ka attempt baki 6 subject main to pass hu bas ousma kaam marks hai mari to introduction to political theory main hai please reply diya gay okk sir
Or sir jisne De diya internal assessment but uske Kisi subjects m marks show nhi hue voo?? Kya kre???
Sir please reply m 2023 se pass out hun mujhe by post abhi tak degree nhi mili h
Sir jaise hamri back aa jati h toh hum us paper ko change nhi kra skate kya phle ?? Plz reply
M 3rd semester m hu maine 1st semester ke 2 exam nhi diye the bs internal diye the to 1st semester ka internal dena h mujhko ab??
Yess u have to give
@RohanChauhan-p7m Okayyy thankyou 😊✨
Sir kam marks aye the pehle attempt mai dobara de sakte hain kya
Bhaiya jo 5th semester ke exam huye h unke results kab tk ayenge
Jin hona da diya ha vo dubara dena chata ha kya vo da sakat ha agr vo apana result sa samahath nahi ha
Sir yeh bhi bata do north campus ma jana kha h huma pata nhi h
😅Sir Du Sol library ka use kaise kare Maine library ki fee payment kar diya tha admission lete samay😅
😅Please sir iske upar 1 video bana do😅
Yes sir make a separate video
Sir north campus konsa dinn ja skta h or subject change karana or konsa documents laka jana h sath ma plz help me sir
Tum gye the kiya subject change karane bta do mujhe bhi chenge karana h fir m bhi jaungi
Sir IA ka username and password bhul gya ab kya karna hai
Yr mujhe eng nhi aati or meri eng me back thi mne dunra exam diya tha kya hum kuch kr skate h jis se pass ho jaye paise dekr yeh kuch aise region se plz reply krdo sir
App apne us particular subject ka naam batao main aapko tips Bata deta hun usmein pass hone ki
@ eng h reading fiction
@@Manishachandela22 hm dificult tho hai ye subject bahut
Appko 2 option bata deta hu mein appko jo tikh lage app usko kar kar lena
1st option ye ki university ke rules ke according agr koi student ek subject mein 2 baar fail ho gaya hai aur vho pass nhi ho pa Raha hai tho usko sol jakr change kara skta hai aur uski jagah aur koi subject subject le skta hai
2nd option ye hai ki app is subject ke internal mein 60 + marks lekar aa jao aur exam mein 30 marks ka hi likh kar aa jao app tho pass ho jaoge
Uske liye question paper aur notes ko dekh na hoga appko
Okh yrr
Batch 2020 k de skte h kya
Sir kon kon sa documents laka jana honga
Jinka kam aaya tha Mark's wo de sakta hai kya
Mana 2 attempt ma 1 hii bar attempt kia tha 2 karna tho compulsory nhi ha na please help
Nhi aapki marji hai dono dena chaho to dono de sakte ho otherwise 1 hi compulsory hota hai
Anyone reply this
Sir meine 1st attempt diya tha bs to kya muj phir se dena pdega?
Ek attempt Hi dena mandatory h. Agar apka Mann ho to 2nd attempt de. Agar aap both attempts bhi de to bhi dono me se best marks wala hi count krega.
Aaj se suru hai assignment
Bhaiya 2nd sem ka syllabus bata do....
Conclusion - Video dekh 😂
Sir questions same aayenge kya
Sir mere marks bhut kam aaye hai kisi me 70/22 kisi me 30+ kisi sub me 40+ kisi sub me 50+ to kya mujhe ye 3rd attempt dena chaiye ... Meine bs 1st attempt diya tha saare subjects ka 2nd attempt nhi diya tha meine to kya muj ye dena chahiye kyuki mere marks bhut kam aaye hai to kya krna chahiye sir muj ... Plz answer me sir it's urgent
Yes
@CollegeUpdates kya yes sir?
Mujhe baat krni hai aapse kuch
Sir plz reply me
Tell me sir?
Plz sir madat kariya humari du sol sem 4 ba prog student ki
Sir ek app hi umeed h humari plz sir bata do
Sem 6 ka study material kb aayega
Sir mujhe ybbtaye sol s study kse kre
3 attempt sub ko nhi mil raha
Mere ge foundation of psychology show nahi ho raha 3rd attempt ke liye
Marks show nhi ho rha hai who bhi de da assignment
SEC subject ke internal assignment ke marks show nhi hote hai
Important point dena hai 😂
Dono attemp dena necessary hai kya
Nhi
@amarsoni9100 ok thanks bro.
Okk
Du sol 5 semester ka er exam kab hoga? Ba program
Nov-dec 2025
Anyone who chose GE psychology Health and wellbeing in 2nd semester?
Is paper ke liya notes nahi mil Rahi hai sol website par
Psychology intelligence ❤
Mere sare assignment khtm ho gye
Sir plz help me plz help me sir
Anu vs dipu News subscriber
Bata do sir
Plz sir help me
Plz sir bata do
Sir plz bata do sir mujha apna subject change karana h too bata dijiya konsa day ma jana hota h north campus sir plz bata dijiya
Abhi wait kro bta denge kuch day's
@CollegeUpdates lakin sir kitna dino ma ja skta h plz sir bata dijiya
@CollegeUpdates sir plz batana mat bhuliyaga
@@CollegeUpdates sir maina abhi 3rd sem BA prog ka exams diya h or abb 4th sem ka subjects kaisa change karau or kab karau
Ye log toh keh rahe ki aapka assessment submit hi nahi hua