Sir mai Private security company me kaam krr rha hu. Mere mata aur pita ji ki death ho chuki hai aur mai abhi unmarried hu .. Mere upr sirf mere grandfather and grandmother dono members dependant hai jinki age 75yrs above hai. Kya mai unhe mere ESIC ke profile me add nhi kr skta?? ESIC nominee unhe lgana skta hu kya? Mere company HR ne kaha hai ki aap unke liye ye benifit nhi le skte...aur nahi unko nominee bna skte.. Please guide me sir
Kindly clear my one doubt. Whether ESI facilities shall be available if monthly payment is more than 21000 per month and employees and employer both are willing for contribution?
Sir main dehradun main ek private company main kaam karta hu office se ghar aate hue 17 Jan 23 ko mera road accident ho gaya hai tabhi se main bedrest par hu aur abhi pata nahi kitna time lagega mughe aapse yeh jankari chahiye ki ESI se mujhe fineansaly halp mil sakta hai ya nahi agar milega too kaise
Sir meri maa ka operation huaa tha ESI card h to eske prti ilaj chal rha tha to unke pas ilaj na hone par to unne rifat kiya tha to mere pas bill bhi hai un ne bola tha clamp mil jayega lekin mila nhi kahi bar gaya me dispensary to bole ki doctor shab nhi aa rhe h to aese krte krte 1 sal se jada ho gaya ab gye to bole jada time ho gaya to me kese clamp lu aap salaha bataye me kya karun
Hello sir me pune me company me job karta hoon. mujhe chronic pancreatitis hai to mera elaj private hospirla delhi me hone wala gai to muje iska esi ka kya लाभ mil sakta hai
Sir ye esic me salary kab aur kaha kaise milti hai hame 1sal ho gaya hai meri jankari me kuch nhi hai aur esic card band ho chuka hai to kya fir bhi salary milegi please help kijiye
Sir mere father ki death April 2019 me ho gayi thi jab hume esic ke bare me pata nahi tha jab me class 7th me tha or papa ke malik ne bhi nhi bataya tha kya ab hume eska benifit mil sakta hai kya
Sir me 6 .7 sal se nokri kar raha hu pa maine esic ka ko bhi labh nahi liya hai aur mari esic kat rani the lakin ab mari salary 21000 hajar se upar hai lakin ab mari eye motiya bind ka operation karana tha lakin ab me kya karu sir please help me.
Employee matlab hum log Employer matlab hamari company k sir log or 20000 se kam salary hai hamari to insurance milta hai humko free treatment jaisa fayda milta hai
Write letters to ESIC officials. They are bound to reply. Make a list of officials and send a letter to esic officials as well as labour commissioner of your district. You can also submit a complaint to PM Modi on PM COMPLAINT PORTAL. When you complaint on Pm portal, govt babus start working quick.
Sir ESI se medicle mai Tabltes bhi free milti hogi n
Sir mai Private security company me kaam krr rha hu. Mere mata aur pita ji ki death ho chuki hai aur mai abhi unmarried hu ..
Mere upr sirf mere grandfather and grandmother dono members dependant hai jinki age 75yrs above hai.
Kya mai unhe mere ESIC ke profile me add nhi kr skta??
ESIC nominee unhe lgana skta hu kya?
Mere company HR ne kaha hai ki aap unke liye ye benifit nhi le skte...aur nahi unko nominee bna skte..
Please guide me sir
Han kr skte ho
Kindly clear my one doubt.
Whether ESI facilities shall be available if monthly payment is more than 21000 per month and employees and employer both are willing for contribution?
well explained.
employee contract base par ho to retirement ke baad kaise claim kare? online ya contractor through?
Very much infomative.
