Aapi aapne bohot acchi acchi recipes batai h aaj tak sab bohot tasty hoti h..but delhi ki mashoor degi masala biyani banana bstaiye please uski recipe kisi bhi channel pe nhi mili abhi tak
Bohat yummy pulao lag rha he aapki sari hi recipes bht zabardast hoti hain main kafi time se aapko follow kr rhi hn hamesha khush rahain love from Pakistan 😊😊😊😊
Assalamualaikum mam i love ur voice....smjhane ka tarika or mjhe apki bnayi hui sb dishes bhut psnd ati h bhut testy hoti h...plsss ese hi or achi achi dishs ki rcpy dijye...
Mera Roza h or roze main esi dehakti dhua nikalti biryani .... 😛.... mashaallah ap itni talented hai...apko har dish aati h... teen din pehle apka channel dekha or subscribe kiya .. degi masala wali biryani banayi... it was wonderfully testy... thanks... apne kese seekha sab kuch... office m kaam na ho to teen din se apki dishes dekh kar khush ho rahi hu... zabardast cook hai aap
ap Jaise acche logo ki vajah s hi ham log apne ghar s door hokar bhe ghar jaisa khana bana kar kha sakte h . thank you very much . every weekend i try this birynai , its really amaizng, and one of most things . other country people also very like this birynai , thy always force me to make this biryani
Aap bahut hi laziz khana banatin hain. Shukriya bahut bahut. Mujhe pulao jiske kum se kum masala pade wo recepie chahiye.Aapke bolne ka styl bahut achha hai.
Really bhut tasty bana tha MashaAllah se mgr maina timatar kam raky thy q k yakni pualo tomato samj nhi ati n pyaz jo thi wo brown bo ki or brow kr k us mamasala bi raki and hari mircho k paste to albaata sabit dali thi ufff so yumy pulao bana sb ne tareef ki leshan ki lall mircho ki chatni ha raita
Hello shamina gi mayne hal filal he aap ka channel subscribe Kiya hai aur aap ki yakhni pulao ki recipe try ki kafi acchi Bani ...aur Mayne aap ki baki recipe bhi deckni shuru gi mujko sari bht pasand aa rahe hai mubakakh ho aap ko aap bht acche se sikhati hai .. Allah bless u
assalam alikum mam ap ki sari recipe bahut hi achi rhti h .ye biryani mai banai thi bahut hi tasti hui thi .mam ap se ye puchna tha agar hm chicken 1kilo lete h aur chawal bhi 1kilo bhi ho to masale kitne dale jaye ge biryani me .mam plz mujhe bataiye
Superb madam I am a big fan of u. Restaurant style non veg gravy ingredients plz post. Many times I am preparing but not is not come as restaurant type.
bht zbrdst.mene aj ye pulao try kiya itna tasty aur spicy bna jitni tareef ke jae km h sbse aham bat ye k mere husband ko bht psand aya.thanku so much.
Mashallah boht hi nice recipe hai ham nay banya tha boht suwad bana tha jazkallah aapa
بہت عمدہ ۔ اپ کی سب ریسیپیز بھت اسان اور ذائقہ دار ہوتی ہیں
Aapi aapne bohot acchi acchi recipes batai h aaj tak sab bohot tasty hoti h..but delhi ki mashoor degi masala biyani banana bstaiye please uski recipe kisi bhi channel pe nhi mili abhi tak
बहुत ही आसान है ये बिरियानी बनाना मेरे घर पर सभी ने तारीफ की है शुफ्रिया रेसिपी शेर करने के लिए
mashalha bhtttt tsty lg rhi hai dekhne me hi hmare yanha same yhi petrn ki biryani bnti hai bht yummy.. mouth whtring....
+Ayat Afzal ji
Shukriya
Ap k khanay bahot achay hotay hen aur sikhanay ka tareeqa aur language bahot zabardast hay Allah apko khush rakhay aameen from UK
+Abdul Mannan ji
Thanks for your lovely appreciation.stay tunned with us..have a nice day
Bohot hi badiya, bohot hi bohot hi badiya aur easy recipe. Ekdum Zaikedar
Bohat yummy pulao lag rha he aapki sari hi recipes bht zabardast hoti hain main kafi time se aapko follow kr rhi hn hamesha khush rahain love from Pakistan 😊😊😊😊
Mai ny jitni bar b banai hai koi yaqeen he ni krta sb kehty hain k deeg k bany hain homemade ni hai thank you so much for this unique recipe.....
