Mahabharat Episode 258 || Duryodhan's weak parts || Part 2 || Pakistani Reaction

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 15 сен 2024
  • Mahabharat Episode 258 || Duryodhan's weak parts || Part 2 || Pakistani Reaction

Комментарии • 217

  • @pubalidas1743
    @pubalidas1743 Месяц назад +42

    Aaplogo ne khud dekha Jaydrath ne bhi tapasya ki thi usko ashirbad bhi Mila fir bhi mara gaya ....bhagwan sab ko saman saman dete hai lekin jiske niyat me khot hoti hai usko bhi dete hai lekin uska binash bhi hota hai ....jaise ki koyi maa baap apne achhe bude sabhi bachho ko pyaar karte hai lekin Jo bura hota hai usko punishment bhi dete hai

    • @sadanandasinha2532
      @sadanandasinha2532 Месяц назад +2

      Bilkul

    • @santoshghare8944
      @santoshghare8944 Месяц назад +3

      Tapasyaa ka use Dharm sthapna ke liye kiya to safal hogi apne fayde ke liye kiya to koi upyog nahi hoga

  • @ourcultureourpride7164
    @ourcultureourpride7164 Месяц назад +19

    Balram Ji said , People Will Forget To Do Hardwork ,They Will Only Relay on God 😊 ,So let them do Harwork😊❤

  • @jaganathsuperfan
    @jaganathsuperfan Месяц назад +23

    Karmo ka fal milna Complusry hai... Yehi rule of universe ka. Chahe kisi bhi udeshya tapasya karo tapasya ek karma hai uska phala milega chahe kuch b ho jae... Agur to us phal ko bure kamo mein use karonehe to wo karma bhi humara hoga.. Uska bbura phal bhi miliga.

  • @Unofficial-zd4cg
    @Unofficial-zd4cg Месяц назад +5

    9:46 Duryodhana's hilarious performance starts here 😂😂🤣

    • @harikrishnank1312
      @harikrishnank1312 Месяц назад

      Not Duryodhana's performance. Actor Arpit Ranka's performance who portrayed Duryodhana😂

    • @Unofficial-zd4cg
      @Unofficial-zd4cg Месяц назад

      @@harikrishnank1312 Yeah but while watching this series, he is our duryodhana 😄

  • @hirumanikalita7474
    @hirumanikalita7474 Месяц назад +11

    Tapasya ka phal rakhshaso bhi milta tha.unhone tapasya matlab kathor meditation karke hasil kiya he .unhone karm kiya he to uska phal usse avasya milega but agar wo uss tapasya ke phal ko kisi bure kamo pe lagaye to uska karm uska bhabishyat nirmit karega aur apni karm anusaar dand milega

  • @premganji1097
    @premganji1097 Месяц назад +13

    Tapasya ka phal har kisi ko milta hai chahe vo accha ho ya bura lekin us tapasya ka galat use karega to uska dand bhi milega

  • @nishasharma6864
    @nishasharma6864 Месяц назад +8

    Tapsya ka fal har kisi ko milta h..chahe rakshas hi kyu na ho ..end me intentions pe depnd krta h tapsya krne vale ki..agr uski itnentions ache h to uska uddhar ho jata h agr intentions khrab h to vhi tapsya ka fal end me uska vinash kr deti h

    • @ishiiii187
      @ishiiii187 Месяц назад +1

      Absolutely right!
      Sad but true that even if you do the right thing (tapasya) with wrong intention, you will get results.
      But, wohi cheez aapka karm banjaati hai and uska fal bhagwaan dete hai... and agar tapasya karke itna Bada paap/galat kaam kiya hai, toh woh karma laut ke utna hi bhayank aata hai

  • @munmundasneogi3203
    @munmundasneogi3203 Месяц назад +6

    Unlike the monotheistic religion, in Sanatan dharm we treat our God as our Sakha and we have full rights to question Him and even sometimes be angry with Him. But God is always compassionate, he is never angry with us unless we do adharm

  • @topoint878
    @topoint878 Месяц назад +12

    Jo bhi karm karoge uska fal milta zaroor hai chahe boori drishti se hi kyun na kiya jaye, jaise ek scientist bro dristi se hi research kyun na kar Raha ho uske research ka fal milta hai lekin last mein uski mehnat bekaar ho jati hai galat kaam karne ki wajah se

  • @prashantpathak9185
    @prashantpathak9185 Месяц назад +6

    Kitna bhi badha rakshas ho papi ho adharmi ho jis v echha se bhagwan ki tapsya karta hai usko tapasya ka fal milta hi milta hai bhale wo bhagwan ke virudhh ho ya adharm ke liye kiya gya ho....

  • @Brightmoments22
    @Brightmoments22 Месяц назад +9

    Tapasya ka pahala charn ... Bramhacharya ... Kamse kam 10 year no masturbation or na kisi Stree ko galat dekhna ... Then your Tapasya will be start... Tab k time 20 - 40 year Tak tapasya karte the ... According to dwapar yug .. Satya yug me 1000 year .. treta yug me 100-200 year ...

  • @dineshkalma9652
    @dineshkalma9652 Месяц назад

    तपस्या के बहुत कठोर नियम होते हैं, तपस्या के वक्त व्यक्ति पाक साफ़ और इमान वाला होता है। इसलिए वो उसके अच्छे कर्म का फल प्राप्त करने का हकदार होता है, भगवान के हाथ में तराजू पर सब तुलकर सब कुछ ठीक हो जाता है

  • @k.devika1595
    @k.devika1595 Месяц назад +4

    Tapasya here signifies singular focus, strict discipline and wholehearted dedication to a particular thing.
    For eg. Koi bura admi math seekhe ya koi accha aadmi .....Vidya ( knowlege) kabhi bhed bhav nahi karti. Jo jitni kadi 'tapasya ' karega use uske anusar fal milega. Yani Jo jitni practice karega , wo utna behtar hoga. Kuch logo mein inherent talent hota hain jise ham ' vardaan' ( yani divine boon) keh sakteh hain.
    Karm hota hain ki aap is fal ka prayog ( use) kaise karte hain? Ache kamo ke liye ya bura irrado se ?
    Aapke physical actions and mental thoughts aapka karm determine karte hain. Isiliye chahe kitne hi buddhimaan, balwaan aur sarva gunni kyu na ho .....agar dharam ke raaste par nahi hain , toh kaal aapko apke karam ke anusaar le jaayega.
    Theek jaise Raavan ke kaal ke roop mein Prabhu Shriram ka janm hua tha iss prithvi par.

