Kya rheostat ka position change kar sakte hai kyun ke mai meter change Kiya hai 4 wheeler ka dala hai scooter modify karne ke bad to meter ka kara ulta chal raha hai ,isiliye rheostat agar ulta kar de to problem solve ho jayega pls advise
loose kitna hai uspe depand karta hai, aggar itna loose hai ki finger ander chali jaye to jaroor pharak padega , aggar just loose hai or cover sealed hai to kuch pharak nahi padega , or bese bhi aggar jada loose ho to bike missing ya rpm kam jada ki problem bhi aati hai
मेरे पास 2018 का बना हुआ TVS JUPITER 109 CC का है जिसका पेट्रोल मीटर सही काम नहीं कर रहा है। कभी पीली बत्ती जल जाती है, कभी बन्द हो जाती है। क्या problem है? क्या आप इस model के scooty के petrol meter के रिपेयर का वीडियो बनाएंगे please 🙏🙏?
sir bina dekhe koi nahi bata sakta , ho sakta hai float puncher ho ya uski rod tut gai ho , ya stuck ho , kuch bi ho sakta hai , open karke check karne pe hi pata chalega
temperature senor ki problem bhi ho sakti hai or fan ki bhi , radiator fan bhi kharab ho jate hai , sabhi wire connections ko bhi check karle ki kahi se wire to cut nahi hai or socket connections loose to nahi hai
Thank You Sir, The one who know the problem will definitely find the solution in this video... subscribed Sir..🤞
GOOD TICHING KARTE HO AP THANKS 👍👌👍✌️👌👍👌👍✌️👌👌👌👌
Thank you❤
Excellent Friend
Thank you so much sar 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Absolutely Correct h
Kya rheostat ka position change kar sakte hai kyun ke mai meter change Kiya hai 4 wheeler ka dala hai scooter modify karne ke bad to meter ka kara ulta chal raha hai ,isiliye rheostat agar ulta kar de to problem solve ho jayega pls advise
sir pehle wires palat ke dekh le , agar kam nahi banta phir try kare next step
Bhai Avenger meter need hai...btaoo
Bhai new wire koni replace kra yaa btoo plz
Nice video bayya
Andar ka jo wire hai wo toot chuka hai aur thorasa hissa missing hai to kya usko dusre wire se rewire kiya ja sakta hai??
dursra wire nahi laga sakte , unless bilkul same gauge ki wire miljaye to , nahi to jesse bataya hai bese theek kiya ja sakta hai
Thanks
Thanks bro❤️❤️❤️❤️
Bro Air filter bolt loose hone se millage kam deti hai kya please answer bro love you
loose kitna hai uspe depand karta hai, aggar itna loose hai ki finger ander chali jaye to jaroor pharak padega , aggar just loose hai or cover sealed hai to kuch pharak nahi padega , or bese bhi aggar jada loose ho to bike missing ya rpm kam jada ki problem bhi aati hai
मेरे पास 2018 का बना हुआ TVS JUPITER 109 CC का है जिसका पेट्रोल मीटर सही काम नहीं कर रहा है। कभी पीली बत्ती जल जाती है, कभी बन्द हो जाती है। क्या problem है? क्या आप इस model के scooty के petrol meter के रिपेयर का वीडियो बनाएंगे please 🙏🙏?
sir sabhi motorcycle mai bilkul same tarike se petrol meter kam karta hai , jesa video mai dikhaya hai bilkul bese hi aap repair kar sakte hai
Baro mara full meter kabhi uth jata ha kabhi Geer jata ha keya problems ho sakti ha please reply???
wiring ki dikat bhi ho sakti hai gauge ki bhi check karke pata chalega
Supar❤
Meraa meter hameshaa full dikhaataa haai. Meter thik haai. Problem sensor me hi haai. Kyaa aap bataa sakte haain fault?
sir bina dekhe koi nahi bata sakta , ho sakta hai float puncher ho ya uski rod tut gai ho , ya stuck ho , kuch bi ho sakta hai , open karke check karne pe hi pata chalega
Hi dear please make a subtitle video about body control unit pulsar and wairing thank you
ok
thnx sir
Bhaiya meri alto Ka radiator fan Kabhi chalta h Kabhi nhi par par fan per chott Marne se fan chalne Lagta h kya problem ho skti h
Plz Jawab nhi dena toh thik h dislike KR deta Hu
temperature senor ki problem bhi ho sakti hai or fan ki bhi , radiator fan bhi kharab ho jate hai , sabhi wire connections ko bhi check karle ki kahi se wire to cut nahi hai or socket connections loose to nahi hai
@@SAIREPAIR sensor ki problem Hoti toh fan ki motor pr chott Marne se chalta thodi motor pr dandde se chott Marne pr chalne Lagta h
Bhai apache rtr 180 ka fuel gauge kitne ka ayega
rs 350 plus
Hi dear, just need to know that do have any repair shop, if so can I have the address please 🙏
no sir , don't have any yet but maybe in future
@@SAIREPAIR Thanks and warm wishes to your new venture 🙏🙏
Hello sir
Bhangaar me aate he bike usme nikal lunga 😂
Full dikha raha hai tab
Don't use English title if you'll not speak in English.
sorry about that, i usually put english subtitles in all of my videos , but this video don't have subtitles yet , i'll put them soon
Bro my wiring 1 end cut ho gaya kya karum. 1 wire is broken in the resister
repair it like i showed in video