MashaAllah Ek numberrrrrrrrr superbly tasty tha Chicken Masala Yakhni pulao mene kal banai thi saari finish ho gayi
+Shahin Nullwala ji
Shukriya aap ke pyar ke liye
Aaj mene dusri baar apke tarike se pulao banai bahut acha bana one kg chickenka
😋👍
chicken masala yakhni pulao aaj hi bnaya , zabardast test hai. dil khush ho gaya, Thanks for testy recipes
+Ruby Imtiaz ji
Your welcome
Salam aunty manai apki bohat recipe try ki hai apka bohat shukriya
Assalamualaikum mam i love ur voice....smjhane ka tarika or mjhe apki bnayi hui sb dishes bhut psnd ati h bhut testy hoti h...plsss ese hi or achi achi dishs ki rcpy dijye...
Mera Roza h or roze main esi dehakti dhua nikalti biryani .... 😛.... mashaallah ap itni talented hai...apko har dish aati h... teen din pehle apka channel dekha or subscribe kiya .. degi masala wali biryani banayi... it was wonderfully testy... thanks... apne kese seekha sab kuch... office m kaam na ho to teen din se apki dishes dekh kar khush ho rahi hu... zabardast cook hai aap
+N m Sheikh ji
Dil ki gehrai se tareef karne ke liye bohot bohot shukriya.
Aap her recipe buhut asan trike se bnati h aapki Hr recipi Muje buhut Acchi lgti h superb
+Shumaila Malik ji
Mujhe Khushi hui ke aapko hamari videos pasand aai
Mashallah Bohot khub aur asan Hain 👌
Today I try your recipe very good ND tasty chiken pulao
ap Jaise acche logo ki vajah s hi ham log apne ghar s door hokar bhe ghar jaisa khana bana kar kha sakte h . thank you very much . every weekend i try this birynai , its really amaizng, and one of most things . other country people also very like this birynai , thy always force me to make this biryani
Apka bhot bhot shukriya mam Maine apki recipe try ki mashallah bhot Achi Bani
AsSalaamOAlikum,, Ramadan Kareem mubarikah. Aunty yours words are wonderful... Barhiya C yakhni , Bahtreen Se Chawal.. piyaric C Piyaaz.. lovely
Bht achi lgi apki recipe...
Ap ki sari recipes kamal ki hoti hen or aj polau be try kru gee
+zain imran sheikh ji
Ji bohot shukriya
Polao khany ka ek zoq hota hy jo poloa khany waly achi terha janty hen Polao ka zaiqa hi oski sadgi me hy .Ap bht tasty Polao bnati hen
apki btayi hui recpe se maine biryani bnayi bht hi zbrdst bni thnq soooooo much
+Zoya Ali Abidi Zoya Ali Abidi ji
Thanks for follow our recipes sister
Aapa aap bohut zabardast hai rice ki tips par video banate jo pulav biryani ke rice ko kaise handle kar a hai
maine banya pulao aaj
mashaa allah bahot lazeez bana
jazakillahu khair
+A.I J ji
Thanks for follow our recipes
Today I tried ur recipe it was soooooooo yummmmmm thanks for sharing the recipe
Very nice maine try ki thi bahot hi testy bani thi sab ko bahot pasand aayi jazakalla khair
Very nice recipe api......completely yakhni pulao but aap ne potli me kon kon si masala dala hai plz bata dijiye. ...plz rply
Dhania aur saunf
salam i saw ur recipe n try today its realy sooo delicious thanks Jazakallah
A.salam didi ye mene kayi baar try ki he.bahot jyada tasti banti hai.mere garme sabko bahot pasand he.zajaakallah
Aap bahut hi laziz khana banatin hain. Shukriya bahut bahut. Mujhe pulao jiske kum se kum masala pade wo recepie chahiye.Aapke bolne ka styl bahut achha hai.
Maashallah. Meine bahuth baar ye pulao pakaye, Bahuth achcha bana hai. Thareef bhi bahuth mili. Iske asli haqdaar aap hai maam. Jazakallahu khair.
