Karachi ka latitude 24.99 banta hai to ap os ko 26/27 taq rak saktay hain Apne mob main play store se angle metar pro application install kr ke os ko os hisab se set kr le
@@ElectricOnline sir AP mujht Fit Kay hisab se nh Bata saktay Hain?? Jaisay south Mai hight 10 fit raki hai to down Mai 8.5 rako to 27 degree ka till ban jaye ga??
Ok ap apnay mobile main angle metar pro ke name ek application hai wo install karain or phir apnay mobile ko panel pr Rakh kr 25 se 30 ke angal pr rakh dain mianwali ka latitude 32 taq arha hai ap itna Rakh saktay hain
A.o.a Mere jinko n type 585 4plate ja jinko p type 520 ja solar p type 2 plate total 8plate hain Kya Mai inko 1 Sting series Mai bana kr use kr saqkta hn koi issue to ni ho ga n type or p type technology ki waja se plate kharab to ni ho gai inverter mere pas solax power 6kwa ka h
👍👍👍👍
Assalamualikum
Panel ka face south ki trf huga ya north ki trf??
South
Bh fix frame Mai angel fit hight pe hoti h karachi ka bto Kitna ft hoga ek tarf se 10 ft hight south ki ounchai h,north ki taraf Kitna down rako?
Karachi ka latitude 24.99 banta hai to ap os ko 26/27 taq rak saktay hain Apne mob main play store se angle metar pro application install kr ke os ko os hisab se set kr le
@@ElectricOnline sir AP mujht Fit Kay hisab se nh Bata saktay Hain?? Jaisay south Mai hight 10 fit raki hai to down Mai 8.5 rako to 27 degree ka till ban jaye ga??
Nahi is tarhan idia nahi ho ga ye to moke pr rak kr ke dekha ja sakta hai mobile ko
Bhai agr L3 lagna ho us ki pichy sy unchae kitni rakhni chahy tan ky grmiyon aur sardiyon mn sahi kam kary
L3 Matlab ???
@@ElectricOnline Soler structure agr L3 frame pr 3 panels lagy jayn tab Pichy sy kitni unchae rakhni chay
Os ka hisab city ka hota hai har city ka alag hai ap ki Kon si city hain ????
@@ElectricOnline mianwali
Ok ap apnay mobile main angle metar pro ke name ek application hai wo install karain or phir apnay mobile ko panel pr Rakh kr 25 se 30 ke angal pr rakh dain mianwali ka latitude 32 taq arha hai ap itna Rakh saktay hain
A.o.a
Mere jinko n type 585 4plate ja jinko p type 520 ja solar p type 2 plate total 8plate hain Kya Mai inko 1 Sting series Mai bana kr use kr saqkta hn koi issue to ni ho ga n type or p type technology ki waja se plate kharab to ni ho gai inverter mere pas solax power 6kwa ka h
G kr saktay hain apis main Serias
Inverter ki pv range lazmi dek kr lagana
G pv range to 500v h or inki 380v bante hain per different watt k hain panel or technology b mean p type or n type k hain
Nahi os se koi problem nahi nahi