  • @shubhamingale3901
    @shubhamingale3901 Месяц назад +1

    "ravan ne bhi tapasya kar ke Shakti hasil ki thi"
    Aaj b bura adami mehant kr k power hasil kr sakata hai. For example muscles power ya money power.

  • @prashantpathak9185
    @prashantpathak9185 Месяц назад +4

    Rakshak bhagwan ki tapasya apni echha ki purti ke liye karta hai ar gyani bhagwan ki bhakti ar khud bhagwan ki prapti ke liye tapasya or kisi bhi prakar ki sadhna karta hai....

  • @secretofmind797
    @secretofmind797 Месяц назад

    तपस्या का फल सबको मिलता है जैसे एक इंसान बुरा हो या अच्छा हो पर जब वो जिम करता है तो उसकी बॉडी बनाती है वैसे ही ईश्वर को प्रत्येक कर्म का फल देना ही पड़ता है
    हो सकता है उसमे कुछ कमी हो, पर ईश्वर किसी के साथ भेदभाव नहीं कर सकते क्योंकि सबी इंसान हो या जानवर हो या राक्षस और पेड़ भी उसी ईश्वर की संतान है

  • @CupcakeAndMuffins
    @CupcakeAndMuffins Месяц назад +1

    Agar koi sacche mann se tapasya karta hai toh usse uska fal jaroor milta hai. Agar tapasya ka fal nahi mila toh universe ka balance bigad jaayega. Karm ka fal milna jaroori hai. Isiliye tapasya ka fal milna bhi jaroori hai. Agar fal nahi mila to bhagwan pr se vishwas uth jaayega

  • @akshdaku
    @akshdaku Месяц назад +2

    Galat cheez ke liye body banaoge to body to ban hei jaegi na !
    Tapasya ek science hai tap karna ek process hai vo koi aache bure se related nhi hoti

  • @AkashPrajapati-vo8ou
    @AkashPrajapati-vo8ou Месяц назад +3

    Tapsya krne wala agr sampurn man se tapsya krta hai to usko fal avasya prapt hota hai kyuki tapsya ka marg saral nhi hai.

  • @Thekabir-tl3wf
    @Thekabir-tl3wf Месяц назад

    मेरे भाई तपस्या ऐसे कोई भी नहीं कर सकता एकाग्रता चाहिए धीरज चाहिए हर कोई नही कर सकता तपस्या 10 दिनों में तपस्या नही होती 😂

  • @ourcultureourpride7164
    @ourcultureourpride7164 Месяц назад +2

    Tapsya Koi Normal Insan kar hi Nahi sakta 😂 15 -20 saal bhi kam he😂 Ha Agar Koi Itne saal kuch Pane ke liye Continuously Effort kar raha he ,To Wo Successful hoga hi 😊 Agar ye Galat he ise kuch nahi milega Aisa kahe to Fir Victim Card play ho jaega Asuro ka😂😂😂 Humare sath Injustice hua he 😂 God Secular Nahi he😂

  • @shubhamingale3901
    @shubhamingale3901 Месяц назад +1

    Mahabharat Mai right side aur wrong side hai
    But insan pura achha ya pura bura nhi hota. Ab achhai aur burai ke bich me hote hai.
    Wahi different different type ke character dikhaiye diye hai.

  • @SimmiMalhotra-lr2pj
    @SimmiMalhotra-lr2pj Месяц назад +10

    Gopala ❤

  • @Donald_Duck_r
    @Donald_Duck_r Месяц назад +15

    4:51 ye rha biggest difference between sanatan & Islam
    Sanatan :) karma kro
    Islam :) kuch maat kro upar wale ki marji hogi toh sbb ho jaye ga
    Sad but true

    • @neox-d4s
      @neox-d4s Месяц назад +1

      Bhai tum terrorist ke samne geetha gyan de rahe ho koi fayda nahi hai 😂🤭

    • @neox-d4s
      @neox-d4s Месяц назад +7

      Don't compare pure sanathan dharm to kachra mazhab 🤮

    • @Donald_Duck_r
      @Donald_Duck_r Месяц назад +4

      @@neox-d4s 👍

    • @LokeshKumar-em1cd
      @LokeshKumar-em1cd Месяц назад +2

      ​@@neox-d4s what kind of a person you are? If you want to believe your religion and its books then do ., but don't insult other's one. Atleast respect others . This is also told by our Sanatan dharm only okay.

    • @neox-d4s
      @neox-d4s Месяц назад +1

      @@LokeshKumar-em1cd You better mind your own business , Don't come to teach me idiot 🤡 . You think you look cool by this 😂🤭🤣

  • @SaraRai_453
    @SaraRai_453 Месяц назад +3

    Tapashya ka fall milta hay sab ko cahay woh jitna bhi adharam ho lekin bardan milta he lekin ek na ek kami bhi chorta hay

    • @TeamXOfficial123
      @TeamXOfficial123 Месяц назад +2

      Bilkul sehi 👍
      Jay Shree Krishna 🙏🚩

  • @ourcultureourpride7164
    @ourcultureourpride7164 Месяц назад +2

    Effort gives you Result 😊 And Tapsya is Not that Simple Effort Its Vigrourous for more than 20 yrs😊 And If God Decide To give anything based on Intent not Karm then Maximum people will get noting😂😂😂 And Asur Plays Victim Card 😂That Injustice happen With them ,God is Not Secular😂 And If God Don't want to give us Anything then Why God Give us Birth?Why give Us Independence And Brain? Why give us choice?😊

