Home Care after Thyroidectomy | Thyroid Surgery | Surgeon Dr Imtiaz Hussain

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 14 окт 2024

Комментарии • 200

  • @irfanbash
    @irfanbash 2 года назад +3

    Mujhay khud doctor hotay Huey bhe is video se bahut faida hua.

  • @humerasalafi6056
    @humerasalafi6056 2 месяца назад +1

    جزاک اللہ خیرا
    اللہ تعالیٰ آپ کو دنیا اور آخرت کی کامیابی عطا فرمائے آمین

  • @hareemfatima5188
    @hareemfatima5188 Год назад +6

    Meine operation krwaya 12 din pehly Allah ka shukr hai boht behtr hn Meri voice b change ni hue shukr hai

    • @daniasaeed2795
      @daniasaeed2795 Год назад +1

      ap ny k8dr se surgeri kis hosptl se krya

    • @waleedbajwa4850
      @waleedbajwa4850 9 месяцев назад

      Ap nay kah sy Kerwin ha

    • @KashmilaMubarak
      @KashmilaMubarak 5 месяцев назад

      Ap ko kasa feeel hota thu jo operation huwa

    • @farahzohaib910
      @farahzohaib910 5 месяцев назад

      Plz reply ap me konse hospital operation karwaya Allah apko iska ajar dega agar ap bata den to kesi ki Zindagi sawar jaegi ❤

    • @muhammadtafazzul2110
      @muhammadtafazzul2110 4 месяца назад +1

      Hashmaneez best hy

  • @irfanbash
    @irfanbash 2 года назад

    Ye video zaroor logon k ilm me izafa Ka Sabab bany gi.

  • @ilovepakarmy2313
    @ilovepakarmy2313 День назад +1

    Buhttt ala aur achi video banai hosla mila voice ajae gi ahista ahista

  • @crystalviolet1476
    @crystalviolet1476 2 года назад +3

    Thankyou Dr Imtiaz, such a fine surgeon with good humor, so much to learn from you 😌👍

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  2 года назад +2

      Thanks for the feedback.

    • @aishanasir8309
      @aishanasir8309 Год назад +1

      ​@@drimtiazhussain meri nand ne 17 saal bd operate krwaya hai unko thyriod issue again tou nahi hojaega

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад +1

      Nahin ho ga

  • @arfaali926
    @arfaali926 8 месяцев назад +2

    Great information Dr but please also let us know about non surgical treatment of thyroid nodules in Pakistan. Thanks 🙏

  • @Amnashahzadi-st3uq
    @Amnashahzadi-st3uq 5 месяцев назад +2

    Sir mere 3days howe the oprtion ko hhr agi hon but awaz bi bathe gi ha dab se gi ha. Or jisam me again again vebritoon kun ho rhi ha . Kabi foot my kabi hand me.1. 2 second ki . Kun

  • @shandarali4360
    @shandarali4360 5 месяцев назад +1

    I hope this message finds you well.
    Two weeks ago, I underwent total thyroid surgery. Before my follow-up check, doctor advised me to get a PET scan. Could you please explain the reason for this scan and what information it will provide regarding my condition?
    Thank you for your assistance.

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  4 месяца назад +1

      There could be different reasons your surgeon can guide you better.
      Following a total thyroidectomy, a PET (Positron Emission Tomography) scan may be advised for several reasons:
      1. **Detection of Metastasis**: If there was a suspicion of aggressive thyroid cancer, such as medullary or anaplastic thyroid cancer, a PET scan can help detect distant metastases not picked up by other imaging modalities.
      2. **Residual Disease**: PET scans can help identify any residual thyroid tissue or recurrent disease that may have been missed during surgery or not detected by other imaging methods.
      3. **Elevated Tumor Markers**: If the patient has elevated levels of tumor markers such as thyroglobulin (for papillary or follicular thyroid cancer) or calcitonin (for medullary thyroid cancer) despite a total thyroidectomy, a PET scan can help localize the source.
      4. **Radioiodine Refractory Disease**: In cases where the thyroid cancer does not take up radioiodine (RAI), a PET scan might be used instead to assess for disease activity.
      These reasons can guide the follow-up care and any additional treatment that might be necessary for the patient. It’s important for the patient to discuss with their healthcare provider the specific rationale for the PET scan in their individual case.

    • @shandarali4360
      @shandarali4360 4 месяца назад

      @@drimtiazhussain thanks sir♥️

  • @Nadeemkhan-e5n
    @Nadeemkhan-e5n 4 месяца назад +1

    Thank you sir bhot faida hua ap ki vedios dekh kr

  • @irfanbash
    @irfanbash 2 года назад +2

    Such an elaborated session.

  • @MuhammadUmar-fx8wd
    @MuhammadUmar-fx8wd 5 месяцев назад +3

    Aap ki tmam batyn 100/ bilkul drust hen, m after operate in tmam msail sy boht tkleef k sat guzri hn😢

  • @tapasreegupta4429
    @tapasreegupta4429 Месяц назад

    Sir... I want to talk to you... Please help... Mere ek week pehle e surgery hui hain.. Total.. Plus lymph nodes l4l5 but mujhe abhi tab lagti hain mere gle main kisi ne kuch bhari rakh diya.. Or jab bhi main apne ser uthane jati hu lagti hain chest ki jagha ki or gale ki skin koi pull kar rahi hain.. Main ne head and neck surgeon Bengalore main mazumdar and shaw main kar wayi

  • @teresamaragatham3115
    @teresamaragatham3115 10 месяцев назад +1

    Doctor, I had thyroid cancer surgery and total glance has been removed, currently m consuming 150 mg Thyroxine sodium tablets..will It affect my health by consuming this medicine for life time?

