Kya aapne sirf 1 hi bulb jalaya tha pure mahine ? Dekhiye Aisa to nhi ho sakta ki zero unit aaye shayad se aap sirf 1 hi 9w ke bulb ko jalaya ho pure mahine aur vo bhi sirf 2 se 3 ghante daily pure 30 dino tak jo ki 1 unit se kam hoga Aur aap sayad se meter me jo last me kwh reading hoti hai usse dekh rahe honge q ki wahn sirf present month ki reading hi show hoti hai tabhi wahn zero reading show ho rhi hai
Bhut achha
Very good. Explained everything.
Glad you liked it thanks brother 😊
Good
Thanks
Thanks for your support
Aap ka meter
Smart meter or normal meters
Koun sa hai
Koi sa bhi meter ho sab me yahi parameters use hote hai
ckwh का मतलब कया होता है
Kilo watt hour yani jab ham 1 kilo watt ka load 1 hour tak chalayenge to vo 1 unit banta hai jisse kwh bhi bolte hai
भाइ मेरा मिटर से एक महिना बल्ब जला चेक करने पर युनिट 0 आया❤
Kya aapne sirf 1 hi bulb jalaya tha pure mahine ? Dekhiye Aisa to nhi ho sakta ki zero unit aaye shayad se aap sirf 1 hi 9w ke bulb ko jalaya ho pure mahine aur vo bhi sirf 2 se 3 ghante daily pure 30 dino tak jo ki 1 unit se kam hoga
Aur aap sayad se meter me jo last me kwh reading hoti hai usse dekh rahe honge q ki wahn sirf present month ki reading hi show hoti hai tabhi wahn zero reading show ho rhi hai