    • @harikrishnank1312
      @harikrishnank1312 Месяц назад +1

      But lord Vishnu is not like lord Shiva and lord Brahma. Lord Vishnu will came in front of demons only after lakhs of years unlike lord Shiva and lord Brahma who easily become pleased with demons' penance because he gave more importance to welfare of society than the other two. The other two are like grandfathers who get easily pleased with their grandchildren. But lord Vishnu is like father😊

  • @bhanupriya9039
    @bhanupriya9039 Месяц назад

    Vasuki naag : Bhagwan Shiv ke gale mein abhushan(necklace) ki tarah rehte h(King of Nagas),
    Largest snake found on Earth(Vasuki Indicus)
    Sheshnaag(Laxman/Balram): Elder brother of Vasuki, Vishnu ji ka Sevak, Vishnu ji sleeps on Sheshnaag😊

  • @dhrubaghosh5742
    @dhrubaghosh5742 Месяц назад +6

    17:17 Sahi kaha Ali bhai. Kauravo ke teen sabse bade umeed Pitama Bhishma, Acharya Drona aur Suryaputra Karna bahut shaktishali yodhha tha. Par unki bhi kamzori thi.
    Pitamah Bhishma ko kisibhi aurat pe shastra na chalana. Acharya Drona ko zarurat se zyada apne putra Ashwathama pe moh karna aur Aangraaj Karna ko daan dene ke. Isi kamzori se Bhagwaan Shri Krishna ne inko mrityu ke dwar dekha diye. Aur asambhav karye ko sambhav bana diye.
    JAI SHRI KRISHNA 🔔🙏

  • @bareillykibarfii2099
    @bareillykibarfii2099 Месяц назад +1

    Tapasaya ka fal to milta hi h chahe papi hoya n ho.....tapasya to rakshas b krte the bo b glt niyat se fr b unhe fal milta tha
    Aap log agr mehnat krege to success jrur hoge chahe kisi b niyat se kare
    Bt tapasya ka fal srf kuch samay tk hi milta hai qki bhgban k pas hr cheez ka tod h....bo kisi b trh karmo ka fal de dete h
    ..

  • @Priti_Therokar
    @Priti_Therokar Месяц назад +1

    Raavan ne bhi Mahadev ki tapasya ki thi. Ye Bhagwan ko khush karke mila hua prize jaise hota hai.

  • @prakashlalwani8531
    @prakashlalwani8531 Месяц назад +2

    raavan tapsya kar kar itna bada banaa
    chahe rakshas ho ya insaan accha ho ya bura. bhagwan karmo ka fal dete hai chahe acche ya bure dete hai
    or tapsya ka matlab hai bhagwan ko yaad karna agar raakshas bhi bhagwan ko yaad karega to unko bhi naa chahte huye fal dena he padega

  • @bhawananagori9862
    @bhawananagori9862 Месяц назад +2

    Ishwar k liye sab brabar h..wo bahut dayalu hote h pakshpat ni karte...jese mata pita k liy bacche brabr hote h....tapasya khud ki will power pr depend karti h jiske liy ishwar ne sabhi ko freedom di h ..lekin jo buri niyat se karta h koi pap krne k liy krta h uska ant bhi fir kharab tarike se hi hota h or ishwar uska sath nhi dete kabhi b...karam ka siddhant lagu hota h...Tapasya jo b karta h uski mani jati h Or puri hoti h.. Chahe papi kyu n ho... Aaj k kalyug m koi tapasya nhi kar sakta kyu k kisi m bhi capabilities nhi h... Ravan mahadev ka bhakt tha or hajaro sal tapasya kr kr k apna sar kat k mahadev se vardan prapt kiya tha...lekin adham k marg pr chla gya tha (pahle k yugo me age jyada hoti thi insano ki ab only 120 sal hoti h ..wo b koi puri nhi jee pata).. Isi liy usko marne k liy bhagwan vishnu ko shree Ram ka avtar lena pda tha.

  • @ShivamINDIA-q7g
    @ShivamINDIA-q7g Месяц назад +1

    If someone does tapasya, even if he does it with wrong intentions, he will definitely get the result.❤
    If unrighteous people gain knowledge with wrong intentions and misuse power, then the gods take incarnation and control them like Krishna and Ram. #RadhaKrishna

    • @ShivamINDIA-q7g
      @ShivamINDIA-q7g Месяц назад

      Sure, here's a list of some popular Indian TV serials that are either religious or historical in nature:
      ### Religious Serials:
      1. **Mahabharat** (1988-1990)
      2. **Ramayan** (1987-1988)
      3. **Shri Krishna** (1993-1996)
      4. **Devon Ke Dev... Mahadev** (2011-2014)
      5. **Jai Hanuman** (1997-2000)
      6. **Sai Baba** (2005-2006)
      7. **Vighnaharta Ganesha** (2017-present)
      8. **Santoshi Maa** (2015-2017)
      9. **Om Namah Shivay** (1997-1999)
      10. **Shree Ganesh** (2000-2002)
      ### Historical Serials:
      1. **Bharat Ek Khoj** (1988)
      2. **Chanakya** (1991)
      3. **Razia Sultan** (2015)
      4. **Jodha Akbar** (2013-2015)
      5. **Siyaasat** (2014)
      6. **Chandra Nandini** (2016-2017)
      7. **Peshwa Bajirao** (2017-2018)
      8. **Prithviraj Chauhan** (2006-2009)
      9. **Maharana Pratap** (2013-2015)
      10. **Jhansi Ki Rani** (2009-2011)
      ### Mythological Serials:
      1. **Devon Ke Dev... Mahadev** (2011-2014)
      2. **Mahabharat** (1988-1990)
      3. **Ramayan** (1987-1988)
      4. **Siya Ke Ram** (2015-2016)
      5. **Karmaphal Daata Shani** (2016-2018)
      6. **Vighnaharta Ganesha** (2017-present)
      7. **Shree Ganesh** (2000-2002)
      8. **Katha Sagar** (1986-1987)
      9. **Shani** (2016-2018)
      10. **Sankatmochan Mahabali Hanuman** (2015-2017)
      These TV serials are known for their elaborate storytelling, religious teachings, historical accuracy (to varying extents), and their ability to capture the imagination of Indian audiences.