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  6 месяцев назад +1

      After total thyroid surgical removal, you have to take that much or certain amount of thyroxin(prescribed by your surgeon) for normal functioning of your body. Dose have to be adjusted according to your demand and will be adjusted by your surgeon

  • @farhanasaleem4249
    @farhanasaleem4249 2 месяца назад

    I'm diabetic n cervical vertigo patient now I'm going to be operated soon so I can't raise my head even can't use pillow due to cervical so what will have to do

  • @Nadeemkhan-e5n
    @Nadeemkhan-e5n 4 месяца назад +1

    Sir mery operation ko aj 5 days huwy hen mery sir or pechy grdn ka drd khatm ni ho rha koi aesi medicine 💉 bta dain jis ny drd ka aram mily or tanky b jldi teek ho jaye please

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  4 месяца назад +1

      Apko apny operating surgeon say rabta karna chahiay. Wo apko behtre guide kar sakty hain. Hum baghair check up kiay koi medicines ya ilaaj nahin bta sakty aur na apko baghair examination kay koi medicines leni chahiay. Operation kay baad kisi bhi problem ya issue ki soorat mein apny surgeon say rabta mein rahein

  • @lubnasohail501
    @lubnasohail501 Год назад

    Such an informative video. Bundle of thanks. Can i climb stairs now. I have gone through thyroid dichotomy two weeks ago

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад

      Yes you can

    • @umerfarooq7813
      @umerfarooq7813 Год назад

      From where you can had this Operation ? My wife has this problem can we talk to you ?

  • @RizwanSattar-l4m
    @RizwanSattar-l4m 2 месяца назад

    Sir any cream for neck swelling?

  • @adnanzubairkhalid7356
    @adnanzubairkhalid7356 11 месяцев назад +1

    After how many weeks we can start prayers normally after operation?

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  11 месяцев назад +1

      Prayers kisi bhi soorat nahin chhorni chahiay.

  • @soniakhan9706
    @soniakhan9706 Год назад

    Mera 2 din phle opretion hua Dr sab apki baten Suni bht faida hua

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад

      Shukriya

    • @sajjadshah1233
      @sajjadshah1233 Год назад

      Kya isky baad b conceive kr skty h

    • @soniakhan9706
      @soniakhan9706 Год назад

      @@sajjadshah1233 ji bilqul Meri cuzn ka oprtion hua tyroid ka phr beta paida hua

    • @SHOAIBAKHTAR-xr6ng
      @SHOAIBAKHTAR-xr6ng 8 месяцев назад

      Aap NY kaha se krwaya operate ?

    • @soniakhan9706
      @soniakhan9706 8 месяцев назад

      @@SHOAIBAKHTAR-xr6ngliqat national hosptl rakchi me Dr Faisal se

  • @goodprincesskhan223
    @goodprincesskhan223 Год назад +1

    Aoa, v. Good information, sir mainy bhi ak week pahly thyroid ka oprate krwaya ha, but stitches niklwany k bad ak jagha say pani r blood sa mix nikl raha ha, tu ab pati tu dily change ho rahi, dr kahta k koi bat nai ya 2,4 din k bad thek ho jay ga, kia ya normal bat ha ya koi alarming situation? Plz guide me

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад +1

      Thek ho jaey ga. Apny surgeon say rabta mein rahein

  • @soniyakhan2796
    @soniyakhan2796 7 месяцев назад +3

    Mera kal surgery huya h hemithyrodectomy alhumdullilah mai thik hu

  • @PopyAdhikary-s4v
    @PopyAdhikary-s4v 5 месяцев назад +2

    Mere soami ka opertaion ke bad 20 days ho gaye likin throat ke waha thoda hard ho gaya and pain vi nahi gaya.

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  5 месяцев назад +1

      Is operarion kay baad apny surgeon say rabtay mein rahna boht zruri hai.. Unko pata hai konsa operation kia hai, kis trah operation kia hai Aur agay iska ilaaj kaisy chalay ga? Operation kay baad kisi aur surgeon say rabta karein gy to confuse rahein gy. Hmari videos general instructions kliay hain. Operation kay baad khaas maloomat ki zrurat hoti hai jo apka operating surgeon hi bta sakta hai. Hum examination kah baghair kuch nahin bta sakty.

    • @khaidkhalidali2451
      @khaidkhalidali2451 2 месяца назад

      Same problem 😢

  • @hussainahmad8593
    @hussainahmad8593 3 месяца назад

    Salam walikum sir ap kaha pa hoty ha Pakistan ma meri maa ko ya problam ha

  • @ahsankhan5380
    @ahsankhan5380 17 дней назад

    Mera perso opration howa hy or kal me gar aye hu raaat ko mujhy sardi or hath sun ho rahy hain .subha hotay he me hospital jata hun

  • @aqwaschoolsystemhasilpur
    @aqwaschoolsystemhasilpur 5 месяцев назад +1

    Assamlu Alkym sir mjhy thyroud ka operation krana hy sath polycystic ovaries b hn i am 29 years old and got married 6 month before kaya mjhy phly thyroid opertn ki trf jana chaye ya consive ki tarf aur multan mn kis dctr sy krana chye opertn

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  5 месяцев назад +1

      Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mukhtalif hai.
      Multan mein bhi general surgeon say rabta kia ja sakta hai

  • @Tahir.l00
    @Tahir.l00 3 месяца назад +1

    Aslamoalaicom sir Kya Hal a umeed hai k ap khyrt sy ho gye sir mujy thyred ka msla ab oprtion krwana hai to plz bta dy kha sy krwao best rhy ga

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  3 месяца назад +1

      Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.

