Conclusion- Jin students ka internal assessment miss ho gya tha kisi bhi subject me voh student last time internal assessment de sakte hai. Only one chance hai1st, 3rd or 4th semester ke student. 5 February last date hai. So go fast 🏃♀️ 🙌
sir mene 3rd semester ka exam de diya par ab me apni study yhi rokna caahata hu. to is ke liye mujhe (SOL North Campus) ja kar batana hoga ya result ane tak ka wait karna pade ga.
Conclusion :- jisne abi tk ni diya unke liye hai or jiska auto submit hogya unke liye feb. 4 or 5 ko dena milega in 2 din me bsss 1,3,5 sem. Valo ke liye
Hn aapko uska bhi assignment Dena hoga tabhi aap use particular subject mein pass Mane jaaoge Varna fail ho jaaoge apna internal assignment use subject ka 4 February aur 5 February ko de dena dobara se reopen hua Hai
Sir jinke 4th semester ke exam show nhi ho rhe wo kya kre mera sirf 1subject hi show ho rha hai computer science mai 2 din se wait kr rhi hu abhi tak kucch show nhi hua iska solution kya hai isper ek video bna dijiye sir pls pls
Sir mein to sare assessment attempt kar liye the phir bhi mere paas message aaya h final chance attempt assignment ka to kiya sir mujhe phir se dene hoge assignment please sir bata do 😢🙏
Sir agr 3rd attempt m koi problem aati ha jis se assessment submit ni hota like auto submit ho jana toh iss problem ko solve karane k liye Sol center jaa skte ha ?
Han aap bhi kar sakte ho aapko third chance mil jaega use particular subject mein jismein aapke kam marks aaye hain aap 4 February ya 5 February donon mein se ek date per open karna aapko aapka internal assignment show ho jaega aur aap de dena use particular subject mein apna number increase kar lena
bhaiyo mene 3rd sem ka "english communication in professional life" ka er internal assesment diya hai dono attempts mein marks not obtained arra hai why ?
@@Chanchal-v4zaapke Jo donon chance submit ho gaye the aapko third chance bhi diya jaega but 4 February aur 5 February ko hi vah aapko show hoga aur aap aaram Se apna internal assignment kar sakte ho FIR use subject ka
Wait karo app ismein aap tension mat lo bilkul bhi Main aapko Bata deta hun kya ho raha hai Abhi SOL walon Ne sirf aapko ek subject mention kara hai aapki fees receipt per SEC ka subject Aapke discipline mein 3 subject hai aur ek research methodology ka subject milega aapko aur ek SEC ka subject jo aapko Mil Gaya Hai jiski aap baat kar rahe ho cal aapke five subject maine aapko Bata diye aur Baki bacha hua ek subject GE ka vah aapko bad mein mil jaega I hop aapko samajh mein a Gaya hoga
@@madhuroy7180 no need aur aapki classes 9 February se start ho rahe hain aap Ja sakte ho apni classes attend karne aur yah classes compulsory nahin Hai aur aapke internal assignment April mein honge aur aapke exam 13 May se start hai
Bhaiya jin students ne dono attempts diye h kya unhe bhi fir se dena h internal assessment bta do please bhaiya ek baar mujhe confusion ho rhi h please koi bta do 🙏🙏🙏
U r right second semester ki classes 9 February se start ho rahi hai aur agar aapko message nahin aata to aap without message bhi Ja sakte ho Central list ke according
Vah message mein aapko aapki classes ke bare mein bataya hoga ki aapke classes 2 February ya 9 February se start hai ek financial support scheme ka aaya hoga usmein aap form fill karoge to aapke next year ki fees maaf Ho jayegi Okh
Nahin aapko koi bhi form fill nahin karna hoga but agar aapka galat address register Hai SOL mein aur aap kahin aur rah rahe ho to aapko apna adress correct karne ke liye portal mein jakar update karna hoga bus agar galat hai to
Agar aap second semester ke student Ho BA program ke to aapko appointment lekar hi apna study material collect karna hoga because BA program ke student bahut jyada Hai Baki agar aap Kisi other course ke ho to aap ki book aapke ghar per a jayegi
Nhi only only students ko dene Hain jinka rah gaya tha ya Kisi reason ki vajah se nahin De paye the technical issue ki vajah se ya aap bhi de sakte ho agar aapke number kam Aaye Hain Kisi particular subject ke internal assignment mein to aap de sakte ho aur apne number increase kar sakte ho
Conclusion- Jin students ka internal assessment miss ho gya tha kisi bhi subject me voh student last time internal assessment de sakte hai. Only one chance hai1st, 3rd or 4th semester ke student. 5 February last date hai. So go fast 🏃♀️ 🙌
Good
Ba hons political science.sem 4 study material delivery k liye apply Krna hoga koi form?
