Bade bhaiya , company ne konsa use karne ko bola hai wo aap phle company se pata kijiye , service centre Wale to kuchh bhi dal de , aur dushri bat ki aap thoda engine oil ke bare me thoda knowledge kar le achhe se ki synthetic oil kitni CC bike me aur semi synthetic oil kitni CC bike me use hota hai , humari rider ka engine itna advance bhi nhi hai ki usko synthetic oil ki jarurat pade , 11bhp ki power ke liye synthetic oil se koi mtlb nhi hai apka ye engine 11bhp hi nikalega na ki 16bhp 🙏 service centre ki bato me na aa kar , company ki bat mano aap , bike ko service centre walo ne nhi devlope Kiya hai , bike ko tvs company ne devlope Kiya hai
@@Avbikerbanda haa karlena, mera abhi bhi 1st service nhi hua, To mai dhundne ki kosis ki thi oil filter ...but nhi mila ... Cuz every oil changing ke time oil filter change karwalena sahi hota hai
@@Lifemotive05 bhai ap apne ko hi galat bol rahe ho 😅 Apne bola ki "2000-2500 km ke baad oil filter change hota hai, lekin har swrvice pe oil filter change nhi hota" Are bhai thora to sochke bolo 😅😅 har service to 2000-2500 km mai hi hota hai To baat to ek hi hui na 😅 Dimaag ghas charne gya kya 😂
@@Avbikerbanda SIR JI chahe service 500km ki ho ya 200km ki service tabi complete Hoti Hain jab sabi spare parts bike ke clean ho aur ager air filter clean na ho tho bike bahut aati Hain Bhai.. bike pick up na Lena mileage drop hona bike overhit hona bike top speed na Lena bike running karte time jyada aabaj Karna kyoki ager air filter clean na ho tho bike me ye sabi problem aayegi hi. Kyo air filter bike ka luges Hain jeese humhari ager naak band ho jayegi tho hum oxygen kesse lege.... Samje Bhai Kisi ache mechanic se pucho Jo mein bataya Hain bahi bo batayega tik Sir ji...
Bhai apko 1 sal ho gye honge bike liye hue may lene ki soch rha hu but ak friend bata rha tha 1-2 sal me iska engine kharab ho jata hai bahot avaj karne lagta iske bare me kuchh bataiye
Pagal hai tera friend , mere dost ke pass raider 1 saal se hai ek dum top condition me hai aur average bhi 60 pe deti hai aur mene bhi raider li mereko 1 month hone aaya mereko to bike bahut pasand aayi ❤
Bhadiya bike hai 1 mahine se chalara hoon normal bike se achi lagti hai dekhne me chalane me milega bohat mast deti hai sab shocked ho jate hai 60-70 ke beech me deti hai
@@rushikeshgodase4150 TVS apne engines mileage or new technology ke liye Jani jati hai engine ko leke ek dum befikar hoke ye bike purchase kro bohat refine engine hai bohat kam service mangta hai ... Engine ko leke jayda mat sochiye TVS ne best diya apna isme Indian company hai ye samjhke hi thoda trust kar sakte ho ...
