Mene pulsar me new petrol T lagai hai usme problem ye a rahi hai jb bike thoda tez chalao der tk to vibration se oil leak hota hai mene new packing lgai hai or uspr anabond b lagaya h phr b leak hoti hai kya kiya jae pls
petrol t ki packing check karo kahi jada hard to nahi hai ya crack to nahi ho gayi , bese new mai ye problem nahi aani chahiye or yaha anabond nahi lagana chahiye , bolts ko check karo ki ache se tight hai ya nahi , packing deform to nahi hai , kahi se upper or kahi se niche
@@SAIREPAIR bolts b tight kr liye hai.. Ab me new packing mangwa leta hu usko ache se saaf krke new packing lga dunga or bolts k non mettalic washer b change kr deta hu
kaha se pass nahi ho raha? petcock ki pipe open karke dekho agar petrol aa raha hai to carb mai cleaing karo or agar nahi aa raha to petcock clean karo
Sai jii. Brand new carburettor dala hai bike me 1 month February me..aur aapko btaya bhi tha ki old me problem thi to naya daal diya.. Abhi kuch din pehle hi notice kiya ki ...bike riding krte time aur ride krne k baad khadi bike ka jab overflow pipe check kiye to wo wet tha...halka sa... Na to carburettor overflow krr raha hai na hi .... petrol girta hai carburettor se..fir aisa q ho raha hai ki carburettor ki overflow pipe wet hai...jo engine ke piche ki trh ltki rehti hai.. black colour ki .. Kya vibration k kaaran to nhi... Please guide
carburetor ki breather pipe ko check kare jo petrol inlet pipe ki opposite side mai hogi carburetor pe , ki bo kahi dabi to nahi hai , agar ye theek hai or jada petrol nahi leak ho raha khas karke jab ride kar rahe ho to koi dikat ki bat nahi hai
@@SAIREPAIR breather pipe ekdum free and open hai...waha koi dikkt nhi hai...but... Meri bike ke dono front suspension fork ekdum dabb gae hain..bilkul bhi oil nhi unme leak ho chuke hain... Bike bohot jhatke leti hai aur vibrate krti hai.. Khi ye reason to nhi... Aur khadi bike se petrol ki smell bhi aati rehti hai kbhi kbhi...jab ki na carburettor leak krr raha hota hai na hi fuel tank
@@rishabhdubey230 ok , agar aapke fuel tank mai kisi tarha ka rust ya kachra hai ya petrol ke sath karchra aya ho to possible hai ki thoda bahut petrol overflow hona sure ho gaya ho , ye to ache se dekh ke hi pata chalega ki problem kaha se hai
video mai yahi bataya hai , petcock clean karo or agar cleanable na ho to replace karo or tank ko jarur check karna ki jada kachra to nahi hai nahi to tank bhi clean karo
@@anshshukla2974 bta to diya ab or kya batayu , aap kya sochte hai ki yt pai kisi channel pi ad ajaye to bahut kamai hoti hai essa nahi hai , muje minimum threshold tak pahuchne ke liye 4-5 month lagte hai
Bhai mere pas HF Deluxe bike hai, usme bhi same problem thi, but ye koi problem nhi hai Hero company ne kuch bikes me Reserve niche ki taraf diya tha aur main upar ki taraf Matlab jaise baki bikes me main hota hai vha reserve tha aur jha reserve hota hai vha main tha To ap apni bike ki petrol tap ki nozle ko upar ki side kar digiye, apki bike tb main me a jaegi.
