Sir Gama plus mein bina grid connection wali jagah par only solor se charge hone par agar raat mein battery low ho jaaye to subah fir se solor se charge hone par inverter automatically start ho jata hai ya manually start karna padta hai. ???
Sir mera gamma plus 12v off grid hai isme sara din fan chlta rahta h or subh or saam ko display red hoti h or fan ruk ruk kar chlta h please iska solution bataye
Great 👍
Sir aapke pas meins kio nahi aur pani ki motar aur fridge kaise chalate ho
Light le nahi rakhi
Fridge or tullu pump ispe aaram se chal jata
Night me fridge ko band Kar dete he jyada battery lagake fridge bhi chalaenge
Sir Gama plus mein bina grid connection wali jagah par only solor se charge hone par agar raat mein battery low ho jaaye to subah fir se solor se charge hone par inverter automatically start ho jata hai ya manually start karna padta hai. ???
Restart karke ho jayega
@@nbsenergy automatic hoga???
Is inverter ki display kyo band ho jah kya ys lagatar nahi glow kar sakti
Iski display light hemsa on nhi rhe sakti hai kya
Nahi
Are you used any mcb circuit breaker between solar panel and ips?
Yes
@@nbsenergy DC? How amp?
Unique method to use 2 inverters for demo.
Thanks
Nyc
Inverter ko kaun se mod mein chalayen
Light kitni aati he usi hisaab se chalana hoga
Sir mera gamma plus 12v off grid hai isme sara din fan chlta rahta h or subh or saam ko display red hoti h or fan ruk ruk kar chlta h please iska solution bataye
Ye normal he iska koi solution nhi he
@@nbsenergy thanks for responding sir
Continue fan chlne se koi problem to nahi hogi na sir kyonki mere yha light connection nahi h
Koi issue nhi he
Helica 3550 model solar per automatic convert nahi ker raha. Kase thik kere
Nahi hoga complaint karo
@@nbsenergy wo kehte hai ki battery fault hai
Hello
Good
बटन दबाने पर डिस्प्ले में लाइट जलती है और फिर कुछ देर बाद बंद हो जाती है ऐसा क्यों होता है लाइट जलती क्यों नहीं रहती है ये कोई समस्या है क्या
Nahi koi problem nahi he
सौर ऊर्जा ईनवैटर के फैन बन्द हो जाये तो क्या करना है
कंपलेंट करो या रिपेयर करा लो
Sir aap ne 1 battery pe 2 inverter kio laga rakhe hai
System check karne ke liye
Inverter to ek hi chalta he Purana inverter hata rakha he
Sir nexus Ka lod chak KR ke btaea
Sir filhaal nexus ka pcu available nahi he
Jese hi hoga load testing ki video mil jaegi
Thank you
Online solar se chal Raha nhi h
गामा कम्पनी का सौर लाईट ईन्वैटर
Mera E6 ha rha hai or inverter off ho rha hai bar bar 😢
User manual check kar lo
How many plates needed to charge 150 ah battery
400w
Switch ko pres karke colour badal rahe he
SWIITCH PRESS SE COLOR CHANGE NAHI HOTE H BHAI
Ye iska function hota he
Switch se colour change nahi hote mere bhai
Ok
Overload kaise overcome hoga
Samajh nahi Aya sahi se batao
Mer me red light aa jati hai
User manual check kar lo ek baar
Kabhi kabhi red colour jalta hai
Ek baar user manual padh lo
Sir please help me
Kya hua
Sir H likha aa raha h
Manual dekh lo