    • @KhalilRehman-t7n
      @KhalilRehman-t7n 17 дней назад

      ❤​@@drimtiazhussain

  • @goharsanavlog8046
    @goharsanavlog8046 Год назад

    meRa operation hua ha thanks for good information doctor

  • @JiminshaJiminsha-p5k
    @JiminshaJiminsha-p5k Год назад

    Thank u so much Sir Allah paak apko jaza dain ameen suma ameen❤

  • @MalikaliMuhammadAli
    @MalikaliMuhammadAli 3 месяца назад

    Awaz kb tak niklti ha is ka lia konsi dite ha

  • @Shabnamhayat-y7h
    @Shabnamhayat-y7h 11 месяцев назад +1

    Kia ic kar saktein hain mjhe aj 27 days hogy butt nck mai feel hota hai inder say khechaoo hai bhtt

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  6 месяцев назад +1

      Yeh time kay sath sath thek ho jata hai

  • @maqbooltabassum7532
    @maqbooltabassum7532 6 месяцев назад +3

    Nice explain 🌷❤️❤️

  • @Tantryshowkat
    @Tantryshowkat Год назад +2

    Isn't there any treatment other than surgery

  • @irfanbash
    @irfanbash 2 года назад +1

    Thanks a lot, Dr. Imtiaz

  • @Tantryshowkat
    @Tantryshowkat Год назад +1

    If a person has papillary thyroid carcinoma 1cm , wat is treatment, dr at skims SOURA told that patient can wait and do usg after 6 month periodically,

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад +1

      Have examination from surgeon. Cancer don't get any wait

    • @abbuhamzaa5700
      @abbuhamzaa5700 4 месяца назад

      Phir kya huwa operation kiya phir

  • @shahzaib1153
    @shahzaib1153 4 месяца назад +1

    7 days before I got thyroid surgery and I'm fine

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  4 месяца назад +1

      MashaAllah.

    • @welcome2arnab
      @welcome2arnab 25 дней назад

      Hi
      I will have the operation next month. Can I call you once?

  • @EpicIzzu4555
    @EpicIzzu4555 10 месяцев назад +1

    Meri Thyroidectomy ko 4month ho gae mgr meri cough katam nh ho rhe, kia waja hogi Dr shb?

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  9 месяцев назад +2

      "Shukriya aapki malumat ka. Agar aapko thyroidectomy ke baad 4 mahine se cough hai aur ye khatam nahi ho rahi, toh behtar hoga ke aap apne healthcare provider se consult karein. Ye takleef doosre factors se bhi judi ho sakti hai, aur doctor aapki detailed medical history aur examination ke baad behtar tajaweez de sakte hain. Hamesha yaad rahe ke timely medical advice lena zaroori hai. Shifa milegi, InshaAllah."

    • @EpicIzzu4555
      @EpicIzzu4555 9 месяцев назад

      @@drimtiazhussain Surgeon ki traf se tou ok hai, Ab ksi ENT Specialist ko check kraon?

  • @qaisrakhurram2341
    @qaisrakhurram2341 8 месяцев назад

    Agr calcium kA msla hu to kb tk huta ha body me or ye Ksy sai hu GA Kia naturally body me calcium kA lavel khud Bakhud pura hu skta h kia

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  8 месяцев назад

      Thyroidectomy ke baad calcium ki kami ko theek karne mein lamba arsa alag sakta hai aur ye har shakhs ke case par depend karta hai. Aam taur par, calcium supplement ka istemal post-thyroidectomy patients ke liye lamba arsa tak kiya jata hai, kabhi-kabhi zindagi bhar bhi.
      Doctor aapko aapki specific condition aur calcium levels ke hisab se sahi dosage aur treatment duration batayenge. Regular check-ups aur blood tests ke zariye doctor calcium levels ko monitor karte hain aur treatment ko accordingly adjust karte hain.
      Isliye, agar aapne thyroidectomy karwaya hai aur calcium supplement ka istemal kar rahe hain, to apne doctor ki salahiyat aur guidence ko follow karein. Unke bataaye gaye guidelines ke mutabiq hi calcium supplement lena behtar hai.

  • @waheedahmad-q8o
    @waheedahmad-q8o 4 дня назад

    Dear doctor sahb mere oprat ko 1mahina ho gya he khana wagera theek kha lita ho prr pani pene se khansi shuru ho jati he plzzz

  • @allgaming-sr7fv
    @allgaming-sr7fv Год назад

    sir i was your patient in last year and you have performed my surgery with my humble request i wanted reply from you that i had taken thyroxin only for 1 month after surgery then i left till now after passing 1 year what should i do can this prove to be very dangerous for me in remainig life

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад

      Thyroid function tests should be done then medicines will be adjusted accordingly

    • @allgaming-sr7fv
      @allgaming-sr7fv Год назад +1

      thank you @@drimtiazhussain sir and can you suggest any tube for removing dark scar on incision line or to make it lighter shade

  • @mohsinabbas-bh8pf
    @mohsinabbas-bh8pf Год назад

    informational.......sir meri sugery 12 days pehli hui hy.....baqi sab normal hy lakin voice change ho gai hy bhaaari aur very low......
    kitna time lgaay ga set honay mai

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад +1

      Yeh to apka surgeon bta sakta hai keh operation kay doraan kaisy operate kia warna sirf temporary voice 2 say 3 months mein thek ho jati hai

    • @mohsinabbas-bh8pf
      @mohsinabbas-bh8pf Год назад

      @@drimtiazhussain thanks

    • @mohsinabbas-bh8pf
      @mohsinabbas-bh8pf Год назад

      @@drimtiazhussain سر سوجن کو ختم کرنے کے لئے کوئی میڈیسن بتا دیں۔۔۔۔سرجری کے بعد جو سوجن رہتی ہے

  • @ارشداسماعيل-ح5ي
    @ارشداسماعيل-ح5ي 9 месяцев назад +1

    Operation risky hota hai ya normal

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  9 месяцев назад +1

      Aapka sawaal thyroidectomy operation ke risk ke baare mein hai. Thyroidectomy ek surgical procedure hai jisme thyroid gland ko remove kiya jata hai. Yeh surgery general mein safe hai, lekin har surgery mein kuch risk hota hai, jaise ki bleeding, infection, ya anesthesia ke side effects. Aap apne surgeon se consult karen, kyunki har individual ka case alag hota hai, aur wo aapko aapke specific situation ke mutabiq behtar guidance denge.