Doubt:- jisne 1st attempt de diya h par 2nd nhi usko bhi dena h kya?
@Anuradha-c4q Maybe yes
@@anonymouskumarktopper jin students ka internal assessment me koi subject miss ho gaya tha sirf usse hi dena hai
Thankk godd... I was praying for this...
Mera vi ato submit ho gaya tha
@Heysamar0 Maine 3 subjects ka ni diya tha...
@@sanaaa74 are Mera to apne ap submit ho gaya tha 1 paper mai 5 bar sol visit vi kar ke aya tha
Mere reh gye the i was so worried ki saal khrb ho jayega bas internals ki wjh se . Thank god khul gye thank you so much god
Mann nhi aaj conclusion dene ka ❤😂
sir mene 3rd semester ka exam de diya par ab me apni study yhi rokna caahata hu.
to is ke liye mujhe (SOL North Campus) ja kar batana hoga ya result ane tak ka wait karna pade ga.
Wait kro abhi
Conclusion :- jisne abi tk ni diya unke liye hai or jiska auto submit hogya unke liye feb. 4 or 5 ko dena milega in 2 din me bsss 1,3,5 sem. Valo ke liye
Ba hons political science.sem 4 study material delivery k liye apply Krna hoga koi form?
Sir ji jisne de diye the pehle sare internal assessment unko phir se dena padega kya ?
Nhi
Sir mane 2 attempt diye hai but me marks 40 the to me bhi dobara de du aur best of 3 me se hi marks lagega ge na ..
Doubt:- jisne 1st attempt de diya h par 2nd nhi usko bhi dena h kya?
@@anonymouskumarktopper no need...but if you want to you can...
Sir jo subject change ho gya tha exams ke bich mai hamara uska bhi assesment dena padega kya
Hn aapko uska bhi assignment Dena hoga tabhi aap use particular subject mein pass Mane jaaoge Varna fail ho jaaoge apna internal assignment use subject ka 4 February aur 5 February ko de dena dobara se reopen hua Hai
Sir , thanks mera ek sem 1 ka chhut gya tha because pehle wo subject nhi show ho rha tha but aab o subject show ho rha hai.. 🙏
Mene apen dono attempt kar liye the lekin phir bhi message aaya mereko final chance ka to kya mujhe bhi dunara karna padega
Same problem sir please reply de diye kiya phir se hamko attempt karna hoga 😢
5th semester ke saare subject ke internal assessment de diyaa mujhe last date ki koi jarrurat nahi sol ko sirf waaltu kaam karney ki aadaat hai
Internal assesment main kisi ke sec ke no. Show ho rahe hai kya ab
Sir jinke 4th semester ke exam show nhi ho rhe wo kya kre mera sirf 1subject hi show ho rha hai computer science mai 2 din se wait kr rhi hu abhi tak kucch show nhi hua iska solution kya hai isper ek video bna dijiye sir pls pls
Sir mein to sare assessment attempt kar liye the phir bhi mere paas message aaya h final chance attempt assignment ka to kiya sir mujhe phir se dene hoge assignment please sir bata do 😢🙏
Arhe to itni dr ku rhe or ghbra ku rhe.. agr aapko nhi dena to mt do internal assessment 🙂 pr aap internal assessment ke number dekh do ache se
@@Simple_लङका143 number to ache aaye h but phir bhi ak baar Jana h
Thanx sol 😢😢❤❤
Aur jisne de dia tha unhe wapis toh nahi dena na sir ?