    • @rudranarayansahoo2044
      @rudranarayansahoo2044 Месяц назад +1

      @@ShivamINDIA-q7g bhai tumhe bhi pata hai radhakrsna main blasphemy type content hai isliye uska naam nahi likha ?kam se kam 30% toh hai

    • @harikrishnank1312
      @harikrishnank1312 Месяц назад

      ​@@ShivamINDIA-q7g Please add Porus and Chandragupta Maurya among historic series

  • @koushikjana1514
    @koushikjana1514 Месяц назад +1

    Bhagwan ya Allah sab kuchh de dega is soch ke sath baithe rahenge to aapki unnati kabhi nahin hogi. Mehnat khud ki honi chahie Bhagwan ya Allah ki Aashirwad hona chahie tab jakar koi kam successful hota hai.

  • @Adi_Anant_Narayan
    @Adi_Anant_Narayan Месяц назад +1

    Har acche bure karm ka fal milta hai! Jo bhi karm karoge uska fal milega hi milega! Yaha tak ki baar baar janm bhi isliye hota hai insaan ka kyuki usko uske pehele ki life ke jo karm ke fal bach gaye hain unko bhogna baaki reh jaata hai! Isliye insaan karm chakra ke bandhan mein fass jaata hai! Aise hi har kisi ko unki tapasya ka fal milta hai! Tapasya bhi easy nhi hoti! Bahaut baar rakshas , danav log tapasya kar ke bhagwan ke khilaaf hi koi vardaan maang lete hain! Aur Bhagwan ye jaante hue bhi vardaan de dete hain! Lekin unka ant bhi bhagwan hi karte hain! Aise hi rakshaso dwara ki gayi tapasya aur maange huye vardaan bhagwan ke avatar ka bhi kaaran bante hain! Jaise ravan ne tapasya kar ke shiv ji aur brahmdev ko prasann kiya tha aur vardaan maanga ki koi bhi usse na maar sake bas usne usmein apne ahankaar mein aa ke manushyo ko include nhi kiya kyuki usse laga manushya mera kya hi bigaad lenge! Isi reason se fir bhagwan vishnu ne Ram avatar liya! Manushya ban ke aaye! Waise bhagwan pe koi restriction nhi hai bhale kisi rakshas ne aisa vardaan maang liya ho ki devta bhi mujhe na maar paayein iska matlab ye nhi ki bhagwan nhi maar paayenge apne actual roop mein vo toh maar hi denge! Lekin vahi baat hai ki agar kisi aur bhagwan jaise shiv ji ya brahmdev ne vardaan diya hai toh uski respect rakhne ke liye vo vardaan ke according chalte hain!

  • @valleyvlogsss
    @valleyvlogsss Месяц назад +1

    Tapsaya means meditation and hard work. Tantriks in India do different types of meditation .. while they get powers but their karma is decided by the intenetion with which they use those powers a tantrik who uses that power to do bad get's bad karma resulting into side effects like ill health, not getting liberation after death etc while a tantrik who uses the power to benefit others becomes revered ..same lesson is thaugh in Mahabharat .. Tantra is one example of tapsaya ..another example is study..people who study well and work hard also gain benefits of that but what they do with that knowledge decides overall fate and future... doesn't mean that studying hard will not result in success...it will lead to success but your future karma will decide where u land with that success.

  • @monikadeshwal1193
    @monikadeshwal1193 Месяц назад

    Ramayan ke ravan ki bhi ye hi kahani hai ki usne shuv ji ki tapasya or bhagti krk itni shakti or ashirvad le liye thy...or fir uss shakti ko missuse karta raha..bhagwan ne ravan ki eyes open krne ki bahut koshish ki ...jese unhone duryodhan , dhritrashtra , or shakuni ki bhi ki...lekin jab koi fayda nahi hua to vishnu ji ne shri ram ka avtar liya jo ek insan thy..ram avtar bahut simple or elegant hai...or shivji ne hanuman ji ka avtar liya...vishnu ji ki patni maa laxmi seeta ji k avtar mai ayi...kyoki ravan ne ye hi vardan manga tha ki mujhe koi na mar sake...fir bhagwan ne kaha ki ye nahi ho skta..jo aya hai usko jana padega...fir bhagwan ne unko bola ki tumhe sirf koi simple insan ya koi monkey hi mar skta hai ..or koi nahi...ravan itna ghamandi ho gaya tha ki usko laga ki ye mera kya bigadenge...butttt😂😂😂

  • @animeshpatnaik5446
    @animeshpatnaik5446 Месяц назад +2

    Har ek tapasya ka fal complete nahi hota puri sbki hoti hai bt annt bhi nishchit ho jata h fal k sth

  • @jinjinjara516
    @jinjinjara516 Месяц назад

    Tapasya ka bhi phal milta hai lekin adharm ka bhi phal milta hai. Ache karm ka phal accha hi hota hai or adharm ka phal dand hi hota hai. Yahan plus minus minus nahi hota. Insaan ka accha bura alag alag rehta hai sanatan dharm mai.

  • @Guruji-jq8ud
    @Guruji-jq8ud Месяц назад

    Agar ek papi aadmi bhi apne haton se bhij boye to khet me phasal jaroor ug jate hain kyonki srishti ka niyam hi hai chahe ek achha insaan tapsya kare ya bura insaan use apne karmon ka phal samay aane par jaroor milta hai.

