🔴 Imamon Pe Emaan 😡 - Clarification | Engineer Muhammad Ali Mirza 🙏

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 3 ноя 2024

Комментарии • 13

  • @SabirAliSabir-lp4jz
    @SabirAliSabir-lp4jz 2 месяца назад +1

    Or haan ye baat aap nay bilkul sahi
    Meri jaati rahi hai ki hamen judgementation or ektilafat may farq rakhna chaheye magar hum buhat hi 😓...........
    ..........choti souch k gulam hain 😨😩😐🤐😓

  • @AliRaza-pc6rw
    @AliRaza-pc6rw 2 месяца назад

    More power to you sir!

  • @zedtaxaccounting
    @zedtaxaccounting 2 месяца назад

    Good analysis!

  • @SabirAliSabir-lp4jz
    @SabirAliSabir-lp4jz 2 месяца назад

    Basit bhai plzz immam ko bhi explain karain kia ye koi lakab hai 🤔🧐i mean K starting say sunty aa rahy hain k immam Abu hanef, immam Hussain or bhi kain but question is k what is immam👀

    • @thinkbeyondwithbasit
      @thinkbeyondwithbasit  2 месяца назад

      Imam is a laqab - Kisi bhi leader ko Imam kehte Hain - religious or otherwise!

    • @SabirAliSabir-lp4jz
      @SabirAliSabir-lp4jz 2 месяца назад

      @@thinkbeyondwithbasit Bhai Kia Aaj K doure may bhi kesi ko immam ka laqab dy sakty hain

  • @FakabirHafeez
    @FakabirHafeez Месяц назад

    4 imam nai fatway diye ilm sikhaya ALLAH jazaye khair dai likin inhi kai naam per 400 years taak loog aik doosray kai peechay namaz prnay kai qail nahi extremism logo nai kiya in imam nahi nahi two povs thai . And final authority rasool saw kee zaat h aur jaab ikamat e deen kai liye muaz ibne jabal r.a ko rasool saw nai bheja toh kya instructions diee thee kindly usko bhi mention kray aur engineer sahab apnay app ke koi naye shariat launch nahi kee nauzubillah jo apnay hadees e mubaraka pesh kee h woh mehes amaal kai liye h aur haqooq ullah ka dehan rknay kai liye aur jaha usnai hamray liye asani kee woh haam avail krtay h alhamdulliah.... toh jis nai nahi leni uski marzi aur tbh apnai hadith out of context pesh kee .. topic kai uper baat kray engineer yeh hadidth bayan krtay h likin kis waqt yeh ap khud research kray aur sirf engineer nahi baki ulema e karam jo h unhay bhi

  • @fawazbashar
    @fawazbashar 2 месяца назад +1

    And what about an illitrate man ?? Wo kaise decide kare ??

    • @thinkbeyondwithbasit
      @thinkbeyondwithbasit  2 месяца назад +2

      Allah ta'Allah ne basic Sahi ghalat ki samaj hurr insaan ko dii hai - ek saada bilkul illiterate insaan ko bhi jub Allah ki raza ki pareshani hogi Tou woh bhi ja k apnay resources k mutabiq zada se zada logon se pata karay apnay fiqhi musslay k baray mein aur phir Jahan uska apna itmenaan ho woh karay apni puri saaf niyat k saath.

    • @fawazbashar
      @fawazbashar 2 месяца назад +1

      @@thinkbeyondwithbasit In short wo kisi scholar ki "taqleed" karega, jispe usko itmenan ho. Kyunki he is enough illiterate to cross check scholar.

    • @LovePakRail
      @LovePakRail Месяц назад

      ​@@thinkbeyondwithbasit Exactly

  • @MdRana-ko9oi
    @MdRana-ko9oi 2 месяца назад +2

    Please remove the music plz