Really bhut tasty bana tha MashaAllah se mgr maina timatar kam raky thy q k yakni pualo tomato samj nhi ati n pyaz jo thi wo brown bo ki or brow kr k us mamasala bi raki and hari mircho k paste to albaata sabit dali thi ufff so yumy pulao bana sb ne tareef ki leshan ki lall mircho ki chatni ha raita
Mje apki recipe and awaaz boht psnd h
salam, Im from pakistan. i tried it..very tasty...i tried many dishes of yours ..now i can cook more tasty food than my mom.thanks
Asalam o alaikum baji main aj bna rhi hon iftari m kha k dekhen ksi bni hai jazakAllah love from pakistan
Bhn apki lajwab bmedha recipe hoti h but ek baar btye
Aap log pulav biryani m hari mirch kyu dalte h hmesha
wowwww subha bnana h inshaAllah yhi recipe follow krugi
Na - Maloom Khatoon ?????😕😟🙁☹😨🥺😧😦😳😲😲
Ap ki recipes bht easy or tasty hoti hn
Mashaallah bahot achchi recipe hai jitne tarif karun utni kam hai
+atif khan ji
Thank you so much
Assalamu alaikum..Apki cooking masha allah kafi achi he meiny dishes try ki he..Allah apko hamesha khush rakhy...AMEEN
bahut acchi dikh rahi main kal hi insha allah try krungi ye recipe😗😗😗😗
ماشاءاللہ اللہ تعالیٰ آپکے ھاتھون مین برکت دے
आप की हर रेसिपी बहोत स्वादिष्ट है मै भी सीखा हूँ आप की रेसिपी
+Avinash Jamnik ji
Thank you so much
Salam mam ap bht acha khana banati he or bht ache se hume sekhati he thankx mam or aap jo chulha use krti he us k bare me btaye plzz
Good recipe. Aaj hi banaunga. Thank you.
Bahut hi accha bana tha, I enjoyed it. Thank you.
bohat accha hai aap ne bohat simple tarika hai
woa...zabrdst...mujy daikh k he bhuk lag gae..haha..I vil try Inshallah
+Zara khan ji
Shukriya
Mam aapki sabhi raciepies mujhe bahot acchhi aur easy lagi Tysm. aap mujhe cheese chicken biryani recipe Batao Mam plz
+Reshma Kadu ji
Thank you sister I will make soon your likely recipe
Try krne jarahi hun mein dua kijiye ga kay acha banay
Good receipe in shaa Allah I will try it soon.
+Asma Ahmed ji
Thanks for follow us
Measurements bta dijiye, sauf dhania k or lehsun, adrak, pyaaz, etc
Mam basmati rice konse liye aapne plz reply
Bohot bhtreen mam apki sari recipe bohot hi bhtreen hoti h
Mam mujhy polaao oe biryan m kya faraq hota h plzz btay...
Pulao me dum nahi lagate
Aapa aap rice bamane ki tips itni achchi hoti hai ke maine aapse hi confidence liya hai . Warna rice dishesh thoda dara deti hain . Thanks apa
Soooooo delicious.....biryani....thnx ji..
yeh pulao humne bhi try kiye bahut achcha bana tha
Omg this pulao came up so good yummy Thanks
Hello shamina gi mayne hal filal he aap ka channel subscribe Kiya hai aur aap ki yakhni pulao ki recipe try ki kafi acchi Bani ...aur Mayne aap ki baki recipe bhi deckni shuru gi mujko sari bht pasand aa rahe hai mubakakh ho aap ko aap bht acche se sikhati hai .. Allah bless u
Your welcome dear Thanks for like our recipes
Nice bhut khoob plz ramjan ki aftari k liye kux btaiye bnake special
+Habeeba Shaikh ji
Shukriya jaroor inshaallah
Assalam o Alaikum aapki tamam recipes bht achi hoti hain.
+Ruby Imtiaz ji
Walekumassalam Thanks for your lovely compliment
Assalamo alaikum
apki cooking Mashallah bhttttttt achi ha meny kafi dishes try ki h Allah pak apko hamesha khush rakhy ameen
Looking superb awesome 👌
Salammm.your recipes awesome HUMA ARSHSAD.FROM.PAKISTAN.KARACHI
Your welcome dear
Love u mama
Nice polao kia iss main alo Bokhara bhi add KR sakte hn???
Baaji dhaniya aur saunf kitni leni hai??
assalam alikum mam ap ki sari recipe bahut hi achi rhti h .ye biryani mai banai thi bahut hi tasti hui thi .mam ap se ye puchna tha agar hm chicken 1kilo lete h aur chawal bhi 1kilo bhi ho to masale kitne dale jaye ge biryani me .mam plz mujhe bataiye
It wasn’t clear. Do we boil off most of the water and then give dum. And do we cover and cook till the water is almost absorbed?
