Dost, ye natural nahi hai. Maine iske ingredients dheka hai, isme bhi Para-phenylenediamine (PPD) aur Hydrogen Peroxide hai. Ye dho chees reaction karte hai agar aapke skin sensitive hai.
Bhaiya mai pahle Garnier black natural use karta tha but aapke vedio dekhne k bad 2 bar biotique use kar chuka hu but iske use se mere scalp me itching ho rahi hai to kya mai phir se Garnier. Black natural use kr sakta hu ky aap kon sa product use karte ho .
Meine black colour apne ear side wale hairs pr lagaya or 33min. baad wash kiya normal water se or black colour mere scalp mei lag gaya , jiske wjha se alag he colour dekh Raha hai 🙄🙄🙄
Ye dari me bhi istemal kar sakte hai ?
Dost, ye natural nahi hai. Maine iske ingredients dheka hai, isme bhi Para-phenylenediamine (PPD) aur Hydrogen Peroxide hai. Ye dho chees reaction karte hai agar aapke skin sensitive hai.
Bilkul bhi natural nahi hai
Ppd aur hydrozen paroxide dono bhi bahut i khaatamnak hai skin k liye
Mst bhai... Bhot acchi video h ❤️
आपने बहुत अच्छी जानकारी दी इसके लिए आपको बहुत-बहुत धन्यवाद तू काफी नुकसान पहुंचाने वाली कलर है उससे तो यह अच्छा ही होगा
मुझे तो कोई खास अच्छा या प्राकृतिक नही लगा, साधारण ही लगा
Kitne time tak balo me colour rehta he
Bekar hai isse achcha godrej hairdie use karlo
My skin is allergic can I use this color
No
Bhaiya mai pahle Garnier black natural use karta tha but aapke vedio dekhne k bad 2 bar biotique use kar chuka hu but iske use se mere scalp me itching ho rahi hai to kya mai phir se Garnier. Black natural use kr sakta hu ky aap kon sa product use karte ho .
Aap garneir hi use karo me bhi ab wahi karta hu
Can I apply it on my beard?
Sure but first try it on your skin
bahi kitne days tak tikta hai
Issa hair fall to nhi hoga na
Mat lgao godrej hairdy hi theek hai
Meine black colour apne ear side wale hairs pr lagaya or 33min. baad wash kiya normal water se or black colour mere scalp mei lag gaya , jiske wjha se alag he colour dekh Raha hai 🙄🙄🙄
Very bad
Iske jagah Garnier black natural use kar sakte hain kya
Hmm
Aqua colour use kro... 100% chemical free h..
Ok try karta hu
Safe hair colour btao n
Bhai diet pe dhyan do color to normal neha ki hair dye lgalo wahi theek hai
@@aniketkishalini side effects ni hona chiye bhaiya 20 saal ka hu m pure hairs grey ho chuke hai
@@Maniac_11 saloon wale se lagwana bolna scalp me na lagne de
Mera hair white hai may use karo apka opinion keya hai bro
Average hai i think
Use lakshmi krishna natural hair dye.
Apne use karke dekha hai ye
Right
How old are you?
28
Khadi ka kaisa h
Matlab
Khadi black mehndi
Khadi black hair color
@@aliali-ks1cb black mehendi kabhi nahi lagana. Lakshmi krishna hair dye accha hai.
Where will get Lakshmi Krishna hair color
bhai mehandi + indigo hi natural hota hai colour natural ho hi nhi sakta hai
I agree
If it is skin sensitive how it can be a herbal product, natural colour requires longer time not within 15 to 20 min.
Yeah this is not herbal product
Natural hair color hai Kya
Mujhe pure natural nahi laga
Bhai aaj kal konsa product use krte ho
Garnier hair dye
Garniar use kar sakta hun mje elarji huti h dye se tu kon sa color acha h
Pewar camical hi
I agree
Bhai ye prooduct natural nahi hai
Nahi
Dono ki quantity same ki thi Kya?
Hmm