Sir apne jaise kaha ki content ek particular theme par based hona chahiye but agar content ki sub category mein hum shorts mein theme se thoda hat kar videos daale toh kya kuch issue create hoga? Actually maine banaya toh story channel tha lekin views or subscriber ni aare thai toh maine bhagwan g ki ek adh stories dali or shorts mein bhakti content dalne lagi views or subscriber toh gain ho rahe hai .Lekin yeh sirf as a sub category hi hai mai long videos mein stories hi continue karne ka soch rahi thi lekin apki yeh vedio dekhne ke baad mujhe yeh confusion hai ki mujhe kya karna chahiye kathayein or bhakti content hi apne channel par post karna start karna chahiye ya pir stories post karni chahiye kynki long stories maine jyada post ni hai toh abhi mai mould kar sakti hu jaise chahe apne channel ko .Sir please aap mujhe advice de ki mujhe bhakti content dalna chahiye ya pir stories ?
@@ckctechscreening ok bohot bohot thank you sir apne reply kiya.Apke suggestion ka wait hai mujhe yahi channel hai mera Kathaa Sagar jis se comment kar rahi hu mai .🙏🙏🙏🙏
@@kathaasagar3458 jo aap ki problem hai meri bhi same yahi problem hai mujhe bhi samjh nahi a raha ki main bhagwan ki story vali video uploaded karu yaa fir bhakti bhajan vali karu
Bro mera ek ye wala bhakti channel hai aap pliz mujhe chaek kar ke bataiye ki main video theek daal raha hu yaa nahi bhajan ki video uploaded karta hu channel maine ye ek saal pehle banya tha jis waqt sirf 2 video upload ki thi us ke baad mera exedent ho gaya tha to hospital me admit tha fir ab 2024 main कंटीनू kiya h channel ab regular kaam kar Raha hu mujhe meri do video par copyright claim mila hai kya vo video delete karni chahiye muje ya nahi हालाकि jab main check kiya tha RUclips ki policy to waha likha hua a raha tha ki copyright claim se channel par koi problem nahi hogi fir bhi mujhe डाउट hai ki channel mono hoga yaa nahi ek baar channel chaek kar lijiye ye wala or riply dijiyega
🙏🙏
Thank you 🙏🏻
Nice video
Thank you so much 😊
Very nice 👍
Glad you liked it 🙏🏻
Thanks bhaiya
Welcome 🙏🏻
Full watch
Thank you 🙏🏻
Good morning bhaiya ji ❤
Thank you so much 🙏🏻
Behtrin information thank you sir
So nice of you
मैंने delete kardi hai vo video
Sir apne jaise kaha ki content ek particular theme par based hona chahiye but agar content ki sub category mein hum shorts mein theme se thoda hat kar videos daale toh kya kuch issue create hoga? Actually maine banaya toh story channel tha lekin views or subscriber ni aare thai toh maine bhagwan g ki ek adh stories dali or shorts mein bhakti content dalne lagi views or subscriber toh gain ho rahe hai .Lekin yeh sirf as a sub category hi hai mai long videos mein stories hi continue karne ka soch rahi thi lekin apki yeh vedio dekhne ke baad mujhe yeh confusion hai ki mujhe kya karna chahiye kathayein or bhakti content hi apne channel par post karna start karna chahiye ya pir stories post karni chahiye kynki long stories maine jyada post ni hai toh abhi mai mould kar sakti hu jaise chahe apne channel ko .Sir please aap mujhe advice de ki mujhe bhakti content dalna chahiye ya pir stories ?
Mujhe Apka channel check karna padega uske baad hi apko sahi jankari de paunga, thoda samay dijiye.
@@ckctechscreening ok bohot bohot thank you sir apne reply kiya.Apke suggestion ka wait hai mujhe yahi channel hai mera Kathaa Sagar jis se comment kar rahi hu mai .🙏🙏🙏🙏
@@kathaasagar3458 jo aap ki problem hai meri bhi same yahi problem hai mujhe bhi samjh nahi a raha ki main bhagwan ki story vali video uploaded karu yaa fir bhakti bhajan vali karu
@@Amritsagarvibes hn g mai b wait kar ri hu sir ke reply ka.
Bro mera ek ye wala bhakti channel hai aap pliz mujhe chaek kar ke bataiye ki main video theek daal raha hu yaa nahi bhajan ki video uploaded karta hu channel maine ye ek saal pehle banya tha jis waqt sirf 2 video upload ki thi us ke baad mera exedent ho gaya tha to hospital me admit tha fir ab 2024 main कंटीनू kiya h channel ab regular kaam kar Raha hu mujhe meri do video par copyright claim mila hai kya vo video delete karni chahiye muje ya nahi हालाकि jab main check kiya tha RUclips ki policy to waha likha hua a raha tha ki copyright claim se channel par koi problem nahi hogi fir bhi mujhe डाउट hai ki channel mono hoga yaa nahi ek baar channel chaek kar lijiye ye wala or riply dijiyega
Ok, main apko check karke bataunga jald hi. Thank you
Sir mai Gmail ki hu aap mesage nahi kiye please reply
ok main check karta hu jaldi se jaldi