Bhai wahi oil use kar dia unhone chain lube ki jagah Aur kya unhone wo tab se check karne ke liye alag se paise liye kya Bhai chain lube aur cleaning wo sab to free service ke under ata hai to usle paise kyun lage
Sir chain lube me unhone oil use nhi kiya , aur har service center ke alag alag rule hote h , but unhone price wo bataya h jo unke computer data me register tha online baki hume discount mila h , wo hum show nhi kar sakte
@@Avbikerbanda bhai mere bike me bhi oxygen sensor ka issue he bt abhi tak employees ko training nai mili h unko pata bhi nahi oxygen sensor kaha h woh
Ji sir mere me bhi same problem thi , but Meri bike ka software update karne se thik h abhi , ap ek bar oxigen sensor wair check kar lena kati to nhi h
Service mein company Pehla dhona chahie gadi bad Mein oil dalna chahie chain oiling kiya tha kya fayda Pani marne ke bad oil to Fir Se Ud Gaya yah service Sahi Nahin Hai Pahle wash FIR kam Hona chahie
Bhai isme bhi apache wala hi oil 🛢dala jata h tumhre me to tvs sports ka oil dal diya ,second service 5500 pe hai ,socho ye oil kitna din chlega aisi condition me to tumhe 2500 km p hi service krani padegi
First like
भाई आपने बहुत अच्छी जानकारी दी बाइक की सर्विसिंग के बारे में
Nice ❤️❤️🔥👌👌
Thanks
Asi service kub se hone lagi service center me
Bahut mast
এই টা কোন জায়গায় আমার বাইকটি সার্ভিস করাতে চাই। আমার ১ সাভিস শুধু ধুয়ে ছিলো। আমার বাড়ি হাওড়া জেলার
Super vlog , keep it up
Synthetic oil use krna tha bro... Jo aapki bike me use kiya hai wo 110cc bike me hota hai use.
Bade bhaiya , company ne konsa use karne ko bola hai wo aap phle company se pata kijiye , service centre Wale to kuchh bhi dal de , aur dushri bat ki aap thoda engine oil ke bare me thoda knowledge kar le achhe se ki synthetic oil kitni CC bike me aur semi synthetic oil kitni CC bike me use hota hai , humari rider ka engine itna advance bhi nhi hai ki usko synthetic oil ki jarurat pade , 11bhp ki power ke liye synthetic oil se koi mtlb nhi hai apka ye engine 11bhp hi nikalega na ki 16bhp 🙏 service centre ki bato me na aa kar , company ki bat mano aap , bike ko service centre walo ne nhi devlope Kiya hai , bike ko tvs company ne devlope Kiya hai
Semi synthetic hi girega kya sir isme fir
Bhai mai ye khridne ja rha hu base model kaisi hai batao achi hai ya nhi?
Bhai isme sinthetik oil hi dalta hy
Most detailed video ever... 😍
Thanks for this information bro .. ❤️😍
Waithing for milage test video... 😍
Sir milega test Nilesh Shergill channel me aa chuka hai
👌👌👌👌👌👍👍👍
Really nice vlog Bhai...
Bhai isame bhi synthetic use karate hai
T. V s raider ka battery dow ho jaye toh kaise baik start kare
3 gear PE dalkar double stand se piche chakka jor se ghumaho Sur start ho jaigi Nehi to dhakka mar ke start karo
Jay hind bhai
Bhai pls reply... Mujhr iska oil filter nhi mil raha hai ... Kaha hai oil filter ?
Sir mujhe bhi confirm nhi h , but next time service center jaunga to confirm karunga
@@Avbikerbanda haa karlena, mera abhi bhi 1st service nhi hua,
To mai dhundne ki kosis ki thi oil filter ...but nhi mila ...
Cuz every oil changing ke time oil filter change karwalena sahi hota hai
@@satyajitdas4887 har service par oil filter change nhi hota hai.....2000 km ya 2500 km k baad hota h
@@Lifemotive05 bhai ap apne ko hi galat bol rahe ho 😅
Apne bola ki "2000-2500 km ke baad oil filter change hota hai, lekin har swrvice pe oil filter change nhi hota"
Are bhai thora to sochke bolo 😅😅 har service to 2000-2500 km mai hi hota hai
To baat to ek hi hui na 😅
Dimaag ghas charne gya kya 😂
1st service se pahle kitna avarage deta. Tha
Try nhi Kiya tha sir
2023 me mne bike li hai. Muje koi service book nhi mili. Ab kese service krwaya jay
Showroom me jaiye aur boliye service book de , wo denge
Aap kamha par service kera to bro
Bike me aur kuchh prablam to nahi aa rhi h na....mai ise kharidane ki soch rha hu... please reply
Mast hai
Bhai kon sa camera use kr rahe ho aap??
