Bhai ye inverter 1,000 Watt tak ke load le sakta hai or agar apko Solar Panel connect karna hai to Jo battery aap Inverter pe connect kiye ho us per solar sa wire lagana hai or sirf Inverter se output lena hai.. Agar abhi bhi koi Doubt hai to aap mujhe What's app group per visit kare about section me link hai.
@@HELPGURUCHANNEL Me flipkart se bike battery charger order Kia to 1000 watt ka inverter bej diya abhi check korne ke liye 5ah ka battery he lekin fault light show ho raha he
Bhai video bhut achi bnayi mujhe kharidna h Mene phle Flipkart me dekha Or fir aapka review dekh rha hu Ek bat or bta do isse kitne celling fan chal skte h
Bhai best to dono hai but maine Amazon se buy Kiya hai or abhi best kaam kar raha hai baki apki marji, Link diya gaya hai inverter ka Unboxing wale pe check karlo
Agar Aisa hota to aap batao Inverters pe Capacitor fixed value ka kyun Diya hota hai.... Apko sayad nahi pata ki capacitor ki (Uf/nf) alag alag hoti hai or voltage ke sath Ampere bhi fixed hoti hai.
Aap chahe jitna bhi kuch kaho lekin jab Capacitor ki capacity se jyada prabhav pade to ise blast hone se koi nahi rok sakta or ek baat humari har ek video logo ko kuch naya sikhati hai... Agar apko abhi bhi koi problem hai to Sorry 😔😔😔 Apne agar kuch Aisa/Waisa kaha to mujhe Complain karna hoga 😡
@@HELPGURUCHANNELअगर आप बहुत बड़े ज्ञानी हैँ तो बताओ capacitor 25 वोल्ट का क्यों लगया कंपनी ने जब इन्वर्टर 12 वोल्ट का है 😁😁 25 वोल्ट का capacitor को 12 वोल्ट मे use करोगे तो वह कितने परसेंट काम करेगा जल्दी बताओ दम है तो 😁😁😁
Lagta hai sayad aap jyada gyani hai.. Aap 12volt ka Capacitor lagana chahte ho lagao par apko 12volt ka Capacitor milega hi nhi😂😂😂 Lekin aap mujhe bol rahe ho mein bahut bada gyani hun to aap sahi ho🤗🤗🤗 Ab main apse puchta hun⬇️ Apke phone pe lagi battery kitni voltage ki hai (3.7 ya 4.2 ) batao? Answer Dene se pahle ek baar sochna or haa agar apne ab kuch wrong word use Kara to ape Case File ho sakta hai.....
यह चाइना का है क्या! इस में जो पार्ट लगे हुए हैं वह सब ओपन मार्केट में मिल जाते है क्या! कोई प्रोग्राम वाला पार्ट तो नही है! मोसफट उड़ जाते हैं तो नए भी का नही करते हैं! यही ज़्यादा तर प्रेशानी आती है!
बहुत अच्छा बताया आपने👍👍👍🙏❤
आपका बहुत बहुत धन्यवाद।
sir, kya is inverter se me 65w ka kaptop chala sakt hu, agar solar charge controller se connect karu na ke battery pe.
Bhai ye inverter 1,000 Watt tak ke load le sakta hai or agar apko Solar Panel connect karna hai to Jo battery aap Inverter pe connect kiye ho us per solar sa wire lagana hai or sirf Inverter se output lena hai..
Agar abhi bhi koi Doubt hai to aap mujhe What's app group per visit kare about section me link hai.
is inverter par LED TV bldc fan.chalane se kharab To Nahin Hoga modified sine wave inverter hai na..????
Kharab nhi hoga
Kya is se half ho ka pani ka motor chal skta hai please reply bhai
Chal jayega
Thankyou bhai.
Welcome bro
Battery wire per Lage hue 40 amps do fuse hai vah fix hai ya holder mein mm hh
Holder hai bhai
@@HELPGURUCHANNEL okay 👍🆗
Minimum kitna ah ke battery connect korne chiye ?
5ah ki
@@HELPGURUCHANNEL
Me 5 ah ki battery connect Kia to fault light show hotha
@@HELPGURUCHANNEL
Me flipkart se bike battery charger order Kia to 1000 watt ka inverter bej diya abhi check korne ke liye 5ah ka battery he lekin fault light show ho raha he
But ye 5ah ki battery par work karta hai
Aap mujhe Kal 9:00am me Group per comment karo
Can it work with lithium phosphate battery
Yes
1hp motors chalaga?
Chalega
@@HELPGURUCHANNELar vai kab ayega video ?
@trendingtimestatus3643 2 February ko aane wala hai
Bhai video bhut achi bnayi mujhe kharidna h
Mene phle Flipkart me dekha
Or fir aapka review dekh rha hu
Ek bat or bta do isse kitne celling fan chal skte h
Thanks you Bhai buyduway maximum 4 celling fan chala sakte hai
Bhai koi aaisa power inverter review karo jisme inverter and charging dono ho
Wait karo bro aayega 🤗🤗🤗
Hello bhai Flipkart se le ya FIR Amazon se
Bhai best to dono hai but maine Amazon se buy Kiya hai or abhi best kaam kar raha hai baki apki marji,
Link diya gaya hai inverter ka Unboxing wale pe check karlo
Bhai agar ye kabhi kharab ho gaya to kaise repair karvaye please reply 🙏
Bhai agar ye kharab hoga to mujhe comment karna mein Repair karne ka trick bataunga ok👍
Bhai kya me ise lagatar 6 se 12 ghante lagatar chala sakta hu please reply 🙏
@XYZ-kh2gz 12ghante nhi 24ghante chala sakte ho battery backup badhana hoga
Bhai kisi ke comment me mene dekha thaa ek bande ne kaha ki uska wala khrab ho Gaya hai vo kaha Raha thaa ki yaha 24 ghante chalane ke liye nahi hai
Please reply 🙏
Bhai 0.5 hp ki water pump caladega kaya
Chalega
@@HELPGURUCHANNELvala ke dikawo muze bi lena hai inverter
Kya dikhana hai clear bataiye
Bhai ola scoty charge hoti hai ya nhi ek bar check kar ke bara do na
Bhai mere pass Scooty nahi hai par aap charge kar sakte ho 🤗🤗
@@HELPGURUCHANNEL humko invest karna hoga aap kar ke ek video dal dete to accha hota
Aap mujhe bata sakte ho Charger kitne wattage ka hai ?