Nhi
Conclusion- time waste waala video hai
Mere sare rahe 😢😢😢gye the mai bahot tension mai thi thanx ☺️😻 sol
Sir agr 3rd attempt m koi problem aati ha jis se assessment submit ni hota like auto submit ho jana toh iss problem ko solve karane k liye Sol center jaa skte ha ?
Hn ja sakte ho aap
No problem
@@CollegeUpdates sir smj ni aaya aapne kya kaha
Sir jisne bhi dono attempt kiye hai kya ek baar or chance milega assesment dene ke liye yani 3rd baar or attempt kar sakte hai
Business communication ka internal assessment ka number nahi so kar raha hai attempt so kar raha hai uska phir se de sakte hai kya 😢Sir
Yaar ya extra subject ka number dikhta Nahi direct jud jayenga kyonki mera bhi 3 subject hai other than main subject
Jis ke 3 sem ke exam ho gye hi vo bhi denge internal assignment 🤔🤔
Sahi me dena hai kaya me confuse ho raha hu 🤔🤔
Sir jo fail ho gye h assessment me 40 se kam number aaye h kiya vo bhi kr skte h
Han aap bhi kar sakte ho aapko third chance mil jaega use particular subject mein jismein aapke kam marks aaye hain aap 4 February ya 5 February donon mein se ek date per open karna aapko aapka internal assignment show ho jaega aur aap de dena use particular subject mein apna number increase kar lena
bhaiyo mene 3rd sem ka "english communication in professional life" ka er internal assesment diya hai dono attempts mein marks not obtained arra hai why ?
Sec ka hai isliye sec ke marks nhi show ho rhe hai
Is this for 2021 batch students
Sir hindi rangmach already automatic submit
Sir mere mai bus 2 hi attempt hai nd wo dono hi galti apne aap sumit ho gye the or ab second chanse show ni ho rha
4-5
@CollegeUpdates 4th semester
Semester nhi puchh rahe hai sir... 4 feb or 5 feb ko de sakte hai firse
@Anjali_12686 thanks anjali!!
@@Chanchal-v4zaapke Jo donon chance submit ho gaye the aapko third chance bhi diya jaega but 4 February aur 5 February ko hi vah aapko show hoga aur aap aaram Se apna internal assignment kar sakte ho FIR use subject ka
Sir mera 6 th semester mai abhi tk ek hi subject show kr raha h saare subjects kese aur kb tk show honge 😢😢
Wait karo app ismein aap tension mat lo bilkul bhi Main aapko Bata deta hun kya ho raha hai
Abhi SOL walon Ne sirf aapko ek subject mention kara hai aapki fees receipt per SEC ka subject
Aapke discipline mein 3 subject hai aur ek research methodology ka subject milega aapko aur ek SEC ka subject jo aapko Mil Gaya Hai jiski aap baat kar rahe ho cal aapke five subject maine aapko Bata diye aur Baki bacha hua ek subject GE ka vah aapko bad mein mil jaega I hop aapko samajh mein a Gaya hoga
@HarshMimroth thank you so much sir🥺🥺
Ba hons political science.sem 4 study material delivery k liye apply Krna hoga koi form?