Bahot achi bani I tried today
Thanks for the yummy recipee
masaallh aapa bht badiya aap ki diss bhot achi ho ti h muje bhot kuch sikh n mita h thenku aapa
+Jasmin Shaikh ji
Thanks for follow our recipes sister
very yummy ji maine bnai or ghar mai sab ko pasand ayi👌👌👌👌
+ruby hussain ji
Thank you for try
Dahi (yoghurt) dalma bhool gaye kya ?
Looks yummy. Thanks for the recipe.
+Aisha Chougle ji
Your welcome
Best bana APA apne. Kul kitni der Tak gas/chulhe par pakana hai. Video se to laga ki 30 min me ban gai. Zara Bata de please
Yes 30 se 35 minutes me pak jayegi
@@Zaikadilli6 APA banaya tha hum log ne bahut acchi bani apke tareke se bas thoda time zyada laga.
Superb madam I am a big fan of u. Restaurant style non veg gravy ingredients plz post. Many times I am preparing but not is not come as restaurant type.
Mam chawl pakne me kitna time lagta hai mam pls boliye
Aapne ye kharal kaha se aur kitne ka lia hai?
apki sari dishesekdum yammy rahti hai hum try bhi karte hai lekin humse pyaaz fry karke jo ap crush kar leti hai per humse nahi hoti hai
Crush jabhi kar len jab pyaz warm hon thandi hone k bad soft ho jati hen
mast recipe ....aaj me try karuga
+Rinkesh Kumar ji
Thanks
Ma shaa Allah. Tasty. Aap aloo aur chole ka pulao pakana sikhain
+saba iftikhar jafri ji
inshaallah jaroor bataynge shukriya
Baji ye maine try kiya mashaallah bahot laziz tha ..sab ko bahot pasnd aya ...jazakallah😘
+shirin vohra ji
Thanks for follow our recipes sister
bht zbrdst.mene aj ye pulao try kiya itna tasty aur spicy bna jitni tareef ke jae km h sbse aham bat ye k mere husband ko bht psand aya.thanku so much.
+saba khan ji
Thanks for follow our recipes sister
sach m achha bna aj m bhi try karugi isliy puuchh rhi hu plz sach btana
mene bhi try kia buat mazedar bana thanks zaiqa dilli
Agar procedure ko thoda fast Kare, aur bolte thoda kaam hone se...nahi toh video zyada lamba ho jati hai for those who don't HV the time to watch full
Ma shaaaaaa ALLAH se apa bht hee alaa recipe h... ab tou Mai ap k tareeky s chicken pilao bnaungi.... bht lazeez pilao lgraha h...
+Riffat Naheed ji
Shukriya
aaj hm ne yakhni pulao banaya hai buht maze ka bana hai
+Baba jani ji
Thanks for follow our recipes
Mam muje open bartan me pani ka idea ni hota. Aap batayen
Mashaallah apki recipe bahut simple hoti h
What is the difference of frying tomatoes before putting chicken and after frying chicken then put tomatoes
hummm bot nice look i hai rice ki i will try
+Hina Shaheen ji
Shukriya
Masalon ki quantity and hri Lal mirch Jo ap NY koot ky Dali kitni thi
Please rply zror kren
5hari mirchyn
Oil kitna dala apney
assalamoalikum....i made pulaonas per as ur recipe....its came out the best ever.......👍👍👍👍👍👍👍👌👌👌👌👌👌👌👌
+mehwish_ashar Shahan ji
Walekumassalam dear Thanks
Pulao recipe boht achi hai bt yakhni mean pisi hui piyaz na dalen is se rice mean lais a jata hai. Piyaz ko hamesha cut kr k dalen.
A very good tip. Thanks
@@harshtripathi3554
L
Mam ur repice was very n tasty my full family is like ur repice thanks mam
Tomato zaroori h kya ya nhi
Plz ap ya bhi bta diya kry k ap ny kitny logo k liaa ya quantity bNai hai kitna chawal use kiaa or is ko kitny log kha skty hain
Aunty ystrday nyt i had made dis n i waz awesome .........luv u aunty ....stay blessed....
Thank you sister
As salaamualaikum
This is the most delicious of all pulao I ever cooked
Jazakallah khair
Walekumassalam dear shukriya