Kya BAAT hai Bhai Kamal ho gya. Is drama ne hamari haqiqi drama history ki yaad dila di... amazing
Thanks 😊 🙏 that was very helpful 👍
Please reply
Sir jeshe hi bike reserve lagti hai or 50 se 60 ka speed chalate hai toh bike baand ho jati hai please bataiyega kay probable hai
reserve mai petrol flo kam ho jata hai , isliye carburetor mai breather pipe check karo shaya thodi choke hogi
Bhai fuel switch se leak ho rha hai...kya krvana h
isko change
Mene pulsar me new petrol T lagai hai usme problem ye a rahi hai jb bike thoda tez chalao der tk to vibration se oil leak hota hai mene new packing lgai hai or uspr anabond b lagaya h phr b leak hoti hai kya kiya jae pls
petrol t ki packing check karo kahi jada hard to nahi hai ya crack to nahi ho gayi , bese new mai ye problem nahi aani chahiye or yaha anabond nahi lagana chahiye , bolts ko check karo ki ache se tight hai ya nahi , packing deform to nahi hai , kahi se upper or kahi se niche
@@SAIREPAIR bolts b tight kr liye hai.. Ab me new packing mangwa leta hu usko ache se saaf krke new packing lga dunga or bolts k non mettalic washer b change kr deta hu
@@SAIREPAIR bolts pr thread locker lagana zaruri hai kya wahan pr
@@nannuaccu nahi
Thanks a lot👍
Thanks very helpful
Petrol cok valve is off position but petrol flowing from tank please reply
there is a rubber gasket under the nob with holes in it which might be cracked or worn out and not properly sealing the inlet/outlet passages
Mere bike me pta ni kyu petrol pass ni ho rha kya krna hoga
kaha se pass nahi ho raha? petcock ki pipe open karke dekho agar petrol aa raha hai to carb mai cleaing karo or agar nahi aa raha to petcock clean karo
Sir please reply dijiyega
Mera bike jab reserve lagta hai or 50 speed chalate hai toh bike baand ho jata hai kay probable hai please bataiyega
Sai jii.
Brand new carburettor dala hai bike me 1 month February me..aur aapko btaya bhi tha ki old me problem thi to naya daal diya..
Abhi kuch din pehle hi notice kiya ki ...bike riding krte time aur ride krne k baad khadi bike ka jab overflow pipe check kiye to wo wet tha...halka sa...
Na to carburettor overflow krr raha hai na hi .... petrol girta hai carburettor se..fir aisa q ho raha hai ki carburettor ki overflow pipe wet hai...jo engine ke piche ki trh ltki rehti hai.. black colour ki ..
Kya vibration k kaaran to nhi...
Please guide
carburetor ki breather pipe ko check kare jo petrol inlet pipe ki opposite side mai hogi carburetor pe , ki bo kahi dabi to nahi hai , agar ye theek hai or jada petrol nahi leak ho raha khas karke jab ride kar rahe ho to koi dikat ki bat nahi hai
@@SAIREPAIR breather pipe ekdum free and open hai...waha koi dikkt nhi hai...but...
Meri bike ke dono front suspension fork ekdum dabb gae hain..bilkul bhi oil nhi unme leak ho chuke hain...
Bike bohot jhatke leti hai aur vibrate krti hai..
Khi ye reason to nhi...
Aur khadi bike se petrol ki smell bhi aati rehti hai kbhi kbhi...jab ki na carburettor leak krr raha hota hai na hi fuel tank
@@rishabhdubey230 ok , agar aapke fuel tank mai kisi tarha ka rust ya kachra hai ya petrol ke sath karchra aya ho to possible hai ki thoda bahut petrol overflow hona sure ho gaya ho , ye to ache se dekh ke hi pata chalega ki problem kaha se hai
Mere bike me reserve mod work nai kar raha h. Off mode work kar raha h petrol bhut kam hote hue b main me hi chal raha h .kese sahi ho sakta h ??
video mai yahi bataya hai , petcock clean karo or agar cleanable na ho to replace karo or tank ko jarur check karna ki jada kachra to nahi hai nahi to tank bhi clean karo
Tnks bro
Rear Break light full connection ke bare me video banaye please 🙏.... Please
ok
Sir ek baat poochu bura nahi maaniye ga
Aap ko yt se kitna payment aaya hai
jitna minimum threshold hota hai
@@SAIREPAIR arre bata bhi dejiye
@@SAIREPAIR aap koi giveaway kyu nahi karte hai sir
@@anshshukla2974 kyuki maine channel giveaway ke liye nahi banaya hai
@@anshshukla2974 bta to diya ab or kya batayu , aap kya sochte hai ki yt pai kisi channel pi ad ajaye to bahut kamai hoti hai essa nahi hai , muje minimum threshold tak pahuchne ke liye 4-5 month lagte hai
Thanks
Bro main me hi petrol khatam ho jaa raha hai reserve me nhi aa raha hero honda cd Deluxe
Please bro reply
petcock change karo , iski main bali pipe crack hogi ya loose bhi ho sakti hai
Bhai mere pas HF Deluxe bike hai, usme bhi same problem thi, but ye koi problem nhi hai Hero company ne kuch bikes me Reserve niche ki taraf diya tha aur main upar ki taraf
Matlab jaise baki bikes me main hota hai vha reserve tha aur jha reserve hota hai vha main tha
To ap apni bike ki petrol tap ki nozle ko upar ki side kar digiye, apki bike tb main me a jaegi.
I hope it wasn't English you were speaking.
then please read the subtitles