Diet Plan after Operation | What foods & Drinks to take after Surgery | Dr Imtiaz Hussain

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 25 ноя 2024

Комментарии • 210

  • @RRTv5
    @RRTv5 Год назад +3

    ڈاکٹر صاحب اللہ پاک آپ کو بہت زیادہ جزائے خیر عطا فرمائے

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад

      Shukriya.

    • @shuaibahmad1784
      @shuaibahmad1784 28 дней назад

      Bahut behtareen samjhaya hai apne.hamko 25 mm ka galblader stone tha.bombay medikhaya laparoscopic se jab operation shuru hua lakin phir mere gharwalo ko Dr ne bataya ki open operation karna padega.durbeen se nahi ho payga.phir pet me cheera laga kar operation hua.ab alhamdu lillahe 3 month 15 din hue.thik hu.mujhe aap se puchhna hai ki Mai bike kab se chala sakta hu

  • @Musa_Crafts
    @Musa_Crafts 11 месяцев назад +4

    Masha Allah g zbrdsat Allah pak ap ko jza dy Mera hrniyan ka operate Howa 5 din howy hy Dua kry mery ley main jldi teek ho jao ameen

  • @fazalrahim7505
    @fazalrahim7505 Год назад +3

    جزاکم اللہ خیرا ڈاکٹر صاحب
    *اللہ تبارک وتعالٰی* آپکو خوش رکھے

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад

      Most welcome.Thanks for liking. Don't forget to subscribe

  • @mrimmu1930
    @mrimmu1930 12 дней назад

    Masha Allah buhat acha gaid Kiya Mera pittay ka operate Hoa hay main AAP Ki batai hui diet ko hi follow karow gi

  • @allhumdulilahhkgnchat8165
    @allhumdulilahhkgnchat8165 Год назад +1

    Boht shukriya DR. SAHAB ALLAH APKU HAMESHA KUSHYON SE NAWA ZE AMEEN. MAIN KAREEM AHMED SIDDIQUI HYDERABAD INDIA SE❤

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад +1

      Shukriya. Hmaray channel ko subscribe aur share karein

  • @farhatamjadfarhatamjad7556
    @farhatamjadfarhatamjad7556 2 года назад +3

    Very informative sir! JazaKAllah

  • @Arabicboy-875
    @Arabicboy-875 Год назад +2

    Very useful information Jazzak Allha

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад +1

      Thanks for liking. Don't forget to subscribe. Aur yeh video share karein takeh dosry bhi is say faida uthha sakein

  • @aneetajadoon4207
    @aneetajadoon4207 2 месяца назад

    Jzak Allah your videos are very helpful for recovry.

  • @RafaqatAliMehar
    @RafaqatAliMehar 5 месяцев назад +1

    bht khoob method Sy guide kia ap ny sir.

  • @lifeline351
    @lifeline351 Год назад +2

    Very usefull information ❤😊

  • @javednehal6071
    @javednehal6071 7 месяцев назад +1

    سر جی جزاکم اللہ تعالی !!!

  • @jyotishekhawat8958
    @jyotishekhawat8958 5 месяцев назад +1

    Very well explanation sir plz make video diet chart after fisher hemorrhoids surgery .

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  5 месяцев назад +2

      ruclips.net/video/8SFO71YfGe8/видео.htmlsi=R9ZikFZH9-nh9GBJ
      Yeh dekhein

  • @iqbalhussain8683
    @iqbalhussain8683 Год назад +1

    Masha Allah
    Impressive thumbnail and title

  • @MuhammadIrfan-kp5yv
    @MuhammadIrfan-kp5yv 3 месяца назад +1

    Good job sir jee
    MASHALLAH

  • @ranashahjahan9997
    @ranashahjahan9997 Год назад +1

    Doctor saab zindabad good work

  • @HayaaZahra-u3s
    @HayaaZahra-u3s 9 месяцев назад +1

    Dr sabh vey good informition. Thank. Ok

  • @hafsa7282
    @hafsa7282 3 месяца назад +1

    Very good information

  • @shaziawassan992
    @shaziawassan992 2 месяца назад +1

    Thanks for information 👍 ❤

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  2 месяца назад +1

      @@shaziawassan992 welcome and happy healing

  • @malikzaman6762
    @malikzaman6762 9 месяцев назад +2

    Mujy pregnancy m fissure ho gya thaa ye bimari tb med se theek ho gyi 1saal bd dobara ho gyi ab mny operate kraya😢 Allah ye bimari kise ko b na lgy Allah sab ko seht sy ameen🤲

  • @Cricketxedits17
    @Cricketxedits17 Год назад +1

    Thank you so much such a nice information

  • @chaudharyrakha9044
    @chaudharyrakha9044 Год назад +1

    زبردست انفارمیشن

  • @subtainhaider1624
    @subtainhaider1624 2 года назад +3

    Ka OT kis terh ka hona chahiya

  • @subtainhaider1624
    @subtainhaider1624 2 года назад +2

    Aur OTT ki kaya zimadariyan hoti han

  • @manzoor1102
    @manzoor1102 2 года назад +2

    Excellent 👍

  • @iqbalhussain8683
    @iqbalhussain8683 Год назад +2

    Excellent dressing and valuable information

  • @asharaliimtiaz8319
    @asharaliimtiaz8319 2 года назад +2

    Informative

  • @ehtashamkhan8089
    @ehtashamkhan8089 Год назад

    Love you sir g....ap ki video mere leye bout helpfull rahi....

