Bahut jyada heat,kam dhoop,ya mitti ka lagatar gila hona, insects, nutrition ki kami.. Isme se koi bhi reason ho sakta hai.. Barish ho rahi he to pure din ki dhoop me rakhe.. Mitti bahut gila na rakhen...barish ho rahi he to bewajah pani na dalen jab tak mitti sukhe na,barish me niche ched se pani niklta ho.. Sea weed or banana peel fertilizer de sakte hain.. Sea weed na hone par.... banana or pyaz ke chhilke ka liquid fertilizer dena chahiye 15 din me ek bar
Mam santre ke chiklo ka fertilizer use kar sakte hain ?
Thanks for showing how to grow new plants. And to put in the plants which fertilizer. Thanks🌹 a lot.
Thank you so much Mam for this informative video
Mam.neeboo ka enzimemngra kode sake hain .thanks please reply .
🎉🎉🎉
Mere jad me kida bahut aae mereatti me kida bahut aae kya karumy
Kya baarish me mogra ko fresh tea de sakte hai, yahan contneous baarish baarish ho rahi hai, pls reply😊
De sakte hain, lekin jab bhi barish ruke tabhi dena hai
Gudl me kida bahut aae kya karuam batahi ye
Hello ma'am..... jo fertilizer hm rose plant m use krte h kya wo axora or pentaz pr bhi use kr skte h..... please suggest me
Yes.
👏👏👏 धन्यवाद
Thanks ❤
Mam throri throri puring kar sakta ha
Kar sakte hain
Thank You dear.
Sunlight kitna chahiye mongra plant ko? Please reply
Full sunlight me rakhe
Bahut sari kaliya banti hai par Mogra ke phool poore khilte nhi hai..kya karna chahiye
Bahut jyada heat,kam dhoop,ya mitti ka lagatar gila hona, insects, nutrition ki kami..
Isme se koi bhi reason ho sakta hai..
Barish ho rahi he to pure din ki dhoop me rakhe..
Mitti bahut gila na rakhen...barish ho rahi he to bewajah pani na dalen jab tak mitti sukhe na,barish me niche ched se pani niklta ho..
Sea weed or banana peel fertilizer de sakte hain..
Sea weed na hone par.... banana or pyaz ke chhilke ka liquid fertilizer dena chahiye 15 din me ek bar
Thanks
🎉🎉🎉
Kya ye tarika gulab aur gulhad pe bhi use kar sakte hai..
Kar sakte hain
Ek saath kitne fertilizer de sakte hai?? Konse konse sathme de sakte hai? Mera plant abhi chota hai
Do se teen fertilizer ek sath de sakte hain,15 din me ek bar,
@@greenhouse1 thank you
New rut a rhi thi pr ab pta nhi ku shukh gya kya kre mam
Kuch samsya aayi tabhi sukha he
Mogra plant ki halat thik nahi hai