  • @rushnakhan8043
    @rushnakhan8043 Год назад +1

    Sir after thyroid surgery swelling normal h..? Incision side p i worried about it plz tell me how many days swelling gone..?

  • @SidraMuneer-o1p
    @SidraMuneer-o1p 25 дней назад +1

    Mny 15 din pehly opration krwaya awaaz bht slow a yh ksy thk hogi

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  24 дня назад +1

      **Thyroidectomy** (thyroid gland ka operation) ke baad awaz mein slow ya low hona aik aam side effect hota hai, kyunki surgery ke dauran **vocal cords** ya unhein control karne wale nerves temporarily irritated ya affected ho jate hain. Zyada tar logon mein yeh masla waqt ke sath apne aap theek ho jata hai.
      ### Awaaz kab tak theek hoti hai:
      1. **Temporary Effect**:
      - Aksar cases mein awaz 1-2 haftay ke andar theek hona shuru ho jati hai.
      2. **Complete Recovery**:
      - Kuch logon mein 4-6 haftay lag sakte hain awaz bilkul theek hone mein.
      3. **Longer Recovery**:
      - Agar nerves ko zyada damage hua ho toh kuch logon ko 3-6 maheenay tak bhi lag sakte hain puri recovery ke liye. Yeh depend karta hai ke surgery ke dauran nerves kitni irritated hui hain.
      ### Agar awaz theek nahi ho rahi:
      - Agar 6 haftay baad bhi awaz theek nahi hoti, toh aapko apne doctor ya ek **ENT specialist** se mashwara karna chahiye.
      - **Speech therapy** bhi madadgar ho sakti hai agar awaz mein permanent changes aa jayein.
      Aapko ye bhi ensure karna chahiye ke aap thyroid hormone replacement therapy le rahe hain agar aapko doctor ne prescribe ki hai, kyunki hormone imbalance bhi awaz par asar dal sakta hai.

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  24 дня назад +1

      **Awaaz low** hone ki wajahain mukhtalif ho sakti hain, aur ye awaz banane wale organs, nerves, ya breathing system ke issues se related hoti hain. Aapko low awaz ka samna agar ho raha hai, to iski kuch aam wajahain yeh ho sakti hain:
      ### 1. **Vocal Cord Problems**:
      - **Vocal Cord Paralysis or Weakness**: Agar vocal cords theek tareeqe se kaam nahi kar rahe (paralysis ya paresis), to awaz low ho jati hai. Yeh halat aksar surgery (jaise thyroidectomy) ke baad hoti hai.
      - **Vocal Cord Nodules or Polyps**: Vocal cords par gathain ya nodules banne se awaz mein kamzori aa sakti hai.
      ### 2. **Thyroid Surgery (Thyroidectomy)**:
      - Thyroid gland ke operation ke dauran **recurrent laryngeal nerve** damage ho sakti hai, jo vocal cords ko control karti hai. Is se awaz temporarily ya kabhi kabar permanently low ho sakti hai.
      ### 3. **Respiratory Issues**:
      - **Asthma ya Chronic Bronchitis**: Agar aap ko breathing problems hain, to awaz mein bhi kamzori aa sakti hai, kyunki vocal cords ko awaz banane ke liye proper airflow ki zarurat hoti hai.
      - **Allergies**: Allergic reactions ki wajah se swelling ho sakti hai, jo awaz par asar dalti hai.
      ### 4. **Acid Reflux (GERD)**:
      - **Acid Reflux** mein stomach ka acid vocal cords tak pahunch jata hai, jo unhein damage kar sakta hai aur awaz low ya harsh ho jati hai.
      ### 5. **Infections**:
      - **Laryngitis**: Vocal cords par swelling ya inflammation ke wajah se awaz low ya bilkul nahi aati. Yeh viral ya bacterial infection ki wajah se hota hai.
      - **Common Cold**: Aam sardi ya flu mein bhi temporary taur par awaz low ho sakti hai.
      ### 6. **Nerve Damage**:
      - **Neurological Disorders**: Kuch bimariyan jaise **Parkinson’s disease**, **stroke**, ya **multiple sclerosis** nerves ko damage karti hain, jo awaz par asar daalti hain.
      - **Vagus Nerve Injury**: Yeh nerve vocal cords ko control karti hai, aur iski injury awaz mein kamzori la sakti hai.
      ### 7. **Hormonal Imbalance**:
      - **Hypothyroidism**: Thyroid hormone ki kami (hypothyroidism) awaz ko low ya heavy bana sakti hai.
      - **Menopause**: Hormonal changes ke wajah se bhi awaz mein farq aa sakta hai.
      ### 8. **Aging**:
      - Umar barhne ke sath vocal cords patle aur kamzor ho jati hain, jo awaz ko low aur kamzor banati hain.
      ### 9. **Stress aur Overuse**:
      - Zyada bolne ya cheekhne se vocal cords par pressure padta hai, jo unhein temporary damage kar ke awaz ko low kar sakta hai.
      - **Stress** aur anxiety se bhi awaz low ya shaky ho sakti hai.
      ### 10. **Smoking**:
      - Cigarette noshi se vocal cords mein irritation aur swelling hoti hai, jo awaz ko low ya harsh kar sakti hai.
      Agar aap ki awaz lambe arse tak low rahti hai, to zaroori hai ke aap ek **ENT specialist** ya **voice therapist** se mashwara karein taake asal wajah pata chal sake aur ilaj ho sake.