Sir ESi vidhva beneficiaries ko government ka kuchh suvidha mil sekta ya nehi jeise ki indira awas yojona, rashon subidha etc
Sir main dehradun main ek private company main kaam karta hu office se ghar aate hue 17 Jan 23 ko mera road accident ho gaya hai tabhi se main bedrest par hu aur abhi pata nahi kitna time lagega mughe aapse yeh jankari chahiye ki ESI se mujhe fineansaly halp mil sakta hai ya nahi agar milega too kaise
Benifit mila kya bhai
Nahi sir
Company ne sport nahi kiya
@@StarTrack23 hn bhai asa hne hota hai medical benifit he milega jab tum ESI hospital main admit hoge either kuchi nahi
I am a ESI member. My father is state government retired pension holder. Can I add him in my ESI account? Please reply
Esic में 4 month se मेडिसन apply की हो और वह नहीं मिल रही हो तो क्या करे Ro Office से भी कोई reply नहीं मिल रहा है इस पर vedio banaye
Esic wale pension kaise dete hai? Wo to EPS se dete hai na sir? Please explain.
Sir meri maa ka operation huaa tha ESI card h to eske prti ilaj chal rha tha to unke pas ilaj na hone par to unne rifat kiya tha to mere pas bill bhi hai un ne bola tha clamp mil jayega lekin mila nhi kahi bar gaya me dispensary to bole ki doctor shab nhi aa rhe h to aese krte krte 1 sal se jada ho gaya ab gye to bole jada time ho gaya to me kese clamp lu aap salaha bataye me kya karun
Iska koi customer number se help lo maybee help mil jaye
किया 60 साल उम्र होने से employee का esi katega
यदि employee office का सिक्युरिटी गार्ड ka kam karta है night शिफ्ट में
Sar Mera 1 January ko right leg mein fracture hua tha aur mera ESI card band hone wala hai 2 mahine mein kya Mera ilaaj regular chalta rahega
Documents treatment ke baad jama karna hota ya saath saath treatment chal raha ho to jama karna hota hai
Esi m refer hota h kya jyada tar esi hospital m doctor available nhi hota patient 10 % jinda rahega tb refer karega
Sir namste ji. 21000 salary ki rules hai wo basich salary hai kya gross salary hai
Basic salary... Basic+DaA= Rs21000/-.
Mein ESI pension pati hoon ta kya me ration card or pradhanmantri awashik yojona mein apply nehi kr sekti hoon kya
6 sall kam kiya he fir chor diya he toh iss card ka kuch benefit mill sakta he kya 2000 se 2006 tak
Hello sir me pune me company me job karta hoon. mujhe chronic pancreatitis hai to mera elaj private hospirla delhi me hone wala gai to muje iska esi ka kya लाभ mil sakta hai
Agar aap esi me covered hai toh jarur milega
Hai sar mera nam MD Nasim h me ak labar conductor hu mera sawal ya h ki Mera Hait work ka kam hta h me apna labar ka ASI karwana chatte hu
I Work in Surveyor firm, but it has only 7 employee. so can we ask our boss for ESI
Thank you for this information
Sar ESI hospital merko libe diya,mera incharge haspital slip para signechae nehi dia me kiya karu please bataeysar.
Thank you 😊👍
Kya esi se family ko iska benifits milta he?
yes
Sir ye esic me salary kab aur kaha kaise milti hai hame 1sal ho gaya hai meri jankari me kuch nhi hai aur esic card band ho chuka hai to kya fir bhi salary milegi please help kijiye
😂
Sir dava karane me free me hota hai magar kya koi limit hoti hai kya
Agr koi esic ka hospital hai aur vala mere bimari ka elaj hi nhi hai to kya esic muthe dusre hospital me bhejegi
Ghar me mere mummy ka esi bhi kat ta hai aur mera bhi to mere esi me mummy papa add ho jayege kya sir
Sir Maine 10 year job karke job shod diya 10 sal me use nhi kiya to mujhe kuch benifit mil sakta hai kya
Me mp con . Bhopal ki compani me security gard hun to mera ESI card kaha se banega
कंपनी मेडिकल इंश्योरेंस देते हैं तो ईएससीआई डिडक्शन करना जरुरी है?