Thanks for the clear video.
Bhai showroom wale psnd ka colour nhi de rhe h.
Ky kru
Sir wait kar sake ap to kar lo ,but colour sab achhe h
@@Avbikerbanda blue colour sbse bakwas h or mostly whi mil aa rha h
@@praveenkashyap608 hatho hath mil rhi hai ya waiting period type kuch hai ??
@@nuclear9977 waiting h 10-15 din ki
Very good detailed service review video bro, but bike was washed after the chain lubrication. I think you should lubricate the chain again.
Nice video Bhai lekin ek kami chod Di Bhai Air filter clean nahi Kiya Bhai ne service is not complete
Sir ji 500km me air filter me kya clean kar lenge aap
@@Avbikerbanda SIR JI chahe service 500km ki ho ya 200km ki service tabi complete Hoti Hain jab sabi spare parts bike ke clean ho aur ager air filter clean na ho tho bike bahut aati Hain Bhai.. bike pick up na Lena mileage drop hona bike overhit hona bike top speed na Lena bike running karte time jyada aabaj Karna kyoki ager air filter clean na ho tho bike me ye sabi problem aayegi hi. Kyo air filter bike ka luges Hain jeese humhari ager naak band ho jayegi tho hum oxygen kesse lege.... Samje Bhai Kisi ache mechanic se pucho Jo mein bataya Hain bahi bo batayega tik Sir ji...
Bhai isme oil filter nhi hai kya??
Nhi sir isme koi oil filter nhi hai , bus ek chhoti si jali hai oil drain bolt ke pass
Mst
How to remove service due indicator in tvs raider ?
1: keep on trip B
2: turn on engine
3: press mode and set buttons same time and turn the key on and hold both buttons for 10 secs
😊
Kitna km pe first service?
Maximum bikes ka oxygen sensor kharap ho jata hay.
Bhai saab phle wash kia jata h
Fir lube kia jata hai
Please advice how to remove service alarm logo in raider
Dono batan ko ek sath push kro kuch time Tak phir key band karke start kro sign chala jayega
Bhai first service me hi mera bill 1950 Rs. Ka bnaya he
Bro bike ka riding experience kaisa ha?
And siting comfort?
Bahut achha sir , 9/10 ki rating hai meri or se 1 year ke experience me
@@Avbikerbanda siting position ya siting comfort kaisa ha
Bhaya agar Service date fail ho gya toh
To 1 service cut kar dete hai free wali , baki koi dikkat nhi h
Engine malfunction lite mtlb bhai
Bhai apko 1 sal ho gye honge bike liye hue may lene ki soch rha hu but ak friend bata rha tha 1-2 sal me iska engine kharab ho jata hai bahot avaj karne lagta iske bare me kuchh bataiye
Pagal hai tera friend , mere dost ke pass raider 1 saal se hai ek dum top condition me hai aur average bhi 60 pe deti hai aur mene bhi raider li mereko 1 month hone aaya mereko to bike bahut pasand aayi ❤
@@harshadsinhrathod6899 kitne ki li tumne
Bhai raidar 125 kaysa raherega ham lena ka souch rare hai
Bhadiya bike hai 1 mahine se chalara hoon normal bike se achi lagti hai dekhne me chalane me milega bohat mast deti hai sab shocked ho jate hai 60-70 ke beech me deti hai
@@mohitjoshi9425 engine kaisa hai long term ke liye. Jaisa honda ka hota hai?
@@rushikeshgodase4150 TVS apne engines mileage or new technology ke liye Jani jati hai engine ko leke ek dum befikar hoke ye bike purchase kro bohat refine engine hai bohat kam service mangta hai ... Engine ko leke jayda mat sochiye TVS ne best diya apna isme Indian company hai ye samjhke hi thoda trust kar sakte ho ...
@@mohitjoshi9425 tumne liyi hai onroad kitna pada aur location?