  • @MudsarAli-x1i
    @MudsarAli-x1i Год назад +1

    Aslamalikum
    Bhi mere Thyroid kà oprtae hova hai Mera pait Roz khrab ho jata hai 😢or stomach bi Theek hai or Thyroid totally hova hai 😞 mai Kiya kro 😢

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад +1

      Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh kia karna hai

  • @aleenashabbir5391
    @aleenashabbir5391 25 дней назад +1

    Aslamu Alaikum
    Please mjhy response kijiye ga mjhy apsy kuch information chahiye 😢

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  24 дня назад +1

      Salam!
      Je pochhiay kia pochna chah rahay hain hum koshish karein gy apko answer karein

    • @aleenashabbir5391
      @aleenashabbir5391 24 дня назад +1

      @@drimtiazhussain g Walaikum salam thanks

    • @aleenashabbir5391
      @aleenashabbir5391 24 дня назад +1

      @@drimtiazhussain g meri thyroidectomy hui h 1 & half month hony wala ha mjhy swallowing mn issue ha r meri voice change hui h little bit tu ye dangerous ha ya esa hota ha plz guide kr dein

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  22 дня назад +1

      Aapki thyroidectomy (thyroid gland ki surgery) ko 1.5 mahina ho chuka hai, aur ab aap voice change aur swallowing mein difficulty ka shikar hain. Yeh kuch mamool ke side effects hain jo aksar thyroid surgery ke baad samne aate hain, lekin unhein daikhna aur time ke sath monitor karna zaroori hai.
      ### **Wajahaat (Causes):**
      1. **Vocal Cord Damage ya Irritation:**
      - Thyroidectomy ke duran **recurrent laryngeal nerve** (jo vocal cords ko control karti hai) ko nuksan ho sakta hai. Yeh nerve injury ya temporary irritation aapki awaaz mein tabdeeli aur swallowing mein difficulty ka sabab ban sakti hai.
      - Yeh zyada tar temporary hota hai, lekin kuch cases mein permanent bhi ho sakta hai, agar nerve ko zyada nuksan ho.
      2. **Swelling (Sujan):**
      - Operation ke baad galee aur aas-paas ke ilaaqe mein swelling ho sakti hai, jo swallowing mein mushkilat paida karti hai.
      3. **Laryngeal Edema:**
      - Thyroidectomy ke baad kuch marizon mein **laryngeal edema** (galee ke ilaaqe mein sujan) ho jata hai jo awaaz mein change aur swallowing mein difficulty ka sabab banta hai.
      4. **Hypocalcemia:**
      - Kabhi kabhi thyroid surgery ke duran **parathyroid glands** ko bhi nuksan ho sakta hai jo calcium levels ko control karti hain. **Low calcium levels** (hypocalcemia) ka asar muscles aur nerves par ho sakta hai, jo swallowing mein mushkil paida karta hai.
      ### **Yeh Kab Tak Theek Ho Sakta Hai?**
      - **Temporary Changes:** Zyada tar cases mein, awaaz ki tabdeeli aur swallowing ki mushkilat **temporary** hoti hai aur waqt ke sath (4-6 mahine) theek ho jati hai jab nerve ya tissue healing ka process mukammal hota hai.
      - **Permanent Damage:** Agar nerve ko zyada nuksan pohancha ho, to kuch cases mein permanent awaaz change ya swallowing problem bhi reh sakti hai.
      ### **Kya Yeh Dangerous Hai?**
      - **Temporary symptoms:** Agar sirf awaaz mein halka change hai aur swallowing mein thodi mushkilat hai, to yeh mamooli baat ho sakti hai.
      - **Severe Difficulty:** Agar aapko bohat zyada swallowing ki mushkilat ho rahi hai, ya awaaz mein koi bara masla hai (jaise bilkul awaaz na niklay), to yeh **dangerous** ho sakta hai aur doctor se foran mashwara lena zaroori hai.
      ### **Kya Karein? (Treatment Options):**
      1. **Voice Therapy:**
      - **Speech-language pathologist** ke sath voice therapy madadgar sabit ho sakti hai, jo vocal cords ko theek tareeqe se kaam karne mein madad deti hai.
      2. **Swallowing Therapy:**
      - Agar swallowing mein zyada mushkilat hai, to aapko **swallowing exercises** ya therapy ki zarurat ho sakti hai.
      3. **Medication:**
      - **Anti-inflammatory medications** ya calcium/vitamin D supplements diye ja sakte hain agar hypocalcemia ya swelling ka masla ho.
      4. **Follow-up with Surgeon:**
      - Agar 1.5 mahina baad bhi awaaz ya swallowing mein theek se improvement nahi hui, to apne surgeon ya ENT specialist se zaroor dobara check karwayen. Woh aapka **laryngoscopy** (galee aur vocal cords ka muaina) kar ke dekhenge ke koi nerve damage ya aur koi problem to nahi.
      ### **Jald Doctor ko Dekhain agar:**
      - Awaaz bilkul khatam ho jaye.
      - Swallowing mein bohat zyada mushkil ho.
      - Saans lene mein problem ho.
      - Galee mein bohat zyada dard ya swelling ho.
      In sab ki base par apke maslay ka solution aur waqt ki zarurat ko samjha ja sakta hai.