  • @muskantahir3931
    @muskantahir3931 7 месяцев назад +1

    So Nice

  • @arslanhafeez5961
    @arslanhafeez5961 2 года назад +2

    Excellent

  • @whatsonyourmind6476
    @whatsonyourmind6476 Год назад

    Mashaallaha nicely discuss

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад

      Thanks for the appreciation. Plz don’t foreget to subscribe. Aur hmari video baqion say bhi share karein so that wo bhi faida lein. Thanks again

  • @malakjehangir3429
    @malakjehangir3429 4 месяца назад +1

    ماشاءاللہ

  • @cutetania2408
    @cutetania2408 6 месяцев назад

    Nyc informative video

  • @ZohanSikander-h2o
    @ZohanSikander-h2o 3 месяца назад +1

    C section delivery k bad dudh dahi or chawal KB se start kry or zameen pe kitne month k bd beth skty he plz reply .

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  2 месяца назад +1

      @@ZohanSikander-h2o C-section kay baad dodh aur dahi ko aam tor par ek ya do din kay andar istemal kiya ja sakta hai, magar ye aapki specific health condition aur doctor ki advice par munhasir hai. Agar aapko koi khas dietary restriction nahi di gayi, toh aap in cheezon ko apni diet mein shamil kar sakti hain. Yeh achha rahega ke aap apni diet mein protein, calcium, aur vitamins ki mukammal miktar ko shamil karain, taake sehat mand recovery ho sake.
      Zameen par baithne ke hawalay se, yeh aksar mashwara diya jata hai ke C-section ke baad kam az kam 4 se 6 haftay tak ihtiyat ki jaye. Yeh waqt aapke jism ko andar se poori tarah se theek hone mein lagta hai. C-section ke baad zameen par baithne se pehle apne doctor se mashwara zaroor karein, kyun ke har kisi ki recovery ka process mukhtalif hota hai. Apko dheere dheere activity badhani chahiye aur jab tak aapko apne stitches aur ander ke zakhm poori tarah se theek na ho jayein, zyada jhukne ya zameen par baithne se bachna chahiye.

  • @AbdulHadi-b7b
    @AbdulHadi-b7b 8 месяцев назад +2

    Mein hernia or gallbladder k opration k 1 ganty bad he chlny lag gaye thi or bilkul shih chlti thi or daily walk krti thi pora din

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  8 месяцев назад +1

      Surgeon ki advice ko follow karein aur Himmat karein to jaldi recovery ho jati hai.

  • @ahmadbilal1649
    @ahmadbilal1649 25 дней назад

    Dr sahab mujhe laproscopic appendix surgery ko 10 din huwe kya mai meat khaw sakhta hun abi tak sirf khali soof piya hai

  • @sketches6942
    @sketches6942 6 месяцев назад +1

    Sir kya gall bladder ke operate ke bad shuger honey ke chances ziada hote h plz reply me

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  2 месяца назад +1

      Gallbladder surgery se seedha diabetes (sugar) hone ka koi rabta nahi hai. Gallbladder ka function bile ko store karna hota hai, jo ke chربی aur ghiza ko hazam karne mein madad karta hai. Iska koi direct taluq insulin ya blood sugar control se nahi hota.
      Lekin kuch log surgery ke baad apni diet aur lifestyle mein tabdili karte hain, jo unki overall health par asar daal sakti hai. Gallbladder removal ke baad:
      1. **Dietary Changes:** Gallbladder ke baghair, jism ko fatty foods ko hazam karne mein mushkil ho sakti hai, is liye log apni diet mein zyada carbohydrates shamil kar lete hain. Carbohydrates ki zyada istimal se blood sugar levels mein asani se izafa ho sakta hai.
      2. **Weight Gain:** Agar gallbladder surgery ke baad aap apni diet ko theek se manage nahi karte, toh weight gain ho sakta hai, jo ke diabetes ka risk factor hai.
      3. **Liver Aur Metabolism:** Kuch cases mein, gallbladder removal liver ki bile production ko asar kar sakti hai, lekin iska direct asar diabetes par nahi hota.
      ### Summary:
      Gallbladder surgery se direct diabetes hone ka koi saboot nahi hai. Lekin surgery ke baad apni diet aur lifestyle ko maintain karna zaroori hota hai, kyun ke ghalat diet se weight gain aur insulin resistance ka risk barh sakta hai. Agar aapko diabetes ya sugar ka koi risk nahi tha pehle, toh sirf gallbladder surgery ki wajah se aapko diabetes hone ke chances bohat kam hain.
      Agar aapko surgery ke baad apni diet ko manage karne mein mushkil ho rahi hai, ya blood sugar levels mein koi tabdili mehsoos ho rahi hai, toh apne doctor se zaroor mashwara karein.

