Mam mai last week me ehi oven kharida hai oven me cake to bahot jabardast ful uthta hai but jab cake oven se bahar korti hu cake ka middle portion akdom down ho jata hai please maam iskaa solution bataye 🙏🏼
Thanks for watching. Kabhi kabhi Cake ka batter jyada patla hone par bhi cake phul kar phir pichak jata hai . Ho sakta hai yahi reason ho, to aap ak do baar try kare Defenetly accha cake banega. Don't worry😊.
Thanks for your suggestion,But Cake andar se bake hua ya nahi ye sirf uper se dekh kar nahi pata chalega iske liye usme cheking rod daalkar dekhna padega ki ander mixture gila to nahi.
Thanks for watching. Cake ka mixture jyada patla hone par bhi time thoda jyada lagta hai. Ya phir oven ko preheat na karne par bhi time jayda lagta hai. 1-2 bar banate banate time taking ka pata lag jayega. Don't worry. Please stay connected.
Accha bata diya.mai bhi ise dhund rahi thi aaj mil gya.Thanks
Thanks
Yummy or nice
Very nice information ❤
Very nice 👍
Thanks
Very nice recipe 👌
Thanks for watching
🙂 nice
Yummy
Jabardast 😮
Esme dusra still ka bartan use kar sakte hai kya
Thanks for watching.
Yes, kar sakte hain.
Isme khaman bhi bna sakte hai kya
Sis 180 degree mei cake banneme kitna time laga? Please answer me
Thanks for watching.
वैसे तो केक के वेट के अनुसार समय पांच-दस मिनट आगे- पीछे हो सकता है पर लगभग 20-25 मिनट में केक बेक हो जाता है.
Ye agr kharab ho gya to kese sahi krwayege kisse krwayege pls btayiye
Kya isme pizza bana sakte hai
हां, मैंने पिज्जा की रेसिपी डाली हुई है, प्लेलिस्ट में जाकर देख लें।
Kitna kg cake bake hoga is oven main?
Thanks for watching video and please stay connected. 3 -4 kg tak ka cake bake ho jayega. .
Mam kya isko wash kar sakte hai..
Sirf upar ke lid ko wash kar sakte hai.niche ke bhag ko cloth se poch kar saaf karna hai.
@@Jyotirupeshcorner1 Thank u mam
Mam mai last week me ehi oven kharida hai oven me cake to bahot jabardast ful uthta hai but jab cake oven se bahar korti hu cake ka middle portion akdom down ho jata hai please maam iskaa solution bataye 🙏🏼
Thanks for watching.
Kabhi kabhi Cake ka batter jyada patla hone par bhi cake phul kar phir pichak jata hai . Ho sakta hai yahi reason ho, to aap ak do baar try kare Defenetly accha cake banega. Don't worry😊.
Isme naan ban jate hain kya
Thanks for watching.yes ban jayega.
Isme rectangular cake bake ho sakta kya aur bread loaf bake ho sakta kya
Yes
oven ka upor hole ha check kornaka liya bar bar dhakkan khulnaka jarurat nahi
Thanks for your suggestion,But Cake andar se bake hua ya nahi ye sirf uper se dekh kar nahi pata chalega iske liye usme cheking rod daalkar dekhna padega ki ander mixture gila to nahi.
Ma'am why my cake is taking too much time
Thanks for watching.
Cake ka mixture jyada patla hone par bhi time thoda jyada lagta hai. Ya phir oven ko preheat na karne par bhi time jayda lagta hai. 1-2 bar banate banate time taking ka pata lag jayega. Don't worry.
Please stay connected.
Bajaj company ka on ki jarurat hai
Yummy