    • @aleenashabbir5391
      @aleenashabbir5391 21 день назад

      @@drimtiazhussain Thankyou so much Apny mjhy guide kia
      Allah apko hamesha Khush rakhein
      Kindly request ha apsy please ik video swallowing difficulties mn kesi symptoms include hn ik bnayein 🙃

  • @HabibAwan-jj2ce
    @HabibAwan-jj2ce 8 месяцев назад

    Sir mughy doctor na thyrocxin khana ka nhi kaha is it necessary plesae tell me about

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  8 месяцев назад

      Agar sara thyroid nikaal dein to thyroxin use karty hain aur agr kuch pechy chhorein jo kuch mareezon mein chhorna parta hai isky apny faidy hain. Ap apny surgeon say rabta mein rahein

  • @alishbagul1248
    @alishbagul1248 Год назад +1

    Thanks a lot . SLamat rhen

  • @subhankarroy9466
    @subhankarroy9466 8 месяцев назад

    Hypocalcemia k konse specialist doctor ko dikhaya

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  8 месяцев назад

      Endocrinology kay specialist ko dikhaein

  • @K_EDITOR786
    @K_EDITOR786 Год назад

    Saheh magar ek sal k bad ya regular thyroxine k swa or kia khana chahe

  • @hareemfatima5188
    @hareemfatima5188 Год назад +1

    Mera Chin Sy nechy ka Thora SA part boht drd krta hai abi b

  • @user-um6gg4mr1v
    @user-um6gg4mr1v Год назад

    Dr. Shb very nice doctor

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад

      Thanks and don't forget to subscribe

    • @autocaddesigner4301
      @autocaddesigner4301 Год назад

      Last weak i was oprate thyroidectomy please tell me subtotal thyroidectomy... (full dectomy)..?

  • @RizwanSattar-l4m
    @RizwanSattar-l4m 2 месяца назад

    Sir Meri total thyroidectomy hui ha 4 weeks phly to meri awaz me hoarseness ha awaz nahi nikalti jasy sargoshi krty hen us trha awaz nikalti ha or iske ilawa me mirch nahi kha skta thori c mirch khany per neck swell ho jata ha kindly guide kr dijiye

    • @ayeshaanwer6239
      @ayeshaanwer6239 2 месяца назад +1

      Don't eat spicy food for at least 1 month ...voice will take time to become loud may be 2,3 months ..comsume much fruits

    • @RizwanSattar-l4m
      @RizwanSattar-l4m 2 месяца назад

      @@ayeshaanwer6239 Thank you so much

  • @maryamyaqub8541
    @maryamyaqub8541 3 месяца назад

    Aoa sir mai Sialkot say hon mera thyroid gland ka operate hue 3 months ho gae awaz abhi tk thek nae hue aur operation wali skin bhi moti sari hai jesay neck lines hoti hain meri awaz kb tk thek hon gi awaz ki wja say koi job bhi nae kr pa rahi mai, itne awaz hai k sb dosri dfa lazmi pochtay k kia keh rahi ho

    • @maryamyaqub8541
      @maryamyaqub8541 3 месяца назад +1

      Sialkot mai Jin doctor ko check krwa rahi thi unki transfer Lahore ho gae hue aur koi thyroid ka specialist nae hai Sialkot mai

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  3 месяца назад +1

      Thyroid gland ke operation ke baad awaz mein badlav hona ek common side effect hai, lekin yeh aksar temporary hota hai. Agar 3 months baad bhi aapki awaz theek nahi hui hai aur zakhm wali skin moti ho rahi hai, to kuch potential reasons aur solutions hain jo aap consider kar sakti hain:
      ### Potential Reasons for Voice Changes:
      1. **Vocal Cord Paralysis or Paresis**: Surgery ke dauran, vocal cords par temporary ya permanent damage ho sakta hai.
      2. **Nerve Damage**: Recurrent laryngeal nerve damage bhi voice changes ka sabab ban sakta hai.
      3. **Inflammation or Swelling**: Surgical site par inflammation ya swelling ki wajah se bhi awaz mein problem ho sakti hai.
      4. **Scar Tissue**: Zakhm ke heal hone ke dauran scar tissue develop ho sakta hai jo vocal cords aur awaz ko affect kar sakta hai.
      ### Steps to Take:
      1. **ENT Specialist se Milain**: Ek ear, nose, and throat (ENT) specialist ya otolaryngologist se consult karein. Wo aapki awaz aur vocal cords ka detailed examination kar sakte hain.
      2. **Laryngoscopy**: Doctor laryngoscopy test suggest kar sakte hain taake vocal cords aur larynx ka proper assessment ho sake.
      ### Treatment Options:
      1. **Voice Therapy**: Speech therapist ke sath sessions rakhein. Voice therapy vocal cords ko strengthen karne aur awaz ko improve karne mein madadgar hoti hai.
      2. **Medications**: Agar inflammation ya swelling ho, to doctor anti-inflammatory medications ya steroids suggest kar sakte hain.
      3. **Surgical Intervention**: Agar scar tissue ya nerve damage severe hai, to kabhi kabhi surgical intervention zaroori hota hai.
      ### For Thickened Skin (Scar Tissue):
      1. **Scar Creams**: Silicone-based scar creams ya gels use kar sakti hain jo scar tissue ko soften aur improve karte hain.
      2. **Massage**: Regularly scar ko gently massage karna skin ko soft aur flexible banata hai.
      3. **Laser Therapy**: Severe cases mein, laser therapy scar tissue ko treat karne ke liye use ki ja sakti hai.
      4. **Consultation**: Dermatologist ya plastic surgeon se consult karein taake wo best treatment options suggest kar sakein.
      ### When to Expect Improvement:
      - Awaz mein improvement mein kuch mahine lag sakte hain. Voice therapy aur proper medical treatment ke sath, aksar patients ko significant improvement hoti hai.
      - Individual healing process aur severity par depend karta hai ke awaz kitni jaldi theek hoti hai.
      ### Important Steps:
      - Regular follow-up appointments rakhein aur apne symptoms ke baare mein doctor ko update karte rahain.
      - Patience aur consistent treatment se aksar awaz aur skin dono mein improvement hoti hai.
      Agar aapko further guidance chahiye ya koi specific concern hai, to apne doctor se zaroor consult karein taake wo aapko personalized treatment plan de sakain.