  • @RafaqatAliMehar
    @RafaqatAliMehar 5 месяцев назад +1

    Wednesday 12th mera laproscopic surgery hwa kal. mai sugar ka patient be hun. muje dait plan bta dijyee.. thnkyu

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  5 месяцев назад +1

      Is video mein general information hain aur specific conditions kliay Apko apny operating surgeon say rabta karna chahiay. Wo apko behtre guide kar sakty hain. Hum baghair check up kiay koi medicines ya ilaaj nahin bta sakty aur na apko baghair examination kay koi medicines leni chahiay. Operation kay baad kisi bhi problem ya issue ki soorat mein apny surgeon say rabta mein rahein

  • @iftikharshakir1012
    @iftikharshakir1012 8 месяцев назад +1

    اسلام وعلیکم ڈاکٹر صاحب اللّٰہ تعالیٰ آپ کو سدا خوش رکھے آپ ناامید مریضوں کے لئیے امید کا باعث ہیں
    ڈاکٹر صاحب میں فیصل آباد سے ہوں میں نے دو ماہ دس دن پہلے Heamoroidtectomy اور Anal Fisher کا آپریشن کروایا تھا ویسے تو میں 95 فیصد ٹھیک ہوں لیکن پاخانے کیلئے مجھے Syp Cremafine چار چمچ پینا پڑتا ہے اس کے بغیر پاخانہ پتلا نہیں آتا بلکہ پاخانے کی طلب ہی نہیں ہوتی ایک دو بار سیرپ چھوڑ کر دیکھا ہے تو پاخانہ معمولی سا زور لگ کر بھی آئے تو ساتھ فریش خون آ جاتا ہے Bowel movement تو نہ ہونے کے برابر ہے درد جلن تو تقریباً ٹھیک ہو گئ ہے بس کسی طرح Syp Cremafine سے جان چھڑوا دیں اللّٰہ تعالیٰ آپ کو عمردراز بلخیر عطا فرمائے آمین
    میں نے جن ڈاکٹر صاحب سے آپریشن کروایا تھا انھیں چیک کروایا تھا وہ بغیر معائنہ کئے کہہ دیتے ہیں کہ کوئی بات نہیں کچھ دن اور لگیں گے ٹھیک ہونے میں

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  8 месяцев назад +2

      Operation kay baad apny surgeon say rabta mein rahein. Check up kay baad hi decide kia jata hai aur iski boht si wajohaat ho sakti hain.

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  8 месяцев назад +1

      Operation kay baad apny surgeon say rabta mein rahein. Check up kay baad hi decide kia jata hai aur iski boht si wajohaat ho sakti hain.

  • @QurbanAli-nl2sv
    @QurbanAli-nl2sv Месяц назад

    Assalam o alikum sir
    Mera 8 din pehly harnia ka opration howa hai zakham kaafi had tak thek ho gaya h lekin kuch problm ho rahi h k pait men gas buht bann rahi h aur harnia waali jaga se lekr neechy khusiay (goolian) tak 1 aant men musalsal soojan ho rahi h..
    Men buht preshan hun plz jawab dyn

  • @ShahenSultana-m2p
    @ShahenSultana-m2p Год назад

    Thanks good info

  • @sahibzadazahoor1202
    @sahibzadazahoor1202 Год назад +2

    Fissure k opration k bd kitny din hsptl ma guzrna hty hn ???