  • @kyakpasaa
    @kyakpasaa Месяц назад

    everyone is equal in front of god but at the end your karma seals the deal, irrespective of powers

  • @almondtitan508
    @almondtitan508 Месяц назад +1

    Shivji and Brahma ji sbko wardaan dete hai... Vishnu ji sirf achhe karm walo ko dete hai

  • @ope_nheart4453
    @ope_nheart4453 Месяц назад

    Jo KARMA hai na uska phal toh milna hi hai, unka achha kaam ka achha aur galat kaam ka galat
    Jo bhi Vardhan detha hai vo future ka hisaab sehi detha hai

  • @ravibhakri4738
    @ravibhakri4738 Месяц назад

    Jese koi bhi apni shakti se jadu tona kisi ka fayda aur kisi ka nukhsan krte h

  • @SeekerShivG
    @SeekerShivG Месяц назад

    Purshaarth meaning: Hardwork
    Yes tapasya ka result milta hai but bhagwan Shiv he de skte hai lekin bhagwan vishnu ni dete galat intention ki tapasya ka result. Galat intention k tapasya ka bhe phal milta hai lekin un logo ka end aur bhe bura hota hai. Jese Jinn me taqat hoti hai lekin unka jeevan manhus hota hai barbaad

  • @SimmiMalhotra-lr2pj
    @SimmiMalhotra-lr2pj Месяц назад +13

    Sir comments nhi padhte h kya ? Na like na reply?

    • @user-en6zz8lo7l
      @user-en6zz8lo7l Месяц назад

      Hi😊

    • @Donald_Duck_r
      @Donald_Duck_r Месяц назад +2

      ☝️Lo ab ek aa gya reply dene wala 😂 nibba 😂😂

    • @neox-d4s
      @neox-d4s Месяц назад +1

      ​@@Donald_Duck_r😂🤭

    • @user-en6zz8lo7l
      @user-en6zz8lo7l Месяц назад

      @@Donald_Duck_r dekh kahi teri appi bhi nibbi ho😂

    • @user-zj8hfxfw
      @user-zj8hfxfw Месяц назад

      @@Donald_Duck_r Yar aise to mt bolo bhai ne hi hi to bola h keval😁😁

  • @Captain.Jackk01
    @Captain.Jackk01 Месяц назад

    Lord Shiv.. Rakshak, Danav, Bhoot, Pret ko bhi Tapsya ka Vardan dete hai..... Lors Shiv Man, Bhoot, Pret, Ko hlbhi Bhagwan hai

  • @MohitVerma-t7o
    @MohitVerma-t7o Месяц назад

    Jo bhi Tapasya karta hai usko fal Bhagwan dete Hain lekin Puri tarah nahin dete Hain uska Tod bhi kahin na kahin se Bhagwan ko nikalna padta hai aur Avatar Lena padta hai

  • @Pritesh1947
    @Pritesh1947 Месяц назад

    Tapasya karna aasaan nahi, bahut se exam face karne hote hain. Jo koi bhi usme safal hoga usko bhagwan vardaan dete hain kyunki Karm ka phal sabko milta hai i.e law of Karma

  • @nehasharma2166
    @nehasharma2166 Месяц назад

    Krishan has all the solutions....bura admi tapasya karega ...fal toh milega hi uska.....as u know..lord of lords has.....all options to kill evil😂

  • @trendsmaster
    @trendsmaster Месяц назад

    Haa gunahgaar ko bhi tapasya ka result milta hai
    But fal bhi milta hai baad me maare zate hain

  • @bhagwatshrivas1490
    @bhagwatshrivas1490 Месяц назад

    Tapshya ke liye aapko 'devo ke dev mahadev' siriyal ko dekhna hoga, jisme mahadev har kisi ko vardaan dete hai apne dushman ko bhi❤❤❤❤❤❤❤

  • @vivek_tiwari03
    @vivek_tiwari03 Месяц назад

    Tapasya karna 1 karm hai aur Aashirvaad uska fal ab us fal ko khud khana hai ya dusro ke sath share karna hai ye us tapasya karne wale par nirbhar hota hai

  • @harikrishnank1312
    @harikrishnank1312 Месяц назад +1

    “Partha showed Duryodhana a weakness and smiling, he suddenly extended himself forwards.>* Vrikodara was learned about fighting. On seeing the advance, the strong one powerfully hurled the club. O lord of the earth! Seeing that the club had been hurled, your son moved from the spot and baffled, it fell down on the ground. Having respectfully warded off that blow, your son, supreme among the Kuru lineage, struck Bhimasena with the club. Struck severely by that blow and with blood flowing down, the infinitely energetic one was stupefied. However, in that encounter, Duryodhana did not realize that Pandava was afflicted. Though his body suffered great pain, Bhima
    bore himself. He?> thought that he was still steady and ready to strike back in the encounter. That is the reason your son did not strike him again. O king! Having rested for a while, the powerful Bhimasena attacked Duryodhana, who was stationed before him, with force. O bull among the Bharata lineage! On seeing that the angry and infinitely energetic one was attacking, he wished to save himself from the blow. Your great-minded son made up his mind to take a stand. O king! He leapt up, wishing to deceive Vrikodara. However, Bhimasena understood what the king wished to do. He dashed forward, roaring like a lion. O king! As the king leapt up to avoid the blow, Pandava powerfully struck him on the thighs with the club. He was terrible in his deeds and struck with a force like that of the vajra. Duryodhana’s handsome thighs were fractured. The tiger among men fell down, making the earth resound. O lord of the earth! Your son’s thighs were fractured by Bhimasena.
    (Gadayudha parva chapter 1276(57))

  • @AartiThorat-by2qf
    @AartiThorat-by2qf Месяц назад

    Tapasya karneka haq sabko hain .lekin buri neeyat se ki hui tapsya bhi safal hoti hain lekin bhagwan uska Tod bhi pahlese nikal rakhte hain. Bhagwan sab par rehem rakhte hain.bhagwan un papiyonko bhi achcha bananeka chance deta hain.hamesha hamesha ke liye narak nahi hota.jab gunah ki saja khatam hoti hain to vo insan phir janam leke aata hain aur use achche karma karneka mauka milta hain

  • @Deepuroyal2580
    @Deepuroyal2580 Месяц назад

    Tapasya aik karm hota aaj ke science ke anusar or bhagawan ushe us karm ka fal deta h chahe koi bhi Insan ho bhagawan ne mahabharat jitaya tha inhone sab nishchit kar diya h

  • @user-vj6cb7jw3n
    @user-vj6cb7jw3n Месяц назад

    Tapasya koi bhi kre sbko fal milta h lekin jo adharmi hote h ya koi glt insaan hota h to uska bhagwan koi na koi weak point rkhte h uske liye limitation rhti h