    • @maryamyaqub8541
      @maryamyaqub8541 3 месяца назад

      @@drimtiazhussain jazak Allah Khair Sir 🥺 mai kal hi doctor say appointment leti hon

    • @maryamyaqub8541
      @maryamyaqub8541 3 месяца назад

      @@drimtiazhussainMeray pas operate hi pictures hain kia unse pata chal sakta k k operation k duran koi damage nae hua

  • @HafizKhalid-v2k
    @HafizKhalid-v2k 9 месяцев назад +1

    اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎ ڈاکٹر صاحب میرا اپرشن 23oct 2023یعنی اڈھای۶ ماہ پہلے ھوا ھے سب معاملات ٹھیک ہیں صرف اواز کبھی بھاری کبھی کمزور اور کبھی ٹھیک ھو جاتی ھے اور ووکل کارڈ بولتے بولتے تھکاوٹ ھو جاتی ھے میں حافظ ھوں اگے رمضان ارھاھے کیا میری اواز ٹھیک ھو جاے۶ گی

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  9 месяцев назад

      بہتر ہے اپنے آپریشن کرنے والے سرجن سے رابطہ میں رہیں۔ یہ مسلہ حل ہونے والا ہے

    • @HafizKhalid-v2k
      @HafizKhalid-v2k 9 месяцев назад

      اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎ سرجی اپکی وڈیوز دیکھی ھے اپ نے کہاھے کہ voice problum It will tacke after 4 to 6 month جب میرا اپریشن ھوا تھا پہلے دن اواز بالکل ٹھیک تھی دوسرے دن بھاری ھو گی۶ اب بہتر تو ھے ❤

  • @cutemoments6021
    @cutemoments6021 Год назад

    Multinodular goiter me surgergy zarooi hoti ha?

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад

      MNG ka size kam nahin hota aur yeh irreversible state hoti hai is liay sath problem bhi karna shuru karay to operate karwa lena behtre hai

    • @cutemoments6021
      @cutemoments6021 Год назад

      Sir ,kya radio active iodine treatment safe ha hyperthyroidism?

  • @kokancomputer9664
    @kokancomputer9664 Год назад +1

    al hamdulillah fine

  • @rajasarim9529
    @rajasarim9529 Год назад +1

    Thank you so much dr ❤

  • @sumeraahmed3154
    @sumeraahmed3154 Год назад

    Nice inf ormation

  • @shaziaabrar1009
    @shaziaabrar1009 Год назад

    Mary thyriod k oprat ko 2 sal ho gu lakinari awaz abhi tk chang hy ziada bola nhi jata thora oncha bolo to damagh ki back sid pay khich parti hy

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад

      Waqt say thek to ho jata hai mgar apny surgeon say lazmi rabta karein for check up

  • @shefyy
    @shefyy Год назад +1

    Sir mera surgery hue 4 month ho gye operation ke bad koi tablet nhi di mujhe 3 din ki di the bs ab mai moti ho gai hu wait badh rha hai esa kyu ho rha

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад

      Apny surgeon say rabta karein aur yeh baat btaein

    • @anayamalik2847
      @anayamalik2847 Год назад

      Hi mujhy b doctor ny operation bola m very tense plz ap btain kiya mushkil peshbayen

    • @anayamalik2847
      @anayamalik2847 Год назад

      Ta k mai soch samjh k operation krwaon

  • @MuhammadUmar-fx8wd
    @MuhammadUmar-fx8wd 5 месяцев назад +1

    Mry liy dua kryn, Myra gland dubara brh chuka h😢

    • @IqbalMunir-ic3ym
      @IqbalMunir-ic3ym 5 месяцев назад

      آپ تھائی راکسن گولی استعمال کر رہیں ہیں؟

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  5 месяцев назад

      Ameen

  • @savitharamdas9685
    @savitharamdas9685 Год назад

    Thank you very much

  • @haseebghouri3617
    @haseebghouri3617 Год назад

    Mery oprate ko 23 days ho gy hain meri opration line k oper sweling h ab tk thik ni hui r ab tk pain b h kch khaty pity ye kb tk thik ho ga 😢

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад

      Swelling thek hony mein thora time lagt hai but apny surgeon ko lazmi check karwa lein

    • @PopyAdhikary-s4v
      @PopyAdhikary-s4v 5 месяцев назад

      How are you?

  • @soniakhan9706
    @soniakhan9706 Год назад +1

    Thanks dr

  • @ashtaralihaider2966
    @ashtaralihaider2966 2 года назад +1

    Nice

  • @MdMamun-rr9zc
    @MdMamun-rr9zc Год назад

    Assalamu alaikum sir please sir I apoyment to you and I meet with you my mother's thoyrods poblem and I need your help and support me I am going to dellhi and meet you

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  3 месяца назад

      We are from Pakistan. You should consult someone there

  • @khaidkhalidali2451
    @khaidkhalidali2451 2 месяца назад

    Sir mujhy 25 days ho gy pr meri voice buht slow h sahi tarha ni niklti ur body sun rehti h buht zeada calcium ki buht zeada kami ho Gai h jis ki wajha sy my tango bhr beth ni sakti 😢