  • @ppscarena1227
    @ppscarena1227 6 месяцев назад

    Thank you so much sir

  • @InamKhan-f8h2s
    @InamKhan-f8h2s 11 месяцев назад +1

    Sir operation ky bad kethne den bad vife see mell sakthe hah

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  2 месяца назад +1

      Gallbladder surgery ke baad intimate relationship ke liye kitna waqt lena chahiye, yeh kuch factors par depend karta hai, jaise ke surgery ki type (laparoscopic ya open surgery), aapki individual recovery, aur aapke doctor ki hidayat. Lekin aam tor par:
      1. **Laparoscopic Surgery:** Agar laparoscopic surgery hui hai, toh aam tor par 2 se 4 haftay tak intizar karna munasib hota hai. Laparoscopic surgery mein chhote cheeday cuts lagtay hain, is liye recovery zyada jaldi ho sakti hai.
      2. **Open Surgery:** Agar open surgery hui hai, toh thoda zyada waqt lag sakta hai, aam tor par 4 se 6 haftay. Ismein jism ko zyada waqt chahiye hota hai cuts aur stitches ko heal karne ke liye.
      ### Intimate Relationship Se Pehle:
      - Apne jism ki awaz sunain; agar abhi bhi pait mein dard, discomfort, ya kisi qisam ki takleef mehsoos ho rahi hai, toh thoda aur intizar karein.
      - Jab aap physical activity (jaise ke walk karna, stair chadhna) asaani se kar sakte hon aur koi dard ya takleef na ho, tab intimate relationship par ghour karna behtar hota hai.
      - Apne doctor se raabta karein; woh aapki recovery ki surat-e-haal ko samajh kar behtar hidayat de sakte hain.
      Agar aapko kisi qisam ki confusion hai ya koi khas concern hai, toh apne doctor se mashwara zaroor karein.

  • @nihayajwad461
    @nihayajwad461 2 года назад +2

    Add English subtitle plz

  • @shanzaayub5824
    @shanzaayub5824 2 года назад +2

    What would be the long term post cholecystectomy.

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  2 года назад +1

      What about that?

    • @shanzaayub5824
      @shanzaayub5824 2 года назад +1

      I'm sorry ... I meant diet.

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  2 года назад +2

      @@shanzaayub5824 after 3 months, body biliary tract adjusts and can store enough bile for fat digestion. So, after that we can take any normal diet.

    • @shanzaayub5824
      @shanzaayub5824 2 года назад +1

      @@drimtiazhussain its informative

  • @khalidtarhanakhalid8220
    @khalidtarhanakhalid8220 8 месяцев назад +1

    Sir main ny gallbladder surgery ha 2 dan phly abhi pain ho rhi h kia kro

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  2 месяца назад +1

      Gallbladder surgery ke baad 2 din tak dard hona aam baat hai, kyun ke jism ko recovery ke liye waqt chahiye hota hai. Yeh pain surgery ki type par bhi depend karta hai (laparoscopic ya open surgery). Yahaan kuch mashware hain jo aapko rahat dene mein madadgar ho sakte hain:
      1. **Pain Relief Medication:** Aapko jo painkillers doctor ne diye hain, unko unki di hui hidayat ke mutabiq lein. Agar dard zyada hai ya dawa asar nahi kar rahi, toh apne doctor se raabta karein.
      2. **Rest:** Jitna mumkin ho, aram karein. Heavy cheezen na uthayen aur zyada jhukne ya moomkin activity se gurez karein. Apne jism ko healing ka waqt dena zaroori hai.
      3. **Garam Patti (Warm Compress):** Agar doctor ne mana nahi kiya, toh pait par garam patti (warm compress) laga sakti hain. Yeh muscles ko relax karega aur dard ko thora kam karega.
      4. **Diet:** Halka aur naram khana khayein, jaise ke soup, dal, ya sabzi. Chiknai aur masalaydar khanay se bachne ki koshish karein, kyun ke yeh digestion mein mushkil paida kar sakte hain.
      5. **Slow Movement:** Jab bhi uthne ya baithne ki zaroorat ho, dheere dheere karein. Achanak jhatka lagne se dard badh sakta hai.
      6. **Doctor Se Mashwara:** Agar dard zyada severe ho, bukhar ho, ya koi nayi problem mehsoos ho rahi ho (jaise ke constant vomiting, joron mein sakht dard, ya infection ki alamat), toh foran apne surgeon ya doctor se raabta karein.
      Dard dheere dheere kam hota hai, magar agar aapko lagay ke dard theek nahi ho raha ya koi complication ho rahi hai, toh apne doctor se mushawarat lazmi karein.

  • @islamic__channel0780
    @islamic__channel0780 Месяц назад +1

    Sir mera 8 din phly operation huwa hai aj stich aj khul gy hai lakin dard hai abi tak kya krna chye ab mujy or kitne din bed rest krna hoga plzz jwab dejeye ga ❤

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Месяц назад +1

      Waqt kay sath behtei aey gi ap apny surgeon say rabta mein rahein

  • @farzanakazmi7769
    @farzanakazmi7769 3 месяца назад +1

    👍👍👍👍👍

  • @muhammadnaeem-kb5js
    @muhammadnaeem-kb5js 3 дня назад

    Mra oprt hova 3 din phly lekin mra Dil bohat kharab hota Dil ki dharkan teez ho jati ha

  • @maryamimran9174
    @maryamimran9174 Год назад +1

    Sir plz... Mara sawal appandix k operation k bad 17 gnty ho gaya hain paaat m shadeed dard h

    • @maryamimran9174
      @maryamimran9174 Год назад +1

      ASA Kya karoun jis sa paat dard Kam hojaya .. injection lgya hn pain killer k koe fark ni par raha

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад +1

      Apny surgeon ko foran dikhaein

  • @aqibkhanasa6659
    @aqibkhanasa6659 3 месяца назад +1

    Asalam o alikom sir, Mera aj 4 din ha mere bladder se stone remove Hua ha cut ka zariye. So ma poop nhi kr sakta or mere pat ma buhut dard or gas rehti ha or gas ki waja se mere urinary catheter ma dard Huta ha,
    Roti tu mana abi tak kayi nhi bs liquid or bread waghera kata hu. So how I can I poop?