Yess
company work time accidantal emplay ko kya salary mil sakti hai
एजेन्ट द्वारा मीला फार्म ठीक है या नही कैसे चेक करें फेमिली के पूरे नाम वाला
Bimari ke Karan mrutyu hone per bhi pencil lagu hoti hai kya
Sir iska benefit prangncry Mai mil sakta hai
Sir mere father ki death April 2019 me ho gayi thi jab hume esic ke bare me pata nahi tha jab me class 7th me tha or papa ke malik ne bhi nhi bataya tha kya ab hume eska benifit mil sakta hai kya
Aap ek baar esic k office jaayein
Sir me 6 .7 sal se nokri kar raha hu pa maine esic ka ko bhi labh nahi liya hai aur mari esic kat rani the lakin ab mari salary 21000 hajar se upar hai lakin ab mari eye motiya bind ka operation karana tha lakin ab me kya karu sir please help me.
Sor
Bina PF ke ilaaj ka Paisa milta hai ki nahin
Well Explained
Jo log pehle se hi handicapped hain .. unke liye esic ke bare me btao plz
ESI jo 70%salary deti hai
Woo basic salary par deti hai
Ya fir grosse salary par deti hai
Gross
Kaun-kaun se private hospital ESI mein
ESI rull section 46 bare ma koye vidio bana digiya sir
surely
Yadi sst no aa rahi to benifit milta hai. Kya
Kitna din kam karne ki bad esi lagu hoga
Sir mere paas ESI ka number ya kuch bhi nahi hai aur OTP bhi nahi aa raha hai sir
ESI mein reffer hota hai kya aur iska kya process hai
Agar Kisi vyakti ki Medical ke dauran mrutyu ho jaaye to kya karna chahie
Claim kyse Krna h ?? Ye to bataya nhi video me
Sir jasa kisi ki salary jayada aur fir bhi vo ESI katvana chata haa to iska liya kya kara
हेलो दोस्तों आप से निवेदन है कि पेंशन कितने दिन में बढ़ाई जाती हैं किरपाया esi में जो काम करते
Thanks 👍
How to claim in private company
Kya esi and PF alag alag hotay hai. How to get registration in esi
Yes
Thanks
ESI se IVF karwa sakte hai kya?
maternity leave k liye kese apply kare
Maternity leave ka paysa kayse le
Employer ke kitni salary hoti hai aur ESI ka matlab hota hai kya employer-employee se bada hota hai
Employee matlab hum log Employer matlab hamari company k sir log or 20000 se kam salary hai hamari to insurance milta hai humko free treatment jaisa fayda milta hai
Agar Mera salary 10000 hai to Mera PF and ESI money Kitna kathegaa
100 se Kam bhai
Sir esi or esic kai difference kay hai
Esi card ke liye kase apply kare
Esic इसे पीसीओडी का इलाज हो सकता है pcod
Very 👍
ESI mein marriage certificate nahin hai to
Run at 1.25x .. thank me later
Sir gambhira bimari kon si
Pension kitni how & when
Hello sir good morning 🌅
Bro please stop the music content is good
ESI.ka.hospital.jind.me.kha.h
Bhai main Davai li hai bas amir log ko Davai milati hai garibo ko to line Kada Kada kara ke aur dauda dauda kar maar dalte ESI wale
Acha
How to claim
😊
Koi fayde nahin Hai 9 mahine ke bad to time milta Hai ultrasound karne ka to kis chij ka fayda
Aisa nhi hai pahle din se hi sub service milti hai
😮😮😮
Jay hind
Ha
Kaise band kare
Main bhanuprasad Si Mein Mera Paisa Ek Sal ho gaya hai nahin mila hai kya karun Sar kripya kar bataen
Write letters to ESIC officials. They are bound to reply. Make a list of officials and send a letter to esic officials as well as labour commissioner of your district.
You can also submit a complaint to PM Modi on PM COMPLAINT PORTAL.
When you complaint on Pm portal, govt babus start working quick.
Bakwas ESI ki facility Jo sarkari hospital mein bhi ilaaj nahin hota hai
😐 jise dekho card k bare m hi bkbass kr ra karmchari k bare m koi ni bta raa 💩💩💩
Sir please contact number
Thanks