  • @Bharat.74673
    @Bharat.74673 Месяц назад

    Tapasya pe jo saawal hai uss ka jawab yeh hai ke bhagwan ke nazar mai saare ek hi hai toh agar koi papi bhi tapasya karega woh bhi kathor tapasya tabhi ussko woh wardan ya aashirwad milega jo woh chahe lekin kyu ke bhagwan ko pata hota hai ke woh uss cheez ka sahi use kerga ke galat toh uss ka alternate bhi hota hai example Ravan brahmin tha bohut bhudhimaan tha knowledgeable tha Shivji ka param bhakt tha ...ussne Himalaya tak ko utha liya tha tapasya karke lekin ussko ghamand tha or rakshasi harkat hi karta tha iss liye Ramji ko insani rup mai aana pada ussko maar ne iss tarah tapasya ka phal milta hai lekin apne karmo ka hisab bhi milta hai .....Ramayan mai woh story pata chalegi...hamare mai yeh kaha jaata hai agar hamare life mai sab achha ho raha hai toh woh hamare nake karam ka fal hai or jab bura time aata hai toh woh kuch bura karam ka natija hota hai toh uss tarah sab ka hisaab hota hai ....Krishnaji ko bhi insaani rup mai bohut takleefe jhelni padi hao apne puri life mai bachpan se lekar unnke life ke end tak ....Ram ke janm ke time ka ek galat kaam hi tha jo iss janm (Krishna) mai death ki wajah bani jo teer unke pairo mai lagi ..Jaise aap logo ne bola tha krishnaji chahte toh sab kuch ek hi din mai khatam ho jaata Abhimanyu bhi nahi marta lekin honi ko hone diya ....Next Ramayan karo pata chal jayega
    Krishnaji age was 125 yrs or yeh yudh ke time he was 97 yrs

  • @priyarani5546
    @priyarani5546 Месяц назад

    Tapasya bhi ek karm h ...itna aasan nhi hota tapasya complete krna...basic baat ye h ki aap jo bhi kaam krte ho uska phal jaroor milta h...agr bura kaam kroge to uska phal bhi milega aur usi tarah agr koi acha kaam kiya to uska bhi phal milega...tapasya krke shakti to mil gyi ...lein kyuki maxm kaam bure kiye the isiliye wo tapasya ka phal kuch hi samay tk uski raksha kr pata h..hmesha ke liye nhi

  • @user-he3bb9oi6g
    @user-he3bb9oi6g Месяц назад

    # Tapasya ka fal kisko kaysa milta?
    1) Jo galat intention laka tapasya karta but tapasya karja ma safal ho jata usko aysa hi asirbad ya fal milta ta ki koyi na koyi gap, weakness point rakh diya jata.
    2) Jo galat intention sa tapasya nahi kiya ha but uska moha raha jata non-spiritual/materialistic world ka koyi chiz per, usko vi pura fal nahi milta. Jaysa Gandhari mata ko Duryodhan per moha ha...
    3) Tapasya ka pura fal usko hi milta ha jiska koyi moha nahi, jo niscum sadhana karta, jiska pass paramarthik(knowledge about Supreme God & spirituality) gan hota ha.
    Aysa sadhak ko moksha vi milta ha.

  • @shivji3983
    @shivji3983 Месяц назад +1

    2 vyakti h ek acha h or ek bura dono gym jate h body banate h stamina takat badate h.
    Bura admi Gunda banta h or acha admi Sena m police m jakar desh ki seva karta h.
    Ab nature Ishver ye thode karenge ki ye bura h to iski body na bane or ye acha h to sirf iski body bane.
    Ye to bas mehanat h tapasya h jo gym m ground m jyada tapasya karega pasina bahayega uski takat jyada badegi ab vo uska acha use kare ya bura ye uski mansikta par depend h

  • @Anurag-xb5wx
    @Anurag-xb5wx Месяц назад

    Mehnat ka fruit- sabko milta hai chahe acha-(India) ho ya shaitan-(Pak) ho, lekin win hamehsa achai(India) ki hogi😁😂😂😂😂😂

  • @manishkashyap8261
    @manishkashyap8261 Месяц назад

    انسان کو ہمیشہ اپنے اعمال کا نتیجہ ملتا ہے چاہے وہ اچھا ہو یا برا اور اگر توبہ کرنا اچھا عمل ہے تو اچھا نتیجہ ملتا ہے لیکن آپ کے اچھے اعمال ماضی میں کیے گئے غلط کاموں کے اثرات اور غلط اعمال کے نتائج کو روک نہیں بھی بھگتنا پڑے گا

  • @Mahen_Bishnoi
    @Mahen_Bishnoi Месяц назад

    Tapashya ka fal jaroor milta hai, fir apke karam per depend karta hai ki aap uss tapashya se kuch acha karna chahte hai ya burra karna chahte hai. Kalyug ka example deta hu- Robert Oppenheimer ne karam karke nuclear energy se Bomb banaya. But abb hum insaano per depend karta hai ki hum uss nuclear energy ko kiss tarah istemal karte hai. Agar achha karna hai tho nuclear energy se light ( Bijali) bana sakte hai jo ki insaano ki bhalayi ke liye kaam aayengi aur agar burra karna hai tho issi nuclear energy se Bomb banakar duniya ko khatam kar sakte hai. Bus ye hum per depend karta hai ki achha karna hai ya burra karna hai.🙏🙏

  • @RupaliDewangan-y1y
    @RupaliDewangan-y1y Месяц назад +1

    Kalyug me tapsya sambhav nahi hai, waise bhi gandhari ne 100 sal se adhik tapsya kiya tha tb jaker etni skti aktra ho gyi thi

  • @ritikaprasad09
    @ritikaprasad09 Месяц назад

    Tapyashya bahut hee muskil hota tha abhi kalyug mai koi tapyashya nhi kar shakta phele time mai tapyashya 1saal se leke 100saal tak hoti thi aur ek per par khada hokar haath jorkar bukhe pyas bina hile dule tapayshya karna partatha

  • @SaffronPost
    @SaffronPost Месяц назад

    I'm answering - tapsya sache dil se god ko had karkey ki jaaye to usko Uska fal mila hai... baat rahi galt kaam ki to wo karma mai aat hai, aap jo bhi karam kartey ho uska fal uskey hisaab se milta hai. Aap apni sachi aastha ko apney karma mai nahi mila saktey...

