1kva = 1000 watt hi to hota hai... Mera kehna ye hai ki main ek fridge daytime chalana chahta hu to kya 50 watt panel+ 1000 watt wala apka ye power inverter laga k kam chala sakta hu? Grid bijli bilkul nhi hai.
Bhai mein bhi to wahi bata raha hun, Agar apka fridge 1,000watt se kam hai to aap jarur chala sakte ho or agar apko Daytime tak use karna hai to Battery badi lagana kyunki fridge load bahut jyada leta hai. Ok ab samajh Gaye na ya nahi...
This cannot charge the battery completely because the voltage is just 12 v.
You are absolutely right but it actually charges, I have tried it myself.
Brother, what is the value of diode and ampere which you connected to the positive terminal of 12 volt adaptor ???
Your subscriber pls reply
@zuchamotungoe6817 5A Diode ( 5Ampere )
Kiya charger lagaker invater chala saktehai
Haaa
1hp motors chalaga?
Chalega bro
@@HELPGURUCHANNEL chala kar dikhaiye Kitna time tak 1hp motor chalaga?
Wait karo bhai ek video is par banai ja Rahi hai kyunki bahut sare Comments aaye hai...
@@HELPGURUCHANNELghar ka water pump 1hp pump 150ah ? Chalaga ?
Bhai agar aap thoda wait karoge to aayega na video create karna padhta hai sirf bolne se nahi banega or apko samjhana bhi hota hai
Bro kiya ya inverter fishing kar saktai
Fishing me kuch samjha nahi bro
@@HELPGURUCHANNEL electric fishing 🎣 kar saktai kiya ya inverter
Nahi bhai Apki Fishing Machine 1,600Wattage ki hai or Inverter 1,000 Wattage ka to aap is inverter ko use nahi kar sakte ....
200 watt sa v fishing hotai lakin ya 1000 watt lakin q
Ya inverter kiya kiya lord chala saktai
Sir is inverter se water pump Chalayan sakti Hai kya Iska ek video banyiye
Pump kitne Watt ka hai apka?
@@HELPGURUCHANNEL0.5 ho ka
0.5 se pata nahi chalta hai aap mujhe What's App Group pe photo send kijiye me bata dunga.
Jo aapne battery dikayi hai uske liye spray pump ka charger best rehga full charge hone baad khud bata deta hai
80ah ki battery kaise charge hogi
Aap solar Panel ka use karo
50watt ka panel lagake and 1000 watt ka ye inverter fix karke main pure din 1-2 kw ka load bina kisi problem k chala sakta hu?
Nahi bhai apko 1kva tak ka hi load dena hoga ok
1kva = 1000 watt hi to hota hai...
Mera kehna ye hai ki main ek fridge daytime chalana chahta hu to kya 50 watt panel+ 1000 watt wala apka ye power inverter laga k kam chala sakta hu? Grid bijli bilkul nhi hai.
Bhai mein bhi to wahi bata raha hun,
Agar apka fridge 1,000watt se kam hai to aap jarur chala sakte ho or agar apko Daytime tak use karna hai to Battery badi lagana kyunki fridge load bahut jyada leta hai.
Ok ab samajh Gaye na ya nahi...
😂😂
Fishing kar sekega
Haa