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  2 месяца назад

      Thyroid ka operation hone ke baad awaaz ki kamzori aur jism mein susti aam nishaniyan ho sakti hain. Is ke saath saath, tangon mein dard ya baithne mein mushkil bhi ho sakti hai. In nishaniyon ki peechay kuch wajahain ho sakti hain aur chand ihtiati tadabir lene ki zarurat hai:
      1. **Awaaz ki kamzori:**
      - Awaaz ki kamzori aam tor par thyroid ki surgery ke baad hoti hai kyun ke is doran awaaz ke taar ya asab ko nuqsan pahunch sakta hai. Is ke liye aap ko doctor se mashwara karna chahiye, jo aap ko specialized therapy ya dawaiyan de sakte hain.
      2. **Jism mein susti:**
      - Operation ke baad jism mein kamzori aam hai, khaaskar agar hypothyroidism ka ilaj nahi kiya gaya ho. Aap ko apni thyroid hormone ki satah ko check karwana chahiye aur doctor ke mashwaray ke mutabiq dawaiyan leni chahiye.
      3. **Tangon mein dard ya sun rehna:**
      - Ye khoon ki gardish mein kami ya asab par dabao ki wajah se ho sakta hai. Kuch araam ki mashqain karein aur garam ya thandi malish karein.
      4. **Doctor se rabta:**
      - In nishaniyon ke baare mein apne doctor se fori rabta karein taake wo aap ki mojooda halat ki jaanch kar saken aur munasib ilaj tajweez kar saken.
      Ye ihtiati tadabir aap ko rahat dene mein madadgar ho sakti hain. Kisi bhi ghair maamooli nishani ke liye apne doctor se rabta karna na bhoolen.

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  2 месяца назад

      Thyroid surgery ke baad calcium ki kami hona, especially jab parathyroid glands ko damage ya remove kiya jata hai, ek aam masla hai. Ye glands calcium metabolism mein ahm kirdar ada karte hain, aur agar inka function disrupt ho jaye, to hypocalcemia ho sakta hai. Yahan kuch tadabeer aur ilaj diye gaye hain jo aap ki madad kar sakte hain:
      1. **Calcium Supplements:**
      - Aapko doctor ne jo calcium supplements diye hain, unka istemal karein. Ye usually calcium carbonate ya calcium citrate form mein hote hain.
      2. **Vitamin D Supplements:**
      - Vitamin D bhi zaroori hai kyun ke ye calcium absorption mein madadgar hai. Aap doctor ke mashwaray se Vitamin D supplements bhi le sakte hain.
      3. **Dietary Sources:**
      - Calcium se bharpoor ghiza, jaise ke doodh, yogurt, cheese, machhli, aur sabz sabziyan (palak, broccoli) ka istemal zyada karein.
      4. **Regular Monitoring:**
      - Apne calcium levels ko doctor ke sath regularly check karte rahein taake zaroorat padne par ilaj mein tabdeeliyan ki ja sakein.
      5. **Hydration:**
      - Pani aur fluids ka zyada istemal karein taake aap hydrated rahein aur calcium levels stable rahen.
      Agar aapko severe symptoms jaise muscle cramps, numbness, ya tingling mehsoos ho, to foran doctor se rujoo karein. Ye kisi emergency ka ishara bhi ho sakta hai aur iski fori dekh bhaal ki zaroorat ho sakti hai.

    • @khaidkhalidali2451
      @khaidkhalidali2451 2 месяца назад

      @@drimtiazhussain thanks 👍

  • @subhankarroy9466
    @subhankarroy9466 8 месяцев назад

    Sir... Mera total thyroidectomy hua hain.... Doctor parathyroid nahi nikala hain.... Fir vi mera parathyroid kam nahi kar raha hain...
    This problem temporary hain ya permanent... Please doctor bataaya...

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  8 месяцев назад

      Parathyroid glands kaam na karne se hypocalcemia (low calcium levels) ho sakta hai total thyroidectomy ke baad. Yeh temporary bhi ho sakta hai aur permanent bhi, depending on various factors including how the surgery was performed and whether the parathyroid glands were inadvertently damaged or removed during the thyroidectomy.
      Temporary hypocalcemia usually resolves on its own as the remaining parathyroid glands recover or compensate for the loss. In such cases, doctors may prescribe calcium and vitamin D supplements to manage symptoms until the parathyroid function returns to normal.
      If hypocalcemia persists or becomes chronic, it may require ongoing management with calcium and vitamin D supplements, along with medications to help regulate calcium levels. In some cases, additional treatments such as parathyroid hormone replacement therapy or surgical intervention may be considered.
      It's important to consult with an endocrinologist or specialist experienced in managing post-thyroidectomy complications to determine the best course of action based on your individual circumstances. They can conduct tests to assess parathyroid function and provide tailored treatment recommendations.

    • @subhankarroy9466
      @subhankarroy9466 8 месяцев назад

      @@drimtiazhussain sir..... My PTH is 5.79 pg/ml

  • @faryaltariq2508
    @faryaltariq2508 Год назад +1

    Sargry ka bad gal ma drde

  • @ranamohsin1453
    @ranamohsin1453 2 года назад +1

    Mashallah

  • @baberalee8360
    @baberalee8360 Год назад

    Sir aap se baat kari hai aapka number chahiye

  • @abubakarbuttbutt5474
    @abubakarbuttbutt5474 Год назад

    AOA sir operat k bad sleeping time pe left right side pe kb tak so sakty ha

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад

      Agly din hi so sakty hain. Neck idhar udhar bhi morr sakty hain

  • @irfanbash
    @irfanbash 2 года назад

    Mujhay khud doctor hotay Huey bhe is video se bahut faida hua.

  • @irfanbash
    @irfanbash 2 года назад

    Thanks a lot, Dr. Imtiaz