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  2 месяца назад +2

      @@aqibkhanasa6659 Walekum assalam!
      Aik to yeh video dekhein.
      ruclips.net/video/FOB3jOr1_uE/видео.htmlsi=YDe8-4z6iV3c396F
      Bladder stone surgery kay baad catheter ki waja se kuch din tak dard aur takleef hona aam baat hai. Poop karne mein dard aur gas ki takleef ko kam karne ke liye kuch mashwaray hain:
      1. **Fiber Ki Miktar Barhaen:** Apni diet mein fiber shamil karain. Bread ke bajaye soft fruits (jaise ke kela, seb), sabziyan, aur dalen istamal karein. Fiber stool ko naram banata hai aur dard ko kam karta hai.
      2. **Paani Zyada Piyen:** Rozana kam az kam 8-10 glass pani piyen. Yeh aapko constipation se bachane mein madad karega aur catheter ki irritation ko bhi kam karega.
      3. **Stool Softener Ya Laxative:** Agar aapko zyada dard ho raha hai toh apne doctor se mashwara karke stool softener ya halki laxative medicine le sakti hain. Yeh aapko zyada asaani se poop karne mein madad karega.
      4. **Warm Compress:** Gas aur dard ko kam karne ke liye pait par halki garam patti (warm compress) rakhen. Yeh muscles ko relax karegi aur gas ko nikalne mein asaani hogi.
      5. **Relax Karein:** Jab bhi aapko poop ki zaroorat ho, aram se baith kar waqt lein. Zyada zor lagane se bachna chahiye kyun ke is se zakhm aur bhi takleef deh ho sakte hain.
      Agar dard zyada ho ya koi aur nayi takleef ho rahi ho, toh apne doctor se zaroor raabta karein.

  • @khalidtarhanakhalid8220
    @khalidtarhanakhalid8220 8 месяцев назад +1

    Mujy chota peshab bhut ay rha h surgery k bad aur pain bhe h gallbader k surgey 2 dan ho g h

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  2 месяца назад +1

      @@khalidtarhanakhalid8220 Gallbladder surgery ke baad kuch patients ko frequent urination aur pain ka samna ho sakta hai. Yeh kuch wajaahat ki wajah se ho sakta hai, aur yeh normal healing process ka hissa bhi ho sakta hai:
      1. **Anesthesia aur Fluids:** Surgery ke dauran diya gaya anesthesia aur fluids kabhi kabar bladder ko irritate kar sakte hain, jiski wajah se aapko frequent urination ho sakta hai.
      2. **Pain Aur Irritation:** Pain aur discomfort aapki surgery aur recovery ki waja se bhi ho sakta hai. Agar aapko catheter dala gaya tha, toh uski wajah se bhi kuch din tak bladder mein irritation ho sakti hai.
      3. **Paani Ki Kami:** Surgery ke baad zyada pani peena zaroori hota hai, lekin agar aap zyada pani pee rahe hain toh urine bhi zyada aa sakta hai. Lekin pani ki kami bhi bladder ko irritate kar sakti hai.
      ### Kya Karna Chahiye:
      - **Pain Management:** Agar dard zyada hai, toh apne doctor se mashwara karein. Woh aapko pain relief ki dawai de sakte hain.
      - **Hydration:** Pani pite rahen, lekin balance rakhein. Agar aapko lagay ke pani zyada pee rahe hain, toh thoda thoda karkay piyayen.
      - **Doctor Se Raabta Karein:** Agar aapko urine karte waqt jaln ho rahi hai, bukhar hai, ya dard mein koi improvement nahi ho raha, toh foran apne doctor se raabta karein. Yeh urinary tract infection (UTI) ya kisi aur complication ki nishani bhi ho sakta hai.
      Aapki condition ko dekhte hue, doctor se mushawarat lazmi hai, khas tor par agar yeh symptoms zyada intensify ho rahe hon.

  • @mostafizurrahaman1625
    @mostafizurrahaman1625 Год назад +1

    Sir .... fistula surgery ke kitne din bad roze(fasting) rakh sakhte hai ??