@@rushikeshgodase4150 1 lakh 4 thousand on road in Roorkee location
Bhai wahi oil use kar dia unhone chain lube ki jagah
Aur kya unhone wo tab se check karne ke liye alag se paise liye kya
Bhai chain lube aur cleaning wo sab to free service ke under ata hai to usle paise kyun lage
Sir chain lube me unhone oil use nhi kiya , aur har service center ke alag alag rule hote h , but unhone price wo bataya h jo unke computer data me register tha online baki hume discount mila h , wo hum show nhi kar sakte
@@Avbikerbanda acha thik hai
Bhai me to West Bengal se hu mera bike purulia Ashok tvs se liya hu mera first service to Rs 840 liya he bhai mera bhi raider he
bhai tvs raider k user manual pe tvs walonne likha h first free service me oil free milta h .. check karo page no 25 pe niche likha h
Ji sir humne dhyan nhi diya
@@Avbikerbanda bhai mere bike me bhi oxygen sensor ka issue he bt abhi tak employees ko training nai mili h unko pata bhi nahi oxygen sensor kaha h woh
@@Avbikerbanda aur upar se engine malfunction light ja nahi rahi h nd also intelligo feature kam nahi kr rha h
Ji sir mere me bhi same problem thi , but Meri bike ka software update karne se thik h abhi , ap ek bar oxigen sensor wair check kar lena kati to nhi h
@@Avbikerbanda ok Thank you i will check kal he 1st service kal pata chal jayega
On road price kya hai bhai banda me
1.19 lakh
Mileage test after first service sir in 50-60 speed
55+
Location kya hai service centre ka bhai ?
Service mein company Pehla dhona chahie gadi bad Mein oil dalna chahie chain oiling kiya tha kya fayda Pani marne ke bad oil to Fir Se Ud Gaya yah service Sahi Nahin Hai
Pahle wash FIR kam Hona chahie
Wash ke bad fir se Chen spray Kiya Gaya tha
Nice
South कि राज्यों के showrooms में अभी तक नहीं आई है Raider.
Bhai first service to free hoti h na
Bhai pahla service kitna din ke andar karvana padta hai
45 days ke andar or 700km ke baad..
Chain tait hone k baad chain se awaz aayi
Bhai Tera oil Kam dala h ye wala oil nhi h ye 800ml wala h isme 1L wala dalta h ...😆😆
Nhi sir , 1L hi pada tha , humne dibba dekha tha phle se hi fir usko diya tha dalne ko
Ashok tvs purulia service achhcha nehi deta he
Me abhi le kr aaya hu bike 1 week hua he mujhse bola h oil ke 700 rps lgenge.
Bahar se synthetic grade ka lelo kissi achi company ka gulf,Mobil ,Castrol
Mujhe itne ka hi bataya h
Price?
Engine Oil tere me galat dala mere raider me 750 wla dala Qki next service 3000km pe h esliye high Quality ka dala
Oil 320 wala hi dalta h humesa agr time to time service krwate h to
3 service krwa chuka hu abi tk
Mai 2nd Service krwa Chuka Hu 750 wla dala
First service mai kitna paisa laga hai?
420 rs
Fake
416 rs🥶
815 rs
Strange service, chain and parts ki oiling ke baad kaun wash karta hai?????
😂😂😂
Oiling ka faayda he kya hua🤣🤣🤣🤣
😥😥
Mera to engine oil cost 715 aaya hai
Ok mere se bhi 800 liye... 1st service.... Cost jyada hai.. Synthetic oil ki wajah se 715 ka tho oil hi hai.. Lucknow me..
Mere se 715 rupya liya 🥺🥺
Mere se 800
Oil mehga wala tha islia mujhse bhi liye 800
420 me Nahi hoga
Bhai isme bhi apache wala hi oil 🛢dala jata h tumhre me to tvs sports ka oil dal diya ,second service 5500 pe hai ,socho ye oil kitna din chlega aisi condition me to tumhe 2500 km p hi service krani padegi
Service book me yahi oil likha h sir
Jay hind bhai