  • @Nexus-fe1yz
    @Nexus-fe1yz Месяц назад +1

    Tapsya mil jati hai, lekin unko unke karmon ka danda bhi milta hai, samaye ke arambh se asuron aur devtaon sbhi ne tapsya ki hai, just because someone is wrong doesn't mean they aren't allowed to pray, but ye bhi khud dhyan se dekho Sindhu raj ke sath kya hua? Uske pas vo sir kat te hi bhasma karna ka vardan tha, lekin Arjun ke pas exactly vhi cheez thi jo usse uske karma ka fal de skti thi, jb bhi koi problem ati hai uska hamesha solution bhi uske sath ata hai, chaye koi galt reason se kre ya shi, karmon ka fal milega hi milega, baki sab to bss leela hai prabhu ki🙏🏼
    Btw vo steel nhi hai, vo vajra hai duniya ka sbse se jyada strongest material

  • @dushyantvarshneydushyant3371
    @dushyantvarshneydushyant3371 Месяц назад

    Tapsyaa,,,,,,Satyug,,,, Tretayug,,,,, Dwaparyuga,,,,,,and Kalyug,,,,,,,,,in Yugo Mai Aap antar Dekhoge,,to apne aap pata chal jayega 😊

  • @parulraj2715
    @parulraj2715 Месяц назад

    Bahut se aise log hue hai jinhone tapsya krke power hazil kri hai fir galt kam ke liye use krna chaha hai tb tb Bhgwan Vishnu kuch na kuch lila krke use hra diya krte hai.
    Tapasya ek process hai kuch bhi pane ke liye iswar sbke karmo ka fal yse dete zrur hai nhi denge th logon ko galt msg jayega.
    Bss us fal ko milne ka bad agr bnde mai ghamand ajaye th use bhi todna iswar ko ata hai badle mai lesson pure samaj ko milta hai.

  • @MohitVerma-t7o
    @MohitVerma-t7o Месяц назад

    Ravan ne bhi Tapasya Kari thi tabhi vah bahut shaktishali tha use koi bhi Bhagwan nahin maar sakte the lekin Insan maar sakte the isiliye Shri Ram ne Insan ka roop lekar usko mara tha

  • @Hardik_Beniwal
    @Hardik_Beniwal 11 дней назад

    Hanji brother Tapasya ka fal Sabhi ko milta hai, hamare hindu dharm me tapsya ka fal papi, pandit, rakshasa, dévata sabko milta hai. Haan ye baat apki bhi sahi hai ki iski morality pe ek question mark ho sakta hai!

  • @monikadeshwal1193
    @monikadeshwal1193 Месяц назад

    Duryodhan vajra ko body lekr gada udhdh kare to kisi ko chal nahi dikhta...lekjn bheem apni pratigya puri kare uski jangha todkr to chal dikhne lagta hai 😂😂

  • @preetamthakur6345
    @preetamthakur6345 Месяц назад

    Is karan us ka phal jaroor milega varna nahi mile to us tapasya se jeev ka bharosa uth jayega, tapasya kathin hoti hai isiliye devataon ne us tapasya ki mariyada karte huve use phal dete hai, agar wo bure uddesh se kare to us ka bhi ant nishchit hai. Ravan kumbha karan or bhi dusht atamaye tapasya se var phal liya hai or un ka ant bhi utni hi buri tara se huva hai

  • @SelfstudybyRajuMpcop
    @SelfstudybyRajuMpcop Месяц назад

    Adhrmi kitni hi tapsya kar le usko galt kiye huye karmo dand milta h
    Lekin ager bo adhrm ko chodkar fir dharm ke raste per Aa jata h our to bhagvan fir usko maaf kar dete h per uske bure karm ka dand fir कम dete h

  • @komalways8811
    @komalways8811 Месяц назад

    Tapasya tho koi b kar sakta hai ... Chahe adharmi ho ya dharmi .. bhagwaan tho sabko tapasya ka fal dete hain... Koi vardhaan mangta Hain tho koi kuch...tho wo iccha jarur Puri hoti hai... Kewal amritva (amar) hone ka wardan nahi milti hai .. marna sabko hai baaki iccha Puri hoti hai ..

  • @parulraj2715
    @parulraj2715 Месяц назад

    Iswar sabke hai. Jo tapasya krega use uska fal milna tey hai. Aur fal th har karm ka milna tey hai th agr tpsya safal hone pe bnde mai guroor ajaye aur glt kam kre th us glt kam ka fal milna bhi tey hi hai.
    Sb karmo ka khel hai.

  • @ashishroy5209
    @ashishroy5209 Месяц назад

    Usko power mil to jaati hai

  • @rohitnamdev354
    @rohitnamdev354 Месяц назад

    Tapasya ek karm hai aur karm ka fal avashya milta hai FIR vah yadi bure karm Karega to uska fal milega usko

  • @Priti_Therokar
    @Priti_Therokar Месяц назад

    Tapassya karke to kai Rakshas ko bhi fal mila hua hai.

  • @dipmalapardhi336
    @dipmalapardhi336 Месяц назад

    Jaise karm vaisa fal milta hai

  • @ravibhakri4738
    @ravibhakri4738 Месяц назад

    God ka rule h ki jo bhi tapsya krega usko phal dega

  • @shivji3983
    @shivji3983 Месяц назад

    2 intelligent vyakti ek bura ek acha study karte knowledge ikatha karte h dono officer banrte h par ek corruption karta h dusra imandari se desh ki logo ki seva karta h.
    Ab nature Ishver ye thode karenge ki ye bura h to ye kitna bhi mehanat tapsya kare study karne k liye iske dimag m koi knowledge nii ayegi ye acha h to isko bahot gyaan dunga nahi esa nahi hota h.
    Jo Books padega study research karega mehanat karega usi ko tapasya ka fal milega ab uske baad vo uska kese use karta h ye uspe depend karta h.