  • @ashtaralihaider2966
    @ashtaralihaider2966 2 года назад +2

    Nice

  • @Alijutt12145
    @Alijutt12145 2 года назад +2

    good

  • @drmeharunisa7787
    @drmeharunisa7787 Год назад +1

    Mery gall bladder umbilcus 3 hernias k umblicus 3 c section bypass opertion howa hay mujhy bhut constipation hay bhut gas bunti hay pat m derd rahta hay kon c diet loen jun c pat m sukoon chyaey

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад +1

      ruclips.net/video/45Gc7uP62Wk/видео.html
      Yeh vidoe dekhein

    • @AbdullahMughal16-e3s
      @AbdullahMughal16-e3s 8 месяцев назад

      Ap Pani may rat ko anjir BOGO kr subh Kali pate ly Kam Sy km 5 anjir ly

  • @ABRARALLI148
    @ABRARALLI148 Год назад

    Ap fareshty ho doctor sab ma ny ap Ki bato par aml keya Mara enar fishr 1wik ma thk ho gya nh

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад

      Hmein khushi hui apko hmari video achhi lagi. Hum barri mehnat say video bnaty hain aur logon ki preshani ko door karny ki koshish karty hain. Please subscribe to our channel for informative videos like these.

  • @Abdullahtariq566
    @Abdullahtariq566 Год назад +1

    V nice sir

  • @TalhaRamzan-b5e
    @TalhaRamzan-b5e 3 месяца назад +1

    G sir 4week ego Mera pitty ka operation hua h ab mujy right side pr thori pain Hoti h bethny me please mujy ghiyd kijiy

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  3 месяца назад +1

      Gallbladder operation ke 4 weeks baad agar aapko right side par dard mehsoos ho raha hai, toh yeh kuch wajahain aur hal hain jo madadgar ho sakte hain:
      ### Possible Wajahain
      1. **Surgical Healing:**
      - Operation ke baad tissues ko puri tarah se heal hone mein waqt lagta hai. Yeh normal hai ke kuch discomfort aur dard mehsoos ho.
      2. **Muscle Strain:**
      - Dard kisi muscle strain ya posture ki wajah se ho sakta hai, khaaskar agar aapne post-surgical discomfort ki wajah se apna andaz-e-bethak badal liya ho.
      3. **Adhesions:**
      - Kabhi kabhi operation ke baad ander scar tissue ya adhesions ban jate hain, jo movement par dard ka sabab ban sakte hain.
      4. **Digestive Changes:**
      - Gallbladder removal ke baad digestive system mein kuch tabdeeliyan aati hain, jo discomfort ya dard ka sabab ban sakti hain.
      5. **Nerve Irritation:**
      - Operation wale area mein nerves abhi bhi sensitive ho sakti hain, jo bethne par discomfort ka sabab banti hain.
      ### Hal aur Tips
      1. **Posture:**
      - Bethte waqt acha posture banayein taake aapke pait par strain na ho. Zaroorat parne par supportive cushions ka istemal karein.
      2. **Pain Relief:**
      - Doctor ki salah se paracetamol ya ibuprofen jese pain relievers ka istemal karein.
      3. **Gentle Movement:**
      - Halki exercise, jaise ke walk karna, circulation behtar banata hai aur stiffness kam karta hai. Magar strenuous activities se bachen.
      4. **Warm Compress:**
      - Garam compress ko dard wale hissay par lagayein taake muscles relax ho sakein aur dard kam ho.
      5. **Dietary Adjustments:**
      - Choti aur zyada dafa meals khaein jo low-fat ho taake digestion aasaan rahe aur discomfort na ho.
      6. **Doctor Se Mashwara:**
      - Agar dard barqarar rahe ya barh jaye, toh foran apne surgeon ya healthcare provider se mashwara karein taake kisi bhi complication ko rule out kiya ja sake.
      ### Kab Doctor Se Rabta Karein
      - Agar dard bohot zyada ho ya saath mein bukhar, peeli rangat (jaundice), ya nausea jese symptoms ho, toh foran apne healthcare provider se rabta karein.
      Aapka doctor mukammal check-up karke dard ki asal wajah ka pata lagane mein madad karega.

    • @TalhaRamzan-b5e
      @TalhaRamzan-b5e 3 месяца назад

      jazakAllah khair Dr sahb

  • @NadeemMalik-le6ld
    @NadeemMalik-le6ld Год назад +1

    Sir main phaly bilkul thak ho gai the 3 hafty ky bad pain ha bahot zaada

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад +2

      Sub say pehly Kisi general surgeon ko proper check up karwaein. Wo examination karny kay baad decision lein gy aur koi ilaaj tajweez karein gy.

