Labbon pe tabassum, nigahon mein bijli qayamat kaheen se chali aa rahi hai Ab aise mein dil ka hai Allah waali nazar se nazar aaj takkra rahi hai Kahan tum raho ge, kahan gham rahe ga kahan teer pehli nazar ka chubhe ga Khuda ke liye, apni nazron ko roko mere dil ki duniyan lutti jaa rahi hai Na janein zamane ka kya haal ho ga adaayen sharabi, nigaahen gulabi Vo ab iss tarah saamne aa rahe hein ke jaise chaman mein bahar aa rahi hai Dikha ker jhallak apni chhup jaane wale phir ik baar Li'Allah parda hatta de Muhabbat ke sholay bharraknein lage hein Gale mil ke rukhsat, vo honay lage hein Abhi se mera dil bujha jaa raha hai judai kisi ki, sitam dha rahi hai
Janab 'Sehba' (Hyderabad Deccan) Circa 1950 Originally sung by their grandfather Aziz Ahmed Khan Warsi. His is a classic rendering much better than this one.
❤ kya bat hai wa bhai wa ba bhai
MasahAllah MasahAllah MasahAllah No Words Can Express Then Justife Bohat Qaoob
Labbon pe tabassum, nigahon mein bijli
qayamat kaheen se chali aa rahi hai
Ab aise mein dil ka hai Allah waali
nazar se nazar aaj takkra rahi hai
Kahan tum raho ge, kahan gham rahe ga
kahan teer pehli nazar ka chubhe ga
Khuda ke liye, apni nazron ko roko
mere dil ki duniyan lutti jaa rahi hai
Na janein zamane ka kya haal ho ga
adaayen sharabi, nigaahen gulabi
Vo ab iss tarah saamne aa rahe hein
ke jaise chaman mein bahar aa rahi hai
Dikha ker jhallak apni chhup jaane wale
phir ik baar Li'Allah parda hatta de
Muhabbat ke sholay bharraknein lage hein
Gale mil ke rukhsat, vo honay lage hein
Abhi se mera dil bujha jaa raha hai
judai kisi ki, sitam dha rahi hai
Subhanallah Mashallah Jazakallah
The poet's name is
Janaab 'SEHBA'.
Original composition by the singers' grandfather,
Aziz Ahmed Khan Warsi Sahab, circa 1950.
Mashallah mashallah beautiful voice
SUBHANALLAH
Sung superbly
haye allah kya baat hai
Mashalallah SUBHANALLAH
Bahoot Badiyaa Andaaz
Beautiful effort! What is the name of the poet?
Janab 'Sehba'
(Hyderabad Deccan)
Circa 1950
Originally sung by their grandfather Aziz Ahmed Khan Warsi. His is a classic rendering much better than this one.