Clear se bata dunga 🤔🤔
550w aur 770w humko long ride karna hai ola ke sath guru
Tab to 100% charge kar sakte ho but apko badi battery use karna hoga load ke liye warna choti battery backup nahi degi👎👎👎
Okay 👍👍👍
👍
Kaya ye battery charge bhi karega
Nahi bhai ye sirf Inverter hai.
🥇🥇🥇🥇🥇👍👍👍
Kaha se buy karna h ? Price
Unboxing Video dekh lo link diya gaya hai
Battery ke amp se koi matlab nahi hota hai jitna bhi amp ka battery laga do 100 200 300 400 500 1000 bhi koi limit nahi hai 😯
Agar Aisa hota to aap batao Inverters pe Capacitor fixed value ka kyun Diya hota hai....
Apko sayad nahi pata ki capacitor ki (Uf/nf) alag alag hoti hai or voltage ke sath Ampere bhi fixed hoti hai.
@@HELPGURUCHANNELfixed value ke isliye hote hain taki saare capacitor barabar kaam kar saken balanced filtering kar saken.
Aap chahe jitna bhi kuch kaho lekin jab Capacitor ki capacity se jyada prabhav pade to ise blast hone se koi nahi rok sakta or ek baat humari har ek video logo ko kuch naya sikhati hai...
Agar apko abhi bhi koi problem hai to Sorry 😔😔😔
Apne agar kuch Aisa/Waisa kaha to mujhe Complain karna hoga 😡
@@HELPGURUCHANNELअगर आप बहुत बड़े ज्ञानी हैँ तो बताओ capacitor 25 वोल्ट का क्यों लगया कंपनी ने जब इन्वर्टर 12 वोल्ट का है 😁😁 25 वोल्ट का capacitor को 12 वोल्ट मे use करोगे तो वह कितने परसेंट काम करेगा जल्दी बताओ दम है तो 😁😁😁
Lagta hai sayad aap jyada gyani hai..
Aap 12volt ka Capacitor lagana chahte ho lagao par apko 12volt ka Capacitor milega hi nhi😂😂😂
Lekin aap mujhe bol rahe ho mein bahut bada gyani hun to aap sahi ho🤗🤗🤗
Ab main apse puchta hun⬇️
Apke phone pe lagi battery kitni voltage ki hai (3.7 ya 4.2 ) batao?
Answer Dene se pahle ek baar sochna or haa agar apne ab kuch wrong word use Kara to ape Case File ho sakta hai.....
भाइ ईश से नदि मे मछलि 🐠🐟🐟 पकद शक्ति हे
Ye koi Fishing Rood nahi hai Inverter hai 😂😂😂😂😂😂
@@HELPGURUCHANNEL tum KO Kuch pata nai is say DC to AC convrot Kar ke maxli pakad saktha hay
Haa bhai aap sahi ho machhali ko Shot Circuit dena chahte ho but ye inverter sirf Electronic appliance ke liye hai
Kitne Amp ke battery charge karega
Inverter se battery charge nahi hota Charger se hota hai.
Bhai price kya h inverter ka
Unboxing Video dekh lo bata diya hun
Jopp
Bhai iss inverter se cooler chala ke dikhao
Mafi chahta hun bhai mere pass Cooler nahi hai Lekin chalega ya nahi mein bataunga aap mujhe Cooler ka Wattage batao.
Uskai ander karaipaku rahatahai 100%.ok
2-300watt lega maximum
Pura 1,000watt ka load de do aasani se chalega ..
यह चाइना का है क्या! इस में जो पार्ट लगे हुए हैं वह सब ओपन मार्केट में मिल जाते है क्या! कोई प्रोग्राम वाला पार्ट तो नही है! मोसफट उड़ जाते हैं तो नए भी का नही करते हैं! यही ज़्यादा तर प्रेशानी आती है!
नहीं सिर सभी कंपोनेंट्स मार्केट में आसानी से मिलजाएगे और मेड इन इंडिया प्रोडक्ट है।
कौन सी कंपनी कहां की कंपनी बनाती है
Maharashtra, India
Review video dekh lo price bataya gaya hai
Link bej do baya
Bhai Discription Pe Dala Hua Hai Dekh Lo ☺️☺️
Bekar he mene liya tha 4 din me badal na pada 24 hours ush nahi kar sakte isko
Bhai mein apne shop per 24hrs use kar raha hun to ye bekar kaise hua ?
Lcd tv me karabhi agai isse or bldc ceiling fan apne ap bhand chalu hone laga isse jada time use karne se jada problem ho sakti thi is liya hata diya
Bhai agar aap battery ki power kam lagaoge to Aisa hota hai but mein use kar raha hun parfect kar karta hai...
100 ah battery or 165 Ah battery lagi he ek sat total 265ah battery back he mera
Bhai agar itni high power is chote inverter pe doge to iska kya hoga 😮💨😮💨😮💨😮💨😮💨