    • @NadeemMalik-le6ld
      @NadeemMalik-le6ld Год назад +1

      okay sir thank

  • @javeriashahid-k5q
    @javeriashahid-k5q Год назад +1

    sir g gall balder ripear ho Sakta he plz btaye ga

  • @shashikapoorakki6359
    @shashikapoorakki6359 11 месяцев назад +1

    Sir after apendix open surgery k baad kitne time main bike main duty ko ja skte main sales man ka kaam krta hu

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  11 месяцев назад +1

      ruclips.net/video/t7ukVp77r4c/видео.htmlsi=SInuzimSedoJOVo9
      Yeh video dekhein

  • @aghajan5725
    @aghajan5725 Год назад +1

    Sir agar c section ho jayen tu kitny time baad khurak aur pani ya green tea Lena chahye

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад +2

      Within 24 hrs start ho jata hai magar follow your surgeon's advice

  • @Ts444Ts44
    @Ts444Ts44 5 месяцев назад

    Thankyou

  • @maryamiqbal7451
    @maryamiqbal7451 2 года назад +2

    Sir gallbladder k operate k bd internal healing mei Kitna time lagta hai??? Mere operate ko almost 2.5 months ho gaye... Lekin ab b jb kbi Thora extra kam kar ln tou thak jati hn bht jaldi aur pain b start ho jati hai operate wali jaga pe...

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  2 года назад +1

      Internal bleeding nahin hoti is operation mein

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  2 года назад +1

      Ap apny surgeon ko check karwaein

    • @maryamiqbal7451
      @maryamiqbal7451 2 года назад

      Sir I want to ask k proper healing kitny time mei ho jati hai???

    • @shanzaayub5824
      @shanzaayub5824 2 года назад

      @@maryamiqbal7451 I'm sorry for intervening ... my surgeon told me it takws 4 to 6 weeks to fully heal.

    • @shanzaayub5824
      @shanzaayub5824 2 года назад +1

      @@drimtiazhussain its a strange event I had a drain placed in the subhepatic space and I was kept in the icu. The drain was removed next day. It was elective surgery. My friend had emergency cholecystectomy she did not get the drain.

  • @AbdullahKhan-mf7do
    @AbdullahKhan-mf7do Год назад

    Assalam o alaikum
    Sir ingaunal harni py kitna experience aay ga please bta dy or apky hospital ma laparoscopic ki sholat ha ky ap surgical cut lga ky karty ha operation

  • @muzzafargarhimaunda441
    @muzzafargarhimaunda441 Год назад +1

    Sir appendix operate karai mana 4 week ha sir ma pait ka auper hath lagao tu dard hota ha kia ya katam ho jai ga kitna din lagta h bahir sa zakam pak ga h andar ki recovery kitna din m hoti h andaza

  • @IsmatIsmat-ds2xv
    @IsmatIsmat-ds2xv 6 месяцев назад +1

    Sir mera bhi operation 15din ho gaye hai kiya ham pet varkar kha sakte hai aur gosht halka kha sakte hai,riply dijiye sar

  • @ranijutt1296
    @ranijutt1296 2 года назад +2

    very nice

  • @Cricketxedits17
    @Cricketxedits17 Год назад +1

    But what about back pain after stomach operations

  • @NISARJANQADRI-zv1ob
    @NISARJANQADRI-zv1ob Год назад

    SubhanAllah

  • @shahzaibshah7855
    @shahzaibshah7855 Год назад

    17 din howe khol k woshroom ni aya dard hota hy ant ka mu kholta ni dard ki waja sa tols sakt ki waja sa ni aya plz video banaye es say

  • @MuhammadSaqib-w6g
    @MuhammadSaqib-w6g Год назад

    Sir, may nay 4 din pehlay appendix ka operation krwaya hy. 4 din bad b uthtay baithty or chalty huay dard hota hy zakham kaa.

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад

      Abhi ho ga pain aur painkillers say thek ho jaey ga. Waqt kay sath sath thek ho jaey ga

    • @MuhammadSaqib-w6g
      @MuhammadSaqib-w6g Год назад

      Sir, nahany ki kia tarteeb hoti hy. Paani say zakham waghaira kharab honay sy dar lagta hy.

  • @ranashahjahan9997
    @ranashahjahan9997 Год назад

    Mashallah

  • @AccountingAcumen
    @AccountingAcumen Год назад +1

    Dr. sb I am suffering from an Inguinal hernia. How can I contact you for a consultation?

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад +1

      Where are you from. We are from Lahore

    • @AccountingAcumen
      @AccountingAcumen Год назад +1

      @@drimtiazhussain I'm from Lahore

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад +1

      Our number is in the description. Just send Whatsapp messages no calls at all

  • @NizamUddin-kv4ob
    @NizamUddin-kv4ob Год назад

    Mango ya mango juce le sakty hn harnia opretion k bad kb le sakty hn

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад

      Jab dil karay aur agar achha lagta hai agar dil ki koi bemari nahin hai to.