  • @Ak-qp2um
    @Ak-qp2um Месяц назад

    Duryodhan pagla gya hai😂😂😂😂

  • @sadanandasinha2532
    @sadanandasinha2532 Месяц назад

    Jai shree Krishna ❤❤

  • @enigma.6
    @enigma.6 Месяц назад

    Bure karma ka bura phal .....tapasya ka phal jarur milega magar bura karma karoge to phal bhi vaisa hi hoga

  • @amankumarkaryana1323
    @amankumarkaryana1323 Месяц назад

    Usko tapasya ka fal bhi milega papon ki saja bhi milegi

  • @killman7400
    @killman7400 Месяц назад

    Agar apke pass money ho ya fir koi knowledge ho uska fayda apko awasya milega chahey ap burey ho ya acchey ho koi mayney nhi rakhta

  • @samaykanta4020
    @samaykanta4020 Месяц назад

    Tapasya ka fal pane ke bad agar koi paap karta hai . usko marne ka rasta bhagvan jante hai

  • @ashishroy5209
    @ashishroy5209 Месяц назад

    Karan ne bhi Parshuram se jhooth bolkar takat liye the na bure waqt aane per Karan bhi tapak gaya na

  • @saikatsamanta4192
    @saikatsamanta4192 Месяц назад

    Lord Balaram Syawam Seshnaag Lord Krishna Swayam Vishnu

  • @Kirandevji
    @Kirandevji Месяц назад

    Ha tapasya de sakate hai parr tapasya karane wale ki responsibility hai ki vo kisake haaath kya de raha hai...

  • @alpanasaxena8730
    @alpanasaxena8730 Месяц назад

    पापी भी तपस्या कर सकता है परन्तु तपस्या भी आप तभी कर सकते हो जब आपका मन बिलकुल साफ होगा

  • @monikadeshwal1193
    @monikadeshwal1193 Месяц назад

    Krishna balram samwad mai balram ji k dialogue thik nahi hai...pandvo ne khud bahut balidan diye thy...or vo deserve krte thy kj bhagwan unko guide kare...pandvo ne apni shakti or bhagti se udhdh jeeta tha

  • @anilyadav-ld5si
    @anilyadav-ld5si Месяц назад

    Jo Koi Koi Bhavna Lekar ke Karm karega ya Tapasya Karega uska fal to Parmatma deta hai yah usko chahie kaise use karna hai acche Mein ya bure Mein vah uska kam hai

  • @madhuri4591
    @madhuri4591 Месяц назад +1

    We believe in Karma
    Achha kaam ka achha fal milta hai, Tapasya is always a good Karma, uska fal humesha milta hai, koi bhi kare, achha insaan ho or bura insaan,
    for example, Ravan ne kia tha bohat Tapasya, bohat gyani tha, usko uska Tapasya ka fal mila tha.
    Bura karma ka bura fal/nateeja,
    jaise Ravan ko vi mila uska bura kaam ka fal.
    1 hi insaan jab achha kaam karta hai usko uska fal milta hai, fir jab bura kaam karta hai ya bura niyat se, usko uska bhi fal milta hai.
    Wese hi Gandhari ki Tapasya usne sachhe man se ki thi apni pati ke liye, apni pati ko samajhne ke liye aankhoon mai patti bandhi, I mean uski niyat galat nehin thi, par nateeja galat hogaya, bachhe bigad gaye uski. ab is tapasya ka fal usne Duryodhan ko de dia, but usko ye tapasya ka fal kuchh time ke liye milega, fir uska bura karmon ka fal bhi milega. Dekhte raho 😊

  • @monikadeshwal1193
    @monikadeshwal1193 Месяц назад

    Desi veer brothers aap dhyan se mahabharat mai krishna ji ki leela pr dhyan denge to 2 bate clear ho jayengi...insan apne karmo ko khud chunta hai bhagwan sirf result dete hai ...tapasya ka fal sbko milta hai lekin insan uss tapasya k fal ko kaise use krta hai ...buri neeyat se ya achchi ...fir result bhi vesa hi hota hai ..bhagwan ne bhishm , karn or dronacharya ki shaktiyo ko apne hisab se control nahi kiya...unko ajadi thi unka karm chunne ki ...lekin unke karm galat thy to result apne dekh liya..bhagwan sbko sbkuch dete hai...lekin buri neyat wale ko uska karm hi le doobta hai

  • @ashishroy5209
    @ashishroy5209 Месяц назад

    Bhagwan se Tum kitne bhi bure ho main power to de dega tapakne ka bhi Silsila bhi unke hathon mein hi hota hai

  • @Rajkumar-zp3kp
    @Rajkumar-zp3kp Месяц назад

    Tapsaya ka fal sabko milega my dear Yahi universe ka rule hai. Yaha pe bad person good person nhi hota because dono mehnat kar rahe hai. But ha results different hoga like Karna and arjun. Koi bachha chori karta hai Or study achha karta hai then wo study me achha hoga ya bura of course achha. But results bura hoga. Wo bachha koi bada mastermind hoga like Osama bin laden (( engineer)) .

  • @user-sz9tv4rj5r
    @user-sz9tv4rj5r Месяц назад

    Ha poorn hoti hai typsya vo hota hai apne paapo ka pryashist karna par saza ka bhogi jaroor hoga kitna bhi ulta kiya hoga ye jroor jwab milega bgwan se
    Tapsya ka fal to jaroor milega
    Par karmo ka bhi milega ye bi saty hai
    Iska tark smjne k liye apko mhadev episode dekhna hoga
    Mhadev se jis ne bi vardan liya vo sab raksshs thy rakshs buddi apko pata ulta kiye bina maanegi nahi fir bi vo mhadev se vardan maang kar apna vinash hi karwaya unhone tapsya ka fal or karmo ki saza apko sb smj aa jayega us episode me apko