Clap trap aap ke video dekh ke mai yaha se ek bed leke ayi hun. Pura complete bed unka box ka quality bahut kharab. 18mm ka banakar diye hai. Ek Saal vi nehi hua colour nikal raha hai. Box mai bag mai saman rakh ne mai tut neki awaz arahi hai. Box koi vi mat lo . Ye mera personal experience.
Mam can u plz share photos of damaged product as in my knowledge I have not received any complaint regarding box issue so it’s humble request don’t spread such fake news
Tut ne jeise sound hotehi mai bag utha liya .box ke andar khali rakha hai. Kuchh storage nehi ki diwar ki taraf Bali side mai. Kyu ki uss side mai bhara hua bag rakhne mai pressure de kar andar saman rakhoge. Sound ka pics keise uthau. Sound sunn kar to tut ne ki daarr se saman nehi Rakhi. Ye fake msg nehi. Green park mai Jo delivery kiye ho mai hi hun. Aap ko complain karne ke liye call ki thi. Koi uthaya nehi. Koi faida nehi hoga sochh ke mai raha gayi. Ajj app ka video dekhi to ye msg Sanjeev ji ke liye thaa. Unko mai bahut follow karti hun. Koi aaur ko kharab cheej namile .iss liye lichi hun. App mere dushman nehi ho. Baash box achha banakar dijiye. Head and foot board achha hai. Lekin polish aapne aap nikal raha hai. Mai jhoot nehi bol rahi hun. Proof ke liye Sanjeev ji ko lekar mere Ghar aakar video bana sakte hai.
Ur voice is ❤️... Bas isliye i watch
Very good business startup product bahut Dinon bad achcha video dekha hai maja a Gaya
Thanks Sanjeev ji 👍
Nice video , liked before watching 😊
Thank you so much 😀
Pls ask him to show some finished(ready) pieces in all categories.
Is it possible to get this bed in Hydrolic function with storage?
Yes
What will be the cost ,
Super
Clap trap aap ke video dekh ke mai yaha se ek bed leke ayi hun. Pura complete bed unka box ka quality bahut kharab. 18mm ka banakar diye hai. Ek Saal vi nehi hua colour nikal raha hai. Box mai bag mai saman rakh ne mai tut neki awaz arahi hai. Box koi vi mat lo . Ye mera personal experience.
Mam can u plz share photos of damaged product as in my knowledge I have not received any complaint regarding box issue so it’s humble request don’t spread such fake news
Okay
Tut ne jeise sound hotehi mai bag utha liya .box ke andar khali rakha hai. Kuchh storage nehi ki diwar ki taraf Bali side mai. Kyu ki uss side mai bhara hua bag rakhne mai pressure de kar andar saman rakhoge. Sound ka pics keise uthau. Sound sunn kar to tut ne ki daarr se saman nehi Rakhi. Ye fake msg nehi. Green park mai Jo delivery kiye ho mai hi hun. Aap ko complain karne ke liye call ki thi. Koi uthaya nehi. Koi faida nehi hoga sochh ke mai raha gayi. Ajj app ka video dekhi to ye msg Sanjeev ji ke liye thaa. Unko mai bahut follow karti hun. Koi aaur ko kharab cheej namile .iss liye lichi hun. App mere dushman nehi ho. Baash box achha banakar dijiye. Head and foot board achha hai. Lekin polish aapne aap nikal raha hai. Mai jhoot nehi bol rahi hun. Proof ke liye Sanjeev ji ko lekar mere Ghar aakar video bana sakte hai.
I st like and comment 😅
दिल्ली में कहाँ है ये ? कीर्ति नगर??
Yes
Ajai ji joot boltehai jada
What false commitment he did plz elaborate