  • @NaveedKhan-gi6um
    @NaveedKhan-gi6um Год назад +1

    Aslam waliykum sir Mera operation hai gall bladder ka 1 month 20 days ho gay Mera gala bht khrab ho jata hai or olti ho jati esy q

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад +1

      Wslam!
      Apny surgeon say rabta karein

    • @NaveedKhan-gi6um
      @NaveedKhan-gi6um Год назад +1

      @@drimtiazhussain sir wo medhy ky lye deblet daity hai or Kuch guide he nhi karty bht pareshan ho mai

    • @NaveedKhan-gi6um
      @NaveedKhan-gi6um Год назад +1

      Sir normal life mai ahny mai ketna time lgta hai Kam tw kar rha ho laiken koi hawi chez khaa lo tw olti ah jati hai

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад +1

      @@NaveedKhan-gi6um Almost three months lagein gy. Fat, milk yugart aur dairy products say parhaiz karein

    • @NaveedKhan-gi6um
      @NaveedKhan-gi6um Год назад +1

      Sir agar mai 3 month deit Karo tw us ky bad aram aram Sy Ghar ka Khana start karta sakta ho na jo normal life mai khata tha pehly??? Reply sir

  • @PendingSMS
    @PendingSMS 10 месяцев назад +1

    Constipation bhut hai kya krna chahye

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  10 месяцев назад +2

      ruclips.net/video/45Gc7uP62Wk/видео.htmlsi=EFu9MNCZMAPNxRCx
      Yeh video dekhein

    • @PendingSMS
      @PendingSMS 10 месяцев назад

      @@drimtiazhussain sir operation huwa hai appendix ka 5 day hai aj

  • @SardarImran-b7q
    @SardarImran-b7q Год назад

    Mesh inguinal operation k bad 7 din aik side se pani Numa blood a Rah hai

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад

      Baaz dafa a sakta hai ap apny surgeon say examination karwaein

  • @qadirbaloch9096
    @qadirbaloch9096 6 месяцев назад

    Sir mera pendis oprishtaoin hua 19 day phely tanky nikal diye hain 14 day bad . aur ek tanka anadr ke side se reh giya kal dekha maine thora kincha but nikal tha nahi ab kia karo . ? Aur operation wali jaga sakht bhi hai aesa q ?

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  6 месяцев назад

      Healing ko thora time lag sakta hai. Apny surgeon say rabta mein rahein

  • @shaguftajaved1031
    @shaguftajaved1031 Год назад

    Haire fall ka kya kerin ?

  • @officialwaseem33
    @officialwaseem33 Месяц назад

    raisha q ho jata h doctor sb opration main

  • @littlestar034
    @littlestar034 Год назад

    Sir mery father ka hernia ka operate he ap se kesy contact Karen..plz tell us

  • @meharzaidi1460
    @meharzaidi1460 Год назад

    Asir galbrater oprate krany ky baad 3rd floor pr flate hy ja skty hyn

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад

      ruclips.net/video/0AmJFwIWCPs/видео.html
      Yeh video dekhein

    • @meharzaidi1460
      @meharzaidi1460 Год назад

      Jzakallah allah apko sehat lambi umr dy

  • @subtainhaider1624
    @subtainhaider1624 2 года назад +2

    Sir app na kaha tha ka operation theater ka hawalay video banao ga

  • @taimoorruqi45
    @taimoorruqi45 Год назад +1

    🤲

  • @alikhattak8271
    @alikhattak8271 2 года назад +2

    you are nice

  • @akeelshahshahg
    @akeelshahshahg 11 месяцев назад +1

    thora sa urdo bol dety to acha ha

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  2 месяца назад +1

      Shukriya aapki feedback ke liye! Aapki baat bilkul theek hai. Aage se videos mein urdu ya aasan zubaan ko zyada istamal karne ki koshish karunga taake aapko sab kuch asaani se samajh aaye. Agar aapko kisi bhi topic par sawal ya wazaahat chahiye ho, toh zaroor batayen.

  • @mobeenali8458
    @mobeenali8458 Год назад

    aoa sir anal fissure opret k bad kya khana chaye kya ni plz es bare me gaid kre

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад

      Isi mein to btaya hai.
      ruclips.net/video/FZ4Tspp2OTg/видео.html
      Yeh video bhi dekhein

  • @pramodbhattarai8405
    @pramodbhattarai8405 10 месяцев назад +1

    ..

  • @iqrakhalid6380
    @iqrakhalid6380 2 года назад +2

    👍👍👍

  • @akeelshahshahg
    @akeelshahshahg 11 месяцев назад +1

    English ziyda bol rhy hen ap

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  2 месяца назад +1

      Shukriya aapki feedback ke liye! Aapki baat bilkul theek hai. Aage se videos mein urdu ya aasan zubaan ko zyada istamal karne ki koshish karunga taake aapko sab kuch asaani se samajh aaye. Agar aapko kisi bhi topic par sawal ya wazaahat chahiye ho, toh zaroor batayen.

  • @medicalacount3406
    @medicalacount3406 2 года назад +2

    Doctor please talk by english as languash
    Thank u sir