@@madhuroy7180 no need aur aapki classes 9 February se start ho rahe hain aap Ja sakte ho apni classes attend karne aur yah classes compulsory nahin Hai aur aapke internal assignment April mein honge aur aapke exam 13 May se start hai
@Anuradha-c4q nhi aapke ghar per aapka study material a jaega aap wait karo agar ismein kuchh changes hote hain to aapko pata chal jaega jaldi hi
Main nay 5th semester ka saare subject ka internal assessment de diyaa hai
Sar Jin bacchon ka Khali ek subject chhut gaya tha kya vah sirf ek subject ka denge ya aur sare subject ka Dena hoga please sir batado
Both choice
@CollegeUpdates thank you sir fir me ek ka hi du ga
Conclusion- video ko ignore karo
Sir mere ek assessment mai 18 marks aaye hai to mai dubara de sakti hu sir .pls reply me 😢
Agar aapke pass chance left hai tabhi toh de skte ho warna nhi
Bhai agar donon chance Se De diye Hain tab bhi de sakte hai SOL walon Ne third chance De Diya Hain@@ayushmakkar11F
General wala kese bhare hamre pass certificate nahi hai
Bhaiya jin students ne dono attempts diye h kya unhe bhi fir se dena h internal assessment bta do please bhaiya ek baar mujhe confusion ho rhi h please koi bta do 🙏🙏🙏
Par start nh ho rha h end 22 January dikha Raha hai
4-5 ko hoga
2sem k classes start hone k msg aaya 2and9feb s ??
U r right second semester ki classes 9 February se start ho rahi hai aur agar aapko message nahin aata to aap without message bhi Ja sakte ho Central list ke according
@HarshMimroth ok
Jinhone diya hai assessment unhe bhi Dena hai kya
Nhi
@CollegeUpdates ok thankyou
Sirrr...sol ki taraf se ek msg aaya hai uss pr bhi ek video bna dooo....plss
Vah message mein aapko aapki classes ke bare mein bataya hoga ki aapke classes 2 February ya 9 February se start hai ek financial support scheme ka aaya hoga usmein aap form fill karoge to aapke next year ki fees maaf Ho jayegi
Okh
Agar jinone pehle hi dediya ta unko bhi karna hai kya sir
Nhin Dena
Sir please inka link send kardo pls
Sir second semester me subject kaise change kre
Same qus.
Ba hons political science.sem 4 study material delivery k liye apply Krna hoga koi form?
Nahin aapko koi bhi form fill nahin karna hoga but agar aapka galat address register Hai SOL mein aur aap kahin aur rah rahe ho to aapko apna adress correct karne ke liye portal mein jakar update karna hoga bus agar galat hai to
Sem 6 ka study material kb aayega
Pata Kaise lagega Hamara material ke liye Humne Apna form submit kar diya hai form fill karne ke bad bata do koi please
Agar aap second semester ke student Ho BA program ke to aapko appointment lekar hi apna study material collect karna hoga because BA program ke student bahut jyada Hai Baki agar aap Kisi other course ke ho to aap ki book aapke ghar per a jayegi
Sir ye back paper walo ke liye bhi valid rhega kya?
Ha
Maine sol ke 3rd sem ke exam nhi diye aage kya karna hoga?
Koi sol ka whatsapp group h ??
Class kb houngi 6th semester ki ??
9 feb
@simranmishra4732 apko kaise pta wese
@@roshni2596 friend ke through
@simranmishra4732 ooo okk thanku 😊
Ignore it this video
sir 4 aur5 feb ko hi to danga assment
Ha
sir bas 2 sub ka rah gay tha to bas vahi daga ya sara dana padenga
Jinka ho gya vo
Please sir reply dedo 😢
Ab dobara dene hoge
Nhi only only students ko dene Hain jinka rah gaya tha ya Kisi reason ki vajah se nahin De paye the technical issue ki vajah se ya aap bhi de sakte ho agar aapke number kam Aaye Hain Kisi particular subject ke internal assignment mein to aap de sakte ho aur apne number increase kar sakte ho
😔
Bhaiya 4 or 5 feb ko hi de skte h
Hnjii riya ji de sakte h
Vaisey tumne abhi tak diya nahi😅
@sameerpasi654 ni maine de to diye but 1 subject ka by mistake direct submit krdiya to uske bare m puch rhi thi
@@sameerpasi654 1st
@@sameerpasi654bhai mt kr please 🙏🙏
@@sameerpasi654 1st